hai Lekin wo aapko Accessories me lena padega ... aur uske liye aapko 3000 Rupey Extra pay karne padenge, jisme aapko 5 cheez Milegi, 1. leg gaurd 2. Visor. 3. Center Stand. 4. Seat Cover. 5. Helmet. Helmet ki Quality bahut Badiya hai, Revolt ki Badging Rahegi Helmet me par wo Vega se Banwate hai.. 2 Hazar kaa to lagbhag Helmet hi Hoga ..
Uske liye 2 button hai Screen ke uper, par usko use karna Difficult hai, jab mene use trip wagera set karne ke liye dabaya to mujhe Delay Response mil raha tha..
Ye gari bhul se bhi nahi lena bhai kalene liya 80 km eco mode chalta hai company ham jese grahako ko lutte hai 😢 city mode 60 sport 50 km rv 1 plus ke bare me kah raha hu ham to barbad ho chuke hai aap log bach ke rahna bhai jo bhi ye gari lenge lene se ye massage jarur dhyan se padhiyega bhai
Electric Vehicle me Range jo Company claim karti hai, aur jo Road me actual range hoti hai, usme farq hota hi hai. aur bhi problem h, wo bataye , aur aap kaha se ho, if possible I like to get your opinion .
battery Pack Chhota hai, aur Insurance claim nhi milega ... 2.2kwh Battery hai,, Specker lagane par range me kaami aa jayegi .. baki fir bhi aap chaho to lag jayega.. usme Button lagi hai, bas system lagwana padega..
Mat lena yah bike bahut bekar bike hai company wale bevkuf banate hain logon Ko bechne ke time to bahut meethi meethi baten karte hain aur uske bare mein company mein aap jab lekar jaaoge guarantee period mein saman replacement nahin dete Hain
Ye problem dealers ki, Company Policy banati hai,, par Dealer use follow nhi karte kyu ki Part Replace karne par dealer ka time barbaad hota hai, aur profit ke naam par sirf Service Cost milti h...
Bhai aap 1 crore ki ev lo ya 10k ki. Sabhi EV ki service nahi hai. Khud apne risk pr chlao bs. Me pichle 14 saal se EV car chla rha hu & ab iska pura engineer bn chuka hu. Ab maine rv1+ li h parso.
ohh ,, I have seen this, but I didn't know that was Mahindra Product and its 14 Year old.. I have never been fortunate to experience "Reva i" but it is small Cute looking car..
Isme...double..stand... Nahi...h..kya..
hai Lekin wo aapko Accessories me lena padega ... aur uske liye aapko 3000 Rupey Extra pay karne padenge, jisme aapko 5 cheez Milegi,
1. leg gaurd
2. Visor.
3. Center Stand.
4. Seat Cover.
5. Helmet.
Helmet ki Quality bahut Badiya hai, Revolt ki Badging Rahegi Helmet me par wo Vega se Banwate hai..
2 Hazar kaa to lagbhag Helmet hi Hoga ..
@autonimal thank.. you.. Bhai..
Bhai iske meter me Time ko kaise adjust karen?
Uske liye 2 button hai Screen ke uper, par usko use karna Difficult hai, jab mene use trip wagera set karne ke liye dabaya to mujhe Delay Response mil raha tha..
@@manozxonyOfcourse, same problem h yaha bhi but ik baar kaise n kaise karke time Set krenge to bad me kabhi dbane ki jarurt nahi hai
Rv+1 160 km tak bataya gaya hai
Haan Company Claim Karti hai 160km, par True Range 135 - 145 km ki milti hai..
Ye gari bhul se bhi nahi lena bhai kalene liya 80 km eco mode chalta hai company ham jese grahako ko lutte hai 😢 city mode 60 sport 50 km rv 1 plus ke bare me kah raha hu ham to barbad ho chuke hai aap log bach ke rahna bhai jo bhi ye gari lenge lene se ye massage jarur dhyan se padhiyega bhai
Electric Vehicle me Range jo Company claim karti hai, aur jo Road me actual range hoti hai, usme farq hota hi hai.
aur bhi problem h, wo bataye , aur aap kaha se ho, if possible I like to get your opinion .
Sounds is me aata he kya?
nhi, isme sound effect nhi hai,,
saound effectr RV400 me milega,
RV400 me bhi ek Bina sound Effect wala Variant hai jise Company RV400brz kehti hai..
@@manozxony is me sounds effect laga sakte he
battery Pack Chhota hai, aur Insurance claim nhi milega ...
2.2kwh Battery hai,, Specker lagane par range me kaami aa jayegi ..
baki fir bhi aap chaho to lag jayega.. usme Button lagi hai, bas system lagwana padega..
Mat lena yah bike bahut bekar bike hai company wale bevkuf banate hain logon Ko bechne ke time to bahut meethi meethi baten karte hain aur uske bare mein company mein aap jab lekar jaaoge guarantee period mein saman replacement nahin dete Hain
Ye problem dealers ki, Company Policy banati hai,, par Dealer use follow nhi karte kyu ki Part Replace karne par dealer ka time barbaad hota hai, aur profit ke naam par sirf Service Cost milti h...
Bhai aap 1 crore ki ev lo ya 10k ki. Sabhi EV ki service nahi hai. Khud apne risk pr chlao bs. Me pichle 14 saal se EV car chla rha hu & ab iska pura engineer bn chuka hu. Ab maine rv1+ li h parso.
14 Saal Pehle kon si EV Car aati thi boss..????
@@manozxonyMahindra Reva i. I changed its batteries to Lithium.
ohh ,, I have seen this, but I didn't know that was Mahindra Product and its 14 Year old..
I have never been fortunate to experience "Reva i" but it is small Cute looking car..