Global Vipassana Pagoda | Gorai | Borivali west | Mumbai | Hindi
HTML-код
- Опубликовано: 20 ноя 2024
- Global Vipassana Pagoda | Gorai | Borivali west | Mumbai | Hindi
Punit Mishra Vlogs
Full detailed video in Hindi
#globalvipassanapagoda
#pagoda
#mumbai
#punitmishravlogs
Song: Fredji - Blue Sky (Vlog No Copyright Music) Music provided by Vlog No Copyright Music. Video Link: • Fredji - Blue Sky (Vlo...
नमो बुद्धय 💐🙏🙏🙏
जयभीम नमाे बुद्धाय बेटा मैभी जाऊगी 👌👌👌🙏🙏🙏💙💙💙💙👍👍👍
Ji jarur jaiye 🙏
Very nice information
Thanks bhai🙏
Very Good Information Brother'
Thank you ❤🎉
🙏🙏
Very happy to hear this beta blessings always with you.
🙏🙏
Nice information, keep going 👌🏻
Thanks bhai🙏
Nice information...Thank you...
❤🙏
Great information bro Thanks
Thanks bhai 🙏❤
Nice
Thanks🙏
Nice 👍 vlog
Thanks bhai..
Jaybhim. Namobuddhay 🙏🙏🙏🌹🌹🌹
भाई इस video मे आपने बोहोत सारी info दी हे, जो आज तक किसी भी youtuber ने नही दी हे, bhayandar से जाना सही रहेगा direct bus वहा जाती हे, ये आपने बताकर अच्छा किया, बोहोत से youtuber ने बोरीवली से बताया था, वह सही नही लगा मुझे, भाई आप पहले vdo बनाकर बाद मे उसमे editing करके sound डालते हो, ऐसा करने के लिए तो बोहोत time लगता होगा, बोहोत मेहनत से आप vdo upload करते हो 👍
Haa bhai time lagta hai.... But aap ko achha laga... Ye jada important tha... Thanks bhai
😊😊😊@@punitmishravlogs
👍👍👍
nice info. but return jane ki suvidha bhi same h kya dost ki koi dikkat aatihe
Thanks bhai....
Koi dikkat nahi hota aane me... Same waise hi aana bhi hai.
@@punitmishravlogs Thank you so much
@@punitmishravlogs thanks bro. i use this video and info. and visited on sunday there it was nice experiance.
Borivali ya bhayandar sahi rahega ?
Borivali se jaane par time kam lagta hai aur ferry se jana hoga.... Bhayander se jane par time jada lagega aur bus se jana hoga.... Ab aap pe depend karta hai ki aapke najdik kaun sa station hai.
@@punitmishravlogs
Thank you
Bhai bus ki timing bhi bata do
Bhai lagbhag har adhe ghante par bus aate rahati hai... Lekin bus ka timig fix nahi hai.... Waise bhi aapko bus stop pe jada wait nahi karna padega
Wheel chair upar leke Jane k liye koi facility hai kya
Nahi.... Sirf stairs hai waha
Thane se konsa Station nearby Padega. Bhayandar kya ? And Jate samay bus timing kya hai pagoda to bhayandar station ?
Bhayander station najdik padega... Bus 45 to 50 min ke gap pe aati rahati hai
❤
❤🙏
🔥🔥🔥
🙏
Bhai really na 51rs me seedha pagoda jayegi na koi issue nahi hai na nahi toh pata chala vaha Jane ke baad riksha Lena pad gaya plz reply fastly brother
Mere bhai.... Aap video poora dekhe ho na...
51₹ mera laga tha... Kyuki mai kandivali se gaya tha...
Aapko bhayandar puchhne me jitna rupaya lagega wo to mujhe nahi maloom...
Lekin bhayandar se bus ka kiraya fix hai... Aur bus sidha pagoda leke jaati hai... Aur pagoda ke idhar aapka ek bhi rupaya nahi lagega... Entry free hai
Aap bhayandar jaao.. West me aake bus pakado... Bus sidha pagoda ke saamne utaregi... Pagoda me jaane ka.. Aur kabhi bhi ghumne ka... Ek bhi rupaya nahi lagega aapka
Chhote baccho ke sath jya sakte hain kya
Haa
Bhai mira road se Bhayandar station West mein jana hai na? Bus ke liye
Haa bhai.
