Civil booster , made easy handbook , basic of civil engineering rasid khan me se konsa best haiCivil booster , made easy handbook , basic of civil engineering rasid khan me se konsa best hai
Brother you have not only ssc je pyqs .. ok brother What books do you have followed rather than SSCJE pyqs book..OTHER AE AND JE book ? Please guve reply
Bro abhi se technical subject pr focus kro achha se rat lo kyu ki baad me pure technical subjects padhne betho ge to itna kese padhoge 13 to 15 subject Technical or non-technical gk gs or bhi 1.2 kese cover karoge .. Ise achha abhi se technical subject cover kro rat lo bhai abhi bahot time he... Kyu ki abhi technical rat lo ge to baad me fayda aapka hi he bhai. 😊❤ ok best of luck pass out ho jao tb tk technical subject cover kr dena ❤.
@@Rjcpwd but.. sir launguage to ek hi chose kr sakte hai n. Exam me... English our hindi. Me to dhikt ho jayegi n??? Mera bhi Hindi , English me.. isliye upset ho jata hu
RUclips pe Sandeep jyani sir se padhiye Yct je and ae(only repeated questions)+ SSC AND RAILWAY JE ke pyq book lagaiye Civil booster handbook + Capsule 2.0 book Jitna bhi time mile padhai jari rakhe
Sir ek vdo transfer policy, promotion and working profile pe b bna do or plz ye jaroor batana ki mutual transfer ho sakta hai kya jaise railway me hota
Test series wali video me aapne yct ki test series ke bare me bola tha, jha se aapne prectice kiya, yesa koi test series mil hi nhi rha, specifice ho ke btaye.
Bhaiya ye btaiye jse mne pw ka batch lia hai abhi mai 2 subject bmc and soil mechanics chalu kiya hu sath me history bhi hai to lec lene me hi 2 ghnte ka lec notes bnate 3 ghante me khatam hota hai 7 8 ghnte isi m lg jate hai to revision aur practice ke liye time manage kaise kre pls strategy btaiye
Bhai ek bar fr btado ki test series Me jo ek yvr krke test series thi Pacho test series ke naam bta dejeye Pw Textbook Mcq 2 or h vo likh kr bta dejeye
Sir me diploma 3rd year civil se hu aur me SSC JE ki preparation PW app class ker rahu hu to sir thoda motivate ker dijiye ki kya ye shi h ya Galt sir ak video ke madhyam se samjha dijiye ager shi h to me aur score kise Karu ki Mera SSC JE aur diploma dono axe se qualify ho jaye plz sir
First attempt me made easy ssc pyq Second attempt me ies master Third attempt me yct ae je Vese book mere pass bohot h but meri najar me selection ke liye yct ae je hi enough h 👌
Sir mera ek dhaut hai keya apse dhaut kokiliyar kar saktey hai sir mey ssc je ka tetari karte hain per ham apna polteknik nhai Keye hai esa digri lekhar padai karte hai key ham tayari kar skta hu sir mera riplay jaru d
Bhaiya mai test dena shuru kiya hu ek week se mujhe 120-140 ke bich hi marks aa rahe hai Bahut kharab lag raha hai kya kare mera SOM, FM bahut week hai aur TOS kabhi padhe hi nahi... Notes revision karte hai aur civil booster se revision karte hai 1 mahina bacha hua hai kya kare ek mahine me ki selection ho jaye CPWD me Please guide kijiye bahut umeed laga ke msg kiya hu
Revision capsule 2.0 se kare revision brother request hai abhi ke liye. Jo subject nhi padhe hai Telegram se yct je ke book pdf download kare or un subject ke repeated questions se capsule 2.0 me highlight kre ki kis topic se repeat vale questions aate hai highlight karen ke bad apne notes and capsule 2.0 exam tak revise kare test dete rahe 2 din par or Analysis kare 👍
History, geography, physics chemistry bio Statics gk ye san kaha se pade aur kya pade kuch samgh nahi rha hai ap kaishe tyar kiye the ?? Koe book ya RUclips channel bta dijiye jo acha ho 😢🙏🙏
Sir mock me marks nahi increase ho rahe daily ek subject revision bhi krta hu aur question bhi practice krta hu phir bhi nahi ho raha Kabhi kabhi bahut tension ho jata hai
Civil booster , made easy handbook , basic of civil engineering rasid khan me se konsa best haiCivil booster , made easy handbook , basic of civil engineering rasid khan me se konsa best hai
Ekdam basic se taiyaari kare to kaise kare...self ya online coaching...
