Mera Epson L380 Printer hai.. jo problem aapne power ka btaya ki ek bar agr off kr do to bar bar cable ko change karke lgana padta h jaldi on nhi hota to kabhi service required btane lgega same problem mere is Printer me aati rhti h bhot preshan hu
Sar CG shram card mein ek video banaaiye main live photo capture nahin kar pa Raha Apne PC windows 10 mere pass ek zebronics ka camera hai Apne PC windows 10 mein kya install Karen jisse live photo capture kar sake please reply me and solve this issue
bhai main apka videos dekhta hoon main mera ney cyber cafe ke liye kal hi Epson L3252 lene jane wala tha aap bohot esprenced ho aap please kuch suggest kijiye kya karna chaiye mujhe jaldi se please bhai...
Epson ka printer sabhi sahi hai apne capability ke hisab se bas apko knowledge nahi hai ki kis problem me kaise thik hoga kiske wajah se problem aati hai
Mere pass bhi hai Epson printer continuously 3 Page print karne baad yesa lagta hai ki printer chalna band ho Gaya.Itna slow ho jata hai ki baat hi mat Karo
Color printer hai bhaiya photo copy kijiega printer slow chalaga he kyu ke mera pass Epson ka printer hai usma photo copy kijiega to printer slow hojaga
Sahi bata rahe ho bhaiya yeh Bahot hi ghatiya printer hai hum 3110 le kar phas chuke hai L360 achcha tha woh band kar diya company wale jaan kar ghatiya printer bana rahe hai bilkul lene wala nahi hai
@@Md_Arif_2313 sahi kaha bhai sabse best hai all ek baar 99 pege print kre aur koi me nhi hai lezerjet ke alawa all in one hai photo bhi nikalu best rahe ga
Ye ghatiya printer hai iska main problems- Off ho jana Red light blink krna Lining ka problem Paper fas jana Disc encoder ko bar bar saf krna pdta hai Photo copy 5 ya 6 se jyada krne pr insult kra deta hai customer ke samne Kbhi bhi colour mismatch ho jata hai Head cleaning ki jarurat bhut jyada pdti hai jis se ink bhut jada khtm hota hai 😢
Mere pass bhi h abhi private se service krakar laya hu kuchh document xerox krne ke baad linings aane lagta h fir thik ho jata h fir se line aane lagta h aise hi chalte rahte h😊
Mera Epson L380 Printer hai.. jo problem aapne power ka btaya ki ek bar agr off kr do to bar bar cable ko change karke lgana padta h jaldi on nhi hota to kabhi service required btane lgega same problem mere is Printer me aati rhti h bhot preshan hu
Epson Resetter Adjustment program set kijiye
Thik ho jayega .Mera bhi aesa hi ho rha tha
Maine khud thik kiya h
Free me milta hai kya
Yes
Epsion resetter tool provide karao free
Sahi Video banaye bhai mai use kar raha hu Epson L3210 Pareshn hu chuka hu
Sahi bola aap ne Epson ka ye printer tik nahi hai hum bhi presan hai is modal se
Dost iski pc se conect hone wali kebal ko hatakar power Dene ke bad isko 5 second bad power buton dabana 100% ek bar me on hoga mere 2 printer hai ye
Konsa printer purchase kare bhai 14k below... pls reply
Epson 3210 me colour printing kriye to achha hai.
Photo copy ke liye hp लजेरजेट 126a ले लो
अब करो जितना फोटोकॉपी करना है।
Best laserjet printer kon sa le ???
Sir, is video me jo desktop monitor dikh raha hai us par ek video banao please🙏🙏 matlab monitor konsa kharide?
Ok sir
Sir
Agar epson 3260 le lu to kaisa hoga ?
Matlab usme to display hai
Error ayega to show karega
Hii sir muze csc centre or all id lena hai totla kitna khacha lagaega cyber cafe ka all id ke liye cost kitna lagega
Jald hi video ayega
Ye btao kon sa printer le
Tou phir ajj konsa buy krnga for study purpose
Passport size photo nikalne ke liye konsa Printer best hai Epson ya Canon ka
@@RajeshSingh-bb1qk Epson setting
CSC id se kya Kya kam kr sakte hai
Bahot
Hello bhai online rasid katane ka kya price le costamar se
Shadi Card printer kon sa best hai bhaiya 20k₹ 30k₹ andar
Screen printing is best
Best printer hai bhai epson l3210 ❤
Canon g2020 sabse best hai all ek baar 99 pege print kre aur koi me nhi hai lezerjet ke alawa all in one hai photo bhi nikalu best rahe ga❤❤❤❤❤
Hows canon G3012??
