Apaki vidiyo bilkul sahi he. Hamari machin me problem thi likra kapade me silai nahi aati thi apaka vidiyo dekh kar sahi ho gaya thenkyu. Baki jyadatar log zudhe vidiyo dalate he
जिन्स की सीलाई करने पर धागा क्यो टुटता है जबकि अठ्ठारह नम्बर की सूई लगाकर भी चलाई तो धागा टूटता है क्या मोटा धागा चाहिए होता है या कुछ ओर कारण है क्रपया बताईये
Sir baki shilai acchi aati hai pr jab blouse ki piping lagati hu to shilai acchi nahi aati aur dhaga bhi totta hai to kya kre piping ki shilai bilkul achhi nhi aa rhi hai
Sir aapka video bahot useful hai .... Tq so much sir ....pr sir hamare machine me upr-niche se silai nhi aa rhi hai to kya kare ..... Please baitaiye sir ..... please
Machine ki full setting hogi achhe se Sui gaj, suttel timing, full tight kariye Aur sui salakh suttel timing achhe se set kariye Sui sut ti hai patri me lad kar ya suttel goom jata gar se check kariye? Sui salakh suttel timing tc tailor search kariye video mil jaye ga Baki gar ke pech full tight kariye
Dhaga nahi pakad rahi us ke kiye suttel timing set kariye suttel me jada play na ho aur suttel bahot jada purana na ho Dhaga kaat tahi to organ ki sui lagaye aur staper ki daar khatam kare Agar nahi ho raha to comment karna video bana denge 2 ya 3 din me mil jaye gi channel pe Jake dekh lena
Mera mashin hekam ki he oor aek bar Shue tutjanese masin kharab ho jati he oor kitni bhi setting karlo vo sahi nhi hoti to plzz uska karn qya ho sakta he aap bta sakte ho
Sach me bahut accha video h meri machine akdam thik ho gai bahut paresan thi thank you so much
Sir aap ne bataya vese hi Kiya 💯ho gaya thank you so much sir💯❤️
Apaki vidiyo bilkul sahi he. Hamari machin me problem thi likra kapade me silai nahi aati thi apaka vidiyo dekh kar sahi ho gaya thenkyu. Baki jyadatar log zudhe vidiyo dalate he
Thanks sir ....bhut badhiya vedio he poori jankaariii .
जानकारी देने के लिए बहुत-बहुत तहे दिल से धन्यवाद भाई 🙏
अच्छा जानकारी दीया 👌🇮🇳🌹 धन्यवाद जी 👍🙏🇮🇳
Thanks a lot for useful information
धन्यवाद भाई बढ़िया जानकारी के लिए
Thank u Vaiya , aapke die hue knowledge se mujhe machine khud se thik krna bhut aasan ho gya.
Wubbbbbbbwwbbwocbbbwobwbb
बहुत सुन्दर प्रस्तुति
Very good information bahuut badiya hai 🙏
Video बहुत अच्छा लगा।
बहुत अच्छी तरहसे समजाया आभार ❤🙏
Thanks for sharing this informative video. Actually I'm facing the same problem.
Thanks youaapki madad se
Thanks sir you have solved my problem
Very informative and useful video
भाई बहुत बढ़िया जानकारी, धन्यवाद,,,,🙏
Bhut shukriya bhai
बहुत अच्छी जानकारी
Thank you very much sir
Very nice video thanks for this information
Very informative video.Thanks.👌
બહુત. અચ્છે સે સમજાયા. ..... 👌
Thanks bro for information 😊☺️
Thanks bro sahi bataya
ਹ
बहुत बहुत अच्छा👌👌👍👍👍
जिन्स की सीलाई करने पर धागा क्यो टुटता है जबकि अठ्ठारह नम्बर की सूई लगाकर भी चलाई तो धागा टूटता है क्या मोटा धागा चाहिए होता है या कुछ ओर कारण है क्रपया बताईये
Mem. Dhaga kis position me toot rahi? Sui jab ander ja rahi tab, ya. Uper nikalte waqt.???
Position samajhna hoga.
W.B. kolkata.
Bhout hi accha he Bhai logo
Very nice 👌
Nice bhaiya 🎉🎉🎉🎉🎉
Thank you sir
Very very thanks
Thanks भाई
Achhi jankari mili.thhik kapade mai silai nahi pakadati . Use kai se thhik kiya jaye .
