Hello everyone I know sab log soch rhe ho ki ye kyu hoga hamara paper jada tough tha toh iss video ko pura end tak dekho tumhe pata chalega ki aisa hone ke chances kyu hai last year kya hota tha sab pata chal jaega baki ahar koi doubt hai toh ask in the comments
Literally why 15th May students should face decreased marks? The 29th May paper was way easier. The sheer mismanagement in the 15th May was abhorrent. I got like 43 minutes in chemistry instead of 60. Delhi students should get decreased marks cause they are gonna score way higher than us. This is not fair to the majority of the students at all. You make everyone suffer. Deserving students will not get seats and candidates who got the easy paper will take the seats, not necessarily cause of their intellect and then it will dilute the prestige of DU.
Mera accountancy aur business me full aaya h mtlb 200 each aur eco me 182 aaya h ..lekin English me mismanagement ki wjh se mere 13 question reh gye attend hi nhi kr payi. Aur baaki k jitne kiye 27 wo exactly sahi h ...mai easily kr leti wo rest question lekin mismanagement se dream college nhi milega
Bhaiya agar cuet k form me koi govt. College na fill kre ho to kya uski councelling me baithne k liye uss particular college ka registration form bhr skte hai?? Plz bta dije bhaiya🙏
Hii bhaiyya.. Documents jo bhi upload kiye jate hai woh kab verify krte hai. Mtlb allotment pehle krte hai ya verification ke baad allotment hota hai. Names mismatch hai mummy ke surname mein marksheet mein Meena devi h but Obc mein Meena kumari. Affidavit banwa liya hai ki dono name ka ek hi person hai. Toh affidavit chlega kya? Aur affidavit kab submit kr skte h?
Hello sir meri 12th ki marksheet abhi tk nhi aayi hai and state board mai digi locker pr bhi marksheet nhi aati hai or humari original marksheet 22-23 june tk ayegi to kya mujhe tb tk ka wait krna chaiye ya screenshot dalke csas bhardu?
Bhai maine only 1domain that is bst and language and gt opt kiya tha cuet mein, kya aap batao ge mujhr kin kin courses ke liye pursue krna chahiye, plzz bhai bhot help hogi 😢😢
Bhai ye subject mapping mae ek dikkat ha ager mane cuet form mae maths or physical education bhara tha but inke paper nehi die or ye dono mere 12 th mae bhi thi To kya mujhe csas mae inhe bharna hoga ya bas eco , acc, bst and eng bharu jo ki 12th mae bhi the or unke paper bhi diye ha plzz betana
15 may walo ka decrease nhi hona chahiye bilkull .....bhaiii hangama hoga is baar ....ek to hm logo ko hi mismanagement sehna pada uper se hamara hi decrease hoga ...... bilkul nhi hona chahiye ....😢😢😢.
Mujhe puchhna tha ki me abhii DU SOL me hu to CSAS registration ke time pe vo puchh rha hai n ki kisi University me enrolled ho to kya me yes krdu aur DU SOL fill krdu usme ? Bata do
@@ankit_says bhaiya neet walo ke bhi toh hue na kyunki unhone unity dikhayi cuet Wale bs bolte rh gye kyunki hum comparatively less experienced h mostly sab 12th ke baad hi dete h.
Gt ka nahi pata. Lekin english me kafi chances hai ki 29 k ghatenege. Kyoki ek coching centre k survey me kafi k 200 aaye hai 29 may ko. Jabki 15 may me kafi kam ya n k barabar tha.
