सर्दियों के मौसम में एडेनियम कैसे लगाएं // HOW TO CARE A BOUGHT ADENIUM PLANT IN WINTER

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 11 дек 2022
  • How to Repot an Adenium Plant Bought Online in Winter
    HOW TO CARE FOR A BOUGHT ADENIUM PLANT IN WINTER - Steps to follow
    How to Care for and Repot Adenium Plant Bought Online in Winter
    How to care for and repot an adenium plant bought online in winter
    How to care for an adenium plant bought online in winter season // How to Repot an Adenium in Winter
    kya adenium ya Arif kam ke paudhe ko dormacy ya winter season Mein report karna chahie ya nahin to Pahli Baat yah hai ki sardiyon Ke Mausam Mein amuman adeniums ke naye paudhon ko log nahin kharidte hain lekin aajkal online ka Jamana hai bahut Sare log online adhiniyam ke paudhe Manga rahe hain ismein vaise bhi hain jo abhi adeniums ke paudhe ko naye Lagana Shuru Kiya Hai To sardiyon Ke Mausam Mein yadi online adenius ke paudhe ko aap Manga rahe hain to Unka uchit dekhbhal karna bahut hi jaruri hai yadi aap uchit dekhbhal Nahin karen to sardiyon Ke Mausam Mein naye mangae Hue adenians ke paudhe ko Bachana Mushkil Hoga Kyunki adeniums ke paudhe Kai Dinon Tak packet ke andar pack karte hain aur usmein Nami Bani rahti hai aur yah Nami adenius ke paudhe ke liye Kafi nuksandayak Hai is Nami ki vajah se adhiniyam ke paudhe ded ho Jaate Hain To adenium ke paudhe ko sardiyon Ke Mausam Mein Kaise care Karen aur unhen kaise report Karen is video mein iski Puri Jankari Di gai hai ise aap pura dhyanpurvak Dekhen aur iska Labh Apne adenians ke paudhe ko report karne mein le
    #adenium
    #gardening
    #plants
    #gardeningtips

Комментарии • 15