Di pandit ji ne 11se11:30 bje ager janm huva h to btaya h ki Tino dosh h kundli me Mangal pitra dosh kalsrp dosh to di ager hum Thino dosh ki pooja karye to ho jaygi vahi koi dikkat to ni hogi kyunki jb hume pta hi ni h ki kya dosh plz aap reply jarrur de dijiye didi
Di mere janm ka sahi Time ni pata h isliye ye clear ni ho pa raha h ki hamri kundali Manglik h ki ni but hamri saadi ni fix ho pa rahi rishte bht aaye pr baat ni bni bht presaan h plz di aap kch btaye mummy bolti h 5Nov 1991 din Mangalwar 10 se lekar 11:30 time batati h kch samjh me ni aa kyi pandit ji logo se baat ki pr koi baat ni sahi bn payi hum kya maglnaat bagwaan ki pooja kava le plz di btaiye aap ager ni hoga Mangl to koi dikkat to ni hogi karvane se
Savan ke bad kya mangalwar Ke Din mangalnath Ki Puja hoti hai,mujhe Puja krani hai, mai up se hu,please bta dijiye tbhi Aaye jisse ki puja safal ho jaye,Vapas lautna n pade🙏🙏🙏
madamji reply soon, madam ji mangalnath mandir me mangal dosh pooja ki rasid kab le sakte hai, kya ak din pahle monday ko bi rasid kat saktihai kya, mandir me ak din pahle bi samparak kar sakte hai kya
Didi meri shadi ki baat bahut sari jagah chal Rahi he or kaffi time se chal Rahi he par abhi tak fix nahi hui mujhe manglik dosh bhi he or kal sarp dosh bhi he kya me yeah pooja karu to sab thik ho jaega
Mangal Nath mandir me aap jaaiye or temple ke counter se apni puja Book kr lijiye ….iske baad samast puja pujan samagri ke saath pandit ji arrange kr ke karwa denge….aapko kisi prakar ki pareshani nahi hogi 😊🙏
Mam mujhe please ek baat jaani hai plss mai manglik hu jo pandit ji kahte h meri age 26 hai or jise ma pyar karta hu wo non manglik hai pr uske age sahi ni pta shyd badi h pr koi dikkat nahi lakin baat ye h meri pooja abhi nahi hui or ladki 28 tk meri age hone tk nahi ruk skti begar shadi to main next year 27 saal ka hone se phle ya 27 hone ke baad usse shadi kr skta hu ya sagai jo ho ske please help btaiye ma dukhi hu bs
आपने मांगलिक पूजा की जानकारी बहुत ही सुंदर से बतलाया हैं कृपया कर के पितृ दोष , कालसर्प दोष , विष दोष पूजा की जानकारी व पूजा में कितना खर्चा आएगा ।इसकी जानकारी का एक वीडियो होता तो बहुत अच्छा होता।
Mera bf manglik h or me non manglik hm 5 sal se sath h pr ab jb shadi krna chahte h to ye problem aari h pr me unse hi shadi krna chahti hu to kya yha pooja krane k baad unse shadi kr skti hu please reply
Same meri bhi yhi problem h jo inne btai mera 9 saal ka relationship shiip humare ghar vale bhi man gye h lekin 2 pandit ko diya to Mangal dosh btaya tha to kya krna hoga kuch bta sakte h aap kya m shadi kr sakti hu un se@@magicalmits
मंगल नाथ मंदिर में काउंटर से पूजा बुक करने के तुरंत बाद ही पूजा की जा सकती है यह पूजा क़रीब 2घंटों में संपन्न होती है और पूजा तो सप्ताह के सभी दिन की जाती है परंतु मंगलवार का दिन सर्वोत्तम माना गया है 😊🙏
Mai manglik hoon aur mere hone wale nahi. Mai manglik puja karwa chuki hoon lekin kya mai fir bhi shadi k baad puja kara sakti hoon mangal nath mandir mein? Isse kya kuch thik hoga?
Agar aap ne mangalik dosh puja karwa li hai and your would be husband is not mangalik then I think there is no need of mangalik dosh nivaran puja but phir bhi ek baar kisi acche jyotishacharya se app dono apni kundali zaroor dikhwa lein or uchit salah le lein 😊🙏
thank you soo much for this informative video… Meri behn Purta Mangalik h, jiske wajh se unki shadi me dikkat aa rhi…. kya yaha pe pooja hone se wo dosh kat jaega?
Mam shadi ho gyi h 2 saal ho chuke or ek beta h or meri wife manglik h mujhe 2 saal baad pta chala to uska koi solutions bataye me pooja krwana chahta hu me bahut pareshan hu...
Agar kisi yogya jyotishacharya se kundali dikhane ke baad aapko pata laga hai ki aapki wife mangalik hai or aap nahi or aap mangalik dosh shanti puja karwana chahte hain toh Ujjain ke mangal nath temple me Mangal shanti puja karwane se Mangal dosh sada ke liye samapt ho jata hai or yeh puja aap bahut aasani se Mangal nath mandir ke counter se book kar sakte hai …..😊🙏
Didi, mujhe pandit ji ne Bhat Puja karvane ke liye bola hai. Mein internet se dekh ke ek pujari se phone pe poochi, tho unhone kaha hai ki advance slot booking karna padega. Please batayiye directly jaake ticket leke kar sakte hai ya kisi pujari ke dwara advance booking karna hai?