no this is nnot true because 15 may ko lamost 8 lakh students ane exam diye aor sirf delhi ke pass walw centres pe mismanagaement hua hai baki jagah nahi. jabki 29 ko sirf 1.5 lakh ne jiska matlab 15 mein 100 percentiler jyada honge koi nahi mai n bhi 15 ka hu
@@kartik8780 ok dhekte hai. Lekin mera delhi me bhi de diya tha centre 29 ko exam wala 28 ko mujhe bataya ki admit card release ho gya hai. Jabki main bihar se hu. Tho waha nahi pahuch pata time se. Main 15 ko de chuka tha english ko exam. Jab nta se baat kiya tho kahe ki ye nahi dihiyega tho aapka 15 wala count ho jayega. Tho main nahi gya 29 ko. Mera centre par bhi 35 min he time diya tha wahi maine complain kiya tha. Iss se mujhe lagta hai ki unhe pata hai ki 15 walo ka khrab gya hai. Tho wo kuch kar sakte hai. I am just guessing. Wo tho result k baad he pata chalega.
What is this nonsense logic of equating 100 percentilers in two phases where number of students varies so much? 😂 It should be with ratio not exact numbers.
See last year the paper on 25th accountancy paper there was mismanagement due to confusion people got less time not 60 min and people got increase in marks as one of my friend
Abhi detailed analysis ka i dont understand kya need hai formula toh wese bhi NTA ko khud samjh nahi aata soo lets wait what happens in the result all the best to everyone!!
Last time to phases ka difference tha iss bar to pura desh ek taraf or delhi ek teref to difference to bhit jada hoga unka jinhone peparr attempt kia hoga
Paper level me diff tha clearly Koi chance nhi banta 29 valon k no. Badhane me Koi tukk nhi banta aapki baat ka Itna sab ho gaya 15 valon k saath fir ek baar kar ke to dekhe nta asa So thodi na gayi janta
Scam ye lg rha hai ki . 29th k most demanded gt eng papers Dilli vaalon k benefit k liye hai .. normalization marks decrease bigger pool pe hoga jo rest of India k thy...
15 may ko mismanagement hua i agree. Par jo bacche khre h ki is wajah s hmare marks badhne chiee toh y batao kya tumse omr sheet m koi gltii nhi hui?? Jinhone first time omr p exam diya unhone kai gltiyan ki omr sheet fill krne m. Toh centres p bhi toh first day mismanagement ki possibilities hain na. Gltiyan agr nta s hui h toh tumse bhi toh kch n kch glti hui hogi. Ab uske lye tumhari sheet reject kr de nta??
I don't agree bro...Jo bacche 12th pass krke is saal paper diye h wo log ek baar omr sheet pe paper de chuke Hain 10th ka...I don't agree...kyuki Maine khud paper diyaa hai is saal cuet ka...aur hmne dekha h mismanagement...hamare centre pe 18 baacho ka paper chut gya sirf mismanagement ki wajah se...and atlast police complain hui...I don't agree with you bro...aur agar marks cute krne hi h to hamare glt answers ke kro...faltu ka krke kya fayda...future hmara kharab hoga!!!!