Maths se vi questions ate hai qua
Test series ksha se lagaye bhaiya ❓
Test book
@PriyaGhosh-k7i hi
@@king_deepak_official bolo
@@PriyaGhosh-k7i aap diploma student ho ya b tech
@@king_deepak_official btech
Sir mai viklang hu mera ho sakta hai kya
Ha dost jarur ho sakta h preparation kare 🙏
Sir ek video bnao do plz handicap kase preparation kre
Brother you have not only ssc je pyqs .. ok brother
What books do you have followed rather than SSCJE pyqs book..OTHER AE AND JE book ?
Please guve reply
Sir apki category kya thi
Postal package kasa lga tha apko
Use padhna bekar hai ssc je ke point of view se
Ese and gate ke liye thik h
Posting ke leye online hota hai kya
Village se hu self study kar raha hu
AE JE ke qustion kahn milte hai
Book order kar sakte h online ya. Offline bhi karid sakte h ya pdf Telegram se download kr sakte h
Bhai mai phle taiyari krta tha ab pareshan ho gya Ghar ka problem ke wajah se ab kya kru kuch samjh nhi aa rha
Hello sir mera 2 year diploma hai mera ho sakta hai ya nahi
Kuchh din taiyari krr lijiye guru ji aap@@Jharkhandi90🙏
Is master ka book kiasa hai , question practice karne ke liye
bhai which coaching institute u will suggest how is made
easy
Bhaiya Testbook ka supercoaching join kiya Ssc je ke liye atcha hai na😅
Diploma ho kya BTech
Mechanical Engineering ke liye kaun sa book achha hoga ?
Fir aapne gk ,gs ka revision kese kiya yadi aapne unke notes nahi banaye to
RUclips RWA marathan class last ke 2 months me kiya tha sath me manohar pandey book
@@Rjcpwd sir❤
Bhai finel me kitne number the ❤❤
Bhaiya youth ke questions ko kis tarah se attempt karna hain wo bhi bata dijeyga kyuki bahut repeated questions hain
@@alpha07-h3i ae je ke total 60000 questions hai or repeat vale only 6-8000 esliye vo karna to padega hi selection ke liye
Bohot mehnat h esme
@@Rjcpwdbhaiya mai sb krne ke liye ready hu🙏🙏🥺
@@Rjcpwdbhaiya sirf yct ka ae ka question kar lenge to nhi hoga😢..?
Bhai me abhi Diploma Second Year me hu kese taiyari karu please guidance karo bhai
Pahle diploma achhe se complete kr le bhai itni bhi kya jaldi hai
Uske baad coaching le lena aaram se ho jayega
Bro abhi se technical subject pr focus kro achha se rat lo kyu ki baad me pure technical subjects padhne betho ge to itna kese padhoge 13 to 15 subject Technical or non-technical gk gs or bhi 1.2 kese cover karoge .. Ise achha abhi se technical subject cover kro rat lo bhai abhi bahot time he... Kyu ki abhi technical rat lo ge to baad me fayda aapka hi he bhai. 😊❤ ok best of luck pass out ho jao tb tk technical subject cover kr dena ❤.
OK bro thanks
OK bro thanks
Tum bhi taiyari kar rahe ho kya
Hlo Sir 😇
Sir Short Notes Provide Kara Skhte Hai Ap
Sir me Hindi medium se hu kese pdayi kru please Ripley 😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Thank you bhaiya ❤
👍
Bhai gk current affairs ke note kese batate the
Gk current ka notes nhi banaye the maine
Fir unka revision kese kiya tha aapne
Or aap civil se the ya Mechanical
AE yct ki latest wali book aai hai kya?
Sayd nhi aayi aap confirm kar le
Sir hindi me padte the ya English
Gk gs and reasoning hindi me and Technical English me
@@Rjcpwd but.. sir launguage to ek hi chose kr sakte hai n. Exam me...
