छठ पूजा में कोसी भरने की सम्पूर्ण सामग्री व विधि, तथा व्रत का उद्यापन करने का तरीका

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 23 ноя 2024

Комментарии • 46

  • @Infotech_06
    @Infotech_06 3 года назад +2

    Nice bhani aap bhut ache smjhao hea

  • @sangitayadav3949
    @sangitayadav3949 4 года назад +3

    Good..👍

  • @shubhamsinghshortvideo4k132
    @shubhamsinghshortvideo4k132 3 года назад +3

    Good👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌

  • @ajeetrai9982
    @ajeetrai9982 4 года назад +2

    Very nice

  • @harshsiddharth9901
    @harshsiddharth9901 2 года назад +4

    Didi chhath puja kya unmarried boys kar sakte Hain kya kyonki kehte Hain ki yeh vrat sirf pati or santan ki lambi umrr ke liye hi Kiya jata hai or humare yanhan chhath puja nahin hoti hai toh kaise karen

    • @VandanaRaiHomeMaker
      @VandanaRaiHomeMaker  2 года назад

      Yah Surya Devta ka vrat hai aur ise koi bhi kar sakta hai. Aap yah vrat kar sakte hain . Maine video mein vidhivat vrat Puja kaise karen aur kya kya samagri chahie sabhi jankari di hai aur Koshi bharane ka bhi Tarika bataya hai. 😊🙏

  • @history70809
    @history70809 2 года назад +1

    कोसी भरने के बाद क्या किया जाता है सारे सामान को कैसे रखा जाता है अगली सुबह तक

    • @VandanaRaiHomeMaker
      @VandanaRaiHomeMaker  2 года назад

      Kosi bharane ke bad jab sare diye thande Ho jaen tab ek daure mein sare saman ko rakhkar dhak Diya jata hai . FIR subah suryoday ke pahle argha dene ke pahle us daure ko Ghat per le jaate Hain aur dauri ke Charon taraf ganne ko lagakar thodi der ke liye rakhte Hain. Aur Diya jala dete Hain. FIR argh Dene Ke pahle hi use wapas Ghar per utha laya jata hai. Aur FIR Surya Uday hone per subah Ki argh dete Hain.

  • @KhushiRaj-r2l
    @KhushiRaj-r2l 20 дней назад

    Maim plz reply me jb koi Lena na chahe to fir udyapan kaise kare

  • @drkumkumsingh6248
    @drkumkumsingh6248 2 года назад +1

    बीमारी के चलते व्रत आगे करने में परेशानी है, तो क्या इस बार व्रत रखकर ही दोनों अर्घ्य देकर व्रत उठाना होगा क्या आप बता सकतीं हैं

    • @VandanaRaiHomeMaker
      @VandanaRaiHomeMaker  2 года назад

      Agar aap bimari ke Karan aage vrat nahin kar sakti to aap apna vrat Apne Parivar ke kisi Aur ko bhi de sakti hai agar vah Lena chahe to. Aur agar aisa koi vyakti Nahin hai To aap chhathi Maiya ka vrat is bar pure vidhivat se karne ke bad unse apni galtiyon ki kshma mang kar hath jodkar aap vrat Ko utha sakti hai.😊🙏

  • @NehaSingh-dq1tg
    @NehaSingh-dq1tg Год назад

    Agar mere ghar main kosi bharne ki parampara nhi h
    Lekin koi bagal wala kosi bharne ke liye bol rha h unka kyunki unke yahan chhat puja nhi hota h
    Toh kya bhar sakte hain hum log unka kosi ?

  • @ganeshtatvagayan2119
    @ganeshtatvagayan2119 2 года назад +2

    Didi yadi koi unmarried ladka iss vrat ko krna chahta hai to kya koshi bharna jaruri hota hai ladko ke liye first time chhat vrat krne ke kya niyam hote hai please bataiye🙏

    • @VandanaRaiHomeMaker
      @VandanaRaiHomeMaker  2 года назад +1

      Yah Surya Devta ka vrat hai is vrat ko koi bhi kar sakta hai. Ladka ya ladki ke liye koi niyam alag Nahin hote sabhi Ke liye sem niyam hote hain is vrat mein bahut hi jyada saaf Safai aur niyam ke anusar vrat ko karna padta hai. Aap mere channel per chhath vrat ko karne ki sampurn vidhi dekh sakte hain. 😊🙏 Main aapke paas link share kar de rahi ho.

    • @VandanaRaiHomeMaker
      @VandanaRaiHomeMaker  2 года назад

      ruclips.net/video/Y78KubKfyVI/видео.html

    • @ganeshtatvagayan2119
      @ganeshtatvagayan2119 2 года назад +1

      Dhanyawad didi 🙏
      Married unmarried ka koi issue to ni hai na or yadi kharna na karen sandhaya aradhya or Usha ardhya de kr vrat kiya ja sakta hai ya kharna krna jaruri hai kripya ye bhi bata dijiye 🙏

    • @VandanaRaiHomeMaker
      @VandanaRaiHomeMaker  2 года назад +1

      @@ganeshtatvagayan2119 ji Nahin married ya unmarried ka koi issu nahi hai. Yah vrat koi bhi kar sakta hai. Aur agar aap Kharna Karna Na chahe to aap vrat ki shuruaat first time se bagair kharna kiye hi Karen. Aap jis type se vrat karna shuru karte hain aapko FIR har sal usi tarah vrat karna hoga.

