Zindgi ke safar mein guzar jate hai Sung by me for entertainment only Aap ki kasam Kishore RD Burman

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 29 ноя 2024
  • ‪@mkagarwal5343‬ Phool khilte hai, log milte hai
    Phool khilte hai, log milte hai magar
    Patjhad main jo phool murjhaa jate hai
    Wo bahaaron ke aane se khilte nahin
    Wo hajaaron ke aane se milte nahin
    Umr bhar chaahe koi pukaara kare unka naam
    Wo phir nahin aate, wo phir nahin aate
    Aankh dhokhaa he, kya bharosa he
    Aankh dhokhaa he, kya bharosa he suno
    Doston shaq dosti kaa dushman he
    Apane dil main ise ghar banane na do
    Kal tadapana pade yaad main jinaki
    Roak lo ruuth kar unako jane na do
    Baad main pyaar ke chaahe bhejo hajaaron salaam
    Wo phir nahin aate, wo phir nahin aate
    Subaho aati he, raat jaati he
    Subaho aati he, raat jaati he yun hi
    Vaqt chalata hi rahata he rukta nahin
    Ek pal main ye aage nikal jaataa he
    Aadmi thik se dekh paata nahin
    Or parade pe manzar badal jaataa he
    Ek baar chale jate hai jo din-raat, subaho-shaam
    Wo phir nahin aate, wo phir nahin aate

Комментарии • 2