Bhaiya Cannon pixma G3012 kaisa hai le sakte hai ya nahi
Jawab digiye na
Bhai abhi Flipkart me offer he canon pixma g3770/ 4770 koi bhi lelo acha he
Merea printer yahi hai lekin red error 😢😢dikata hai scan nhi karta Kai baar😢😢😢
Mp ऑनलाइन के काम के साथ साथ आधार कार्ड उपडेट की id कैसे लेते है भाई
Mere pass l130 hai , on karne wala button bhut bar dabna padta hai .
Sar CG shram card mein ek video banaaiye main live photo capture nahin kar pa Raha Apne PC windows 10 mere pass ek zebronics ka camera hai Apne PC windows 10 mein kya install Karen jisse live photo capture kar sake please reply me and solve this issue
Ok sir
Bhai passport size photo ke liye kaun sa printer best hai
Canon
Epson 8050
Sahi kaha bhai rula deta hai
Sir Voter ID ki bare mai video banae
Sir ji csc ke liye inkjet printer sahi rahega
Nahi ❤❤❤
Yes
Mera pass 3 printer hai best hai
Bhai hm Brother ka use kar rahe 4 saal ho gya abhi tk koi issue nahi hai
Koi issue nhi ayaa hai isiliye apko iske bare me apko kuch bhi nahi ptaa
Bro brother ka konsa model liya?
DCPT310@@sudipdas134
bhai main apka videos dekhta hoon main mera ney cyber cafe ke liye kal hi Epson L3252 lene jane wala tha aap bohot esprenced ho aap please kuch suggest kijiye kya karna chaiye mujhe jaldi se please bhai...
Bhai Canon best rahega
Hp?@@Smartprinting2m
Epson ka printer sabhi sahi hai apne capability ke hisab se bas apko knowledge nahi hai ki kis problem me kaise thik hoga kiske wajah se problem aati hai
Mere pass bhi hai Epson printer continuously 3 Page print karne baad yesa lagta hai ki printer chalna band ho Gaya.Itna slow ho jata hai ki baat hi mat Karo
Bhai Aap Passport Photo K Liye Konsa Camera Use Karte Ho Please Reply
Mobile ka cemara
Thank You 🙏
Agree me bhi yhi use krta hu
Sab bolte he Epson best he😂,tab bhi me canon leliya hue ,acha chal raha he❤
Khud ka opinion hai... Faltu nahi hai price ka hisab se best hai
Achanak light band hota hai to shart ho jata hai cgalu kuch time baad hota hai
Color printer hai bhaiya photo copy kijiega printer slow chalaga he kyu ke mera pass Epson ka printer hai usma photo copy kijiega to printer slow hojaga
Haa Bhai jab photocopy ka system Diya hai fir sahi se work karna chahiye
@@Smartprinting2m photo carana Bala machine nahi normal kam sahi hai photo copy ka liya nahi kyu ke ma photo copy karta hai problem hota hai
@@suryaprakash-xc5uj bhai kya bol rahe ho ho ka to Aisa ni karta hai
Epson l380 sabse bekar hai redlight problem bar bar a rha pareshan ho gya.
Isliye new hp ka liya hu abhi
Mere pass conon G3000 है
Kitne dino se hai apke pass?
Same problem mere me bhi hai
😊😊😊😊 में तो बच गया खरीदने से
Canon ka printer 🖨️ kaisa rahta hai
Bhai mera big printing shop ha mere pas hp ,canon, epson sab printer ha sabse accha epson hi hain
5 photo copy kro to thak. Jata hai 😂😂😂😂
Bilkul sahi baat hai bhai
स्पंज के प्रिंट हेड वाला प्रिंटर सबसे बेकार होता है ... इसीलिए Epson best है
Sahi bata rahe ho bhaiya yeh Bahot hi ghatiya printer hai hum 3110 le kar phas chuke hai L360 achcha tha woh band kar diya company wale jaan kar ghatiya printer bana rahe hai bilkul lene wala nahi hai
एप्सन प्रिंटर खरीद के भैया हम भी बहुत फस गए हैं सर्विस सेंटर समझ लीजिए हमारा घर ऑफर दिन आना जाना लगा
Same problem bhai😅
USB CABLE KHOLKE ON KIJIYE
Bhai Maine second me Liya hai abhi bhi chal Raha hai
Same problem bro🥴🥵..
