Samsung Finance Plus Auto Debit Not Working Problem Solution || DMI Auto Debit Not Enabled Problem

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 26 окт 2024

Комментарии • 99

  • @Spraygod9183
    @Spraygod9183 7 месяцев назад +3

    Bro can we register autodebit from different account ? Please reply like if i have registered Samsung finance by icic bank but dmi messaged me ur autodebit has been rejected so i again registered my Samsung finance autodebit by airtel bank ? Is it ok?

  • @Techdipak.jharkhandi
    @Techdipak.jharkhandi Месяц назад +2

    Bro mera pahle payment mode, auto debit, show hota tha but ab usme cash/online bta rha h to yse mein kaise payment kare auto debit hoga ya phir apne pay karde

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  Месяц назад +1

      @@Techdipak.jharkhandi auto debit ke uper dipended na raho.
      khud apne mobile se koi bhi UPI app se EMI date se 1din pahle emi ko payment kar diya karo fine charged lagne se bach jaoge.
      And rahi baat auto debit ka to aise matter me aksar aisa dekha gaya hai ki 1,2 baar Gpay, phonepe, Paytm se payment karne par automatic auto pay enable ho jata hai . Ye ek bada Issue hai ish samsung finance + dmi app ke under jisko abhi tak samsung + DMI finance ne milkar ish problem ko door nahi kar paye hai. ❤️👍

    • @Techdipak.jharkhandi
      @Techdipak.jharkhandi Месяц назад

      @@TechGovandi 19 h se pahle kiya tha ppay to bounce charge le liya tha 295 uske baad auto debit hat gya cash/online

  • @Spraygod9183
    @Spraygod9183 7 месяцев назад +1

    Sir please reply ( auto debit disabled aarha hai) kya mein auto debit on register kr skta hu upi se ? Will it work fine mko 590 rs ka charges lag because of autodebit disabled please reply

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  7 месяцев назад

      Yes of course 👍 Agar apka auto debit enabled nahi hai to koi problem nahi hoga.
      Aap UPI se payment kar shakte hai iske liye Gpay better rahega. But time to time payment karte rahna hoga. Agar ho sake to 1 din pahle payment karenge to aur bhi better hoga.

    • @Atharv9585
      @Atharv9585 7 месяцев назад +1

      Hello bro did you get any solution on this situation because I also got 590 fine

    • @Spraygod9183
      @Spraygod9183 7 месяцев назад

      @@Atharv9585I registered from different bank account for autodebit

    • @Spraygod9183
      @Spraygod9183 7 месяцев назад

      @@Atharv9585 changed my bank account? Apna kya kia

    • @Snphotography713
      @Snphotography713 7 месяцев назад +1

      Rbi charges 590 Auto debit kro

  • @Rudraisfire
    @Rudraisfire 3 месяца назад +2

    Bhaiya mera auto debit nhi hua isiliye maine Gpay se payment krdia. Fir bhi mujhe SBI ne 295 rs kyun extra kat diya ?

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  3 месяца назад +2

      Ok 👍
      Brother agar aap EMI ko 1day, ya fir 1hrs. Bhi Late payment Kiya hoga to hi apko late penalty ka charge Kiya hai. Otherwise extra charges cut nahi hota hai. Next EMI time par pay Karo.

    • @Rudraisfire
      @Rudraisfire 3 месяца назад

      @@TechGovandi ok thanks

    • @ajaybaskey2966
      @ajaybaskey2966 25 дней назад +1

      ​@@TechGovandi Bro auto debit enabled he to kie payment automatice hoga ye phir nahi

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  24 дня назад

      @@ajaybaskey2966Nice Question ❓
      Aisa question bahot se logon ka hai.
      But main apke sath - sath sabhi logon ka Confusion ko door kar dena chahunga.
      Ki Auto debit enable nahi rahega to confirm hai automatic Paisa nahi katega.
      Lekin Basically logon ka auto debit enable hone ke baad bhi kabhi kabhi kuchh logon ka automatic ( EMI ) payment nahi katata hai. Ye ek error hai .
      Ye to first EMI Date cross hone ke baad hi pata calta hai ki account me error hai ya nahi. 👍 Ok

    • @ajaybaskey2966
      @ajaybaskey2966 24 дня назад

      @@TechGovandi Thnx bro 👍

  • @safiqulgora2910
    @safiqulgora2910 11 месяцев назад +2

    Bhayyaji ye mujhe bhi maloom hai, but extra charges nahi lage aisa koi upaayi bataiye.
    Ya to e mandate karne ka koi upaayi boliye.

