Комментарии •

  • @sunilpatidar1770
    @sunilpatidar1770 2 месяца назад

    O bhai kitabi gyan he ye real me kuch nhi honga.... Ye theaorycal gyan he prectical me esa kuch nahi hota... Me kisan hu 20 acde me kheti karata hu or kahi kahi per khet me hoti he.....
    Or 38 saal ki age me 20 saal ka anubhav he kheti ka...... Sath me pade bhi grjation bhi kiya he....
    Is ghash ka ganit he in dawao me mera 71 karagar he jab wo primary stage per ho jaha khandani matalab bahut samay se he.... Us jagah fervary mahine baad bahut kam pani wali fasale boye... 2 ya 3 saal tak.... Wo apane, aap, mit jayegi...... Or jin kheto me march aprel may tak pani chalata he waha khub hogi or jyada hogi....... Crop rttion ya pfir chana bo ...... Isaka koi ilaj nahi he