LYRICS : Aakash ka soona pan mere tanha mann mein Payal Chankaati tum aajao jeevan mein Saansen lekar apni sangeet amar kardo Banjao meet mere meri preet amar kardo Jag ne cheena mujhse mujhe jo bhi laga pyaara Sab jeeta kiye mujhse main har dum hee haara Tum haar ke dil apna meri jeet amar kardo Banjao meet mere meri preet amar kardo Honton se chu lo tum mera geet amar kardo Kahin dur jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye Mere khayaalon ke aangan mein koi sapnon ke deep jalaaye deep jalaaye Kahin dur. Kabhi toh yeh jab huwi bojhal saansen bhar aayi baithe baithe jab yunhin aankhen Tabhi machal ke pyaar se chal ke chhuye par mujhe koi nazar na aaye nazar na aaye Kahin dur jab din dhal jaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye Kabhi toh yeh jab huwi bojhal saansen bhar aayi baithe baithe jab yunhin aankhen Tabhi machal ke pyaar se chal ke chhuye par mujhe koi nazar na aaye nazar na aaye Kahin dur jab din dhal jaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye Yaad hai mujhko tune kaha tha tumse nahi ruthenge kabhi Dil ki tarah se aaj mile hain kaise bhala chutenge kabhi Meri baahon mein beeti har shaam bewafa yeh bhi kya yaad nahin Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada Woh kehne waley mujhko fareebi kaun fareebi hai yeh bata Woh jisne gham liya pyaar ki khaatir ya jisne pyaar ko bech diya Nasha daulat ka aisa bhi kya ki tujhe kuch bhi yaad nahin Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada(aaaa) Shama kahe parwane se, pare chala jaa meri tarah jal jayega, yahaan nahin aa woh nahin sunta usko jal jaana hota hai har khushi se, har gham se, begaana hota hai (Sing it all of you) pyaar dewaana hota hai, mastaana hota hai har khushi se, har gham se, begaana hota hai Zindagi ke safar mein, guzar jate hain jo maqaam woh phir nahin aate, woh phir nahin aate phool khilte hain, log milte hain phool khilte hain, log milte hain yunhin patjhad main jo phool murjha jate hain woh baharon ke aane se khilte nahin kuchh log jo yunhin bichad jate hain woh hazaron ke aane se milte nahin ek baar chale jaate hai jo dino-raat subho-shaam woh phir nahi aate, woh phir nahi aate Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate! Yeh jeevan hai, iss jeevan ka Yahi hai, Yahi hai, Yahi hai rangroop Thode gham hain, Thodi khushiyaan Yahi hai, Yahi hai, Yahi hai chaon dhoop Main pal do pal ka shayar hoon Pal do pal meri kahaani hai Pal do pal meri hasti hai Pal do pal meri jawaani hai Main pal do pal ka shayar hoon Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye (Yeh jhoot bolte hain mere khayaal mein) Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye Tu abse pehle phanwaaron mein bas rahi thi kahin Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein Suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main Suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein Kahi kabhi mere dil mai khayal aata hai...
I used to listened to this medley a lot back in 2013 I guess. I listened to it so many times that I actually remember when there were all those claps, when there was a girl's laughter in the background. Finally been able to listen to it without all those noise. Thank you Abhishekk
I was looking for a clear version of this song for a very long time... I listened the recorded version of this song thousands of times... Every time i missed having a clear version.... Now I got it... Thanks a lot for uploading... I hope it'll break the record of previous ones (15M)....
Link mentioned hai original ki, or mentioned hai ki edit kiya hai, for better sound. Vese ye mene personal use ke liye kiya tha or friends ke liye, koi na bhi sune to ghanta farak nhi padta 🙃. Still people are appreciating that good enough
LYRICS :
Aakash ka soona pan mere tanha mann mein
Payal Chankaati tum aajao jeevan mein
Saansen lekar apni sangeet amar kardo
Banjao meet mere meri preet amar kardo
Jag ne cheena mujhse mujhe jo bhi laga pyaara
Sab jeeta kiye mujhse main har dum hee haara
Tum haar ke dil apna meri jeet amar kardo
Banjao meet mere meri preet amar kardo
Honton se chu lo tum mera geet amar kardo
Kahin dur jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye
Mere khayaalon ke aangan mein koi sapnon ke deep jalaaye deep jalaaye
Kahin dur.
Kabhi toh yeh jab huwi bojhal saansen bhar aayi baithe baithe jab yunhin aankhen
Tabhi machal ke pyaar se chal ke chhuye par mujhe koi nazar na aaye nazar na aaye
Kahin dur jab din dhal jaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye
Kabhi toh yeh jab huwi bojhal saansen bhar aayi baithe baithe jab yunhin aankhen
Tabhi machal ke pyaar se chal ke chhuye par mujhe koi nazar na aaye nazar na aaye
Kahin dur jab din dhal jaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye
Yaad hai mujhko tune kaha tha tumse nahi ruthenge kabhi
Dil ki tarah se aaj mile hain kaise bhala chutenge kabhi
Meri baahon mein beeti har shaam bewafa yeh bhi kya yaad nahin
Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
Woh kehne waley mujhko fareebi kaun fareebi hai yeh bata
Woh jisne gham liya pyaar ki khaatir ya jisne pyaar ko bech diya
Nasha daulat ka aisa bhi kya ki tujhe kuch bhi yaad nahin
Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada(aaaa)
Shama kahe parwane se, pare chala jaa
meri tarah jal jayega, yahaan nahin aa
woh nahin sunta usko jal jaana hota hai
har khushi se, har gham se, begaana hota hai
(Sing it all of you)
pyaar dewaana hota hai, mastaana hota hai
har khushi se, har gham se, begaana hota hai
Zindagi ke safar mein, guzar jate hain jo maqaam
woh phir nahin aate, woh phir nahin aate
phool khilte hain, log milte hain
phool khilte hain, log milte hain yunhin
patjhad main jo phool murjha jate hain
woh baharon ke aane se khilte nahin
kuchh log jo yunhin bichad jate hain
woh hazaron ke aane se milte nahin
ek baar chale jaate hai jo dino-raat subho-shaam
woh phir nahi aate, woh phir nahi aate
Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate!
