Amisha ji bas ek shikayat h ap main bat ke alava sab kuch bolti h....ap khud upsc krri h to apko pta hoga time humare liye kitna imp h hum jo janne aaye uspe pehle focus kiya kijiye.... dhanyawad
Didi main Bhi drishti se Hindi literature optional mangwaya hai .same aapka jaisa hi hai but Mera total 17 booklet hai ,13 printed or 4 hand writing notes vikash divyakrit sir .
Jitna time video edit karne mai lagati hongi utna focus prepration pe dein to hi clr kar payangi maidam aaj kal trend bana ke rakh diye hai loog upsc ka kar kuch nhi pa rahe hai okay 👌padho aap 👍
Optional -hindi litrature ki starting kese kre plz mujhe kisi ne mere question ka satisfying answer nhi Diya h mujhe aasha h ki aap jrur dengi iska answer
Sister mujhe current affairs ke notes banane me bahot dikkat hoti he me Dainik jagaran newspaper daily read karta hu lekin notes nahi bana pata to me kya Karu kuchh samaj me nahi aata plz thodi information dedo... 🙏
Hindi literature vikash sir ke notes change hote rahte hai kya har saal ya jo notes 2023 me kharide hai vo 24 25 26 me padh sakte hai ya nhi please reply didi
Mai bhi 2_5 tak ke bachcho ko padhata hu and maine abhi 12 pass kiya hai aur taiyari shuru karna chahta hu kuchh suggestion do please reply me 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
DIDI MAINE "GS WITH SOCIOLOGY OPTIONAL" KA "ENGLISH MEDIUM" NOTES PURCHASE KARNA CHATA HU KYA PRICE HO SAKTI HAI OR KAISE KAHASE PURCHASE KARU? PLEASE BATANA 🙏
Thank you so much didi humne aapki videos dekh ke purchase kre or aaj order ho gye hai Didi hum aapke diye gye nirdesho ko follow kar rhe hai to please didi Aap hum sabko vlog ke jariye sab kuch update krte rhna Aap essay+language paper GS 1 GS2 GS3 OR GS4 KI jankari bhi diya kre 🙏🏻🙏🏻🙏🏻 Dhanyawad didi
Ye notes h and ek hote h handwriting notes vo bhut short hote h vo viksha sar ne class room me likha vate h but use smjhne k liye class jaruri h😀vo bhut hi short hote h
Sabki price alg alg hoti h mne only 1400 me liye the ye Book Shop vale bcho ka fayada utha rhe h age se kuch lene se phle ek baar mujhase suggestion jarur le lena
Coaching notes vs Hindi sahitya books mein review kaun si best hoti hai uska video yah hai 👇
ruclips.net/video/jmQGcWJeS8E/видео.html
Kya aap se personal baat ho sakti hai sister
@@sonaliyadav4621nhi😂
Amisha ji bas ek shikayat h ap main bat ke alava sab kuch bolti h....ap khud upsc krri h to apko pta hoga time humare liye kitna imp h hum jo janne aaye uspe pehle focus kiya kijiye.... dhanyawad
Hindi literature is my favourite subject ❤️❤️❣️❣️❣️❣️❣️😊😊😊😊
I'm first vew and like comment 😊😊❤❤
Didi main Bhi drishti se Hindi literature optional mangwaya hai .same aapka jaisa hi hai but Mera total 17 booklet hai ,13 printed or 4 hand writing notes vikash divyakrit sir .
@@motivationalvideo1234.Total booklet price 2665 with spiral binding 340 =3005
Di mujhe lena hi book kahan se li hi
Price kya hi di
Kaise aap drishti se liye mujhe nhi pta h kaise drishti se book manga skte h plzz reply
Good congratulations
Jitna time video edit karne mai lagati hongi utna focus prepration pe dein to hi clr kar payangi maidam aaj kal trend bana ke rakh diye hai loog upsc ka kar kuch nhi pa rahe hai okay 👌padho aap 👍
Sahi kaha apne
Beta condition sabki only preparation karne Layak nahi hoti.
@@anupgautamanupgautam6385 to fir Es filed mein aaye hi kyu jb prepration nhi kar skte?
To aap massage krne mai jitna time lgai utna padh leti
@@Miss.funnyjasoos123 gyaan na do jayada aap khud pe time lagao understand that.
Dhanyavaad sister🙏🙏 very helpful video🙏😊
Hindi literature ke liye best pyq please bata dijiye 😊
Didi kya hindi medium walo ke liye history optional achha rahega
No
Are bhai history ka bhut bda syallabus hai cover nhi ho payega km time me
@@vikas_119 time hain mere pass
@@IASaspirantishant marking thik nhi h aage aapki choice
@@nareshsemwal9035 hindi literature OPTINAL best hain nareshsemwal
Ek question tha
Gs paper 1 me konsa subject aata hai or 2 me or 3 me 4 ...,??