@@Cozycorner-a7 But maine toh is bt s disagree hi nhi kiya ki mismanagement nhi hua. Or diya hoga baccho n phle omr p exam par iska mtlb y toh nhi h na ki unse koi gltii nhi ho skti. Kai baccho n glti ki is baar omr m, kisi n roll no. me ki, kisi ne shi answer ki jgh glt answer fill kr diya. Jruri toh nhi har exam m mind same hi work kre. M bs itna khri hu ki galti kisi s bhi ho skti h. And I don't think nta mismanagement wale point ko valid consider krega marks badhane k lye. Baanki best of luck!! Hope u will get ur dream clg❤️
@@SahilHrrsahi mai inka 29 th ko hua hoga lagta hai paper tabhi bol rhai hai mis managaemnt bhaut jayada hua hai time nahi diya hai tho baccha sahi karai yai galat jab attempt karnai ka time he nahi diya tho kya karai baccha 😢 aur agar 15 valo ka kuch uper nichai hua tho neet sai bhi jayada halla hoga
Oh shut up, 2024 batch has already given a exam on an omr sheet, we all know how to fill it plus in my centre no student was confused about anything the only fault was coming from the teachers present there, check your statement before yapping it out on internet bruh
Last year sab mae milake mere 90 se 100 kam hue yhe iss bar to bas English ha vo bhi kafi lengthy or tough aya tha last year se to jada ka bekar geya ha to 10 se 15 ka farak aa sakta ha. Mere last time 25 kate the English ma3 akele
Han 10 to 15 hi ho skte hai lekin think about those jinhone chem,bio,eng,gt sare die hai toh unke aur bhi jada kam ho skte hai if normalisation jada hui toh
Bhai ager nta ne last year se kuch sikha ho to nehi karenge itene Kam unn bacho ko bhot dukh hota ha jinke mehnat karke bhi 80 90 100 tak kat jate ha Mere jab hue the Mera haal kharab ho geya tha mere 600 around the sidha 492 ker diye Or mere samne vali ladki ke 50 se 60 no badaye the @@ankit_says
@@Delhiboi-x7r Han ye jyadatar unke sath hua jinke paper 30 may se phele hua the last year mere bhi -87 hue the but tab nta ko kisine kuch nahi kaha iss baar dekhte hai NEET ka case vaise hi chal rha hai unke baar I don't think ki ek aur case krvana chahenge vo apne upar 👀
@@ankit_says Mera to 29 ko hua tha eng Hope so mere na Kate 😅 Vase hi eng ka kuch khas nehi geyaveng mae 120 tek ajaye to mere ache khase no ban jayenge mujhe cvs chahiye tourism , hrm ya marketing management and retail marketing se koi bhi last year ka dekh to 548 mae bhi mil geya tha spot mae gen ko to iss bar bhi ager spot or special spot tak vecant seat reha to mil jayega mujhe
Hello everyone I know sab log soch rhe ho ki ye kyu hoga hamara paper jada tough tha toh iss video ko pura end tak dekho tumhe pata chalega ki aisa hone ke chances kyu hai last year kya hota tha sab pata chal jaega baki ahar koi doubt hai toh ask in the comments
Literally why 15th May students should face decreased marks? The 29th May paper was way easier. The sheer mismanagement in the 15th May was abhorrent. I got like 43 minutes in chemistry instead of 60. Delhi students should get decreased marks cause they are gonna score way higher than us. This is not fair to the majority of the students at all. You make everyone suffer. Deserving students will not get seats and candidates who got the easy paper will take the seats, not necessarily cause of their intellect and then it will dilute the prestige of DU.
Why Delhi students should get decreased bro ? Burnol?? oyster sala
@@thebrine2429 cause that paper was way easier and they got more days to prepare. They got to know the English format too
@@angieakasarayes
Ek to 29th walo ke chemistry paper itta easy liya hai ____agr 15th may walo ke sath kuchh hua to NEET walo se double hangama hoga😡😡
😅😂 maja aya 29 me ka papaet
@@RahulSingh-mn5qm agr ho gya 15th may walo ka kuchh ider udher tb dekhna😀
GT aur eng 29th walo ka zyada hard tha
Zyada difference nahi thi difficulty me dono dates ki bas baat ye hai 29 may walo ke paas time zyada tha
@@mueid7151 are nahi bhai chemistry paper dekh kena 15th may walo ka
Mera accountancy aur business me full aaya h mtlb 200 each aur eco me 182 aaya h ..lekin English me mismanagement ki wjh se mere 13 question reh gye attend hi nhi kr payi. Aur baaki k jitne kiye 27 wo exactly sahi h ...mai easily kr leti wo rest question lekin mismanagement se dream college nhi milega
Those who gave on 29 of May, they got advance awareness regarding time management.