AAP direct jaakar bhi rasid kata kr puja book kr saktin hain .अगर ऑनलाइन पंडित के द्वारा एडवांस बुकिंग आप करवाना चाहतीं हैं तो बुक कर लीजिए लेकिन कोई भी एडवांस बुकिंग amount kisi ko bhi pay mat kijiyega or ye bhi zaroor pooch lijiyega ki puja Mangal nath mandir ne hi karwayenge ya kahin or kyonki Ujjain me bhut jaghon par bhi Mangal dosh nivaran puja ki jaati hai or online booking karwane par aapko puja ka cost bhi adhik aayega toh kisi bhi scam se bachne ke liye puri jaanch partaal kr lena or koi bhi payment nahi karna otherwise Temple counter se early morning jaa kr puja book kr sakte hain😊🙏
मैं राँची से हूँ, और मैं भी मांगलिक हूँ जिस कारन मुझे कोई जॉब जल्दी नहीं मिल पा रही है और मेरी शादी की बात बहुत जगह चलने के बाद भी फिक्स नही हो रही है , अगर मैं ये मंदिर जाकर पूजा करूं तो क्या सच में मेरी मंगलदोष दूर हो जाएगी 🥲🥲🥲🥲
देखिए मंगल नाथ मंदिर में भात पूजा करने से सभी मांगलिक दोष दूर हो जाते हैं और मंगल दोष के कारण जीवन में आने वाली परेशानियों भी दूर हो जाती हैं और मुझे तो इसका प्रभाव अपने जीवन में तो दिखा है परंतु पूजा पाठ ये आस्था का विषय है इस पूरे प्रकिया में आपको भी विश्वास करना होगा और ईश्वर के आशीर्वाद से आपके जीवन से भी सभी परेशानियों दूर हो जायेंगी 😊🙏
Pandit jaha per token counter pr receipt pay kerte hai wahi pr say pandit provide kiya jata hai ya fir ujjain say koi dusre pandit ko lekar Jana hota hai waha Puja kerne bhat Pooja k liye
Mangalik puja week ke sabhi din hoti hai lekin mangalwar sabse best din mana jaata hai ..mangalik puja Mangal nath mandir me online temple website se book nahi kar sakte hain haan aap direct temple counter se puja book kr sakte hain 😊🙏
Mam mere kundali me magal dosh hai mai pooja karwane 9 july magalwar ko ja rahi hu mam kya pahle se booking karwana se hi us din pooja ho payegi ya pahuch kar rashid katwa lene par bhi ho sakti hai kripya btaye mam
Wahan pahunch kr bhii aap Rashid katwa kr puja karwa sakte hai but try to reach Mangal Nath temple early morning because Tuesday ko wahan bhush rush rehta hai
@@bindukaushik4678 you can call acharya vijay Bharti..ye Mangal Nath temple me pujari hain jaisa inke visiting card pe likha hai ,inka contact no.09826045308 hai…inse baat kr lo but koi advance payment nahi karna …inka no.mujhe mangal Nath temple me mila tha ..but phir bhi agar aap temple jaa kr pandit se baat karengi to pujan Tuesday ko ho jayega otherwise next day puja karwa lena 😊
@@P_Pradhan143ujjain se kuldeep hindu mali kripya kisi ko online payment na kre abhi bhut fround ho chuke he kripya sartak rahe jaha tak ho sake mandir main jakar pandit ji se batchit kre
Me ek manglik ladki hu didi kya puja krwany se sab kuch tik ho jayega ji me bhut tansan me hu didi mujhe btaye me kya kru didi meri shadi me bhut problem ho rahi h abhi kuch din phele mera rishta hua tha aur wo b tut gaya h me us ladke se shadi krna chahti hu kya kru me jissy ki meri shadi uss ladke se ho jye aur mera dampaty vewahik sukhmay jewan wayatit ho didi plz mujhe btaye didi
Sabse pehle toh ek yogya jyotishacharya se apni kundali dikhayein or salah le ki kundali me kya kya problem hai ….agar sirf mangalik dosh hai toh Mangal Bhath puja mangal nath mandir me karwane se ye dosh door ho jaata hai …jahan tak usi ladke se vivah ki baat hai toh ye sab kismat or depend kaarta hai…or Ishwar ki ikccha se upar kuch bhi nahi hota hai ….toh jeevan me nirash bilkul mat hoiye ,bhagwan par bharosa rakhte hue mangal dosh ka nivaran Mangal nath mandir me karwai isse vivah sambandhi pareshaniyan zaroor door ho jaayengi 😊🙏
@@magicalmits jis din Puja booking ki, kya usi din Puja hogi Matlab Tuesday ko booking karke Tuesday ko hi puja ho jayegi Ya phir Monday ko booking karne padegi..
