bhai yo ek no ki video h bhai shab apki video ki vjha se ajj bich raste m khrab hogyi thi gadi yo video dekh ke leke ayaa hun bhot bhot merbani bhai shab agar apka mob no mil jata to phn kr apka thanku krta bhai shab
Bhai mery wagnar bhi eseei hi hai sarii light a ry hai petrol bhi a ry hai fir bhi start ni ho ry hai Aur bhai apka idea suparb hai bhai aap aur vedios dale
Bhai ye Same model Alto ka engine oil change karte samay oil bottle ka cover bhi sath me andar chala gya engine kharab to nahi hoga .....ya oil filter use catch kar lega ??
Mere pass grand i10 petrol 1.2 h .. uska R/M flactuate hota h. Ac on krte hi or gadi bhut dab jati h .. mene spark plug, throttle body, air filter sb change kra diya.. oil control valve b lga k dekh liya.. bt. Problem solve nhi ho rhi . Plz suggest kya check krau ab ??? 34000 chlo h abi tak gadi plzzz help me
Uska koi 1 cylinder kaam nahi kar raha hai Kisi 1 cylinder ka spark plug ya phir injector kaam nahi kar raha hai ,ya phir Kisi Ek cylinder Ka head valve leak hai
मेरे कार के साथ भी ऐसा ही समस्या है । लेकिन यह समस्या कार को कुछ देर तक चलने के बाद आता है। और 10-15 मिनट रुकने के बाद पुनः अपने आप mobilizater और check light का निशान आ जाता है और कार चालु हो जाता है। आपसे अनुरोध है की अगर आप इसका निदान बता सकते है तो कृपया मेरी मदद करें । यह समस्या पिछले एक साल से है।
Bhai meri gaadi bhi ase. Hi problm dikhati h but usme. Me. Y hota. H ki jb hum gaadi ko 1 ya 2 din usko bnd. Karke Khadi kr dete. Hai to gaadi start nhi hoti start krne ke liye Invertor battery se jodna padta h tb start hoti hai Or battery bhi badalva rakhi h nayi battery hai..... Bhai koi soluntion h to batao naa. swift dzire 2013.
Bhai maruti suzuki ritz deasel ka bhi 1 video banake bhejo usme bhi yahi sem problem he usme bhi chek eng laigt nahi aa rahi he mere gerej pe bhi kariban 1 saptase gadi aayi he problem sol nahi ho pa raha he
Bhi mujhe ye batoo Maruti 800 5speed alto engine is me ek problem hi temrejer is ka dikka nahi Raha hi is ka fan bi chel nahi Raha hi Mai ne temreje senser 3 new lagaye fir bi froblem sooll nahi horaha hi jeb Mai tem switch ka shoket direct wayer Laga ke chick Kiya to tem ka kata sahi hi muje is ka problem batoo yaar pilz
bhai yo ek no ki video h bhai shab apki video ki vjha se ajj bich raste m khrab hogyi thi gadi yo video dekh ke leke ayaa hun bhot bhot merbani bhai shab agar apka mob no mil jata to phn kr apka thanku krta bhai shab
Nice video bhai main aapka sab video dekhta hoon bhai
Very nice Bhai mai v auto electrician hoon mujhe bahut axa laga
Apki sabhi video bahot sahi hain
Bhai mery wagnar bhi eseei hi hai sarii light a ry hai petrol bhi a ry hai fir bhi start ni ho ry hai
Aur bhai apka idea suparb hai bhai aap aur vedios dale
भया मेरी गाडी चालु हो गई thanku so much
Very good information sir 🙏👌🌹❤
Bhai bahot badiya, Direct promblem wali car pr dekhne ko mila, thanks
Thanks bro bahut achchhi thi video
Alto start korne ka tarika acca tha sikhane ke liye tq
krishna Red
Mast he
Thanks sir Nice video
Bahut axh vidiyo hai sar g
Thanks for the video bhai good work
Aur bhi ESE videos banate rahiye
Ok bhai
सर मेरे हजारों को बचाती है आपकी इस वीडियो ने
thank you
Thanks bhai jaan meri gadhi start ho gayi
Thanks
Very nice video bro....👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻
bahut acha. ..Nice
Thank you bhai
Nice bhai
bhai 1 number video banatahe
बहुत बढिया
Good job sir 👌👌
Good sar ji
Bahut hi badiya video Bhai kya apka no. Mil sakta hai boss
nice video
Nice bhae
sahi he bhai yunus dada
Nice video
Friend .vidio full bana ke dikhaya kare piz.apne wayar cheak krte huye nhi dikhaya
Ok
Badiya video he
Sar meri alto 2016 model ka tamrechar signal sho nahi ho rha
Bhai new model alto ke sensors ka v video upload kar dete
Super job eeco ka bano
Ty sir😊
sir kitna khaaracha aaarga iska....ecm defective keh re? alto 800 -2009......