Agreef
Paper unexpected bhi hum de....mismanagement bhi hum hi face kre....aur last m marks bhi hamare hi decrease hoge .....wahhh NTA 🫡
15 may students faced mismanagment, lack of tym aur no bhi unke kam wah😢 just not fair
Bhaiya agar cuet k form me koi govt. College na fill kre ho to kya uski councelling me baithne k liye uss particular college ka registration form bhr skte hai?? Plz bta dije bhaiya🙏
Han bhar skte ho
Bhaiya agar result ane ke bad phase 1 fill kr skte hai ? Close to nhi hoga na ?
Nahi nahi result tak fir band krdenge vo
Hii bhaiyya..
Documents jo bhi upload kiye jate hai woh kab verify krte hai. Mtlb allotment pehle krte hai ya verification ke baad allotment hota hai.
Names mismatch hai mummy ke surname mein marksheet mein Meena devi h but Obc mein Meena kumari.
Affidavit banwa liya hai ki dono name ka ek hi person hai.
Toh affidavit chlega kya?
Aur affidavit kab submit kr skte h?
Allotment phele hota hai and then college verify krte hai documents ko chal toh jata hai affidavit
@@ankit_says thank you❤
Result ane ke bad phase 1 close to nhi hoga na ? Me result ane ke bad phase 1 fill kr skte huna?????
5-7 din mai krlo fill jaldi
Hello sir meri 12th ki marksheet abhi tk nhi aayi hai and state board mai digi locker pr bhi marksheet nhi aati hai or humari original marksheet 22-23 june tk ayegi to kya mujhe tb tk ka wait krna chaiye ya screenshot dalke csas bhardu?
Nahi wait kro tab tak
Bhai maine only 1domain that is bst and language and gt opt kiya tha cuet mein, kya aap batao ge mujhr kin kin courses ke liye pursue krna chahiye, plzz bhai bhot help hogi 😢😢
Bro u r not eligible for du 😭
Bhai ye kya karlia 😮
@@ankit_says bhai btao na konsa course le skta hu main?
Bhai ye subject mapping mae ek dikkat ha ager mane cuet form mae maths or physical education bhara tha but inke paper nehi die or ye dono mere 12 th mae bhi thi
To kya mujhe csas mae inhe bharna hoga ya bas eco , acc, bst and eng bharu jo ki 12th mae bhi the or unke paper bhi diye ha plzz betana
Jo cuet mai die subject Mapping mai vo fill krne hai if you are doing in phase 2 Varna agar marksheet ke number bhar rhe ho toh sare subjects ke bharo
@@ankit_says abhi phase 1 bharunga or usme ata ha na subject ka option to isliye pucha
@@ankit_says to jo paper Mane cuet mae miss kie ha vo to nehi bharne na
@@Delhiboi-x7russmei class 12th ka bharnaa hain nahh
15 may walo ka decrease nhi hona chahiye bilkull .....bhaiii hangama hoga is baar ....ek to hm logo ko hi mismanagement sehna pada uper se hamara hi decrease hoga ...... bilkul nhi hona chahiye ....😢😢😢.
I agree
@@ankit_says hn bhaiya .....😭😭😭
Mismanagement nta ne ki toh fir suffer 29 Wale bhi kyu kare
Mujhe puchhna tha ki me abhii DU SOL me hu to CSAS registration ke time pe vo puchh rha hai n ki kisi University me enrolled ho to kya me yes krdu aur DU SOL fill krdu usme ? Bata do
Han
We have to protest if decrease 15th may walo ke hue toh.
Yesss😢
Bhai kya kar skte hai yaar last time bhi hua tha mere -87 hue lekin hua kuch nahi
@@ankit_says bhaiya neet walo ke bhi toh hue na kyunki unhone unity dikhayi cuet Wale bs bolte rh gye kyunki hum comparatively less experienced h mostly sab 12th ke baad hi dete h.
@@ankit_says kyunki ek ke bolne se nhi hoga sabko bolna padega
@@ankit_saysbhaiya pr 15 may walo ke badhenge waise aap konsi college aur course se ho?
