Apne pas Mobile hai Or jio ka Router jo 1000 GB MILTA HAI 20 DIN CHALTA HAI BAKI 10 BAND RAHTA HAI MAIN YE CHAHTA HU KI MOBILE MERA 5G HAI OR mobile ka Internet 🛜 Router me jaye jisse mere sare enqument chal sake
Bhai maine JIO ka airfiber cancel kar diya leken pickup nahi hua ha abhi mai apna router on kar raha ho toh Ethernet port mai jo red or green light hota hai na wo sabhi pata nahi kyu Automatic jalta rahata hai lan cable insart karta hu tabhi bhe jalta hai is ke wajha se Extender bhe bana nahi pa raha hu kaya kru
After cancel will they come and pickup the product
Thank you it's actually works❤
Most welcome
a video my kab se dhur raha hu.... thanks
Hum to kab se aapko yah video Dene ki soch rhe they jaani🤣🤣
@@TechnicalIrshadahmed 🤣🤣🤣
Mobile ka internet kaise jayega Router me ye batao
Repeater kaise kre isko
Video main bataya hai
Router me Mobile ka Internet kaise jayega ye batao
Apne pas Mobile hai Or jio ka Router jo 1000 GB MILTA HAI 20 DIN CHALTA HAI BAKI 10 BAND RAHTA HAI
MAIN YE CHAHTA HU KI MOBILE MERA 5G HAI OR mobile ka Internet 🛜 Router me jaye jisse mere sare enqument chal sake
Kya JioAirFiber Router o local isp ki connection pe primary router banake use kar sakte hain try karke dikhao
Abhi tak to nhi Kiya.. kernge to batayenge..aapse ho Jaye to bta Dena bhai
Sir please try this
ye Jio router ka slow speed issue solve kardega, because ethernet mein full speed ati hai sirf wifi devices me slow.
Yes you are right
Bhai meri jio air fiber ki service suspend hai tho mai jab router ko connect kar raha tho chrome pe site open hi nahi hori . Kya kar skta hoon?
Jaise video main bataya hai
Jio wifi connect karke
Ip address 192.168.31.1
User name -admin
Password -Jiocentrum
Daal ker open kariye ho jaayega
Correct answer I am facing same issue
Bhai maine JIO ka airfiber cancel kar diya leken pickup nahi hua ha abhi mai apna router on kar raha ho toh Ethernet port mai jo red or green light hota hai na wo sabhi pata nahi kyu Automatic jalta rahata hai lan cable insart karta hu tabhi bhe jalta hai is ke wajha se Extender bhe bana nahi pa raha hu kaya kru
Plan activate hai ki jio Airfiber main
@@TechnicalIrshadahmed NO ACTIVE PLAN DIKHA RAHA HAI MY JIO PAI KYA KARU
@@JTSAnish wifi use kerna hai to plan recharge karaiye
@@TechnicalIrshadahmed AIR FIBER USE NAHI KARNA USKO CANCEL KAR DIYA .... BUS USKA AIR FIBER ROUTER KO EXTENDER BANA HA
@@TechnicalIrshadahmed bata do na please 🥺
Bhi h660gm-a airtel router ko bhi configure karna bata dijiye pls
Mere pass yah router nhi hai..aapke pass hai to humko bhej dijiye hum bna dey video iss per
Bna lan cabal k jio airfiber ko extender kse bnaye
Nhi ban paayega