2 cooler lagege 10000 CFM bale aur ducting ka charge 130 rupay sqaure feet hota hai. ducting ka rate aapke space me depend karta hai ki kitni duct lagni hai. lagbhag 2 se 2.5 lakh ke approx. ka kharcha hoga
sir humidity ko khatam to nahi karega ye lekin humidity ho control kaise karna h iske upar maine video bana rakha h vo aap hamare channel me dekh sakte hain
sir ji 65k without GST ka cooler aayega. aur 130 rupay square feet ducting charge hota h. jo aapke area me duct lagne ke baad duct ka kharcha pata chalega. approx. 1.5 se 2 lakh se lagbhag aayega
yes, hamare ek cooler se aap 1000 se 1500 square feet cover kar sakte hain vo bhi achhi cooling ke shath. 3 se 4 rooms, 1 kitchen , 1 dining hall, 1 living hall,
1000 se 1500 square feet area ke liye 1.5 lakh ke lagbhag kharcha hota h sir ji. hamara cooler65k without GST aayega variable speed ke shath aur ducting charge 120 square feet hota h . jo duct lagne ke baad hi ducting ka kharcha pata chalega.
1400 SQUARE FEET ke liye ek hi cooler lagega hamara 65k withou GST variable speed ka cooler rahega total jo cost h aapka 1.5 lakh ke lagbhag aa jayega. ducting charge aapke area pe depend hoga agar kam duct laga to isse bhi kam kharch hoga. aur 120 rupay ducting charge h
Bahar aur andar ka temprature kitna hai wo bhi to malum hona chahiye?? Dekhne me sab achha hai...work kaise kar rha hainye pata hona chahiye aur Lump sump Price yah bhi bataiye...adhura video hai ye
bahar ka jo temperature h vo 40 degree h aur andar ka temperature 23 se 28 degree ho jata h jab ham gaye the to 27 degree tha aur total cost iska 4 lakh rupay huaa tha
sir ji bahar ka jo temperature 40 degree h aur andar ka temperature 23 se 28 degree ho jata h aur jab ham gaye the to 27 degree tha aur kisi reason se ham temperature dikha nahi paye the
sir hamare duct cooler se AC ka koi compare nahi banta hai aur agar phir bhi aap AC se hamare duct cooler ko compare kar rahe hai to aapko phir 10 ton ke AC se compare karna hoga kyuki hamara ek cooler aapke 1000 se 1500 Square feet me cooling karne ki capacity rakhta hai.
sir ji koi tod fod nahi hui thi vaha pe sab pahle se hi plan kiya huaa tha aur sir ji aap do AC se 2500 se 3000 square feet area cooling kar loge aur GYM me body heat kitna generate hota h vo to dekho. aur AC lagwaoge 2500 se 3000 square feet area me to per month bill kitna bharoge research kiya h aapne
sir Barish me humidity ka hi problem hota h to ise kaise control karna h iske upar maine proper tarike se ek video me bataya h aap vo dekhiye barish me bahut achha hota h air cooler :- ruclips.net/video/rWPsMg2AEuM/видео.html
Mere pass 15/15 ka ducting laga huva he kya me ishi me ice fire dalva sakta hu ?
sir hamare duct cooler me ducting start hoti hai 27*27 ki to 15*15 me nahi lag payega
My area is around 2000Sq ft .need approx cost of installation full cooler with duct and all.need for a gym
2 cooler lagege 10000 CFM bale aur ducting ka charge 130 rupay sqaure feet hota hai. ducting ka rate aapke space me depend karta hai ki kitni duct lagni hai. lagbhag 2 se 2.5 lakh ke approx. ka kharcha hoga
Mai bhi duct ka kam karta hu please hme bhi koi idiya de
Sir aap is number me call kariye :- 9827339015 , 9340040821
Bhai mera poultry farm hai 125 feet lmba 30 feet choda kitna khrcha ajyega approx
layout ya phir video banake bhejo aap is numner me :- 9827339015
aapke area me 3 se 4 cooler lagege aur 2.5 se 3.5 lakh tak ka kharcha aa sakta hai approx.
Kota, Rajasthan me Service Available he kya
ALL INDIA SERVICE MIL JAYEGI SIR JI AAP CONTACT TO KARIYE :- 9827339015
Kiya cooler umas wali garmi mai bhi kaam karenge kyunki July August mai cooler fail ho jaate hai ac hi kaam karta hai
sir humidity ko khatam to nahi karega ye lekin humidity ho control kaise karna h iske upar maine video bana rakha h vo aap hamare channel me dekh sakte hain
200 gaj kia area cover krna hai kya kharcha aia jiaga
sir ji 65k without GST ka cooler aayega. aur 130 rupay square feet ducting charge hota h. jo aapke area me duct lagne ke baad duct ka kharcha pata chalega. approx. 1.5 se 2 lakh se lagbhag aayega
Work qulity is very best
thank you sir
kya ye system ghar pe lagva sakte he?
if Yes, then for how many room can share 1 cooler?
yes, hamare ek cooler se aap 1000 se 1500 square feet cover kar sakte hain vo bhi achhi cooling ke shath. 3 se 4 rooms, 1 kitchen , 1 dining hall, 1 living hall,
@@IceFireAppliances Uska kitna kharcha aata h?
1000 se 1500 square feet area ke liye 1.5 lakh ke lagbhag kharcha hota h sir ji. hamara cooler65k without GST aayega variable speed ke shath aur ducting charge 120 square feet hota h . jo duct lagne ke baad hi ducting ka kharcha pata chalega.