@@magicalmitsMuje ye btaye me purn manglik hu or jisse pyar krti hu vo none manglik sadi ki baat chlri thi sb Maan gye bs eske kran cancel hogya agr hm gharvalo k khilaf Jake sadi krle or sadi k baad dono mangalnath mandir me aakr Puja kraye to kya ye dosh ht jayega ya phle hi krani pdti hai please btaye 😭😭😭
AAP dono hi mangalik hain toh kya aapko bhi kisi ne mangalik dosh bataya hai …kyonki jab husband wife dono mangalik ho toh Mangal dosh automatically samapt ho jaata hai 😊🙏
@@rohitpathak7195 haan ji ,Daily puja hoti hai but sabse best din Mangal dosh puja ke liye Mangalvar mana jata hai isliye Mangalvar ko jyada log pujan krwane aate hain 😊🙏
Kundli me mangal dosh h ya nhi pta nhi lekin problem sari he Shadi na hona pese na hona koi kam aage hi nhi badhna Man me darr rehna To waha koi jyotish mil jaynge jo inka karan ya upay bta sake
Haan ji wahan aapko pandit ji bhi kundali dekh kar ye bata denge ki aapke liye kon si puja faldayi rahegi,but better ye hoga ki aap pehle se hi apne kisi viswasniye jyotishacharya se kundali dikha kr paramarsh lekar wahan jaayein 😊🙏
First puja me sirf simply Bhath puja karwai jaati hai second puja me bhatpuja ke sath navagrah ki bhi puja hoti hai third puja me bhath puja navgrah Shanti ke saath 2 Brahmin dwara jaap hota hi or fourth me 11brahmin dwara Mangal jaap kiya jaata hi ….😊🙏
Haan wahan bhi pandit ji kundali dekh kar batate hain ki kon sa dosh h but better ye hoga ki aap pehle kisi yogya jyotishacharya se hi kundali dikha ke salah lene ke baad hi wahan jaayein😊🙏
Mam , me manglik hu , mera sadhi ho gia ha , abhi married life me problem chal raha ha . Abhi sadhi ke bad kia me ujjain mangal nath mandir jake puja kar sakta hu ? Sadhi ke bad mangalnath ka puja karnese kia lav hoga ?
Haan ji Aap vivah ke bad bhi Mangal nath temple me Mangal dosh puja krwa sakte hain..पण्डितजी के अनुसार विवाह के बाद मंगल शांति पूजा करने से ये फ़ायदे आपको हो सकते हैं दांपत्य जीवन में समृद्धि आती हैं। जीवनसाथी के साथ रिश्ता अच्छा होता है। पति-पत्नी को अपने जीवन मे प्रसिद्ध, मान्यता और मान-सम्मान प्राप्त होता हैं। स्वास्थ्य समस्याओं से निजात मिलती है। यह पूजा अथवा अनुष्ठान कराने से आपके महत्वपूर्ण कार्य संपन्न होते हैं। इस पूजा के शुभ प्रभाव से आपके जितने भी रुके हुए काम हैं वो, पुनः सफ़लतपूर्वक पूरे हो जाते हैं। शारीरिक और मानसिक चिंताएं दूर होती हैं। नौकरी, करियर और जीवन में आ रही विभिन्न प्रकार की बाधाएं भी दूर होती हैं।😊🙏
Jis din jayenge usi din booking karke puja de sakungi kya?? 🙏🏻
Jai Manglnath ji🙏🙏
🙏🙏
Video dalne ke liye bahut bahut dhanyawad
Thanks 🙏😊
जय मंगलनाथ महाराज की जय हो
🙏🙏
Jai मंगलनाथ बाबा
🙏🙏
di plz reply agr morning mein 10 am tk mandir phunch jaye to ussi din pooja ho jayegi kya bina booking kraye ussi din jake direct kren to
Haan ho jaayegi….aap temple jaakar direct booking karke usi din puja kar sakte ho🙏😊
Jay mangal nath har har Mahadev
🙏🙏😊
Di pandit ji ne 11se11:30 bje ager janm huva h to btaya h ki Tino dosh h kundli me Mangal pitra dosh kalsrp dosh to di ager hum Thino dosh ki pooja karye to ho jaygi vahi koi dikkat to ni hogi kyunki jb hume pta hi ni h ki kya dosh plz aap reply jarrur de dijiye didi
धोती कुर्ता या कुर्ता पायजामा क्या घर से लेके जाना है?या फ़िर वहां पे ले सकते हैं मंदिर परिसर में?
आप घर से नहा धो कर साफ़ कपड़े पहनन क्र मंदिर में पूजा करने जा सकते हो ….मंदिर में वस्त्र buy ya rent करने की koi suvidha uplabdh nahi hai 🙏😊
जय मंगलनाथ जी महराज
Jai mangal nath 🙏
मॅ डम 🙏🏻🙏🏻 आपने ये व्हिडीओ बनाया देशभर के लोगो को मंगळनाथ महाराज की पूजा के बारे मे जानकारी मिली होगी 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
धन्यवाद 🙏 ❤️
Om Namha Shivaya 💕💕
🙏🙏
Jay mangalnath Mandir hamari prathna swikar Karen
हर हर महादेव 🙏
🙏🙏🙏
Har har Mahadev 🙏🙏
🙏🙏
Jay mangalnath baba
jis din Puja booking ki, kya usi din Puja hogi
Matlab Tuesday ko booking karke Tuesday ko hi puja ho jayegi
Ya phir Monday ko booking karne padegi..