please reply
Sir distributor kesai atjust karna hai ya car ka
Thank🙏💕
और क्या-क्या परेशानी रहती है उसके बारे में भी बताना चाहिए उससे आगे
Good bhai
Nice bhi
Good
👌👌👍👍
Bhai ye Same model Alto ka engine oil change karte samay oil bottle ka cover bhi sath me andar chala gya engine kharab to nahi hoga .....ya oil filter use catch kar lega ??
kabhi light jalta hai aur band kar k fir on karo to na light aata hai na start hota hai kabhi fir automaticly aa jata hai
Good job
Very nice
bhai suply ka current rellay tranfer karta hai na direct mean nhi aa raha tha ya egnition ka
Super
Nice
Battery sa direct karenge to kuch hoga kya
Nice👍
Direct corent se shot nahi hoga Kya Naya acm daona sahi hoga batao please Meri car me yahi problem hai
Bhai Apne problem solve kar de lekin aapne Dekha nahi ke kis wajah se problem Thi aur aapne kya kiya toh Yeh problem ok ho gayi
Good diagnosed
Bai ye prblm meri car m bhi a rhi yahi same
e c t senser ke bare me video bnao
Ok
Relay ke niche se koi bhi wire cut kar sakte hai kya?
yaar alto lxi 2010 m power steering hota h ??? plzzz bta do
किसी मे होता है किसी मे नहीं ac वाली मे होगा
Mere pass grand i10 petrol 1.2 h .. uska R/M flactuate hota h. Ac on krte hi or gadi bhut dab jati h .. mene spark plug, throttle body, air filter sb change kra diya.. oil control valve b lga k dekh liya.. bt. Problem solve nhi ho rhi . Plz suggest kya check krau ab ??? 34000 chlo h abi tak gadi plzzz help me
Uska koi 1 cylinder kaam nahi kar raha hai Kisi 1 cylinder ka spark plug ya phir injector kaam nahi kar raha hai ,ya phir Kisi Ek cylinder Ka head valve leak hai
Mujhe aap se kuch puchna hai Gadi ke baare mein
Sar g disal gadi vi vidyo banw sar g
Bhai good mn
Ecu light ok hai
Wiring check kiya
But current nahi aa rahi hai please help karo
Kaun se circuit me current nahi aaraha hai
Maine relay aur fuse check kiya hai wo thik hai
मेरे कार के साथ भी ऐसा ही समस्या है । लेकिन यह समस्या कार को कुछ देर तक चलने के बाद आता है। और 10-15 मिनट रुकने के बाद पुनः अपने आप mobilizater और check light का निशान आ जाता है और कार चालु हो जाता है। आपसे अनुरोध है की अगर आप इसका निदान बता सकते है तो कृपया मेरी मदद करें । यह समस्या पिछले एक साल से है।
connector check karo aur ecu supply bhi check karo agar yah sab complete hai To fir ecu mein fault ho sakta hai
@@Tariktechnician ok...मैं आपके सुझावों का स्वागत करता हूँ और ये सब काम करने के बाद पुनः आपसे सम्पर्क करूंगा । धन्यवाद ।
@@Tariktechnician Bhai agar Alto k ECU me fault h to kya repair ho sakta h ya change krana prega?