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  11 месяцев назад

      Brother koi second option nahi hai .
      But Gpay se emi pay karne par only 11 Rupess hi extra charges lagta hai utna to Dey hi shakte ho na better service ke liye.

  • @amaankhan6268
    @amaankhan6268 8 месяцев назад +1

    Mere bhai auto debit h enbled bhi but balance mhi kut raha h tu apne apse hum phone pe sai kar sakte h kya

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  8 месяцев назад

      Yes jarur kar shakte hai. Phone pay, Gpay, Paytm ya other kisi bhi UPI application se kar shakte hai.👍♥️

  • @jalebifafda289
    @jalebifafda289 7 месяцев назад +1

    Plz plz reply,,, Sir mere emi ki last date 5th hoti hai,, aur me 1st/2nd ko emi de deta hu,, 😢and mera auto debit off he, to kya 590 ktega ?

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  7 месяцев назад

      Time to Time ya fir time se 1din pahle continue har mahine EMI pay karte jayenge to 590 yani ECS ( Bounce paynalty ) nahi karega ye charges Bank ki taraf se cut hota hai na ki DMI finance se. Ok 👍♥️

    • @Snphotography713
      @Snphotography713 7 месяцев назад +1

      Bhai ya RBI se charges ayya ha wo bol Raha hn ki auto debit enable kro uska bhaad Jo apko fine laga ha wo hat Jaya ga par 1 April se pla auto debit activate krana hai

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  7 месяцев назад

      Nahi Bilkul bhi nahi

    • @saddubadshah4435
      @saddubadshah4435 7 месяцев назад

      Bhai meri kat gaya he

    • @saddubadshah4435
      @saddubadshah4435 7 месяцев назад

      Enable Kara Lo

  • @Crazydancer7418
    @Crazydancer7418 7 месяцев назад +2

    Sir. Mera dmi finance me auto debit rejected charge 590 karke aaya SMS maini paisa pay kar diya phir bhi auto debit rejected charge 590 aisa SMS aaya kiya karo abi

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  7 месяцев назад

      Auto debit ko aap apne Gpay, phonepe me ja ke Setting ko enable kar lo. " Ye ek Bugs hai DMI ki taraf se jo ki usko improvement ki jarurat hai " .
      But Mera ek suggestion hai ki Auto debit ke uper Depended na rahe to jayada better rahega.
      Aap apne EMI ko khud se payment kar den. Gpay se ya fir phonepe se .

  • @rimjhimchopra6911
    @rimjhimchopra6911 6 месяцев назад

    Sir mene apni april month ki emi ki payment jo 5 april ko lgni thi vo already 20 march ko pay krdi thi and app ma update bhi hogi thi ussi time hi but mera auto debit enabled ha toh kya 5 april ko ab fir se auto debit se mere account se paise deduct honge?

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  6 месяцев назад

      Nahi Bilkul bhi nahi katega.
      And jo apka Samsung + DMI finance ka application hai usme Day countdown , show karta hai ki next IMI itne din ke under pay kar dena. Bas apko usi day count ke under pay kar dena hai uske pahle koi payment nahi katega . Late EMI payment nahi karna Othervise fine padega. Ok 👍

    • @rimjhimchopra6911
      @rimjhimchopra6911 6 месяцев назад +1

      @@TechGovandi thanks sir hanji mera dono app ma dmi and samsung dono ma update hua hua ha and days bhi ab next emi tak ke show kr rhe hai

    • @rajan2944
      @rajan2944 6 месяцев назад

      Inke auto debit ka timing kya hai

  • @statuskinglkk6359
    @statuskinglkk6359 10 месяцев назад +1

    Mera auto debit enabled ho gya he lekin me gpay se payment karna chahata hu to kya auto debit se bhi paisa cut jayega ya charge lage ga
    Auto debit enabled hone ke bad online payment kar sakte he ya nhi

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  10 месяцев назад

      Nice Question ❓
      Auto debit enable hone ke baad EMI ke date ke 📅 din apne aap Paisa apke amount se cut jayega. And agar EMI date ke pahale pay karte hai to bhi usi month ka payment ho jayega
      But agar auto debit se paisa payment hone ke 2-4-5, din ke baad agar Gpay se payment karte hai to. O next month ka EMI payment ho jayega.
      Aur agar Aap auto debit enable hone ke baad online payment karna chahte ho to kar sakte ho O apke marji ke uper depend karta hai .