English our hindi. Me to dhikt ho jayegi n??? Mera bhi Hindi , English me.. isliye upset ho jata hu
@@Rjcpwd kya karu kaise kru???
@@sanjaykumaryadavsanjaykuma1226 uski chinta na kare default language kabhi bhi change kar sakte hai aap
@@Rjcpwd phir to Time west hoga..?
Sir pre ke liye Ese ka question practice kar sakte hai
Yct me hi ese include hai alag se book lene ki jarurat nhi
@@Rjcpwd yct ? Sir
Youth competition book @@Vishalart955
Sir non technical hindi me padhe ya English me please guide kigiye 😢
Hindi me yadi educational background hindi me h
Or technical English me
Maine bhi shame kiya tha
Sir best book kon kon si hai ? Ssc je ke liye jo hume leni chiye
Full video on channel ❤🙏
Bhai to khush to rho thoda itni mehnat ki hai...✨👍
Bilkul khus hu brother 😊😃
@@Rjcpwd Thik to ab thoda bata do books kaun si padhni padegi...
Sir uppcl k lie btaie pls
Bhai book baata doo jaha sa apna practice kiya
Sir please bas best books kon kon si he ye beta sakte he kya please reply jarur dijiye
Sir , m railway me working hu but i want to prepare ssc je civil but my technical portion is very weak so plz help me
RUclips pe Sandeep jyani sir se padhiye
Yct je and ae(only repeated questions)+ SSC AND RAILWAY JE ke pyq book lagaiye
Civil booster handbook + Capsule 2.0 book
Jitna bhi time mile padhai jari rakhe
@@Rjcpwd m to abi notes bna rha hu PW se or ek test karta hu textbook se
Sir ek vdo transfer policy, promotion and working profile pe b bna do or plz ye jaroor batana ki mutual transfer ho sakta hai kya jaise railway me hota
Love you warrior ❤❤❤
Reasoning kaha se kiyaa bhaii...suggestion dedo
Testbook mock test and youtube
Test series wali video me aapne yct ki test series ke bare me bola tha, jha se aapne prectice kiya, yesa koi test series mil hi nhi rha, specifice ho ke btaye.
Sir civil ke basic notes dedo apke please ❤
Bhaiya ye btaiye jse mne pw ka batch lia hai abhi mai 2 subject bmc and soil mechanics chalu kiya hu sath me history bhi hai to lec lene me hi 2 ghnte ka lec notes bnate 3 ghante me khatam hota hai 7 8 ghnte isi m lg jate hai to revision aur practice ke liye time manage kaise kre pls strategy btaiye
No doubt bhai
Sir dv me Parents ka documents laga tha
No
Sir aap kaha posted ho or aapki salary kitni h?
Regular video ❤❤
Jarur ❤️
Sir main SSC je ka test series kaha sa la electrical ka liya
Please
Kaisa la
Sir ies master ka postal package kese order kre
Uske official website se but main recommend nhi karunga
Physical me kya kya check huwa sir please
भाई मैं लास्ट ईयर मेकेनिकल इंजीनियरिंग डिप्लोमा का स्टूडेंट हूँ क्या मैं RRB JE, SSC JE ,RMSSB JE का फॉर्म फिल कर सकता हूँ? प्लीज़ भाई रिप्लाई कर देना.
Notification me date diya hoga certificate ko lekar yadi tab tak final result aa jaye diploma ka to aap eligible h
Hello sir mughe general awareness samgh nahi a rha hai kaha se pade aur kya mera ye fast attempt hoga 2025 me ssc je ke kiye
Notes banana padhe ya print out se padhe kon sahi hoga notes banane me time lag raha bhaut zada 😢 ??
Revision kaise kare name se video h latest usme bataye hai aap dekh le🙏
Thanks for your guidance sir🙏
Bhaiya aap exam hindi me diye the english me .