Jai Baba Mangalnath❤️🙏
🙏
Di mere janm ka sahi Time ni pata h isliye ye clear ni ho pa raha h ki hamri kundali Manglik h ki ni but hamri saadi ni fix ho pa rahi rishte bht aaye pr baat ni bni bht presaan h plz di aap kch btaye mummy bolti h 5Nov 1991 din Mangalwar 10 se lekar 11:30 time batati h kch samjh me ni aa kyi pandit ji logo se baat ki pr koi baat ni sahi bn payi hum kya maglnaat bagwaan ki pooja kava le plz di btaiye aap ager ni hoga Mangl to koi dikkat to ni hogi karvane se
Dekhiye sabse pehle kisi yogya jyotishacharya se apni kundi zaroor dikha lein uske baad hi puja ya dosh nivaran pooja karwayein…..🙏😊
ॐ नमः शिवाय ॐ❤
🙏🙏
जय माता दी
🙏🙏
Savan ke bad kya mangalwar Ke Din mangalnath Ki Puja hoti hai,mujhe Puja krani hai, mai up se hu,please bta dijiye tbhi Aaye jisse ki puja safal ho jaye,Vapas lautna n pade🙏🙏🙏
Har Har Mahadev❤️🙏
🙏🙏
Sir, ji, merenati, ka, janm, 29,3,2022,samay, sade, days, he, or, dp, ji, ne, manglik, bataya, he, aap, se, prathana, he, mujhe, sala, dene, kripakare
Sir I’m just a travel vlogger and totally unable to give you advice on this….please contact a good jyotishacharya for kundli related queries😊🙏
Mam hum bhi pooja krwana ja rahe h…Tuesday Tak din m hi pahuchna hoga…toh kya hmari Pooja uss din hona possible h???
Haan ji possible hai but try to reach as early as possible 😊🙏
Mam manlo agar may mangal dosh puja kar diya uske bad astrology dikhaya to wo kya bolega mangal dosh chala gaya ???
Nahi ye dosh toh kundali me dikhega hi but aapke life se iske hone wale dushprabhav bahut had tk samapt ho jaayenge 😊🙏
Nice information video
Thanks 😊🙏
madamji reply soon, madam ji mangalnath mandir me mangal dosh pooja ki rasid kab le sakte hai, kya ak din pahle monday ko bi rasid kat saktihai kya, mandir me ak din pahle bi samparak kar sakte hai kya
Didi meri shadi ki baat bahut sari jagah chal Rahi he or kaffi time se chal Rahi he par abhi tak fix nahi hui mujhe manglik dosh bhi he or kal sarp dosh bhi he kya me yeah pooja karu to sab thik ho jaega
Same mujhe v dono dosh h yr kese thik hoga
Abi23 ki hu ky kru
Dono ak dusrey se karle tey hai ,,@@khushi083
Hlo mam... I'm also manglik but I'm unmarried
Mujhe puja kaise krani hogi mangalnath mandir mai
Please help me
Mangal Nath mandir me aap jaaiye or temple ke counter se apni puja Book kr lijiye ….iske baad samast puja pujan samagri ke saath pandit ji arrange kr ke karwa denge….aapko kisi prakar ki pareshani nahi hogi 😊🙏
@@magicalmits thank u soo much mam
Very helpful. Thanks for your efforts sister. Har Har Mahadev.
“Heartfelt thanks for watching and liking the video!”😊🙏
Kya akele jane se pooja ho jaegi ... ??ya mummy papa ka hona bhi zaruri hai ??
Aap akele bhi puja kar sakti hain..😊
Puja rasid Tuesday se ek din pahle katane se Puja ho jayega na
Haan ji ho jaayega 😊🙏
jai mahakal ,jai mangaldev ki , aapki jankari achi algi abhi sawan k mahine jane ka plan kar raha hu
Bhagwan Shree mahaakaal or shree mangal nath aapki manokaamna puri karein 😊🙏
madam ji mangalnath mandir me mangal dosh pooja ki rasid kab le sakte hai, kya ak din pahle monday ko bi rasid kat saktihai kya
7 octomber ko monday ko ujjain ja raha hu
Haan aap ek din pehle bhi Rashid kata ke puja book kar sakte hain or aap same day bhi puja kar sakte hain 😊🙏
Then agar Tuesday ko puja karni hai toh aap Monday ko hi puja Mangal nath temple me book. Kr Lena 😊🙏
@@magicalmits thank you
Srif Tuesday ko hi pooja ho skti h
Jay Mahakal
Jai shri Mahakal 🙏🙏
Booking ak din phle ki jati h y mangalbar ke din hi ho jygi
Booking aap kisi bhi din kar sakte ho but try to visit temple early morning 😊🙏
Mam mujhe please ek baat jaani hai plss mai manglik hu jo pandit ji kahte h meri age 26 hai or jise ma pyar karta hu wo non manglik hai pr uske age sahi ni pta shyd badi h pr koi dikkat nahi lakin baat ye h meri pooja abhi nahi hui or ladki 28 tk meri age hone tk nahi ruk skti begar shadi to main next year 27 saal ka hone se phle ya 27 hone ke baad usse shadi kr skta hu ya sagai jo ho ske please help btaiye ma dukhi hu bs
Warna wo mujhe nahi milegi😢😢😢😢
Har Har mahadev❤️❤️🙏🙏
🙏🙏
Thankyou ❤
🥰
Jay mangalnath Mandir Ujjain Baba hamari prathna swikar Karen
Koi manglik Hai jinhone Aakar Puja karvai Ho to pls btao
जी
@@kuldeepmali4284aapne kerwai h
Pr aap to boy ho mujhe to ladki se eski jankari leni h use kuchh puchna tha
@@shikhamehra8810 bhan meri bade papa ki ladki ko bhi manglik dosh aur Kaal sharap dosh tha unki bhi pooja magalnath main karwayi thi
1100 wali pooja me hawan bhi hota hai kya?