Yeh jeevan hai, iss jeevan ka
Yahi hai, Yahi hai, Yahi hai rangroop
Thode gham hain, Thodi khushiyaan
Yahi hai, Yahi hai, Yahi hai chaon dhoop
Main pal do pal ka shayar hoon
Pal do pal meri kahaani hai
Pal do pal meri hasti hai
Pal do pal meri jawaani hai
Main pal do pal ka shayar hoon
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
(Yeh jhoot bolte hain mere khayaal mein)
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Tu abse pehle phanwaaron mein bas rahi thi kahin
Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main
Suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Kahi kabhi mere dil mai khayal aata hai...
\\a\aaa\aa
9
Google lyrics translation
Osam song. Osam voices. Thanks for atif aslam sir 👍👍👍. Atif aslam sir my all time favorite singar. I love atif aslam sir❤❤❤. Nice👍👍👍
I used to listened to this medley a lot back in 2013 I guess. I listened to it so many times that I actually remember when there were all those claps, when there was a girl's laughter in the background. Finally been able to listen to it without all those noise. Thank you Abhishekk
Yaa save to watch later.
I heard this in 2012 but I am back here to my favourite Atif bhai . Love you brother❤️
Lovely lovely heart touching songs through melodious voice of Atif.Admirable.
The noise only makes it better.
Wow!what a meaningfull song with sweet music.
Best remedy for depression
Thankss finally!! Remind me to listen to this song. I will always need it
Reminder
Thank you so much bro♥️ for this version ✌🏻
Excelent mr.abhishekk it is clyster clear voice and very good ..thank you for this beautiful convince😊
Nothing more beautiful than this
You still have a lot to see
big fan abhishek sir. thankyou for this medley
I was looking for a clear version of this song for a very long time... I listened the recorded version of this song thousands of times... Every time i missed having a clear version.... Now I got it... Thanks a lot for uploading...
I hope it'll break the record of previous ones (15M)....
I highly doubt it. but let's see where time takes us. Thanks, brother.
@@abhishekkyadav1 dnt doubt hv faith in universe
This is actually an amazing find! Thanks for the upload
This guy deserve 10 million like..😘
😮😮 definately better than other versions...
Thank you so much man🙌
Thank you for editing
Yadav bhai ek no. kaam kiya wish you all the best for your future❤
Great work! really enjoyed it.
thanks buddy totally worth it
thank you brother ❣💜
Such a miraculous voice, So raw still soul touching
October, 2022, Gokarna Om Beach, Muskaan & I
Thank you Bhai 💟
Thanks Abhishek ji
I am here , from the comment box of original song where u mentioned this link .....good job bro ❤️
Thanks 😄
me too
@@abhishekkyadav1 lol i was searching this song from 1 year and now your like helped me a lot ....thanks
Great work 👍🏻
Legend are listen after trip😵💫
Best version ❤️
Atif aslam forever favorite 🥰
Listening this since 2015
I love this song defiantly adorable 🖤😇
Mast Qalandar !
❤️thank you
Fabulous 😍😍😍😍😍😍😍🥰😍🥰
Atif Aslam is ❤
♥ is Atif Aslam
It is very clear thanks
So serene 🤗
Who else watching in 2024 ❤
Yep
Crystal clear
Thq U So Much bhai❤
Thanks to you too bhai 😄
Nice bro
Playlist Pain- Meshup suggestion ♾ℹ️💁♂️
😍🥰
Atif ❤️🔥
Listen to the same arijit ji old medley
Abhishek sir katto gilheri chammak challo rani ka dj mix bana do 🙏🙏
Luv u🙏🙏
Can you please add lyrics in the comment and pin it , it will help a lot!!🥺
done
@@abhishekkyadav1 Bohot khoob, janaab
Google lyrics translation
Nice
This is drug for ear
🙊
🙉
🐵
🐒
🍺
😍😍
😁😁
👌👌
Dono me fark suna 😄
Bht shandar hai yeh wala
@@abhishekkyadav1 Damn dude yeah
Which songs are used in this video
MP3 kaha milega iska ??
Yahin sun lo 😂😂🙄
@@abhishekkyadav1 hehehe thanks
Can you subscribe ? 🙂
can you make some clear ones of lucky ali's concert
Dusre ke channel ka copy karke daldo kya hi pata chalega
Link mentioned hai original ki, or mentioned hai ki edit kiya hai, for better sound.
Vese ye mene personal use ke liye kiya tha or friends ke liye, koi na bhi sune to ghanta farak nhi padta 🙃. Still people are appreciating that good enough
Bht bura yr😑😑😑
ha bhai , tere gaane sunn liye maine bhi
such a disgrace to music!
Kya bhai ? 😂
His voice are not made for these songs! He should have sticked to his own genre by not ruining these songs.😬😬
Ye live h bhai recorded nhi, noise to ai gi , Atif Aslam is overall a generation singer