Meri english weak hai to kya mai hindi me exam de skta hu
Kisi bhi language me de sakte hai
Mera gk gs and reasoning hindi me tha
Or technical english me tha
Cpwd me medical test kya kya hota hai
Jald video aayegi
Bhaiya technical kha se mjbut kiye
Bhai ek bar fr btado ki test series
Me jo ek yvr krke test series thi
Pacho test series ke naam bta dejeye
Pw
Textbook
Mcq
2 or h vo likh kr bta dejeye
Sir me diploma 3rd year civil se hu aur me SSC JE ki preparation PW app class ker rahu hu to sir thoda motivate ker dijiye ki kya ye shi h ya Galt sir ak video ke madhyam se samjha dijiye ager shi h to me aur score kise Karu ki Mera SSC JE aur diploma dono axe se qualify ho jaye plz sir
Ok 👍
Sir video banaya nhi abhi
Bhai gk gs ke bare m kuch batao 😊
Ssc ka foundation complete Karo history polity geography etc....
Technical ka kuch upay bataiye kaise kre???
Bhai book to ies master ka liye ho aap 😂😂😂😂😂
First attempt me made easy ssc pyq
Second attempt me ies master
Third attempt me yct ae je
Vese book mere pass bohot h but meri najar me selection ke liye yct ae je hi enough h 👌
@@Rjcpwd sir AE JE ekhi book me aati hai ya dono alg alg hai
Aadhar aur cate certificate me alag address se koi dikkat?
Same
But I think koii problem nhi honi chahiye 😂
Bhai technical aur non technical kaise kis book ya channel se pdhte the
Next vedio jaldi laya jaye sir,40 days baki hai exam ke please
Sir book mujhe sell kar dijiye
Bhai 2025 kab tk aayega
Callender se pata chal sakta hai ssc ke
@@Rjcpwd phir bhi approx
@@honestviews8544jan fab. Ya march me vacancy aayegi exam jun July me aayegi ok 😊
Apne civil branch se the kya??
Piche kya likha he bhi dekho thodasa❤
Sir apka short notes nahi aa raha hai only 2unit soil Tak hi ta
Hi m rrb je de rhi hu mhuje koi tips do
Jald hi video aayegi
Sir ssc je mains ke liye kitna percentage numerical pe focus kare.....pls suggest
190-195 marks aa rhe hai OBC, kya ummede rkhu bhai ?
Bhai bhai bilkul ummid hai mehnat jari rakhe
sir me bhe 2020 mechanical student pass out hu par har baar gk gs me rah ja rha hu esa kuch bataiye jisse gk gs 122+ marks ban jaye
Gk gs rwa channel best hai
Current ke liye gaurav sir uttkarsh
And testbook best h
Sir hindi medium se hu ssc ki taiyari kar rha hu technical keliye kisse padhe
Sir mera ek dhaut hai keya apse dhaut kokiliyar kar saktey hai sir mey ssc je ka tetari karte hain per ham apna polteknik nhai Keye hai esa digri lekhar padai karte hai key ham tayari kar skta hu sir mera riplay jaru d
Guru dev reasoning kha se phade
Piyush Varshnaey sir from careerwill app
Ek no. Teacher hai reasoning k
Zero level se upsc level tak padhate hain reasoning ko usme jo topic ssc je me puchhta hai bo cover kr skte hain koi bhi concept me problem nhi hogi
Sir usi video me fresher ke liye bhi bta dijiye ga
Ok 👍
Mene upsssc je ka form fill kiya hai iss baar
Please iss exam pr bhi 1 video banao
Sir mere 122 obc se h lekin mains test series me 190 pe ruk gye h😢 how to increase marks
180-200 abhi good score hai
Abhi aap only revision and test Analysis par dhyan de exam tak score 220 + ho jayega
Civil walo ke to maje hi maje hai ssc je me ... Asli competition to mechanical aur electrical jhel rha😢
Aur private field me civil fresher ke laude lge huye hai😂😂
Aao le lo tum bhi maze
💯 💯 @@MalhotraJi-uy1oh
Machanical aur electrical ke bhi mje hi mje hai private sector me😂
Bhaiya mai test dena shuru kiya hu ek week se mujhe 120-140 ke bich hi marks aa rahe hai
Bahut kharab lag raha hai kya kare mera SOM, FM bahut week hai aur TOS kabhi padhe hi nahi...
Notes revision karte hai aur civil booster se revision karte hai
1 mahina bacha hua hai kya kare ek mahine me ki selection ho jaye CPWD me
Please guide kijiye bahut umeed laga ke msg kiya hu
Revision capsule 2.0 se kare revision brother request hai abhi ke liye.