Hawan nahi hoga 2100/- wale se hawan start hota hai
Pata hi nahin chalta manglik hona gift hai ya shraap 😢
Same yaar 😐
@@girbanisardar5454 instagram chalte ho kya
It's gift in 70% case
Mere hisab se paap mai bhut presan hu
@@Lucknowigirl-lk8zr aap ni sab he presan hai yrr 🥲
Mangal puja me bhi kya phle ghat me snan karna hota h kya
Ye aap pr depend karta hai ki aap ghat par snan kare ya phir apne hotel se hi snan kar ke aaye 😊🙏
आपने मांगलिक पूजा की जानकारी बहुत ही सुंदर से बतलाया हैं कृपया कर के पितृ दोष , कालसर्प दोष , विष दोष पूजा की जानकारी व पूजा में कितना खर्चा आएगा ।इसकी जानकारी का एक वीडियो होता तो बहुत अच्छा होता।
जी ज़रूर , बहुत जल्द ही वीडियो पोस्ट करने की कोशिश करूँगी 😊
Mera bf manglik h or me non manglik hm 5 sal se sath h pr ab jb shadi krna chahte h to ye problem aari h pr me unse hi shadi krna chahti hu to kya yha pooja krane k baad unse shadi kr skti hu please reply
Please is question ki jawab aapko ek yogya jyotishacharya se hi lena chhahiye😊🙏
Same meri bhi yhi problem h jo inne btai mera 9 saal ka relationship shiip humare ghar vale bhi man gye h lekin 2 pandit ko diya to Mangal dosh btaya tha to kya krna hoga kuch bta sakte h aap kya m shadi kr sakti hu un se@@magicalmits
Thanks for info, do we need to do booking in one day advance or can do booking & puja on same day??
No need to book in advance you can easily book puja after visiting the Temple but try to reach as early as possible 😊🙏
Har har mahadev
@@vikaskhatri5270 🙏🙏
Agar hum mangalnath mandir me manglik puja Kara le Phir bhi hume peed se Shaddi krne hote h ? Yaa hum Phir Normal Shaddi kr Sakte h
Ped se vivah aap maarrige se pehle ki jaati hai jabki Mangal nath temple me puja aap vivah ke pehle or baad bhi kr sakte hain 😊🙏
Jai mahakal 🙏🌹
🙏🙏
Màam thanks
विवाह के बाद कर सकते क्या divorce तक आ गयी बात अफ्टर 6⃣ months ऑफ मैरेज
Haan vivah ke baad bhi ye puja kr sakte hain 😊🙏
Ji ho sakti he Jay shree mahakal ujjain se kuldeep hindu mali
बुकिंग करने के बाद पुजा कोणसे दिन कितने दिन मे पुजा कि जाती है
मंगल नाथ मंदिर में काउंटर से पूजा बुक करने के तुरंत बाद ही पूजा की जा सकती है यह पूजा क़रीब 2घंटों में संपन्न होती है और पूजा तो सप्ताह के सभी दिन की जाती है परंतु मंगलवार का दिन सर्वोत्तम माना गया है 😊🙏
Har har mahadev
Mai bhi manglik hu
Meri sadi me bhot problem
Aarahi h
Mangal dosh puja kab karvani chahiye
Mangal dosh ki puja aap kabhi bhi kisi bhi din Ujjain ke Mangal nath temple me karva sakte hain😊🙏
Mai bihar se hu. Pooja ki booking kaise kra sakte h?
Please guide
@@aashuupadhyay3612 puja ki booking aap Mangal nath temple me jaakar mandir ke counter se sirf 200 rs me book kr sakte hain ….😊🙏
Mai manglik hoon aur mere hone wale nahi. Mai manglik puja karwa chuki hoon lekin kya mai fir bhi shadi k baad puja kara sakti hoon mangal nath mandir mein? Isse kya kuch thik hoga?
Agar aap ne mangalik dosh puja karwa li hai and your would be husband is not mangalik then I think there is no need of mangalik dosh nivaran puja but phir bhi ek baar kisi acche jyotishacharya se app dono apni kundali zaroor dikhwa lein or uchit salah le lein 😊🙏
Khrwash me ye mangalik poja hota h??
thank you soo much for this informative video…
Meri behn Purta Mangalik h, jiske wajh se unki shadi me dikkat aa rhi…. kya yaha pe pooja hone se wo dosh kat jaega?
Haan ji …..desh or duniya bhr se log manglik dosh nivaran puja karwane ke liye Mangal Nath mandir me aate hain 😊🙏
Mam shadi ho gyi h 2 saal ho chuke or ek beta h or meri wife manglik h mujhe 2 saal baad pta chala to uska koi solutions bataye me pooja krwana chahta hu me bahut pareshan hu...
Agar kisi yogya jyotishacharya se kundali dikhane ke baad aapko pata laga hai ki aapki wife mangalik hai or aap nahi or aap mangalik dosh shanti puja karwana chahte hain toh Ujjain ke mangal nath temple me Mangal shanti puja karwane se Mangal dosh sada ke liye samapt ho jata hai or yeh puja aap bahut aasani se Mangal nath mandir ke counter se book kar sakte hai …..😊🙏
Kitna din pehle pooja keliye ana chahiye udar
+1
Didi, mujhe pandit ji ne Bhat Puja karvane ke liye bola hai. Mein internet se dekh ke ek pujari se phone pe poochi, tho unhone kaha hai ki advance slot booking karna padega.