Ye setting kariye
Sir meri machi y wali nhi h or meri machi m jo blause bna rhi uspe dhaga nhi pakd rha or jo alg kapda h uspe achi chal rhi kkya kyu
Superb👌👌
Tank you sir
V nice video
Good idea bahi
Supperbe information technic also informative,Thanks lot.
TQ sir🙏🏽
Mujhe apni machine patle kapde pe set krni hai toh ye jo apne video me bataya hai kam karega
Bilkul 14 number sui mahin surak ki patri aur suttel aur sui ka baip sir bich me ek dhaga motai bar rakhna hai 100% sahi setting hogi
Thanks 😊
Agar salakh ke badale sui niche kiya to nahi chalega kya sir ?
Chalegi Agar niche karne ki jarurat ho to lekin
Fir har baar sui niche karke hi bandhna hogi
Nice sir
Very helpful
Very nice
Good👍👍
Thanks for information about repair
Thank you so much brother
Nice🎉
Badi black wali tailoring machine mein dhaga dalne par video banayen pl.
Bana hai
Search kariye
Dhaga dalna tc tailor
Video mil jaye ga
@@TcTailor ruclips.net/video/G8Csv33Tx5M/видео.htmlsi=vyBJm6KELNDhpr78
@@TcTailor thanks
Sir baki shilai acchi aati hai pr jab blouse ki piping lagati hu to shilai acchi nahi aati aur dhaga bhi totta hai to kya kre piping ki shilai bilkul achhi nhi aa rhi hai
Thnxx🙏🙏🙏
Thank your sir
Meri umbrella ka mashin hai to uski bi sui bdlni theek hai ja nhi kyu ki us ki slai sahi nhi hai wo cotton ke kapde sahi kam krti h
Machine me silai me kiya parsani ho rahi batye ?
जाडे कपडा सिलाने के लिये मशीन कैसी चाहिये.जैसा जीन्स
Umbrella ,ya indtrial bade suttel ki Machine se havy kaam Kar sakte ho
Thanku sir
Hosiery ke kapde paise Lo karke chalaoge to dhaaga chhod kar chalega fast chalaoge to dhaakad
Nahi chhodegi
Aaj video aa raha use dekhna
velvet par bhi chalegi kya
Chal bhi sakti nahi bhi 50-50
Kiyo ki maine velvet par check nahi kiya
Ye setting kapde ke liye
Sir salwar. Ki mohri bnate time niche se slai khrab ati hai kya kre
Gjb
Sir gr pr machine ke speed kase jada kre
Tc tailors shahab 2 nidil wali silai machine prise kifna hai
Thank you ❤️❤️
Mere machine me same problem hai lekin mere machines me side screw nahi hai kaisa thik karein
Haf suttel hogi chhoti machine
Sir lalon ki bag per chal Rahi hai ,lakin kapde per nahi cal Rahi hai please solution bataye
Suttel timing hi set kariye
nice.
Meri half shuttle machine hai to isme pico foot Or jo ruffled foot aata hai vo chal sakta hai? Isme kya satting krni pdegi?
Pico boot nahi chalegi
Ruffle foot chal skti hai?
🤗🤗🤗😍😍👌🤑🥳 Veri Naes
Thanks
meri sewing machine usha co. ki h or m confuse rahta hu ki konse no. ki sui lagegi
16
😮😮😅😅
18 no.
16 ya 14 lagega
11
Thex sar
Nice👍👍👍👏👏
होजरी के कपड़े पर लग तो जाती है सिलाई लेकिन बाद में कपड़े में छोटे-छोटे छेद हो जाते है जहां भी सिलाई लगाते है।
Ha bilkul sahi baat hai hozri ke liye 4 thread machine hoti hai
@@TcTailor ़
Thanks for information 🙏🙏
Velvet ke kapde pr kitne number ki sui lagayen
16 number patla hai to 14 number
मेरे सिलाई मशीन के दातों में फेविकोल चिपक गया उससे उसे ठीक करने का कोई उपाय
Mitti ke oil se saaf kariye brush se
सर मैं आपसे पूछना चाहता हूं कि बेल बॉटम पैंट की कटिंग कैसे होती है
Bail batam ko cutting par video bana denge
Baise bail batam upar bilkul fit rahi hai
Aur mohri kafi badi
Sir aapka video bahot useful hai .... Tq so much sir ....pr sir hamare machine me upr-niche se silai nhi aa rhi hai to kya kare ..... Please baitaiye sir ..... please
Sirf suttel timing set kariye
Good
Meri machine ka niche and Upar ka Dhaga kharab ho jata Hai Kya Karen bataiyega
Menkapad ya phir Regjin ka kapada chalaneka ho to kya setting karani padegi
Is par video bana denge jald ayegi
Meri jab v sui tutti h uske baad silae mote kapre p nahi chalti plz batae
Machine ki full setting hogi achhe se
Sui gaj, suttel timing, full tight kariye
Aur sui salakh suttel timing achhe se set kariye
Sui sut ti hai patri me lad kar ya suttel goom jata gar se check kariye?