Jo subject nhi padhe hai Telegram se yct je ke book pdf download kare or un subject ke repeated questions se capsule 2.0 me highlight kre ki kis topic se repeat vale questions aate hai highlight karen ke bad apne notes and capsule 2.0 exam tak revise kare test dete rahe 2 din par or Analysis kare 👍
@@Rjcpwd bhaiya capsule 2.0 aur civil booster me kya difference hai
Bhai please continue to provide short notes like bmc and soil
Sir m bhut bar puchha aapse aap nhi btaye ki ese ki previous year padhe ki nh
sir aapke test me kitne marks aate the.. ssc je mains ke test me kitne marks aate the
Video upload hai aap check kar sakte h
Kon sa branch hai apka
Civil
Kya bhai chunaav चिन्ह देख लीजिये😂😂
Gk gs kaise taiyar kare
Mere marks 180 tk hi aa rhe h abhi tk 7 test testbook aur 3 test everexam k diya hun max 216 hi gya h , kya karun?
Pre me kitna aaya
@@RaviRanjan-uw3mq 137
@@akshatkoushalchoubey9755 ho to gya bhaii frr selection 😮
Hmebhi thoda btao yrr no. Nhi aare h kya kree
भाई diploma Civil हिंदी में किया है plz बताओ मैं कैसे तैयारी करे ❤❤
Hindi me
Handbook rasid khan ka le lijiye
Previous years paper bhi hindi me bhi aata h yct ka
Baki Reasoning and gk hm bhi hindi me hi padhe the
Bhai Mai diploma final year me maine abhi PW sw preparation kar rha hu
Kya hum appearing me paper nikal sakte hai aache se mahnat karke
आपकी जॉइनिंग कब तक हो जाएगी
Thank you sir 😊❤
Non tec me kitne marks the final attempt me
Bhai pre 128 ha kitna score ho jayega cpwd mil jayega bta digiye
Good score hai aapka mehnat continue rakhe
Test de Analysis kare
Revision kare apni kamiyo pe kam kare
All the best brother ❤️
Bhai book de do please🙏
History, geography, physics chemistry bio Statics gk ye san kaha se pade aur kya pade kuch samgh nahi rha hai ap kaishe tyar kiye the ?? Koe book ya RUclips channel bta dijiye jo acha ho 😢🙏🙏
Bhai Book list bhi share krdo
Share kar diye h video h channel par 🙏
Sir 180 hi ha aarahe ha highest 206 gya testbook par depression mahaos ho raha 😢😢😢
Posting kaha mili hai
To ab duty q nhi kr rhe
Mid oct me joining h 😔
@@Rjcpwd kya baat hai ab chhapo paisa
Bhai mujhe apna insta I'd do aapse baat krni hai
Ae je qrp kahn se kare plesse
Bhai number nahi aa rahe hai test me 160/120/170/180 aise aate hai
Yadi aap sab padh chuke hai or no nhi aa rahe hai to eska matlab hai ki aapko Revision or test Analysis par jyada dhyan dena chahiye
@@Rjcpwd joining kb hoga bro
Pre me kitne hai
Proper revisin kijiye bhai
@@Rjcpwd bro kya selection hone ke baad poori property ki jaankari deni pdti h jaise upsc me hota h
CBT 2 के बारे में टेस्ट के बारे में जानकारी दें sir electrical engineering
THANK YOU SO MUCH BROTHER
MAI BHI TEST SERIES KO AVOID KAR RAHA THA🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai tum ye btao ki upri kamai kitni ho jati h
State ae ya fr central ae ke question
Sabhi state ke
Sir पिछले 4 साल के सभी स्टेट के AE je के क्वेश्चन पर्याप्त होंगे या और लगाना चाहिए plz बताएगा जरूर सर बहुत कंफ्यूजन है❤❤❤❤❤❤❤❤
@@Rjcpwd
Sir pvt job ka nhi soche the kya ...
Sir mock me marks nahi increase ho rahe daily ek subject revision bhi krta hu aur question bhi practice krta hu phir bhi nahi ho raha
Kabhi kabhi bahut tension ho jata hai