Please batayiye directly jaake ticket leke kar sakte hai ya kisi pujari ke dwara advance booking karna hai?
AAP direct jaakar bhi rasid kata kr puja book kr saktin hain .अगर ऑनलाइन पंडित के द्वारा एडवांस बुकिंग आप करवाना चाहतीं हैं तो बुक कर लीजिए लेकिन कोई भी एडवांस बुकिंग amount kisi ko bhi pay mat kijiyega or ye bhi zaroor pooch lijiyega ki puja Mangal nath mandir ne hi karwayenge ya kahin or kyonki Ujjain me bhut jaghon par bhi Mangal dosh nivaran puja ki jaati hai or online booking karwane par aapko puja ka cost bhi adhik aayega toh kisi bhi scam se bachne ke liye puri jaanch partaal kr lena or koi bhi payment nahi karna otherwise Temple counter se early morning jaa kr puja book kr sakte hain😊🙏
@@magicalmits thank you Didi
Mam suppose mujhe aj puja karwani hain mangal dosh & kalsarp dosh both usidin subah ticket kat ke usi din puja ho jati hain kya? Please help
Haan ho jaati hai but temple jaldi Jana chahiye aapko kyonki do puja me time adhik lgega 😊
Mam kalsarpa ke pujaka kitna lete hain? @@magicalmits
@@letsgowithme461 ₹2100 se ₹5100 /-
Mangal dosh hatwane m kitn kharch ayega
Cost of pooja??
1100 to 110000/- depending upon the puja you select
मैं राँची से हूँ, और मैं भी मांगलिक हूँ जिस कारन मुझे कोई जॉब जल्दी नहीं मिल पा रही है और मेरी शादी की बात बहुत जगह चलने के बाद भी फिक्स नही हो रही है , अगर मैं ये मंदिर जाकर पूजा करूं तो क्या सच में मेरी मंगलदोष दूर हो जाएगी 🥲🥲🥲🥲
देखिए मंगल नाथ मंदिर में भात पूजा करने से सभी मांगलिक दोष दूर हो जाते हैं और मंगल दोष के कारण जीवन में आने वाली परेशानियों भी दूर हो जाती हैं और मुझे तो इसका प्रभाव अपने जीवन में तो दिखा है परंतु पूजा पाठ ये आस्था का विषय है इस पूरे प्रकिया में आपको भी विश्वास करना होगा और ईश्वर के आशीर्वाद से आपके जीवन से भी सभी परेशानियों दूर हो जायेंगी 😊🙏
@@magicalmits thank you 🥰🥰
Kya aapne yeah pooja ki he yeah
Bhat pujan kis din karna hota hai
Kisi bhi din bhat puja aap karwa sakte hain but mangal war ka vishesh mahatv hai 🙏
Mam ye pooja kis din hoti haii..??
Ye puja aap weak ke kisi bhi din kar sakte ho but mangalwar ko puja ka mahto adhik hai 😊🙏
@magicalmits ok thnq mam..
Pandit jaha per token counter pr receipt pay kerte hai wahi pr say pandit provide kiya jata hai ya fir ujjain say koi dusre pandit ko lekar Jana hota hai waha Puja kerne bhat Pooja k liye
Haan aapko rasid katwane ke baad counter se hi pandit mil jaayega bahar se koi pandit le kr jaane ki zaroorat nahi hai 😊🙏
🙏
Saadi ho chuki hai bacha bhi ho gai hai kyaa pooja ho sakti hai please bataiye please 🙏
मांगलिक पूजा केवल मंगलवार को ही होता है क्या। मांगलिक पूजा के लिए बुकिंग आनलाइन कर सकते हैं क्या।मै छत्तीसगढ़ से हूं। कृपया बताईए
Mangalik puja week ke sabhi din hoti hai lekin mangalwar sabse best din mana jaata hai ..mangalik puja Mangal nath mandir me online temple website se book nahi kar sakte hain haan aap direct temple counter se puja book kr sakte hain 😊🙏
Hi
@@magicalmits
Thanks for giving valuable information
@@RealGT007 😊🙏
बुक करने के बाद कितने दिने के बाद पूजा की जाती है
क्या बुकींग करने बाद उसी दिन पूजा की जाती है
Ha ho jayega
Jay mahakal Jay jagannath Jay Baba mangalanath
🙏🙏
Mam mere kundali me magal dosh hai mai pooja karwane 9 july magalwar ko ja rahi hu mam kya pahle se booking karwana se hi us din pooja ho payegi ya pahuch kar rashid katwa lene par bhi ho sakti hai kripya btaye mam
Wahan pahunch kr bhii aap Rashid katwa kr puja karwa sakte hai but try to reach Mangal Nath temple early morning because Tuesday ko wahan bhush rush rehta hai
mam to kya kru please suggestion de mai Monday ko ja rahi hu Thursday morning pahuchugi mai please btaye kya kru...