Sui salakh suttel timing tc tailor search kariye video mil jaye ga
Baki gar ke pech full tight kariye
Sir mere soti machine mai slai jada bde nhi hoti h slai bhut soti chlti h kaise thk hoga sir plz🙏
Halke dant upar kariye phir chalaye
Rubberi kapda par konsi sui lagaye plzz
Meri mashine mote kapde pe silae nahi pakad Rahi hai or dhaga Tod rahi hai jabki sui 18 no ki lagai hu samajh me nahi aa raha kya karun
Dhaga nahi pakad rahi us ke kiye suttel timing set kariye suttel me jada play na ho aur suttel bahot jada purana na ho
Dhaga kaat tahi to organ ki sui lagaye aur staper ki daar khatam kare
Agar nahi ho raha to comment karna video bana denge 2 ya 3 din me mil jaye gi channel pe Jake dekh lena
Suttel ki timing set kar liye hai or sui to pahle se he organ ka lagaye the 4 tah kapde par silae chal rahi hai lakin 6 tah kapde par nahi
6tah par dhaga Tod rahi hai
Ye video dekhiye click kariye 👇
ruclips.net/video/UJbu2qi0KIc/видео.html
पिके फाॅल मशीन रिपेअर और एमराॅडरी
🙏🙏👍👍
Bat aapki videos bhot achihe par hekam ki mashin nhi thik ho rhi gharpe
इस तरह से सेटिंग की तो ये लैदर के कपडे पर चल सक्ती हे क्या वो मुझे प्लीज बतयाए
Is par video bana denge jald ayegi
Chal jaye gi lekin setting parfact hona chahiye
Sir ji half shuttle machine me ambrodari or interlocking kaise kare sakte hai jo attached ment are woh use kar sakte hai pls batayega jarror
👌🙏
Too in one. Mshin pr vedeo plz sir
Hlo sir silai ton har kpde par lga rhi hai lekin jab silai lgane ke baad kpda khich kr dekh te hai ton vo dhaga tut ta hai use kaise thik kre
Thanks sair
Thanks for this vdo
Sir, badi machine ke jis part me dhaga phasate hai, bas wahi set Nahi ho Raha hai
Kaha par laga hota hai
Details me bataye dhaga to kafi jagah fas jata hai
Bhai mere paas umbrella me grover ki nayi machine h usme silay aage piche nhi ho rahi koi solutions btao
New machine ka liver tigh hota hai us pe upar se aur andar se sirf oil daliye roj aur fir 1 month me free ho jaye ga
Nice vedio
Mera mashin hekam ki he oor aek bar Shue tutjanese masin kharab ho jati he oor kitni bhi setting karlo vo sahi nhi hoti to plzz uska karn qya ho sakta he aap bta sakte ho
Umbrella machine hai full suttle ya chhoti haf suttle ye bataye
पेंट पर कितने नम्बर की सुई लगेगी बताईये
Normal pant pe 16 se 18
Jeans 👖 pe 21 number
Bhiya jo wite kapra hai na us pr mari masheen ni chal rhe pta nhi kya masala hai plz 🙏ap koi video bana kar bajao plz
14 number sui try kariye fir batana
ok bhiya g
Mana 14 num sui be try ke the bhiya aur phr be koi hal ni mala ab kya karou
Please🙏 koch aur btna
Aap ki machine kiya dikkat kar rahi
Dhaga kat rahi silai chhod rahi
Silai karte samay back karte hue machine dhaaga todti hai kya Karan hai
Patri aur staper ki dhaar khatam kariye is par video Bana denge jald aayegi