Mere yaha pencil se moti cutting grow kar raha hu nahi grow ho rahi hai polythene cover kar ke bhi try kari vo bhi nahi lagi aur water me bhi lagaye usme bhi root nai aa rahi to ab kese lagavu indirect sunlight me thi cuting aur march ke last week me lagai thi but new leaf aake jal gaye
Soil loose kery or koi liquid fertilizer dey. Jesay NPK19 19 19, ya seaweed. Morning ki halki dhoop miley plant ko. Ya evening ki. Indoor ya complete shade mey plant na rakhey .
❤❤❤❤
फारच छान माहिती आहे
Thank you for this information
🎉🎉
Nice sharing
Thanks for the info
Nice information
Good sharing thanks. Mai jrur try krungi. Kya yeh kaam rose and hibiscus pr bhi kr sakte hai. Kya woh bhi grow karengi
I had asked you about artificial grow lights as there is not enough light in my coridore
Mam sab kerny ka baad bhi bahut Kam ik bar flowering aati hai pure sal mein
Sarso Khali fertilizer bhi deta hun fir bhi flowering nhi hoti
Mere yaha pencil se moti cutting grow kar raha hu nahi grow ho rahi hai polythene cover kar ke bhi try kari vo bhi nahi lagi aur water me bhi lagaye usme bhi root nai aa rahi to ab kese lagavu indirect sunlight me thi cuting aur march ke last week me lagai thi but new leaf aake jal gaye
Mam चिकनी मिटी में अगर रेत नही मिला सकते तो क्या मिलना है उसमें
Cocopeat mix kery.
Mera bogenvilla ak baar flower ane ke baad ab nai a rahe kya karoon
Water change jarna hai kya
mam mere croton cuttings grow nehi ho rahe
cuttings sirf tiin patto ko hi maintain kar raha hai 6 mahine se
abhi mujhe kya karna chahie
Soil loose kery or koi liquid fertilizer dey. Jesay NPK19 19 19, ya seaweed. Morning ki halki dhoop miley plant ko. Ya evening ki. Indoor ya complete shade mey plant na rakhey .
Water change karna hai kya
Ji bilkul 4 to 5 days mey change kery.
Very very informative thanks
Paani mei roots kitne din mei aayengi ?
15 days mey hi👍
Nice information