Last year 710 par general category ko bcom prog kaha mila tha sir south campus mein. College ke name
dcac arsd.
Normalisation me max 10/15 marks add or subtract hote h not more than that... 😊 per subject
Han iss bar ho skte hai last time jyada hue the
@ankit_says last time Bina sar pair k kisi k bhi kitne bhi kaat liye the🥲
Gt ka nahi pata. Lekin english me kafi chances hai ki 29 k ghatenege. Kyoki ek coching centre k survey me kafi k 200 aaye hai 29 may ko. Jabki 15 may me kafi kam ya n k barabar tha.
no this is nnot true because 15 may ko lamost 8 lakh students ane exam diye aor sirf delhi ke pass walw centres pe mismanagaement hua hai baki jagah nahi. jabki 29 ko sirf 1.5 lakh ne jiska matlab 15 mein 100 percentiler jyada honge
koi nahi mai n bhi 15 ka hu
@@kartik8780 ok dhekte hai. Lekin mera delhi me bhi de diya tha centre 29 ko exam wala 28 ko mujhe bataya ki admit card release ho gya hai. Jabki main bihar se hu. Tho waha nahi pahuch pata time se. Main 15 ko de chuka tha english ko exam. Jab nta se baat kiya tho kahe ki ye nahi dihiyega tho aapka 15 wala count ho jayega. Tho main nahi gya 29 ko. Mera centre par bhi 35 min he time diya tha wahi maine complain kiya tha. Iss se mujhe lagta hai ki unhe pata hai ki 15 walo ka khrab gya hai. Tho wo kuch kar sakte hai. I am just guessing. Wo tho result k baad he pata chalega.
What is this nonsense logic of equating 100 percentilers in two phases where number of students varies so much? 😂 It should be with ratio not exact numbers.
@@ShivanshuTyagi72981 chod bhai logo ki maths thodi weak h :)
See last year the paper on 25th accountancy paper there was mismanagement due to confusion people got less time not 60 min and people got increase in marks as one of my friend
Han hua tha 25th ko hi but aise hi kafi sare slots mai bhi 45 minutes hi die the lekin unke marks nahi increase hue the
@@ankit_saysmy marks increased from 188 to 198
Abhi detailed analysis ka i dont understand kya need hai formula toh wese bhi NTA ko khud samjh nahi aata soo lets wait what happens in the result all the best to everyone!!
Han sahi baat hai formula nta ka bohot complicated hai ya toh unhe ssc wala formula use krna chahiye for normalisation
Bhai Mera 12 mea subject commerce tha aur cuet mea meanea business studies mea Diya toh csas mea commerce fill Karu ya business studies
Business studies bhai
Bhai mene galti se Marksheet ki screenshot dal di csas portal mein plz reply
Correction window ka wait karo
Iss year 690 me DU me obc ncl ke liye BA hons. Sociology mil jayega kya north campus me
Abhi vahi bataya Maine 🥲
Ki nahi bata skte itni jaldi normalisation mai kya pata marks kam bhi ho jae kafi
Bhaiya, kya last round ki cutoff se admission hone par hostel nahi milta hai ??
Aisa nahi hai actually colleges hostel ke lie merit nikalti hai and jinke jada marks hote hai seats ke hisab se vo allot kr dete hai
Thanks 😄
Vaise hi raw score kam bnra hai usme bhi normalization krdo 🙂
Last time to phases ka difference tha iss bar to pura desh ek taraf or delhi ek teref to difference to bhit jada hoga unka jinhone peparr attempt kia hoga
Ky pta neet ki trah yha bhi scam krna ho isiliye dubra krwa diya
Are bhai normalisation 29 balo ka kreana chhiye humara toh bese v mismanagement k kran paper k pas hone ka 1 percent chnce h aur abb ye
Normalisation hoga toh dono ka bas baat ye hai ki kiska badega aur kiska Kam hoga
nice video
Thanks Naman bhai 🫶
Normalisation won't happen this year :)
Don't worry guys
Hamara ,29. May wala bhi tough tha English kaa😢
Sab log apna apna tough keh rhe hai ab aise kaise pata chalega 🥲
Paper level me diff tha clearly
Koi chance nhi banta 29 valon k no. Badhane me
Koi tukk nhi banta aapki baat ka
Itna sab ho gaya 15 valon k saath fir ek baar kar ke to dekhe nta asa
So thodi na gayi janta
Scam ye lg rha hai ki . 29th k most demanded gt eng papers Dilli vaalon k benefit k liye hai .. normalization marks decrease bigger pool pe hoga jo rest of India k thy...