@@bindukaushik4678 you can call acharya vijay Bharti..ye Mangal Nath temple me pujari hain jaisa inke visiting card pe likha hai ,inka contact no.09826045308 hai…inse baat kr lo but koi advance payment nahi karna …inka no.mujhe mangal Nath temple me mila tha ..but phir bhi agar aap temple jaa kr pandit se baat karengi to pujan Tuesday ko ho jayega otherwise next day puja karwa lena 😊
thankyou mam😊
@@bindukaushik4678 😊
Mam kya khar Maas (mal Maas) k Samy maanglik dosh ki pooja krwa skte h??????
Plzz btaiy
Hume Jana h plz btaiye krwa skte h kya tickets krni h 28 dec k liy
Hum v ise wajah se nehi Gaye hain dear next month jany ki sochy hain....
Ap Kahan se ho
@@P_Pradhan143ujjain se kuldeep hindu mali kripya kisi ko online payment na kre abhi bhut fround ho chuke he kripya sartak rahe jaha tak ho sake mandir main jakar pandit ji se batchit kre
Pooja kis din karwaani hoti hai
Puja aap kisi bhi din karwa sakte hain but mangal war ka din is puja ke liye sarvottam mana jata hsi
Me ek manglik ladki hu didi kya puja krwany se sab kuch tik ho jayega ji me bhut tansan me hu didi mujhe btaye me kya kru didi meri shadi me bhut problem ho rahi h abhi kuch din phele mera rishta hua tha aur wo b tut gaya h me us ladke se shadi krna chahti hu kya kru me jissy ki meri shadi uss ladke se ho jye aur mera dampaty vewahik sukhmay jewan wayatit ho didi plz mujhe btaye didi
Sabse pehle toh ek yogya jyotishacharya se apni kundali dikhayein or salah le ki kundali me kya kya problem hai ….agar sirf mangalik dosh hai toh Mangal Bhath puja mangal nath mandir me karwane se ye dosh door ho jaata hai …jahan tak usi ladke se vivah ki baat hai toh ye sab kismat or depend kaarta hai…or Ishwar ki ikccha se upar kuch bhi nahi hota hai ….toh jeevan me nirash bilkul mat hoiye ,bhagwan par bharosa rakhte hue mangal dosh ka nivaran Mangal nath mandir me karwai isse vivah sambandhi pareshaniyan zaroor door ho jaayengi 😊🙏
Mam Tuesday hi puja karna sahi ki Saturday ko bhi karva skte hai
Tuesday sabse accha din maana gya hai lekin agar Tuesday ko puja karwana possible na ho toh aap week ke kisi bhi din puja karwa sakte hain 😊🙏
Bhath Pooja ki booking kaise karwaten hai?
AAP temple ke counter se bhath puja book kar sakte ho
@@magicalmits jis din Puja booking ki, kya usi din Puja hogi
Matlab Tuesday ko booking karke Tuesday ko hi puja ho jayegi
Ya phir Monday ko booking karne padegi..
Mujhe to bahut aaram hai puja ke baad
Ye Bhagwan Mangalnath ka aashirvad hai 😊🙏
Pooja karne se aapka kam bhuaa
100 per shanti hai
Kounse kaam bane apke agar aap bata sko to
I was not in my cantrol ... eradicate of negetivity......strongness in relationships
Focus .. peace
Mai bhi manglik hu meri sadi ho gyi h lekin non manglik se muje pujan krwani h pujan krne me kitne khrch aate hai
Pujan chaar prakaar ke hai jinka cost ₹1250, ₹2500, ₹5500,or ₹11100 tk aayega aa koi bhi ek pooja opt kr skte hain 😊🙏
@@magicalmitsMuje ye btaye me purn manglik hu or jisse pyar krti hu vo none manglik sadi ki baat chlri thi sb Maan gye bs eske kran cancel hogya agr hm gharvalo k khilaf Jake sadi krle or sadi k baad dono mangalnath mandir me aakr Puja kraye to kya ye dosh ht jayega ya phle hi krani pdti hai please btaye 😭😭😭
पति उच्च मंगल दोष -पत्नी निम्न मंगल दोष है
शादी को 10 बर्ष हो गये है पूजा मे टोटल कितना खर्चा hoga
AAP dono hi mangalik hain toh kya aapko bhi kisi ne mangalik dosh bataya hai …kyonki jab husband wife dono mangalik ho toh Mangal dosh automatically samapt ho jaata hai 😊🙏
@@magicalmits बहुत बहुत धन्यबाद 🙏🙏🙏🙏
@@hemendrakumarsharmatinku8698 😊🥰
Mam mere bete ke liye mangal dos ka puaja krana h
Jaroor jaayein Bhagwan Mangal nath ek bhot hi chamatkari mandir hai jahan saare doshon se mukti milti hai🙏😊
Kya hum ek mahina pahele Puja ta time slot advance book kar sakte hai?
Haan advance booking kr sakte hain
Through mobil no booking or personal visit.
Pls share mobile number
@@magicalmitskese advance booking karte hai
रसीद अगर मोनरिंग मे लेने के बाद उसी दिन पुजा हो जाती हे या हमको next डे के लिए रुकना होगा वहा pr
हाँ जी आप मॉर्निंग में रसीद लेकर उसी दिन पूजन करवा सकते हैं 😊
@@magicalmits daily Pooja hoti h??? Magaldosh ki
@@rohitpathak7195 haan ji ,Daily puja hoti hai but sabse best din Mangal dosh puja ke liye Mangalvar mana jata hai isliye Mangalvar ko jyada log pujan krwane aate hain 😊🙏
Kundli me mangal dosh h ya nhi pta nhi lekin problem sari he
Shadi na hona pese na hona koi kam aage hi nhi badhna
Man me darr rehna
To waha koi jyotish mil jaynge jo inka karan ya upay bta sake
Haan ji wahan aapko pandit ji bhi kundali dekh kar ye bata denge ki aapke liye kon si puja faldayi rahegi,but better ye hoga ki aap pehle se hi apne kisi viswasniye jyotishacharya se kundali dikha kr paramarsh lekar wahan jaayein 😊🙏
@@magicalmits thanks mam reply ke liye
Same problem. But mera kundali nhi hai, nahi date of birth pta hai.