    • @statuskinglkk6359
      @statuskinglkk6359 10 месяцев назад

      @@TechGovandi tnx bhaiya

    • @rajneeshpandey4609
      @rajneeshpandey4609 7 месяцев назад

      Sir ek bar Manually EMI pay karne ke baad auto debit band ho jata h kya

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  7 месяцев назад

      @@rajneeshpandey4609 Nahi bilkul bhi nahi band hota hai.
      Auto debit bhi hota rahega ya fir agar manually pay karna chahte hai to pay kar shakte hai. O apke EMI ke totally amount se minus ho jayega agar aap extra pay manually bhi kar Diya hai to, Ok 👍

  • @aditisingh1969
    @aditisingh1969 Год назад +1

    Agar phle payment kar dete hai to auto debit nhi hoga?

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  Год назад +2

      Yes.
      Agar aapne ush month ke EMI Date se pahle pay Kar dete hain to Auto debit nahi hoga ush crrent mahine ka
      But Aap chahe to alag se pay kar shakte hain agar aapka aur EMI ka paisa Baki hai to .🙂❤️

  • @Allinone-el1hk
    @Allinone-el1hk 6 месяцев назад +1

    Mera autopay enable hai 6 emi auto cut huwa but abi 7th emi mai pesa nahi cut huwa or 590 charge lag gaya

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  6 месяцев назад

      Ye jo apka 7th EMI time per cut nahi hua ye usi ka 590 rupees charge Kiya .
      But Brother apko Frustred nahi hona hai uska bhi solution hai.
      1) ya to Aap khud se payment kar Diya karen EMI date ko time per ,as ki Gpay se phonepe, Paytm se. Auto pay ke uper Depended na rahen.
      2) agar aap fir se auto pay ko enable karna chahte hai to O aap 1 minute me kar shakte hai Apne Gpay ke account ke settings me ja ke. And o fir se enable ho jayega.
      O kaise karte hai uska bhi video mere channel per mil jayega. I hope apko fully Guide karega O video ♥️👍

  • @souravraj1085
    @souravraj1085 22 дня назад +1

    Kaise pata chalega ki auto debit ON hai ya OFF

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  22 дня назад

      @@souravraj1085 Very simple Bro... First 👉 Gpay ko open Kar lo , Then sabse uper right hand side per profile ke option per click Karo, click karne ke baad new page open hoga, then scroll karke niche aa jana hai wahi per 4th line per Auto pay ka option milega and uske niche small letter me likha rahega Enable / Cancelled, Jo bhi hoga On ya Off O apko pata chal jayega. Ok ❤️👍

  • @aryangullyboy4114
    @aryangullyboy4114 7 месяцев назад

    Bhai mera 500 rupiya kat gaya ma g pay se pamnt kya hu time ka phla fir be mera charge lag gaya or auto debit enabled ha abhi ma kya koro plz reply me

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  7 месяцев назад

      Ye charges late paynalty ka lagta hai .
      Agar kisi bhi month me ek bhi EMI ko apne late payment Kiya hoga to hi ye Fine charge Kiya hai . Ye ap bank me Jake enquiry kar shakte hai.
      & Mera ek Suggestion hai brother. Apka Full all total EMI pay hone ke baad ye 500 ka charge Bhi Bhar kar clear kar dena Otherwise Ye apka Civil score ko down kar dega . Kyun ki ye issue Bank ki Taraf se hota hai na ki ( Samsung+DMI ) finance ki taraf se . Ok 👍

  • @zaidrana3149
    @zaidrana3149 7 месяцев назад

    PLZ REPLY BHAI 560 RUPYE CHARGE LGA DIYA HAI AUTO DEBITE NHI THA MERA AB KYA KRU OR MERA AUTO DEBIT V FAIL HORA HAI 😢

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  7 месяцев назад

      EMI late payment hone par extra charges Bank fine kar deta hai.
      But apka Auto debit enabled nahi hai to aap Gpay , Phonpe se time se pahle EMI ko pay kar shakte ho in future 560 ka fine charge nahi lagega.