Aisa na ho 15may walo ke saath
Delhi vaalo ke marks increase ho gaye to delhi vaalo ki to mauj aa jayegi lekin dusro ke saath anyay sa ho jayega.
15 may ko mismanagement hua i agree. Par jo bacche khre h ki is wajah s hmare marks badhne chiee toh y batao kya tumse omr sheet m koi gltii nhi hui?? Jinhone first time omr p exam diya unhone kai gltiyan ki omr sheet fill krne m. Toh centres p bhi toh first day mismanagement ki possibilities hain na. Gltiyan agr nta s hui h toh tumse bhi toh kch n kch glti hui hogi. Ab uske lye tumhari sheet reject kr de nta??
I don't agree bro...Jo bacche 12th pass krke is saal paper diye h wo log ek baar omr sheet pe paper de chuke Hain 10th ka...I don't agree...kyuki Maine khud paper diyaa hai is saal cuet ka...aur hmne dekha h mismanagement...hamare centre pe 18 baacho ka paper chut gya sirf mismanagement ki wajah se...and atlast police complain hui...I don't agree with you bro...aur agar marks cute krne hi h to hamare glt answers ke kro...faltu ka krke kya fayda...future hmara kharab hoga!!!!
@@Cozycorner-a7 But maine toh is bt s disagree hi nhi kiya ki mismanagement nhi hua. Or diya hoga baccho n phle omr p exam par iska mtlb y toh nhi h na ki unse koi gltii nhi ho skti. Kai baccho n glti ki is baar omr m, kisi n roll no. me ki, kisi ne shi answer ki jgh glt answer fill kr diya. Jruri toh nhi har exam m mind same hi work kre. M bs itna khri hu ki galti kisi s bhi ho skti h. And I don't think nta mismanagement wale point ko valid consider krega marks badhane k lye.
Baanki best of luck!! Hope u will get ur dream clg❤️
Accha ye bhi hamari galti h ki unhe question paper nahi milia time pe😂
@@SahilHrrsahi mai inka 29 th ko hua hoga lagta hai paper tabhi bol rhai hai mis managaemnt bhaut jayada hua hai time nahi diya hai tho baccha sahi karai yai galat jab attempt karnai ka time he nahi diya tho kya karai baccha 😢 aur agar 15 valo ka kuch uper nichai hua tho neet sai bhi jayada halla hoga
Oh shut up, 2024 batch has already given a exam on an omr sheet, we all know how to fill it plus in my centre no student was confused about anything the only fault was coming from the teachers present there, check your statement before yapping it out on internet bruh
15 walo ka kam kyu hoga
Aer toh 15 wlaa tough tha
Last year sab mae milake mere 90 se 100 kam hue yhe iss bar to bas English ha vo bhi kafi lengthy or tough aya tha last year se to jada ka bekar geya ha to 10 se 15 ka farak aa sakta ha.
