Sir., Agar hum washing ki 4th process (means dry wali process) machine me naa karke ., kapdo ko 3rd process complete hone pr bahar nikaal le ., toh kya koi problem hogi ? means jo gndaa paani hai kya vo nikal jaayega yaa saari process ka karwana jaruri hai ? Please reply
@@rstechnical6191 Sir., Machine me spin only ka toh koi button nahi hai.., maine yahi machine kharidi hai lekin usme spin only ka button nahi hai.., Please reply sir 🙏
Bhai kya isma ya problem hoti hai ki door lock ho jata hai jab washing chalti hai aur ager power cut kafi dar ka liya hota hai to door bhi lock rahega kyu ki kuch machine ma ya dikkat hoti hai
Bahut pasand aayi aapne kitne achhe se samjhaya hai
Dhanyawad ji
Great explanation bhai ...🔥
Thanks bhai
Sab log function batha rahe hai lekin washing karke koi nahi dikhara
Express wash kitna round paani legi
Express wash me 2 time Pani leta hai aur dally me 3 times Pani leta hai
@@rstechnical6191 thank u sir
Koi plz batayena kya ye machine teen baar paani se kapde dhoti hai ya sirf do paani se dhoti hai????
3 times Pani leta hai machine
@@rstechnical6191 thank u sir 😊
मेरी मशीन बहुत ज्यादा टाइम le Rahi hai 1.45मिनिट
Same model hai agar time jada lag raha hai to aap ke yaha Pani ka force slow hoga
isme kapde dhone k bad pani ek bar change b hota hai? ya bas last mein nikalta h pani rinse k time?
Machine 3 bar Pani leta hai aur nekalta hai
@@rstechnical6191 Ok thanks, meri machine mein aisa nhi ho rha. Iske liye kuch setting krni padti h?
Ji nahi koi sating nahi hoti hai machine me problem hoga fir
under Pani bahar karne ke liya kon sa function use karna padega
Spin ya dry only kar dijiye aap drum ka sab Pani nikal jaye ga
Heavy cloth ko only wash karna hoga to kis program ko select karna hoga
Only wash ka problem select kare aap
Sir., Agar hum washing ki 4th process (means dry wali process) machine me naa karke ., kapdo ko 3rd process complete hone pr bahar nikaal le ., toh kya koi problem hogi ? means jo gndaa paani hai kya vo nikal jaayega yaa saari process ka karwana jaruri hai ? Please reply
Ji Bhai aap kar sakte hai koi problem nahi hai jo Ganda pani ruka hai usko nekalne ke liye aap (spin only ) kar dijiye sab Ganda pani nikal jaye ga
Pura proses nahi karna hai kapda nikal ke spin only kar dijiye sab Pani nikal jaye ga
@@rstechnical6191 Sir., Machine me spin only ka toh koi button nahi hai.., maine yahi machine kharidi hai lekin usme spin only ka button nahi hai..,
Please reply sir 🙏
Spin only ya dry only likha hoga
Program p.7 hoga
@@rstechnical6191 Ji Sir.,, P10 prr dry only likha hai..,
Usi ko press karne se saara gndaa paani nikal jaayega na?
Please 🙏 Reply
Agar machine pani nhi le rha h... To check water wala red light kitne time m jalega?????
Jab inletwal hit ho jata hai tab red light ata hai
Ye bta dijiye ki bahr se ye halki h teeno trf se
Samjha nahi aap kya puchna chahte ho
Ha body week rahta hai patre jaysha rahta hai
Niiiice
Bhaiya, koi iron guard milta hai whirlpool se?, plz bataye
Samjha nahi bhai detail me batae thoda
@@rstechnical6191 matlab pani ko filter karne keliye kuch milta hai
Ha calistrat hota hai
Why bleach option, there is no water supply?
Bhai kya isma ya problem hoti hai ki door lock ho jata hai jab washing chalti hai aur ager power cut kafi dar ka liya hota hai to door bhi lock rahega kyu ki kuch machine ma ya dikkat hoti hai
Nahi bhai isme nahi hoga top load wasing machine hai o sab problem front load wasing machine me hota hai
Bhaiya, iska tub capacity kya 6.5 kg jaisa hi hain ya fir chota hoga?
Vesa he hai bhai
@@rstechnical6191 okay..
@@rstechnical6191 isme bucket se paani dal sakte hain? aur agar "water softener" kharidte hain, toh uski price kitni hogi bhaiya?
Dal sakte hai lekin dhyan se dalna hai side me pani nahi girna chayhe nahi to machine me problem aye ga
Woolen ka kya program hai/setting
Woolen me aap swetar . Uni kapde dhulne ke liye hai
What's your experience with this machine now?
Brother i work in whirlpool wash quality is very good and there is no problem in machine
@@rstechnical6191 yfjoty
Comport kaise dalnaeka plz bathavo
Comfort aap ko last me rinse ke time dalna hai jab machine 8 ya 10 minutes pe aa jaye tab
@@rstechnical6191 thank you
Express wash me machine kitna time lega ?
26 minutes something
Good
Can you please tell me if your drum is magnetic or not
No megnetic simple drum
Kitne logo k liye 6 kg chahye
3.4 family members ke liye bahut Accha hai sir ji
6kg aur 6.5kg me konsa difference hota hai ? Motor to same hai ?
@@india-s3g same hai faction kuch alag hota hai
Paani kaise nikale
P.10 dry only kare aap Pani nekal Jaye ga