Ma'am, mujhe pandit ji ki number chajiye, mujhe bhoot hi jaldi baba mahalkal ji ki darshan lena hai.
September m Mangal dosh ki pooja ho skti h
Haan ji September me bhi Mangal dosh puja hoti hai 😊🙏
Prasad swarup di gayi vastuo ka kya karna hoga
अभिमंत्रित धागा हाथ में बांध लेना है ,प्रसाद आपको सिर्फ़ अपनी फ़ैमिली के साथ बाटना है ,यंत्र और फूल अपने पास संभल के रख लेना है 🙏😊
is pooja m kon se colour ke kapde phne ?
AAP apni pasand ke koi bhi Colors ke Kapde pehen sakte ho but avoid black colour and try to wear red as red is the colour of Mangal
Bachon ko ye pooja karasakte hai kya
Haan chote bacche ke liye bhi mata pita puja karwa sakte hain😊🙏
❤
🥰
Merako didi a batao a 4 prakar ka puja mai difference kya hai
First puja me sirf simply Bhath puja karwai jaati hai second puja me bhatpuja ke sath navagrah ki bhi puja hoti hai third puja me bhath puja navgrah Shanti ke saath 2 Brahmin dwara jaap hota hi or fourth me 11brahmin dwara Mangal jaap kiya jaata hi ….😊🙏
@@magicalmits ok thanks alot didi I subscribed u🥰 mahakal temple ma jo kalsarp dosh ka Puja hota hai wo bhi ho sake to Dena
@@YT-Rohitgamer Thanks a lot for subscribing 😊🥰
@@magicalmits sab pooja mai same time lgta hai kya maam?
@@namitamehta8896 nahi …navagrah puja ke saath bhat puja me 1.5-2 hrs lagta hai iske baad or doosre puja me respectively 2.5-3 hrs lagte hain😊🙏
Saadi ke baat eye puja hota hai mam
Haan ji aap shadi ke baad bhi Mangal dosh nivaran puja kr sakte hain
Thank u mam
Suppose mai mandir mai ticket 2 baje katwau tho kya ush din hi meri puja ho jaye gi.plzzz bataye
Dekhiye pooja toh ho jaayegi but jaldi jaldi ki puja ka kya fayda isliye try to book your puja in morning if possible 😊🙏
मांगलिक दोष की पूजा करनी है पता चाहिए नंबर
जय श्री मंहाकाल उज्जैन से कुलदीप हिन्दू माली
Jai mangalnath ki jai
🙏🙏
Kundli dekhkar bataenge kya ke kaun kaun s dos h
Haan wahan bhi pandit ji kundali dekh kar batate hain ki kon sa dosh h but better ye hoga ki aap pehle kisi yogya jyotishacharya se hi kundali dikha ke salah lene ke baad hi wahan jaayein😊🙏
Kya pitrpaks me bhi ye pooja karwa sakte h kya
Pirtripaksh me pitrudosh ki puja karna best hota hai 😊🙏
Isme Mangal dosh ke liye kon si Puja karni hoti hai
Aap in chaar prakar ki puja me se koi bhi pooja opt kr sakte hain ,ye sab Mangal dosh nivaran puja ke types hain 😊🙏
Mam , me manglik hu , mera sadhi ho gia ha , abhi married life me problem chal raha ha . Abhi sadhi ke bad kia me ujjain mangal nath mandir jake puja kar sakta hu ? Sadhi ke bad mangalnath ka puja karnese kia lav hoga ?
Haan ji Aap vivah ke bad bhi Mangal nath temple me Mangal dosh puja krwa sakte hain..पण्डितजी के अनुसार विवाह के बाद मंगल शांति पूजा करने से ये फ़ायदे आपको हो सकते हैं
दांपत्य जीवन में समृद्धि आती हैं।
जीवनसाथी के साथ रिश्ता अच्छा होता है।
पति-पत्नी को अपने जीवन मे प्रसिद्ध, मान्यता और मान-सम्मान प्राप्त होता हैं।
स्वास्थ्य समस्याओं से निजात मिलती है।
यह पूजा अथवा अनुष्ठान कराने से आपके महत्वपूर्ण कार्य संपन्न होते हैं।
इस पूजा के शुभ प्रभाव से आपके जितने भी रुके हुए काम हैं वो, पुनः सफ़लतपूर्वक पूरे हो जाते हैं।
शारीरिक और मानसिक चिंताएं दूर होती हैं।
नौकरी, करियर और जीवन में आ रही विभिन्न प्रकार की बाधाएं भी दूर होती हैं।😊🙏
जिसे मंगल नहीं है,
वह नवग्रह की पूजा कर सकता है क्या
Haan ji aap नवग्रह की पूजा मंगल नाथ मंदिर में करवा सकते हैं 😊🙏