I want to surrender ujjwala connection. Kya online kar sakte hai? Ya Other Bharat gas agency mein ? Ya phir apne hi Bharat gas agency mein jana hoga? Plz reply
Sir, mai dusra sahar pe kaam krta hu. Mera name pe idhar pahle se normal gase connection tha. Lekin hamara village mai new ujjala jab aya, tab mera biwi ka bhi name add kr diya wo log, and ghar mai usko free cylinder mil gyi thi 1 saal pahle. Lekin achanak aab mera name ka connection suspended ho gya usi wajah se. Abb kya krna sahi hoga plz bataye. Mujhe ujjala wagera nhi chahiye, mujhe bas mera sahar ka connection chahiye.
Aapke wife ka connection ko surrender karna hoga, uske baad aap apne distributor se baat karke apka sahar wala connection to reactivation kar sakte hain. Aur dhyan rakhiye surrender karne ke baad apka aadhar us connection se hatana hoga.
@@priyanshu_029 aap ujjala connection ko surrender and apka wife ka adhar dilink krdijiye, uske baad pahle wala account reactive krne k liye req dal dijiye. Adhar dilink hone k baad hi req dalna.
Sir mujhe bhi cancel karwana h mene kha ta staff se ki gas connection cancel kr dijiye ab 3 mahine bad msj aaya h ki lpg delivered un logo ne sayad black me bech diya h ab me kya karu sir mujhe cancel karwana h dusre desh me shif ho gye h please sir btayiye help me
Sir...Mujhe bhi surrender karni hai.... per hamare gas agency bol raha hai ki pehle saare subsidy paise jama karo....hamare saare subsidy shayad 6k hoga.....kya yeh jaruri hai?..... please reply
@@Anwesha_Creation to ujjwala yojna connection surrender karne mein kya kya return karna hoga? Or mere distributor mujhse 4300 reupes mang Raha hai return karne ke liye. To kya yeh sahi hai? Please is bare mein jankari deke help kijea.
Ujjwala yojna ke ander mujhe ak family member ka aadhar de link karna tha, kyu unhe alag se gass connection Lena hai, but mere distributor bol Raha hai , delink nahi ho sakta hai. Tab mene connection hi surrender karne ke liye batayaa, but unhone 4300 lahe ga bata Raha hai.
Sir ksa pta chlta h ki hm pr kitna loan amount h
I want to surrender ujjwala connection. Kya online kar sakte hai? Ya Other Bharat gas agency mein ? Ya phir apne hi Bharat gas agency mein jana hoga? Plz reply
Sir tv multiple connection karne ke baad Baad me Active karte aayenga
Sir, mai dusra sahar pe kaam krta hu. Mera name pe idhar pahle se normal gase connection tha. Lekin hamara village mai new ujjala jab aya, tab mera biwi ka bhi name add kr diya wo log, and ghar mai usko free cylinder mil gyi thi 1 saal pahle. Lekin achanak aab mera name ka connection suspended ho gya usi wajah se.
Abb kya krna sahi hoga plz bataye. Mujhe ujjala wagera nhi chahiye, mujhe bas mera sahar ka connection chahiye.
Aapke wife ka connection ko surrender karna hoga, uske baad aap apne distributor se baat karke apka sahar wala connection to reactivation kar sakte hain.
Aur dhyan rakhiye surrender karne ke baad apka aadhar us connection se hatana hoga.
@@Anwesha_Creation thanks you 🙏💕.
I'll do it very soon.
Bhai mera bhi aisa hua ha same to same
@@priyanshu_029 aap ujjala connection ko surrender and apka wife ka adhar dilink krdijiye, uske baad pahle wala account reactive krne k liye req dal dijiye. Adhar dilink hone k baad hi req dalna.
Mobile se kaise kare
Sir hp ujjwala gas surrender karne ke liya kiya distributor ko officer se permission lena padega?
Good sarr ji🎉
Konsi side hai please btaye
Gas agency wale bol rahe hai ki ujjwala connction band nahi hota hai
Sir mujhe bhi cancel karwana h mene kha ta staff se ki gas connection cancel kr dijiye ab 3 mahine bad msj aaya h ki lpg delivered un logo ne sayad black me bech diya h ab me kya karu sir mujhe cancel karwana h dusre desh me shif ho gye h please sir btayiye help me
Good job
Bhai subsidy bhi vapas karna padta hai
Sir subcedy bhi jama karwani padti hai kya
no
Sir...Mujhe bhi surrender karni hai.... per hamare gas agency bol raha hai ki pehle saare subsidy paise jama karo....hamare saare subsidy shayad 6k hoga.....kya yeh jaruri hai?..... please reply
Subsidy nahi apko jitna loan amount hain woh sare jama karna hoga
Surrender Karne ke bad Aadhaar delink ho raha he kya
Online mobile se kaise kare batiya
Please let me know during surrender do we need to return cylinder n stove and 4400 cash bcoz agency asking me these things also
During surrender you need to return empty cylinder and regulator to the distributor. Charge will be applicable as per loan of PMUY scheme.
Family me adhar kese htaye surrender connection se
Sir surrender karne mein kitna kharcha ata hai?
Gas connection surrender karne se kharch Nahi hota, apko apna security deposit return milta hain,
But ujjwala connection mein to koe security deposit hai hi nahi.
@@monirulseikh Sahi bola
@@Anwesha_Creation to ujjwala yojna connection surrender karne mein kya kya return karna hoga? Or mere distributor mujhse 4300 reupes mang Raha hai return karne ke liye. To kya yeh sahi hai? Please is bare mein jankari deke help kijea.
Ujjwala yojna ke ander mujhe ak family member ka aadhar de link karna tha, kyu unhe alag se gass connection Lena hai, but mere distributor bol Raha hai , delink nahi ho sakta hai. Tab mene connection hi surrender karne ke liye batayaa, but unhone 4300 lahe ga bata Raha hai.
Sar mai dusre jagah se surrender kar sakti hu or kaise please🙏🙏🙏 bataye
Surrender karne ke liye distributor ke paas jana hoga, cylinders & regulator deposit karna hoga
Konsa website hai
Sir Ujjwala connection surender karne ke bad custmer and family ka aadhar delink kese karte he SDMS me
Documents type ko change karo, aur inactive karo
@@Anwesha_Creation ok
But Document type chang to Relationship cancel karne ke bad hota he
to kya surender connection ki relactionship cancel ho jayge
Sir link dedo mobile se kaise kare
M bahut try kr chuki hu but nhi ho rha h
Ujjawala TTV KESE BANAYE
Nahi hoga, yeh only Fo kar sakte hain
Please muje side btaye
I want to surrender ujjwala connection
Sir nhi ho raha h surrender y page hi nhi open ho rha h
Aap consumer hain yah Distributor ka staff?
M consumer hu sir
Sar connect on
Nahi hua
URL bhi de do
fargi video hai , url send karo
@@abhinavdev9408This video only for distributor