Hello bhai ji meri gadi mein bhi yahi samasya hai
Bhai meri gaadi bhi ase. Hi problm dikhati h but usme. Me. Y hota. H ki jb hum gaadi ko 1 ya 2 din usko bnd. Karke Khadi kr dete. Hai to gaadi start nhi hoti
start krne ke liye Invertor battery se jodna padta h tb start hoti hai
Or battery bhi badalva rakhi h nayi battery hai..... Bhai koi soluntion h to batao naa.
swift dzire 2013.
Meri zen car mai b same issue hai,,, ecm relay mai current ni aara and injectors mai bhi nhi,
ICU relay may current nahi aayega Tu Kahin Bhi current nahi aayega pahale e ecu ke supply ko ok karo
Relly ke tar kisme jorna hai jo cut kiya hai
Thanks
Hii
Call me bro my number. please help. 9365102621
hi mere pas alto 2005 lxi hai car idle neutral per raheti hai acceleration sound bahut jyada aata hai
pls rply
Aur video banao bhai
Bhai same problem Wagon R mein hui thi to mechanic ne direct kr diya h aur car chal re hai.Ye direct kr dene se koi effect to nhi padega na???
kya agar relay 1 ki power supply nahi aa rahi ho, kya tab bhi yehi method use karenge?
Es kay rijan ho sakta hai aap pliss hamei batai
Sir relay me main wire (jo apne positive se joda) uska pta kaise lagega ki Kon se wire h .
Bhai mane relay ka bhi video bnaya hai aap use dekh sakte ho
Sir gari start hone k baad b ecu light on rehti hai kya problem ho sakti hai
Mere pass b alto LX h isme ye ECU ka sign aane se car start nahi hoti kya problem h ?
Wiring me kahin fault aarha hai
Ye batao bhai jab main key lagakar on karta hu to dash board me check engine light or battery ka indication show NH hota hai to kya problem hai?
Ham aap sa 1bat puchana chahate hei
Cheak engine light sabhi fuj sahi hai uske bad Kay kre
Bhai maruti suzuki ritz deasel ka bhi 1 video banake bhejo usme bhi yahi sem problem he usme bhi chek eng laigt nahi aa rahi he mere gerej pe bhi kariban 1 saptase gadi aayi he problem sol nahi ho pa raha he
Hello sir mara pass Alto lxi 2006 model hai uss ma jab start kartay hain to koi b light nhi aya self nhi uthati gari kya masla hai
Jitu Rajkot ok 🆗👌
Bhai Ecco car pe banoo Ecco mai vibrate hoo rahi hai start rakh kay vibrate ho raha hai
Maruti 800 Ka Bhai ecu light lag nai raha to Kay kare please koi trick bataye
Direct kis taar mein diya curent
Hamei aap se bat karna hai
Gari setat hota hei par exletar nela par gari band ho jata hai
mohan lalmeena gopalpura
Bhai ap kaha ke hoo
Up gonda
Maruti gypsy electric system ke bare me jankari
Kon sa divais us karteho
Carman Ka
Alto hmari jhatke leti hai slow me chalate tym iska kya problem hai
1tho maruti suzuki alto hai jo ki oto estat hotahei par exletar nela par o band ho jata
But switch off pe bhi engine check indicate Kar raha or engine oil ka bhi show Kar raha hai sir maruti gypsy ka Kya problem ho sakti hai
Bhi mujhe ye batoo Maruti 800 5speed alto engine is me ek problem hi temrejer is ka dikka nahi Raha hi is ka fan bi chel nahi Raha hi Mai ne temreje senser 3 new lagaye fir bi froblem sooll nahi horaha hi jeb Mai tem switch ka shoket direct wayer Laga ke chick Kiya to tem ka kata sahi hi muje is ka problem batoo yaar pilz
Kal video Banake upload Karunga usse dekh lena
Engine sahi hai ya kharab uske upar nikalo
Ok
Hamei kuch samajh mei nahi a rahei ki mai kay aur chak karu
chat.whatsapp.com/Jx8JEwQszGb5xHLNH6PhYs
Sona sar g app vidyo nahi milta nay q
Humari gadi ma b yi he prblm hai sb kuch cheek kiya lykin fr b nhi arhe hi
Bhai ye to tum chavi such se direkt kar dye ho men falt kaha se hai wo batao
Bhai Aise Mein Toh Aisi I'm short Karega
Wire galat jagah par lagega to sort Karega