Sir thankuu so much aapne to meri pareshani he dur kar di. Main apni nayi bani kitchen ki finishing ko leke pareshan thi. Aapne bohot sahi solution bataya. Thanku.
Or aap trimmer ki help se bhi finish kr sakte ho usme apko trimmer bairing Bali bit ko lena padega lekin aap baat ka khayal rakhna agar trimmer se karoge level to edge bilkul 90 digree hona chahiye
Ek chiz or apne Jo patti lagayi h usme apne heatx adhesive use Kiya h apko patti pr bhi bahi adhesive use Krna chahiye tha Jo apne front pr kiya isse apka thoda time jada lagta but life bhi duguni ho jati
ऐसे वीडियो बनाते रहिए
Thankyou
Very nice 👍
Sir thankuu so much aapne to meri pareshani he dur kar di. Main apni nayi bani kitchen ki finishing ko leke pareshan thi. Aapne bohot sahi solution bataya. Thanku.
Welcome
Ok bhai 👌
Sir ab aise अक्रलिक ka kaam sab karwate bhi nahi h
Or aap trimmer ki help se bhi finish kr sakte ho usme apko trimmer bairing Bali bit ko lena padega lekin aap baat ka khayal rakhna agar trimmer se karoge level to edge bilkul 90 digree hona chahiye
Ek chiz or apne Jo patti lagayi h usme apne heatx adhesive use Kiya h apko patti pr bhi bahi adhesive use Krna chahiye tha Jo apne front pr kiya isse apka thoda time jada lagta but life bhi duguni ho jati
Good name
Thank you sir ji
Use R2 trimmer bit for best result
@@XG5FS is tarike se karne se trimmer se kahin jyada acchi finishing aati hai ha trimmer se kaam bahot jaldi ho jata hai
Agar apki edge andar ko tepar hogy to edge pr lagi patti bhi 4 mm tk gloss uda degi
bhut pyar kam bataya hai aap ne ham ne ek bar try keya tha thanks 👍
Thank you