Kis class me ho abhi
Please reply me, Kya course buy kiye bina only ye printed notes mil skte h Kya
Haa
Chahiye kya ek dum half price me
Haa bhai bilkul low price
DLP ke alawa book study karna bhi jaruri hai ya nhi please reply me kyuki maine bhi dlp parchase kar liya hai....... please reply
Mere pass hindi literature ke sare k sare class or sabhi printed nots pdf hai drishti k by vikash divyakirti sir letest bach ke 😇
Can you give me I will pay you
Kitne me doge
Bhai muje kese milenge ye sabhi
Thank you so much for information didi😊
Di kya kru kuch samjh nhi aa rha h
Optional -hindi litrature ki starting kese kre plz mujhe kisi ne mere question ka satisfying answer nhi Diya h mujhe aasha h ki aap jrur dengi iska answer
Y notes kaise pdhne h smj ni aara konsa phle start kru plzz help me
Aap Hindi sahitya se upsc ki taiyari karne walo ki puri book list par bhi video dal dijiye please
Maine bhi Rajesh book store se magwaya hai
ruclips.net/user/shortsx0eB2UlMHGw?si=9VQLHPQbP_VP66J9
Kitni price h...
Thank you so much didi ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Didi wo jo 5 abhyas karkram notes hai wo bhi padhna hai kya?
Total kitane page hote hai
Kya notes ka sath sath standard books bhi padhani padigi kya standard books ka matrial notes ma cover ho jayaga
Notes ka hi bar bar revision krna hoga iski koi alag book nhi aati
Thanku apko 🎉❤
Didi hm bhi suru kaishe kru Upsc ka Hindi medeam ka hu pahla book list
Thank you di 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Keval notes padhane se ho jayega ....ya book bhi padhana hoga
13:35
😂
Sister mujhe current affairs ke notes banane me bahot dikkat hoti he me Dainik jagaran newspaper daily read karta hu lekin notes nahi bana pata to me kya Karu kuchh samaj me nahi aata plz thodi information dedo... 🙏
Dee aap kon se choching join kiye ho aur books i
Didi isme pree ki bhi book h ki mains bs ki please🙏 reply
Didi drishti ias ka paid course kitna mai me milta hai
Didi since valo ke liye upsc me kon si note book aaye ngi
Didi ji answer writing me 150word ko kitane page me or 200word ko kitane page me likha shate hai from upsc copy me
Haan Xerox waali bhagya shree 😊 kyun ki mujhe lagta aap ne drishti DLP naa liye Hai tele. Se sayd lecture lete honge right 😊
Hindi literature vikash sir ke notes change hote rahte hai kya har saal ya jo notes 2023 me kharide hai vo 24 25 26 me padh sakte hai ya nhi please reply didi
Di kaha upnyas kavita hi ko 13 book aati h vo nhi leni pdegi ise lene k bad
Price kitna hai
Sister mera 2026 me first attempt hoga kya m abhi hindi literature optional notes mangva luu🙏🙏🙏
Yes bro go ahead optional will be your turning point.
didi please thoda bahut test series ke bare mein Bata dijiye ki test series kaise lagai jaati hai mujhe iske bar me kuchh pata nahin hai
Mai bhi 2_5 tak ke bachcho ko padhata hu and maine abhi 12 pass kiya hai aur taiyari shuru karna chahta hu kuchh suggestion do please reply me 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@vkpinkcity thanks you for reply 🙏🙏🙏🙏👍🏻👍🏻
Didi pdf se hindi optional ki tyri kr skte hi
Hello sister how you I going start prepration of UPSC ❤️ month from August because this time counseling of University college BA then start prepration
Text book nhi lagta kya mam sab use bhi padhte hai hindi literature ka
Didi paise books ki delivery se phle bheje ya bad me taki hme koi nuksan na ho
Didi payment phle krenge to koi problem to nhi hogi na kyuki Delhi se Jaipur ayegi books
Di ye kya Flipkart ya Amazon pe available hai ya nhi please reply me di
Ap hindi literature ke liye pyq ke liye kon si book pdhte ho
Ye jo 2 paper hota h uske ke liye enough hota h na di mtlb agle saal phir nhi na kharidne padte?