Epson ka nhi le to kis company ka printer le ?
iske alawa koi v
Epson 3560 mere pass hai yahan bhi achcha nahin hai 😢
नमस्कार सर जी मेरे कंप्यूटर में एडोब फोटोशॉप 7.0 इंस्टॉल नहीं हो रहा कैसे होगा सर बताएं प्लीज
Hamare Telegram Channel pe upload hai waha se download kijiye ho jayega
Xerox ke liye ye hai hi nahi
Aap sahi kah rahe hai, ye sabse ghatiya printer hai.
Kon sa printer le sakte hai best
Canon g2020
Bekar printer hai conon g2020 @@Md_Arif_2313
@@Md_Arif_2313 sahi kaha bhai sabse best hai all ek baar 99 pege print kre aur koi me nhi hai lezerjet ke alawa all in one hai photo bhi nikalu best rahe ga
Koi v chiz perfect nhi hota fault to aa hi jata hai.. me 2 saal se use kar raha hu Epson l3210 koi major problem nhi hua. Plz galat jankari mat dijiye
Ye koi badi problem nahi hai 5 minutes ke andar solve ho jata hai
Bhaii ye problem me thik kr dunga tension Mt lo
Ho gaya bro
@@Smartprinting2m ok bro
Same problem h,,, pt thik nhi ho rha...
product defect lagta h
Bhai ise reset kar do thik ho jayega
Kar diye bhai ho gaya thik but but pareshan kar diya
Mera pass bhi Epson ka printer hai aap jo bole wo sahi hai mera bhi kharab ho gya tha hum thick kar li ya iska ek driver aata hai
😂😂Epson user😂😂
Xerox ❌
Print out ✅
Restart kr lo na ban jayega
Mera l3250 me print aane ke bad wapis andar chala gya fas gya fir
Bhai abhi main yahi printer leya ho
Koi baat nhi bhai
आसू आ गया भाई सुनके 😅😅😅
Ye ghatiya printer hai iska main problems-
Off ho jana
Red light blink krna
Lining ka problem
Paper fas jana
Disc encoder ko bar bar saf krna pdta hai
Photo copy 5 ya 6 se jyada krne pr insult kra deta hai customer ke samne
Kbhi bhi colour mismatch ho jata hai
Head cleaning ki jarurat bhut jyada pdti hai jis se ink bhut jada khtm hota hai 😢
Bilkul sahi bole bhai 100% Agree 👍🏻
3 year experience
मेरी तरह 2 ले आओ😂😂😂
😝
Ye problem aapse solve hua ya nahi
Haa hua but bahut time lag gaya adha din pareshan ho gaye kuch kaam nhi hua Customer v return chal gaya
Waste ink pad wala problem solve hua abhi??
Haa bhai usi din solve ho gya tha saam ko
भाई all in one लेजर प्रिंटर से शादी का मैटर प्रिंट हो जाएगा
Only Lajerjet Printer se hoga
Mai khud apke chakkar me phas gaya warana hp ka leta hp sahi hai
Kyu bhai 😝
@@Smartprinting2m pahle aap Epson ki bahut tareef karte the 1 sal pahle ki videos me dekna tabhi mai liya tha September 2023 me
Haa bhai to us time sahi chal raha tha ab hm ky kare
HP company ka printer bhi bahut kharab hai
आपको देख कर लिए है और अब इसको फालतु बोल रहे है ये क्या लोजिक है
@@Sujeet_cyber_cafe experience ho gya isliye
Canon 2010😅
Eption bahut kharab hota hai
Mere pass bhi h abhi private se service krakar laya hu kuchh document xerox krne ke baad linings aane lagta h fir thik ho jata h fir se line aane lagta h aise hi chalte rahte h😊
Ky karoge bhai shop khole ho to kuch na kuch problem aate rahenge
Epson L3110 kesa rhega
Btao
Reply
Sobse epson gatiya printer
Abe maintenance cartiage full hai😂😂😂😂 wo paid hota hai...
Faltu video bnare
Sahi bola
Sir ji mene kal hi liya Epson l3250😢😢😢
Koi baat nhi bhai