how to grow winter flower seeds

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 13 янв 2025

Комментарии • 47

  • @Nishayk974
    @Nishayk974 2 года назад

    Thank you soooooo much chhoti nhi bahut acchi or badi jankari thi

  • @AshokVarshneyvarshney
    @AshokVarshneyvarshney 5 месяцев назад

    Bahut hi Saral tarike se aapane samjhaya hai ke Bij Kaise Gro Karen aapka video banana Safal hua

  • @purobibiswas1604
    @purobibiswas1604 4 года назад +1

    Very nice information

  • @archanaprajapati2284
    @archanaprajapati2284 2 года назад

    Very nice information.... Thankyou Sir

  • @vloggermum
    @vloggermum 2 года назад

    Thanks so much realy mery problam hl ho gyi

  • @abhishekjariwala3996
    @abhishekjariwala3996 4 года назад +2

    Perfect, almost all queries resolved. Thanks!!

  • @hpatel011
    @hpatel011 4 года назад +2

    Good 👍👍👍

  • @neelamvarshney554
    @neelamvarshney554 4 года назад +1

    your clarification is good,i like it

  • @sushmathupalli7648
    @sushmathupalli7648 4 года назад +1

    Thanks for the video.planning to grow hollyhock from seeds .

  • @KuldeepSingh-zb3mp
    @KuldeepSingh-zb3mp 4 года назад

    Nice Video

  • @nirmalmaity2498
    @nirmalmaity2498 2 года назад

    Very good video , thanks ।

  • @sagardesai7221
    @sagardesai7221 4 года назад +1

    Thank you very much sir
    Mene online pudha magaya he rose hi
    Me tritment suru kar dunga
    Thank you so much sir

    • @Plantinfo
      @Plantinfo  4 года назад

      Aap ko abhi bina mitti wala rose plant nhi kharidna chahiya, november me kharidna shi rahta hai. Ab kharid liya hai to pani hisab se dena aur 5-days pr fungicide bhi dete rahna.jb branch upr se sukhe to use cut kr dena. Aur fungicide lga dena.
      Pani km do pr mitti me halki halki nhi rkho.

    • @sagardesai7221
      @sagardesai7221 4 года назад

      @@Plantinfo thank you very much

  • @puspabhau96
    @puspabhau96 2 года назад +1

    Bhai aapu Gujarat se ho.?

  • @rachanachouhan2981
    @rachanachouhan2981 2 года назад

    Sir MP indore wale winter flower seeds kab lagaye

  • @rekha3861
    @rekha3861 2 года назад

    Seeds lagane ka sahi tep kyahai

  • @sunitachauhan2823
    @sunitachauhan2823 2 года назад

    Mere pass Kavi bada garden hai . Mere seeds bhi le rekhhe hai kay unhe zameen mi grow kar skate hai

    • @Plantinfo
      @Plantinfo  2 года назад

      Agar hybrid seed hai tb aur jamin me mt lgaoo,kisi pot me lga lo fir aap transplant kr dejyega

  • @archanaprajapati2284
    @archanaprajapati2284 3 года назад

    Thankyou Sir.... Very nice information.

  • @shuraim7496
    @shuraim7496 3 года назад

    Khait wali matti b good hoti hai pot me in seeds k leyi?

  • @ashokmaheshwari6297
    @ashokmaheshwari6297 3 года назад

    कृपया यह बताएं अच्छे बीज किस कंपनी के होते हैं पंतनगर के अधिकतर बीज मिलते हैं क्या वह सही है या आप किस कंपनी के बीज को की फ्रेंड देते हैं आपका वीडियो बहुत अच्छा है इसके लिए हम आपके आभारी हैं

  • @Manju2024-d9s
    @Manju2024-d9s 2 года назад

    Sar Maine Pichhle Sal hybrid Petunia star ka Bij ekattha Karke Rakhi hun kya use Lagane se usmein Phool Nahin aaenge maine bhej March April mein nikaali hain To please Hamen bataiyega 🙏

    • @Plantinfo
      @Plantinfo  2 года назад

      Phool aaiga pr pahle jaisa beautifull nhi rhega aur size bhi pahle se thora small rhega, aap October me lga lo,agr plant mil jaye tb plant lgaoo seed nhi

  • @hddigitalmovies9712
    @hddigitalmovies9712 4 года назад

    Soil less farming ka video

  • @komalpreetsingh9828
    @komalpreetsingh9828 2 года назад

    Sir, kya seeds ko paper napkin mein pehle germinate karke cocopeat + manure ke mixture mein re-set kar sakte hain. Pichle saal mere sare flowering seeds kamyaab naheen hue the.

    • @Plantinfo
      @Plantinfo  2 года назад

      Yha sb kuch mt kro yha big seed ke sath kiya jata hai,small seed ko sedhaa lga do

    • @komalpreetsingh9828
      @komalpreetsingh9828 2 года назад

      @@Plantinfo Ok, will try again. Thank you 👍😊

  • @sagardesai7221
    @sagardesai7221 4 года назад

    Nice tips sir
    Sir mene jo 5 pudha online mangaya tha muje laga tha sayd tin hi bachhenge.
    Par apne dihi hui tips se sare pudhe lag gaye aur groth bhi suru ho gay
    1 sir ab inko dhup rakhna he?
    2 sir ek pudhe me groth suru hone ke bad black hoti ja rhi he.