🙏🙏🙏
🙏
Bhai bhyander se bhi ja sakte hai पकोडा
Haa bhai... Video poora dekho aap
Jana ka bata deya but retrun aana ho toh bus mila ge kya aur uska time kya hoga ??
Bus ka time fix nahi hai... Adhe ghante ke gap pe aati rahati hai... Jaise gaye the waise hi bus se wapas aana hai.. Isliye return ka video nahi banaya.
Return ate samay bus stop kaha h aur bus no..?? Pls batao
Jaha par bus chhodta hai.. Wahi par bus stop hai.. Aur 4 no ka hi bus wapas aapko lena hai... Kyuki waha par sir ek hi bus aayaa hai
Amitofo, Buddha blessings to all the humankind and creatures living in this world.
👍
How much walk is there altogether
please watch my latest video
Kitne baje se shuru hota hai
Subah 7 ke baad
Videography allow he
Bahar allow hai lekin Hall ke andar nahi... Vlog me sab explain kiya hai maine..
Borivali se Kaunsa bus jata hai
Bhai agar borivali se jana hai to phir ferry se jana padega.
Abhi chalu kya Pagoda bhaiya
Hamesha chaloo rahata hai Pagoda.. Din me aap kabhi bhi jaao
Boat ⛵ charges how much ????
Current time ka nahi maloom. Hai bhai... 2 sal pahale gaya tha tab 15 rupaya tha
50/-
Raat mo pagoda khula rehta hai??
Sham 7 baje tak ka maloom hai। Shayad uske baad band kar dete hai.
I'm buddh fan
Good
@@punitmishravlogsthanks brother..muje ye place ke bare mai pata nahi tha
@@devvratrathod992 🙏
Cameraman available h ???
Aapko khud leke jana hoga
Bus ki timing kya kya h
Time fix nahi hai... 20-25 minutes par aati rahati hai.
Bus timings from bhayander
Bhai bus thode thode time pe aati rahti hai..
SAJID. ALI.❤
And sham ko kya timing hai bus ka
Entry fees kya hi
Free hai.
Hii khushboo
Ferry ke kya he charges..?
Bhai 10-20 rupaye ke bich ho sakta hai...
Kya chutiya bana rhe ho.. 100 RS leta h
No it's charges is 70 bro I have visited many time by ferry only 70 is kiraya and then vo hi ticket se aap retrun Jaa skta ho
Here, video banana ke liye permission chayiye ka???? Matlab youtube me video upload karne keliye, mandira ka...???
Nahi bhai aisi koi baat nahi hai... aap bahar se video bana sakte ho.. Lekin andar ka video banana allowed nahi hai.. Video me maine explain kiya hai
@@punitmishravlogs Thank you bhai, lekin youtube me pagoda ka video upload karne ke liye permission chahiye kya.... Humko camera mein video banana ke liye permission chaiye bola.. Isiliye....
@@BruceCute-i1i bhai maine bina kisi permission ke video upload kiya hai.. To kisi se koi bhi permission ki jarurat nahi hai... Aur agar aap permission lo to waha shayad andar ka bhi video banane ka permission de de wo log
@@punitmishravlogs ok bhai, thank you so much for the reply.... 🙏
yahpe shoot karna allowed h kya?
Aapko permission lena hoga waha par. Agar aap permission nahi lengi to allow nahi karenge.
@@punitmishravlogs charges h kuch shoot karneka?
@@swapnalikhaire_2112 maine last time puchha tha to unhone bataya tha ki free hai.... Bas aap apna koi proof leke jana. Jaise adhar card, pan card. Agar aapko shooting ka permission chahiye to.
@@punitmishravlogs mtlb ye mostly sirf wahi shoots ke liye hai kya Jo camera se nikalte hai, Agar sirf phone se video or photo nikalne ho to bhi permission leni hogi ki nahi??
@@swapnalikhaire_2112 bahar aap photos videos le sakte ho. But kisi Hall ke andar jana huwa to aapko phone ya camera kisi se bhi allow nahi karenge shoot karne ka. Jab tak ki aap permission na lo.
Saare details maine video me bataya hai ki kaha kaha shooting ke liye aapko permission lena hoga.
Bhayander bus stop name
Actually bus stop ka name nahi likha tha... Shayad erase ho gaya tha... Maine video me bataya hai achhe se..... Station se bahar west me aane par... Left side me bus stop hai.
Muje bhi support kare bhai
Very nice information
🙏
How much walk is there altogether
please watch my latest video
❤
😇
❤