Meri X Karachithemc ft Ogsbyoung | Yas |official Audio | Urdu rap

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 сен 2024
  • Title: Meri X
    Artist: Karachi ft Yas | Young
    Lyrics: Karachi Young & Yas
    Music: 27coranzonesbeats
    Lyrics: Karachithemc
    Instagram: / karachithemc
    Hook: Ogsbyoung
    Insta: ...
    Ankhein meri bund thi dosron se kiya
    Meri khud se hi jung thi
    Kiun k main Banda bara sanki
    Girbaan main jhakun na burai karta unki
    Aj Beta main pardes main Firangi nahi
    Wohi desiyon k base main
    Hip hop ha game purana lekin
    Phir bhi main race main
    No checks payment sirf cash main
    Haryali Bhari mere stash main
    Na main broke nahi assh main
    Yaar sare realones fakes ko dal Diya trash main
    Kholi ankh se dekha ek sapna sare gher mere pass tha na na koi apna lekin sapna mera Sacha tha pardes dekha Maine kab main Bacha tha lekin aj pakkgaya Phal jo kal kacha tha
    Hustle meri real ha abhi boya ha beech Fasal ughne main thori der ha aj kali raat tu kal saver ha yar sare real sare sher hain meri sath maa ki dua rab ki mer ha
    Do hazaar sula apna ghar maine chor diya phir gana
    Likha aur kalam ko tor diya plastic k rappers ko gardan se more diya kiya jo bhi kiya apne dum pe ghar jabse chora jese lage jung pe aj batein karoro ki bachpan main larta tha kati patang pe
    LYRICS: YAS
    Insta: ...
    Mera rap feel kare meri ex kare text
    bole chorde tu drugs par main bay bss
    khud pe na chale mera bss yaar kare call
    pochein mera scene main bahane karun
    dus main depress mujhe stress lage roug
    betha coce karun press chorke main ghar
    chala jaon california aye guess bane roz mere
    fans bande baton se impress mere seene main
    jo pari thand main mere varion se tang leke
    phiron bina license gun aj kal likhon theek
    aur galiyoon main dikhun kam janeman mera
    ghum jane sirf mera mun ghaddar bewaja na
    mile mujhe yar bhale seene se nikal k tu dil de
    tu ha jali beta mujhse na tu bhird be mulk eilaqe
    ho ya jahan tere zille khule aam in galiyoon main
    phiroon batein chor ake mujhse mille

Комментарии • 141