Mere last time 25 kate the English ma3 akele
Han 10 to 15 hi ho skte hai lekin think about those jinhone chem,bio,eng,gt sare die hai toh unke aur bhi jada kam ho skte hai if normalisation jada hui toh
Bhai ager nta ne last year se kuch sikha ho to nehi karenge itene Kam unn bacho ko bhot dukh hota ha jinke mehnat karke bhi 80 90 100 tak kat jate ha
Mere jab hue the Mera haal kharab ho geya tha mere 600 around the sidha 492 ker diye
Or mere samne vali ladki ke 50 se 60 no badaye the @@ankit_says
@@Delhiboi-x7r Han ye jyadatar unke sath hua jinke paper 30 may se phele hua the last year mere bhi -87 hue the but tab nta ko kisine kuch nahi kaha iss baar dekhte hai NEET ka case vaise hi chal rha hai unke baar I don't think ki ek aur case krvana chahenge vo apne upar 👀
@@ankit_says Mera to 29 ko hua tha eng
Hope so mere na Kate 😅
Vase hi eng ka kuch khas nehi geyaveng mae 120 tek ajaye to mere ache khase no ban jayenge mujhe cvs chahiye tourism , hrm ya marketing management and retail marketing se koi bhi last year ka dekh to 548 mae bhi mil geya tha spot mae gen ko to iss bar bhi ager spot or special spot tak vecant seat reha to mil jayega mujhe
Bhai csas me marksheet upload me glitches aarii h internet connection se 2 din se try kra Same araa h kya kruu !!!!!
Han maine suna kafi bacho se sabka glitch aa rha hai wait hi kr skte hai bas abhi toh
15 may walo ke kam nhi hone chiye varna systumm pad denge😂💪💪
Last time bhai ham bhi yahi kehte the 🥲
Lekin NTA hai vo sambhal leta hai end mai pura matter
@@ankit_says private chalo fir ab🙂👍
Ha
Thumbnail :- 🥺💀🙀
After watching the video :- 😦😯🤧🙂😴
Thumbnail ne jada Dara dia kya 💀
@@ankit_says g ... fhatt ke preference ban gyi bhai 💀
Raw score hi rhenedo bas 🙏
Bhai thumbnail se drra hi diya ...
Jada hogya kya? 😅
Mai likh rha tha ki 50 tak kam ho skte hai marks
Sorry agar dar gye toh 🙏🏼
Koi nhi bruhh!!
29th walo ke badhne chahiye 🧿🧿
29th wale me bhi kafi mismanagement tha! Kya bolrha hai bhai tu
Right bhai Mene Bhi 29 ko diya tha aur 29 ka Jyada tough paper tha 15 May ke Mukablee😢😢😢😢
@@Nitin-dt8xb bhai tune 15 may ka paper dekha bhi hai 😂, yt pe dekhle konse din jyada tough tha
Bhai lekin fir bhi chances hai ki 29 walo ke number kam honge
Bhai har centre pe kuch na kuch toh hoga hi but maximum Mismanagement 15 walo ke sath hua tha
Pro level ke super haraami hain ye NTA walei 😮💨
Thala for a reason and Pakistan out from this season 🗿🗿🗿🗿🗿🗿
Vah bhai
29 walo ke Marks increase hone Chahiye Warna System Paad Denge 😡😡😡
Km bale hi na ho bhai pr hm logo ko shi marks diye jaye bs
Copyright claim dal dunga😂 comment chori krliya
Yaha marks kam hone ki baat chal ri tumhe increase krke kaun dera😂😂😂
Draa diya bhaiya aapne....😅
Kuch v ho skta hai koi bharosa nhii hai is national tension agency ka....😅
Kis element se dare bhai thumbnail mai?
@@ankit_says
Hn bhaii
15 walo ka kam kyu hoga
Aer toh 15 wlaa tough tha
Han bhai but last year bhi aise hi hua tha 😞
29th may gt was 2x tough than 15th
@@sumann730 2x tough kuch bhi 😂😂
@@kdct7324 nhi kchh bhi nhi hakeekat
@@sumann730 15 may walo ka bhi dekhlo ek baar hawa mai teer mat chodo bas🙏😂