Sir 1 sal mai bank se kitna passbook le sakte hai passbook page khatam ho jaye to or kitna charge lagega (mai upi se bohat jada transaction karta hu)+++ (or zero balance account hai mera) please reply sir
1 Sal me kitne passbook le skte hai aisa kuch rule nhi hai agar passbook ka page khatam ho jata hai to aap le skte hai passbook ka koi charges nahi lagta hai vaise bhi aap upi transaction agar jayada krte hai to aap account statement pdf download krke ya phir mobile banking app me transaction history bhi dekh skte hai jis se apko passbook lene ki jarurat nhi padegi actually hota kya hai na agar aap online jo zero balance account hota hai usko open krte hai na to ye sab account digital Saving Account hota hai to iss account ke liye bank passbook provide nhi krti hai Kyun ki sabhi chije aap digital hi dekhe skte hai ( like Statement ) but agar aap passbook ki requirement hai to aap bank jaa kar passbook ke liye request kr skte hai apko passbook ki jarurat hai to vo de skte hai but agar aap ne bank jaa kar vahan se account open krwaya hai to apko bahut easy se passbook mil jayega kyun bank me account open krwayegen to vahan par account me balance maintain krni padti hai to bank ke employee achhe se apko services deti hai. I Hope apko apka question ka Answer mil gya hoga 😊 agar abhi koi doubt hai to aap puch skte hai baki apko Thank you for Super Thanks ❤️

@@MRINDIA-hw8xb 500 me to dukan khul jaiga passbook ka
Agar is bank ko band karwana ho to kya online hoga ya bahi
Nahi