Bhai connection ke liye kaisa wire use kre, jaisa jhalar light me wire use kiya gya hai waisa wire se kaam chal jyega 60 se 70 jhalar ke liye,ya fir silver ya copper wire use kre Please reply sir
Silver wire se aapka kaam aram se chl jaiga. Lekin aapka budget hoga to Copper wire le skte ho. Mera to silver wire se chla rha hu 3 saal ho gya abhi bhi kuch problem ni hua hai.
Per channel 1 kw hota hai, ye 3 kw hoga, ek jhalker led wala 5-10w hota hai. Lekin max 600 watt per channel load achha hoga. Kabhhi bhi full load nehin lagana hai
Hello Bhai ji
Hi
Light mst dikht he jii 👍👍
Thanks a lot
Super
भाई मेरे पास 50 मीटर का झालर है जिसमे multiple कलर के बत्ती जलते है क्या मै इसे उसमे chaser कंट्रोलर लगा सकता हूं।
Mat lgana yr jldi khrab ho jaiga. Single colour wala ke liye thik rhta hai.
Colourful jhalar running light machine me use kar sakte hai
Ha kr skte h
Aur bhai chad pe maximum kitne distance ma jhalar lagana hai ki accha dikhe chase connection ke sath pls bataiye
1 feet ka distance rakhna usse achha look aata hai
Lights kitne feet ki hai or kitna price aata hai?
30 fit ka hai or 40₹ ka
West Bengal ka CM ka company ka cheser hai 😂😂😂
😂
Mamta wala chaser milega apke pass
Mere pass nai milega yar lekin apke aas pass ke dukan me jarur mil jayga pta karna padega apko
Bhai kaha se kharide link do na
Online nai hai yar dukan se lena padega apko
Dukan pe Nahi mil raha hai
Chesar purchase ka link send karo
Offline milega yar aas pass ke dukan se
Koi sa bhi taar laga skte hai na har ladi ka?
Bilkul bhai
Control kharap nhi hogo bro please bataya 😮
Nai hota yar
Kismat rhega to kai saal chal jayga
@rahulkhutevlogs thank you so bro
Rangbiraga jhalar ko maximu me laga sakte hai
70
Controler price kitna hai
500₹
Jhalar light price
Jagha dekh ke bhai 40 ya 50
Apne jhaler light kaha se liye ho bhai
Balodabajar chhattisgarh se bhai
1 pic ka
40-50 jagha dukan dekh ke 10 meter wala
Buy kaha se karna hai machine ko
Apne aas paas ke dukan se yar
Bhai jhalar jaldi kharab nehi ho jata chaser se chalane se???pls reply ❤❤❤
Nai hota me 3 saal sw use kar rha hu koi dikkat nai hai
@@rahulkhutevlogs bhai mai jhalar ki baat kar raha huu
Bhai connection ke liye kaisa wire use kre, jaisa jhalar light me wire use kiya gya hai waisa wire se kaam chal jyega 60 se 70 jhalar ke liye,ya fir silver ya copper wire use kre
Please reply sir
Silver wire se aapka kaam aram se chl jaiga. Lekin aapka budget hoga to Copper wire le skte ho. Mera to silver wire se chla rha hu 3 saal ho gya abhi bhi kuch problem ni hua hai.
Prize kya hai
Jhalar 50
Chaser 500
Jhalar 24 rupees and chaser 450😂😂😂
@@AmanKumar-ds2wm😂😂😂
Number dia ta
Bhai log koi 30 jhalar se Jayda mat jalana chaser kharab ho jayega
Nai hota brother ham 3 saal se chala rhe hai ham log ka tenthouse ka business hai sab ok hai aur
@@rahulkhutevlogsbhai mene 45 jhalar lagi 6 channel mamta ke chaser pr fuk gya lgate hi board bhi fuk diya ghr ka
Aap konsa wire use kiye the silver wire ya Copper wire?
Mara ko kha se melaga ?
@@rahulkhutevlogs copper wire se local mamta h wo to
Maximu kitna jhalar ko load le sakta hai
100
100 jhalar?
1 jhalar mai 100led hita hai tho?
Per channel 1 kw hota hai, ye 3 kw hoga, ek jhalker led wala 5-10w hota hai. Lekin max 600 watt per channel load achha hoga. Kabhhi bhi full load nehin lagana hai