How to use desert cooler.Usha Aerostyle 70 review.

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 29 сен 2024
  • Why we purchased the new cooler against the old one?

Комментарии • 38

  • @vaibhavvishal406
    @vaibhavvishal406 3 месяца назад

    Isme pani upar se daal.sakte hain

    • @SangeetaTheExplorer
      @SangeetaTheExplorer  3 месяца назад

      Nahi. Wo itna jaldi fill nahi ho payega Aur bahar gir Jayega

  • @NeHa-gu9gz
    @NeHa-gu9gz 2 года назад +1

    Hi sangeeta mam
    I am neha 😊😊

    • @SangeetaTheExplorer
      @SangeetaTheExplorer  2 года назад

      How are you Neha? Which class ?

    • @NeHa-gu9gz
      @NeHa-gu9gz 2 года назад +1

      @@SangeetaTheExplorer i am fine mam , and I am in class 7 now 😊

  • @srikant4231
    @srikant4231 Год назад +1

    thank you mam pata nai mujhe bhi samajh nai aa raha tha ke paani pump kyon nai horha tha...

  • @RAVINDERSINGH-bg5nw
    @RAVINDERSINGH-bg5nw 2 года назад +1

    Thank you for vital Information 🌺🌺

  • @soumitrahalder9965
    @soumitrahalder9965 6 месяцев назад

    Maam cooler ka air flow kaysa hay ? Room thanda kar payega kay achhe say ? Cooler ka build quality kaysa hey ?

    • @SangeetaTheExplorer
      @SangeetaTheExplorer  6 месяцев назад

      Cooler depend kar raha hai ki aap kaise area mein rehte ho. Jaise ki Punjab Rajasthan Bihar UP Gujarat Delhi...in area mein ye cooler bahut hi thanda karegi. But maintenance ka issue hai. Apko khud se saaf karna aana chahiye. But ac ke jaisa bill nahi ayega. April se July mahine aapko thanak mehsus jaroor hogi

  • @Vegeta007
    @Vegeta007 2 года назад +1

    Hello ma'am, aapne online khreeda ya offline aur kis price par?

  • @vijaykumarbr3424
    @vijaykumarbr3424 Год назад

    Madam it would have been better if you had shown how to open and clean the cooler also in the video. When I saw a cleaning video of this Usha cooler by Zindagi5050 i realised this cooler is not for me since the cleaning process is very difficult in this cooler. Hence I chose Havells i Celia 55 which turned out to be an absolute beauty in terms of features, performance, quality and easy maintenance.

    • @SangeetaTheExplorer
      @SangeetaTheExplorer  Год назад +1

      Absolutely. Correct you are. But in every cooler, cleaning process is laborious. Previously I had Havells. I will make a clean up video coming few days. But the air force is better than Havells.

  • @sakshisaxenaaa2612
    @sakshisaxenaaa2612 2 года назад +1

    To vo paani upar hi rahega kya? Drain krne se chla jaayega?

    • @SangeetaTheExplorer
      @SangeetaTheExplorer  2 года назад

      Wo drain option mein dekar pump on karna hai. Ganda Pani nikal jayega

  • @AjeetSingh-bb7pq
    @AjeetSingh-bb7pq 2 года назад +1

    Mug se pani kese dalte h isme

    • @SangeetaTheExplorer
      @SangeetaTheExplorer  2 года назад +1

      Mug se pani dalna asan nahi hai. Aap try kar skte ho but bahut time lag jayega.

  • @SS_AA_1997
    @SS_AA_1997 2 года назад +1

    I brought the same😍😍🥰🥰

  • @rahirazza1108
    @rahirazza1108 2 года назад

    Mam kiya lai kon sa lai canfuse hai ek or iss type mai aata hai Crompton optimus lai ya Usha aerostyl lai pls suggest and reply or ek baat iska cooling kaisa hai

    • @SangeetaTheExplorer
      @SangeetaTheExplorer  2 года назад

      Colling dono ka hi achha hai. Dono company achha hai. Usha ka hawa achha hai but safai karne me dikkat aati hai. Aap dono me se koi bhi le sakte ho. Jayada fark nahi hai

  • @mdwasimmolla9979
    @mdwasimmolla9979 Год назад

    sir air throw kasa ha? air flow kinta sqf ha??

  • @akashbaudh1582
    @akashbaudh1582 2 года назад

    Better ky rhega full water level krna ya low pr bhi same work krega

    • @SangeetaTheExplorer
      @SangeetaTheExplorer  2 года назад

      Full water karne se 6 hrs Tak koi tension nahi. Kam Pani se zyada time nahi chalega.

  • @anilkumarsharma9522
    @anilkumarsharma9522 Год назад

    मैम आप इस cooler ka review de do . kya pani fekta hai . kesa chal reha hai. Koyi kami huyi to nhi. Jo aap ka old cooler tha . us se hava kam ya adik hai . only 2 minute ki video bana do maam .
    Aap aab accha review de sakti ho use kafi kar liya plese maam 2 minute ka hi video bana do aaj . 🙏🏼

    • @SangeetaTheExplorer
      @SangeetaTheExplorer  Год назад

      Ok

    • @SangeetaTheExplorer
      @SangeetaTheExplorer  Год назад

      Aap subscribe kar lijiye nahi to aap dekh nahi paoge

    • @anilkumarsharma9522
      @anilkumarsharma9522 Год назад

      Ji maam kar liya subscribe . jab ye video dekha aap ka .
      Maam mere ko bhi aaj kal mai lena hai cooler . aap ka ye accha laga . par aap ki video ko dekhne ke baad diseyad karu ga . kesa hai cooler . aap ki video ka wait hai . plese jaldi bana do maam. Rupye bhi jaye koyi chiz le vo bhi bekar na ho daar sa laga rehta hai . koyi 4000 ya 6000 hajar ki chiz thori hai . muge lagta hai aap mere baat samgh gayi hongi aap .
      You are great maam . aap ne reply diya thanks maam 🙏🏼

    • @SangeetaTheExplorer
      @SangeetaTheExplorer  Год назад

      Hello.@ANIL KUMAR SHARMA Video banane ke time nahi mil raha hai. Apko message mein bata deti hu. Agar aapke Ghar khara Pani supply hota hai to aap koi vi mahange cooler nahi lena. Kiuki cooler ke parts kharab ho jate hai. Main 10 saal se aapne aap se cooler saaf karti hu. Acid use karti hu. Agar aap khud kar sakte ho to hi cooler saaf karna . Nahi to kisi professional ko bula lena. Garmi ke Mausam jab khatam ho jayega tab main dubara saaf karungi.
      Ye Usha wali cooler bahut hi achha hai. But awaz bahut hota hai. Phone ki awaz aap sun nahi paoge. But cooling ke mamale mein local cooler se best hai.

    • @anilkumarsharma9522
      @anilkumarsharma9522 Год назад

      Maam ye pehala bala hevells
      Ka best tha . ya usa bala acch
      A hai . thanks maam reply ke li
      Ye 🙏🏼

  • @mdwasimmolla9979
    @mdwasimmolla9979 Год назад

    Mam air throw kasa ha? air flow kinta sqf ha??

  • @akashbaudh1582
    @akashbaudh1582 2 года назад

    Paani jayega kaise isme

    • @SangeetaTheExplorer
      @SangeetaTheExplorer  2 года назад

      Piche se ek pipe dekhoge. Waha se. Ya to aap side se bhi daal sakte ho. Bahut hi achhi hai ye cooler. Par paani zyada lagta hai.