Bindi lgane k bad fir us bindi ka kya krna h kyuki ek saal tk daily bindi lgaynge to boht jyda ho jayngi...plz btaye..aur mehndi lganynge to kya 365 mhndi ki cone deni h...plz clear kren..sankrant ko thode hi din bche h
Bindi lagani h daily ush kye baad next makar sankranti ko suhag ki cheej daan krni hoti h or chandi ki bindi suit pant shirt or 5 ya 7 ya 16 suhag ka singhar daam Krna hota h
Laddu Gopal Ji ke niyam rahata hi hai Deli snan Puja aur unka Bhog lagana. Aap pratidin Tulsi Maiya Ko Mehandi chadhana bindi chadhana Sindoor chadhana yah pani chadhane ka tatha deepdan ka niyam Le sakte hain
बहुत छोटे साइज की मेहंदी व्यवहार कर सकते हैं या तो फिर आप होली से छोटे-छोटे टीका लगा सकते हैं बिंदी अपने आप ही बाद में adhesive निकल जाता है तो झड़ जाते हैं
Hmne last year me jl liya tha is bar ne udyon kiya h aur is snkrnt me hmne gaura mata ka liya h
Radhe Radhe di 🙏🏻🙏🏻
Tulsi bindi m gold ki bindi zaruri h.. udhyapan m
Tulsi ko chunri utdhane ka niyam Hota Hai??
Bindi lgane k bad fir us bindi ka kya krna h kyuki ek saal tk daily bindi lgaynge to boht jyda ho jayngi...plz btaye..aur mehndi lganynge to kya 365 mhndi ki cone deni h...plz clear kren..sankrant ko thode hi din bche h
Bindi lagani h daily ush kye baad next makar sankranti ko suhag ki cheej daan krni hoti h or chandi ki bindi suit pant shirt or 5 ya 7 ya 16 suhag ka singhar daam Krna hota h
🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽
Didi main ek niyam banana chahti hun per kya pahle pahle laddu Gopal ka niyam Lena chahie ya Tulsi man ka
Laddu Gopal Ji ke niyam rahata hi hai Deli snan Puja aur unka Bhog lagana.
Aap pratidin Tulsi Maiya Ko Mehandi chadhana bindi chadhana Sindoor chadhana yah pani chadhane ka tatha deepdan ka niyam Le sakte hain
Didi aap roj koun si aarti gaati hai
Didi or to koi baat nhi kii baar तुलसी mata सुख jati h tb kya kre
नया तुलसी लगाकर नियम कंटिन्यू कर सकते हैं, तुलसी की कुछ बी रख दीजिएगा थोड़ा-थोड़ा करके तुलसी के गमले में डाल दीजिए तो छोटे-छोटे पौधे आते रहेंगे
Didi bindi ka niyam lene pr udhapan m gold ki bindi jruri h
Nhi
Radhe Radhe Di Mere pass Tulsi ka paudha Nahi Hai To makar Sankranti pe la sakte hai ?
Ha
Agar period a Rakhe ho to tab kaise karen Tulsi Mata ki Puja
उस टाइम पर नहीं कीजिए, बाद में continue करे
Bindi se tow pura par bhar jayega,kaha lagayega
बहुत छोटे साइज की मेहंदी व्यवहार कर सकते हैं या तो फिर आप होली से छोटे-छोटे टीका लगा सकते हैं बिंदी अपने आप ही बाद में adhesive निकल जाता है तो झड़ जाते हैं
Kya ye niyam AJ sham se utha skte hai
Ha ji