Jab parshashan ne ghode ka rate banganga se ardhkumwari tak ka 650 aur Bhawan tak ka 1250 rupe tay kar rakha hai to yeh log dubble tripple kiraya mangte hai per parchi utne ki hi katawte hai jo rate shrine board ne tay kar rakha hai to uske khilaf kaun dharna Karega pls awnser my question
Jay maa vaishno devi 🎉🎉
Shrine board ke bhojanalayon mein jayen to bhojan milega Niharika Bhawan Katra mein. Shrine board ki responsibility hai ye. Jai Mata Di🙏🏼🕉💐
Facebook पर खबर आई हैं
ropeway banao....ghode, khacchar are so primitive and backward way of traveling....replace them with electric ropeway
Ye enjoy karni aayi thi
😂😂😂😂 wahi toh
Sahi kaha 😂😂😂
Tabhi mata rani ne darshan krne nhi diye honge enjoy karne aayi h yeh
Oh no
Madam vaishno devi me enjoy karne nahi mata ke darshan karne jate hain
Jo j astha ko nasat kar rhe hai mata rani maf nhi karege😢😢
Ye humari news hai guys
Apni apni state ke mandiron ke darshan karo
23 dec ko fir strike hai
Ropeway nhi Banna chhaiye
Kb tk rahegi strike
Bhot problem hui
yeah kab tak band rhega
Aap apna caption sahi kro ...logo ki rozi roti shiine jaa rhe hai
मेरे पास 2000 हजार नही है घोडे के पैसे देने के लिये मै क्या करू
Jab parshashan ne ghode ka rate banganga se ardhkumwari tak ka 650 aur Bhawan tak ka 1250 rupe tay kar rakha hai to yeh log dubble tripple kiraya mangte hai per parchi utne ki hi katawte hai jo rate shrine board ne tay kar rakha hai to uske khilaf kaun dharna Karega pls awnser my question
Agar aap yeh sab theek kar sakte hai to mat banao roapway agar yeh hi halat rehte hai to roapway jarur shuru hona chahiye
Bhii medai wala kya medai ha tumha ja ni pucha ki kya pucha ha kmm sa kmm inko ja pucho ki inki kya raye ha
Kmm sa kmm pucho inko kya kya chata ha