    • @ganeshtatvagayan2119
      @ganeshtatvagayan2119 2 года назад +1

      @@VandanaRaiHomeMaker dhanywaad di 🙏 uttar dene ke liye bhagwan app pr kripa banayen rakhen

  • @KhushiRaj-r2l
    @KhushiRaj-r2l 20 дней назад

    Maim batye ke udyapan kaise kare

  • @supriyasingh4059
    @supriyasingh4059 2 года назад +2

    क्या केवल फल स भी कोसा भर सकते है

    • @VandanaRaiHomeMaker
      @VandanaRaiHomeMaker  2 года назад

      Kosa bharane ke liye Puri , thekua , kasar , fruits sabhi chijen avashyak hoti hai. Aur agar aap is bar yah taiyariyan nahin kar sakti to aap agali bar bhi kosa bhar sakti hai. Aap chhathi Maiya se hath jodkar yah kah sakti hai ki main agali bar vidhivat tarike se kosa bharungi.😊🙏

  • @rahul-ef7lc
    @rahul-ef7lc 3 года назад +1

    Koshi bharte waqt 5 ladies honi chahiye kya?
    Geet na aaye toh Laxmi ji aarti kar sakte hai kya.

    • @VandanaRaiHomeMaker
      @VandanaRaiHomeMaker  3 года назад +1

      Kosi Keval vahi bharta hai jo vrat Kiya rahata hai. 5 ladies ka hona koi jaruri nahin hai. Aur agar geet Na aaye To Bhagwan ki koi bhi arti kar sakte hain yah mobile mein bhi geet baja sakte hain.😊🙏

  • @prakashpandey6877
    @prakashpandey6877 4 года назад +2

    Nice video

  • @arunabhardwaj1288
    @arunabhardwaj1288 2 года назад +1

    mujhe kosi bharni hai pr is saal kadhayi ni chadha skte to puri thekua kese bnaye?

    • @VandanaRaiHomeMaker
      @VandanaRaiHomeMaker  2 года назад

      Koi nahi... agar aap is sal kadahi Nahin Chadha sakti to aap kosa agali bar bhi bhar sakti hai. Kyon Ki kosa bharane ke liye Puri , thekua , kasar , fruits aadi sabhi chijen avashyak hoti hai . Puri ,thekua aur kasar ke Bina kosa Nahin bhara jata hai.😊🙏

  • @SK-fb5sv
    @SK-fb5sv 2 года назад +1

    Kya koshi ghar per hi bhara jata hai ya phir ghat per v bhar sakte hai ...?

  • @AnkitYadav-pq3lz
    @AnkitYadav-pq3lz 3 года назад +1

    Un married boys yaa varta kar sakta hai pahli bar se
    Please reply me
    🙏🙏🙏🙏🙏

  • @VivekKumar-mp8cx
    @VivekKumar-mp8cx 3 года назад +1

    Nariyal chilaa hua hoga ya bina chilaa hua?

  • @momdaughter4602
    @momdaughter4602 Год назад +1

    Ye kosa kya hota hai please bataiye

  • @vinodyadav-cl3cy
    @vinodyadav-cl3cy 2 года назад +1

    Kosi kya hota hai

    • @VandanaRaiHomeMaker
      @VandanaRaiHomeMaker  2 года назад

      Kosi ek mitti ka Patra hota hai jiske upar Kai sare Deepak jalane ki vyavastha hoti hai. Yah chhath Puja mein ki jaane wali sabse Pavitra parampara hai. Kosi kaise bharate hain is per Maine 2 video Apne channel per upload kar rakhi hai. Kosi bharane ki sampurn video aap mere channel per dekh sakte hain to aapke sabhi questions ka answer mil jaega Maine kosi bharane ki video ka link aapke pass share kar diya hai. ruclips.net/video/RC3f2ZfO2n4/видео.html

  • @Ummid_mt_chhodiye_45
    @Ummid_mt_chhodiye_45 3 года назад +1

    कोसी कब भरते है...शाम में अर्घ्य के बाद !??

  • @honeybisht3750
    @honeybisht3750 3 года назад +1

    Vrat to ni rkate na khosi bharne ki manat mani to

    • @VandanaRaiHomeMaker
      @VandanaRaiHomeMaker  3 года назад +1

      Vrat nahin rakhte tab bhi aap khosi kisi aur se bharva sakte hain . Jo vrat karta ho .lekin Sara saman aapka hona chahie. Aur agar aap pahli bar vrat kar rahe ho to khud hi Kosi bhare.😊