Dekhiye ek comment/message lagatar aa rha hai ki "Exam kab hoga ?" Ab iska exact answer to mujhe ni pta hai lekin maine September end me hi bol diya tha ki election ke phele ni ho paya to dono exam election ke baad hoga. Av waali government ka term 5 Jan 2025 tk hai(discussed earlier also). To maan ke chaliye ki agar 5 Jan ke baad hi next term start hota hai to exam January and February me hone ka pura chance hai. Lekin agar new term av hi start ho jaati hai to December me bhi ho skta hai (minimal chance). Aur jo log ye bol rhe the ki election ke beech me bhi exam hota hai to ye dono exam bhi ho jaayega unke liye mere paas koi jawab ni hai kyuki mai analysis se baat krta hoon emotions se nahi. Jinko mujhpe trust tha wo log message kr ke mujhe appreciate bhi kar chuke hain ki, aapne bola tha election ke beech me iska exam ni hota hai aur aisa hi hua.
भाई अगर students k liye sahi mai kuch Mehnat karna chahte h to daily ek practice set online karwa digiye ISSE APKA REVISION BHI HO JAYEGA OR HUMLOGO KA PREPARATION BHI
2 se 3 nahi kam se kam vocab me 8 se 10 question aate hain. Patna high court assistant me total 25 questions the english me jisme vocab ke 15 questions the. Aur rahi baat bulky book ki to agar aap 100% sure hain ki issi exam me aapka selection ho jaayega aur fir baad me koi aur exam apko ni dena hai to aap skip kr skte hain iss type ke bulky books ko. All the best 👍🏻
Jahan tk mai samaj paa rha hoon aap ye kehna chaah rhe hain ki agar mai iss job me nahi hoon to aaplog ko guide kaise karunga? Ek playlist milegi issi channel pe umse aapko kuch videos milenge jisme maine bataya hai kaun kaun se exams ke different stages maine clear kiye hain. Aap ek baar dekh lijiye fir reply dijiye, aapke doubts mai clear krunga.
Level 7 ka basic pay hai Rs 44900. Agar ispe 0% DA bhi soche tb hi aapke bataye hue 35k se 9900 jyada hai. Kahan kahan se aapko ye sb news mil jaa rha hai.
Dekhiye ek comment/message lagatar aa rha hai ki "Exam kab hoga ?"
Ab iska exact answer to mujhe ni pta hai lekin maine September end me hi bol diya tha ki election ke phele ni ho paya to dono exam election ke baad hoga.
Av waali government ka term 5 Jan 2025 tk hai(discussed earlier also). To maan ke chaliye ki agar 5 Jan ke baad hi next term start hota hai to exam January and February me hone ka pura chance hai. Lekin agar new term av hi start ho jaati hai to December me bhi ho skta hai (minimal chance).
Aur jo log ye bol rhe the ki election ke beech me bhi exam hota hai to ye dono exam bhi ho jaayega unke liye mere paas koi jawab ni hai kyuki mai analysis se baat krta hoon emotions se nahi. Jinko mujhpe trust tha wo log message kr ke mujhe appreciate bhi kar chuke hain ki, aapne bola tha election ke beech me iska exam ni hota hai aur aisa hi hua.
@@Dekhlozaraa thank you so much for giving answers in brief description 🙏🙏
🙏🏻😊
Bhai aap bhaut ache se chege samghte ho aap ek teacher ke bhi quality hai.
Thankyou so much for your kind words 🙏🏻😊
Very good ❤❤🎉
Thank you for the appreciation 😊🙏🏻
sir objective question mein english gk gi math kya mcq types hoga ??????
80 questions objective type mcq
1 question of 10 marks (english) will be of essay.
Total Marks (written Test) = 80+10 = 90 marks
Exam Kab hoga
Election conclude ho chuka h ab bahut jaldi exam hone ka chance h.
भाई अगर students k liye sahi mai kuch Mehnat karna chahte h to daily ek practice set online karwa digiye ISSE APKA REVISION BHI HO JAYEGA OR HUMLOGO KA PREPARATION BHI
Bro,
Hardly 2 or 3 question from vocab , why would i read bulky book .
Please clear me 🙏🙏
2 se 3 nahi kam se kam vocab me 8 se 10 question aate hain. Patna high court assistant me total 25 questions the english me jisme vocab ke 15 questions the.
Aur rahi baat bulky book ki to agar aap 100% sure hain ki issi exam me aapka selection ho jaayega aur fir baad me koi aur exam apko ni dena hai to aap skip kr skte hain iss type ke bulky books ko. All the best 👍🏻
Any update about exam?
Election conclude ho chuka hai to chance hai ab jaldi hi ho jaayega exam.
How can you guide us , if you are in this job ??
Please clear ??
Jahan tk mai samaj paa rha hoon aap ye kehna chaah rhe hain ki agar mai iss job me nahi hoon to aaplog ko guide kaise karunga?
Ek playlist milegi issi channel pe umse aapko kuch videos milenge jisme maine bataya hai kaun kaun se exams ke different stages maine clear kiye hain. Aap ek baar dekh lijiye fir reply dijiye, aapke doubts mai clear krunga.
Salary kitna h isme high court asst. Clerk ???
ye video channel pe hai isko dekh lijiye isme maine detail me bataya hai.
ruclips.net/video/nwyl1R0HSZg/видео.html
@@Dekhlozaraa Ek govt. Officer h wo bol rhe the 30-- 35k ke around h..
Level 7 ka basic pay hai Rs 44900. Agar ispe 0% DA bhi soche tb hi aapke bataye hue 35k se 9900 jyada hai. Kahan kahan se aapko ye sb news mil jaa rha hai.
@@Dekhlozaraa Notification me toh pay matrix level 4 likha huwa h...????
And iska work profile kya hai????
Wo civil court assistant ka hai aapne 1st comment me high court assistant likha hai.
Sir civil court ka exam kab tak hoga
Please refer pinned comment of this video
Exam kab hoga yeh batao sir
Please refer pinned comment of this video
Exam
Please refer pinned comment of this video
Sir expected exam date of high court assistant
Please refer to the pinned comment
Exam kb tk hone wala h?
Please refer pinned comment of this video
Sir essay ka word limits par discussion kijye.. please
Ispe to maine phele bhi ek baar reply diya tha. ek kaam kijiye telegram channel join kijiye aur wahan msg kijiye.
Exam कभी nhi होगा देख लेना
Aisa hi lg rha tha logo ko Civil court typist ke exam me..🙂
Aap darao mat ... aapko kaise Pata ki nhi hoga .
Taki hum tayari chod dege!!
Exam kab hoga