Rab Ka Shukrana | Mohit Chauhan | Vinay Raj Saxena | Jannat 2

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 11 сен 2024
  • Presenting Rab Ka Shukrana From The Movie Jannat 2 In The Voice Of Vinay Raj Saxena
    Singer - Vinay Raj Saxena
    Music Produced By Vinay Raj Saxena
    Original Credits :-
    Singer - Mohit Chauhan
    Music - Pritam
    Lyricist - Sanjay Mishra
    RAB KA SHUKRANA LYRICS
    Tu hai ab jo baahon mein, Qarar hai
    Rab Ka Shukrana
    Saanson mein hai nasha, Khumar hai
    Rab Ka Shukrana
    Tu hi ab mera deen hai, imaan hai
    Rab Ka Shukrana
    Mera kalma hai tu, Azaan hai
    Rab Ka Shukrana
    Rab Ka… …Shukrana
    Tu mila toh sab mila
    Ab kisi se kya gila
    Tujhme simtu, aa main bikhru
    Teri baahon mein….
    Tu mila toh sab mila
    Ab kisi se kya gila…
    Tujhme simtu, aa main bikhru
    Teri baahon mein fanaa ho jaaun main
    Tu hi ab duniya meri, Jahaan hai
    Rab Ka Shukrana
    Khabon ki khayalon ki udaan hai
    Rab Ka Shukrana
    Tu hi ab mera deen hai, imaan hai
    Rab Ka Shukrana
    Mera kalma hai tu, Azaan hai
    Rab Ka Shukrana
    Sab se ho jaaun pare jo ishara tu kare
    Abb toh rehna hai tujhi mein
    Gumshuda hoon main
    Sab se ho jaaun pare jo ishara tu kare
    Abb toh rehna hai tujhi mein
    Gumshuda hoon main
    Ho teri baahon mein….
    Jazbo ka toh naya bayaan hai
    Rab Ka Shukrana
    Naya rutba nayi shaan hai
    Rab Ka Shukrana
    Tu hi ab mera deen hai, imaan hai
    Rab Ka Shukrana
    Mera kalma hai tu, Azaan hai tu
    Rab Ka Shukrana
    Rab Ka…
    Rab Ka…
    Rab Ka… Shukrana

Комментарии • 10