    • @Plantinfo
      @Plantinfo  4 года назад

      1.kuch ganto ki dhoop do ,fir kuch days bad kuch aur gante ki dhoop dena, dekh lo kha pr kitne gante ki dhoop aati hai usi hisab se mornig ki dhoop do,
      2.uper se sukh rha ha yha niche se, uper se sukh rha hai to use sukhe hua hisse se niche kt do aur poudhe me pani hisab se do aur morning ki dhoop do ,
      Pic dekha kr bhi sawal kr sakte ho pr sawal ispr aur use copy krke pic ke sath ins...m pr send kr dena.isse shi se jankari de skunga, aur jawab milne me time lag sakta hai kyu ki youtube ke sath mere kuch aur bhi kaam rahta hai,24 gante youtube ke liya free nhi hu

  • @jyotinanda7112
    @jyotinanda7112 4 года назад

    Tomatto ke seedling ko transplant me soil mix kya le .kitne inch ke pot me lagaye?

    • @Plantinfo
      @Plantinfo  4 года назад

      12 inch ka pot lo,
      1.Soil=compost=sand.
      2.soil50%+ compost 50%.
      3.cocopeat 50%+ compost 50%.
      Jb tk poudha small hai tb tk pani bilkul hisab se dena

    • @jyotinanda7112
      @jyotinanda7112 4 года назад

      @@Plantinfo thank u very much.

  • @lokeshgaur3232
    @lokeshgaur3232 4 года назад

    Ek complete jaankari seedlings grow karne ke liye.
    Agar koi potting medium basically soil ka banana chahta hai aur cocopeat nahi hai yo kya karna padega ?

    • @vloggermum
      @vloggermum 2 года назад

      Hm bhi nhi dalte cocopeet

  • @pratapvrns
    @pratapvrns 4 года назад

    Namste 🙏 . Yeh vdo naya hai is liye aap jawab jarur denge isliye ye query dal raha hu . Gurhal k paudhe me chitiya ant lag rahi hai . Isase kya nuksan hota hai aur isase chhutkara kaise paye. Dhanywad

    • @Plantinfo
      @Plantinfo  4 года назад

      Agr ant aakr chli ja rhi hai, aur wo km hai to poudhe ko kuch bhi nuksan nhi hoga, balki isse poudhe ko help hi milegi, ant insect ko kha jaigi, jisse koi kida poudhe ko nuksan nhi phucha paega,
      Agr ant ne gamle ki mitti me apna ghar bna liya hai,tb wo poudhe ki root ko nuksan phunchaegi, use bhagana jaruri hai, iski liya gamle ke niche tray rakh do pani bhr kr, pr winter me tray me pani ke sath chote stone bhi tray me rakh kr gamle ko uske upar rakhna,

    • @pratapvrns
      @pratapvrns 4 года назад

      @@Plantinfo बहुत धन्यवाद एक और सवाल गुलमेंहदी या बालसम के पत्ते पीले हो जा रहे है और फूल नहीं आ रहे है जबकि तने मोटे हो गए है

  • @sagardesai7221
    @sagardesai7221 4 года назад

    Esa kyo khate sir
    Me kabhi nahi bola ke jldi anser dijiye
    Apko jab time mile tab ansar dijiyega sirkoi baat nahi.
    Sayad apko time nahi mila aur apne ansar nahi to me apki ane vali dusri video me dubara puchuga. Hum apke fen ho gay he sirji.
    Apki vjah se mere marte hue pudhe jinda ho gaye he.thank you very much sir
    Aur muje instra use karna nahi ata(jladi sikh jaunga)
    Aur pudhe me jo new shut nikli he vahi black hone lagi he.ek pudhe me

    • @Plantinfo
      @Plantinfo  4 года назад

      Sorry agr kisi bat kaa bura lga to, mai sirf bta rha tha, ki time milne pr jawab dunga, haa usme kuch alfaj galt maine likh deya tha,
      New shoot black ho rhi hai , kya gulab ka plant hai yha kisi aur ka,
      Agr gulab ka hai to,
      1. agr usme mitte nhi the,aur root thi to use grow krne ke bad hilne nhi dena, helne se bhi new shoot black hone lagti hai,
      2. Pani km aur adhik dene se bhi yha problem hoti hai,
      3.ikdam se tej dhoop milne se bhi new shoot black hone lagti hai, dopahr me tej dhoop rahti hai to plant ko october tk morning ki dhoop do 10am tk.
      3.aur kit ke karn bhi hota hai, aap ne jo rogar kharida tha usko 1ml/liter ghol kr poudhe pr spray kro,
      4 karn ko yad rakho aur dekho galti kha pr ho rhi hai, galti sudhar do kaam bn jaiga,

  • @SunitaKumari-qe5bz
    @SunitaKumari-qe5bz 4 года назад

    Mere sare seeds gro ho jate bas pansy ke nahi ho pate 3 4 saal se try kar rahi hu kese kre

    • @Plantinfo
      @Plantinfo  4 года назад

      Agr aap ne video pura dekha hai to aap ke sawal ka jawab video me hi mil jaiga

  • @0010-n8q
    @0010-n8q 4 года назад +1

    Na.. mei kisike kehne se akhir tak kabhi nahi dekhti, na bolo to dekhti hu

    • @minigreenland3256
      @minigreenland3256 2 года назад

      Ok mera bi gardening channel hai aur aap meri vedio mat dekhna 😃😀,(matlab dekhna 😃)

  • @megharathore7333
    @megharathore7333 2 года назад

    Mere seeds 10 day s jada ho gya growth nhi hue seeds

    • @Plantinfo
      @Plantinfo  2 года назад

      Aap ne Kiske seed ko lgaya hai ?