Nhi yhi chlenge because Optional ko phle tyar kro jb tk new notes ayge bhut der ho chuki hog
@@amishayadavupscvlogs ok didi❤️
Video mehi clear nahi Hain pages toh fir hardcopies men kya hoga
Aap ke paas 12th me math,biology art me se kya tha please please reply
DLP notes khareda ki drishti pendrive notes khareda toppers pendrive notes suggest karta hai koan sa best hoga self study ka liya
Notes sab ek hi hote h Topers yhi suggest karte Hain jo mne liye
@@amishayadavupscvlogs notes se ho jaega ki books bhi padhna Hogaa di please reply
@@amishayadavupscvlogs di prilims ke kewal notes mil jaenge
CHANNEL name change kyu sister ❤
Total book & price please
Kya in notes k sath 14 text book bhi mag ni hogi
DIDI MAINE
"GS WITH SOCIOLOGY OPTIONAL" KA "ENGLISH MEDIUM" NOTES PURCHASE KARNA CHATA HU KYA PRICE HO SAKTI HAI OR KAISE KAHASE PURCHASE KARU? PLEASE BATANA 🙏
Inse contact kre ye apko sab bta dege
Hindi literature ka book Lena compulsory h ya only notes se ho jaayega telll me
Hindi medium walo ke liye hindi literature best optional hai ache numbers aa jate hai
Mujhe extra books khareedne ki jaroorat he kya iske alawa
Hand movements 🙏
My name is Amisha mai bhi upsc kar rahi hu my first attempt 2025 😊😊
Thank you so much didi humne aapki videos dekh ke purchase kre or aaj order ho gye hai
Didi hum aapke diye gye nirdesho ko follow kar rhe hai to please didi
Aap hum sabko vlog ke jariye sab kuch update krte rhna
Aap essay+language paper
GS 1 GS2 GS3 OR GS4 KI
jankari bhi diya kre
🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Dhanyawad didi
Ye course kitne din me mil jata hai order krne ke bad ?
कहानी ki book अलग से लेनी पड़ेगी
Di ye notes hi kafi rahenge ya phir book bhi padni ke sari like godan maila Anchal
Vo bhi padhna chahiye that's also important vikas sir khud bhi bolte padne ke liye
Price
Didi kya yhi 400 page wali booklet hai jo toppers pdhate hai please iska reply jrur kijiye it's a request please 🙏🙏🙏🙏🙏
Pyq book hindi literature ka kon sa le
Di nind ko control kaise krti ho please reply di
Notes me books nhi hoti alg notes hote hai maine dekhe the but us time le nhi pai
Ye notes h and ek hote h handwriting notes vo bhut short hote h vo viksha sar ne class room me likha vate h but use smjhne k liye class jaruri h😀vo bhut hi short hote h
Appne apna channel name change kardiya
Sirf notes parne se hi jayega ya book bhi parna hoga
Dekho kuch subject jink liye book padhni hoti h but kuch k liye notes kafi hote h vo apko padene p dhire dhire sab knowledge ho jayega
New wali me sirf 5 notebook hai jisme whole hindi optional complete ho jayegi wo bhi dristi ki hi hai
Price kya hogi.?
Abhi turant delivery huyi hai
Mam price kya hai
Madam book list batayega
Didi mera bhi optional Hind sahitya h and mai abhi ncert books complete kar rhi hu. Because, mai b.a 1st year me hu
Aapko IAS Banna hai ya IPS
Aapke current ke kya resources hai
Current yt PE se kar liya Karo PW ka aata hai daily Sam ko the Hindu ka Hindi language me teligram pe uska pdf bhi mil jata hai
Ok di thanks
Di kaun sa magazine follow karu ye bhi plz bata dijiye @@jaykhodiyarmaa8578
Drishti ki website pr to 7000 rs dikha ra
Nhi nhi asa kuch nhi h vo kuch or hoga
दीदी इन्हे पड़ने के बारे में बता दीजिए सुरु कहा से करना है
Unko pement phle kr denge to koi problem to nhi hogi na agr nuksan ho gya to
Are nhi mne bhi phle hi ki thi koi problem nhi hog 100% sure hai
Didi kya vikas sir ke notes Hindi literature optional ke liye sufficient hai didi please reply 🙏🙏
Ha agr ache se padhe to
Didi kitne rupees Lage total book ka
Shop location please
Didi maine bhi Rajesh book stor Delhi se magaye hai 6 to 12 ncert book bhut aachi quiyelite hoti hai
Home delivery kitni liye
Aap ne NCERT Book padh le kya didi
Hello didi book kise magye
❤❤
Upsc 2024 paper kb hai
Didi mene mngwai thi but mere to 2500 rupiya lage the😢
Sabki price alg alg hoti h mne only 1400 me liye the ye Book Shop vale bcho ka fayada utha rhe h age se kuch lene se phle ek baar mujhase suggestion jarur le lena
@@amishayadavupscvlogs thanks didi
☺️🥰
Price
kitna ki h ya books
Sister ek book me kitne page hai, plz
Price kya he didi please
Madam ap kaha se hai
Ka khaye vikas sir ne class me bataya tha ki log aise hi Bolte hain 😂
Thanks didi
Nice didi ❤❤
Didi aap kaise notes kharidi ho please batao