Budget kya hai
sir aap is number me contact karke information le lijiye :-9827339015
Bhai bhopal m lag payega ?
ji sir lag jayega aap contact kariye :- 9827339015
2500-3000 sq. ft ke liye 3 cooler jyada nhi he ?
sir gym h na vaha pe cooling to jyada chahiye hoti h isiliye 2 cooler ko combined karke first floor me kiya h aur ek cooler ko second floor pe
Isme pani kaha daalte hai
sir aap hamara ye bala video dekhiye isme duct cooler ko andar se open karke hamne bataya h :- ruclips.net/video/Mk262-MOOoQ/видео.html
Good HVAC Ducatg
thank you sir
Jammu me mil sakta hai?
Cost kya hai iski?
all india provide karte hain sir aap contact kariye :- 9827339015
Temperature difference nhi batya
sir aap ye video dekhiye isme poora review hai costumer ka :- ruclips.net/video/6sCN919Ibq8/видео.html
Bhaiya ji 1400 square feet Ke Ghar Ke Liye kitne cooler lagenge. Ek Manjil Ghar Ke liye Kitna kharcha aaega.3 room h
1400 SQUARE FEET ke liye ek hi cooler lagega hamara 65k withou GST variable speed ka cooler rahega total jo cost h aapka 1.5 lakh ke lagbhag aa jayega. ducting charge aapke area pe depend hoga agar kam duct laga to isse bhi kam kharch hoga. aur 120 rupay ducting charge h
Bahar aur andar ka temprature kitna hai wo bhi to malum hona chahiye?? Dekhne me sab achha hai...work kaise kar rha hainye pata hona chahiye aur Lump sump Price yah bhi bataiye...adhura video hai ye
bahar ka jo temperature h vo 40 degree h aur andar ka temperature 23 se 28 degree ho jata h jab ham gaye the to 27 degree tha aur total cost iska 4 lakh rupay huaa tha
Sir mujhe apne room me lagvana hai 10*10 ka room hai to sir mere liye kya best rahega please sir suggest kr dijiye
Sir yah Ek commercial air cooler hai jo ki Bade area Mein lagta h
@@IceFireAppliances sir to koi accha sa cooler suggest kr dein please
10k se 15k ka aata h ek single cooling pad bala vo achha hota h
@@IceFireAppliances thanks a lot sir ji. .
@@IceFireAppliances sir koi company ka suggest kr dein please jo cooling kr de accha sa
Ye kon se location hai
best price area, indore
outside aur inside temperature ko measure kar ke dikhana tha
Ducting thik work krta h
sir ji bahar ka jo temperature 40 degree h aur andar ka temperature 23 se 28 degree ho jata h aur jab ham gaye the to 27 degree tha aur kisi reason se ham temperature dikha nahi paye the
ac inverter ton 1 vs cooler inverter
sir hamare duct cooler se AC ka koi compare nahi banta hai aur agar phir bhi aap AC se hamare duct cooler ko compare kar rahe hai to aapko phir 10 ton ke AC se compare karna hoga kyuki hamara ek cooler aapke 1000 se 1500 Square feet me cooling karne ki capacity rakhta hai.
Jaipur rajasthan me लगवाना है
वहा के contact no बताये
9827339015 aap isme contact karke sari information le lijiye
Kitne mai lagega
65k without GST ka cooler aur ducting charge 120 rupay jo aapke area pe depend karta h
abey shandar toh theek hai but iski cooling toh bata kaise hai aur kitne watt ka cooler hai
sir ji iski cooling bahut achhi h agar aapke area ka temperature 40 h to ye aapko 25 se 28 degree temperature gira ke de deta h
1500 स्क्वायर फीट में कितना खर्चा
1.5 lakh ke lagbhag aa jayega sir ji :- 9827339015
Itni tod fod or kharch se acha 2 ac lagwa lete
sir ji koi tod fod nahi hui thi vaha pe sab pahle se hi plan kiya huaa tha aur sir ji aap do AC se 2500 se 3000 square feet area cooling kar loge aur GYM me body heat kitna generate hota h vo to dekho. aur AC lagwaoge 2500 se 3000 square feet area me to per month bill kitna bharoge research kiya h aapne
Isse acha to bldc motor wale cooler lga lenge khidki pr or sath me ek exhaust fan bhi😂
80 watt ka cooler and 15 watt ka exhaust fan.
bilkul sir aur usi cooler se aap 1000 se 1500 square feet me cooling kar lijiyega
Cooler ka jo mja hao wo ac main nhi jab tak baarish na aaye .
sir Barish me humidity ka hi problem hota h to ise kaise control karna h iske upar maine proper tarike se ek video me bataya h aap vo dekhiye barish me bahut achha hota h air cooler :- ruclips.net/video/rWPsMg2AEuM/видео.html
@@IceFireAppliances thanks sir for ur reference vdo 👍👍
Aapka nanbar
9827339015
@@IceFireAppliancesघर बनते समय hi install होता हैं या बाद में भी करवा सकते r।
baad me bhi ho jata h lekin baad me tod fod karni hoti h isse achha h ki pahle hi kara lijiye to bahar se duct bhi nahi dikhegi
Gym cooler ya ac nhi sirf fans hone chahiye
ye bhi thick h
Kitne mai lagega 1500 sqf
1.5lakh ka cost aa jayega sir ji