    • @zaidrana3149
      @zaidrana3149 7 месяцев назад

      BHAI MENE TIME SE PEHLE KIYA THA LEKIN PHIR BHI 590 KA CHARGE LGA COUSTUMER CARE KO CALL KIYA TO BOLA AUTO DEBIT NHI THA ISLYE

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  7 месяцев назад

      @@zaidrana3149 Brother.
      Iska Only 2 hi solution hai
      1) Ya to aap apne Bank me ja ke contact karen and ya fir.
      2) 590 ka charge pay kar den.
      But Mera ek suggestion hai ki Auto pay ke uper Depended na rahe aap apne Gpay, phonepe se time to time EMI ko pay karte jao. Basically ye problem Bank ki taraf se hota hai na DMI ke taraf se. Ok 👍

    • @zaidrana3149
      @zaidrana3149 7 месяцев назад +1

      BHAI JESE AUTO DEBIT NA HONE PAR CHARGE AB DOBARA TO AUTO DEBIT KA CHARGE NHI LGEGA KYU KI MENE ABHI AUTO DEBIT NHI KIYA EK BAAR 590 CHARGE LAG CHUKA AB KYA AUTO DEBIT ENABLE KRU AGAR FIR CHARGE NA KATE TO DISABLE REHNE DUGA

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  7 месяцев назад

      @@zaidrana3149 Time par " ya time se 1din pahle " EMI pay hona jaruri hai na ki Auto debit ka enable/disable hona . Ok 👍

  • @at_music_sound_7251
    @at_music_sound_7251 10 месяцев назад +1

    Bhai yar mere success nb bhi dikha rha he or bahut kist auto dabit dikha rha he lekin mene use monthly kist dii be ab usaki pta nahi he kii ye kist khate mai se kati he ya jo mai deke aata hu unko hii bharta he🤯🥹🙏

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  10 месяцев назад

      Kya aap mjhe ye batayenge aap kis financer ki service liya apne Bajaj finserv or Samsung finance ? Uske official app me bhi ye record batata hai na.
      But agar.
      Aap apne Bank ke statement me dekh kar pata kar shakte hai ki apka kitna EMI pay hua hai aur kina abhi baaki hai. O Real hota hai.

    • @seemafatimasfatima4192
      @seemafatimasfatima4192 5 месяцев назад

      Bhai mera atupay ni jua 5 tarikh hogya keya mi pay krdu to extra charges to ni lagyga plz koi reply krdo😢😢😢

    • @at_music_sound_7251
      @at_music_sound_7251 5 месяцев назад

      @@seemafatimasfatima4192 seema ji kaha se ho aap

  • @singhamit7291
    @singhamit7291 Месяц назад +1

    Auto k bad bhi up date nhi hua....mera cholamandal se finance hae

  • @amaankhan6268
    @amaankhan6268 8 месяцев назад

    Bhai mera auto debit enable bhi show kar raha aur maine apne apse pay kardiye h time pura hogaga tha tu bhai uske bad payment kyu kata h 690 rupe paynaltey plz bataye aue abhi bhi show kar raha auto debit

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  7 месяцев назад

      Brother.
      Ye paynalty DMI finance ki tarf se nahi hota hai. Usko to payment se matlab hota hai. O nahi charge kar shakta O apka Bank ECS Yani / Payment Bounce ka charge fine karta hai . Isme 2 resion ho shakta hai
      1) ya to apne late payment koi sa bhi EMI ka kiya hoga
      2) Ye apke bank ka issue hai
      Ye Paisa apke bank ne charge Kiya hai
      O aap chahey to Bank se contact kar shakte hai .
      Last me mera suggestions yehi hai ki aap khud se payment karen Auto debit ke Bhrose par na rahe.
      As ki Gpay, Phone pay, Paytm, other UPI se.
      Uska video mere channel per mil jayega. 👍♥️

  • @Snphotography713
    @Snphotography713 7 месяцев назад +1

    Ya kasai pata kre ki auto pay on hai ya nahi

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  7 месяцев назад

      Iseko pata karna simple hai.
      Ye apke, Samsung Finance Plus application me hi dikh jata hai. Disable hai ya enable. Ok 👍

    • @Snphotography713
      @Snphotography713 7 месяцев назад

      @@TechGovandi Mera disable hai mtlb off hai

    • @Snphotography713
      @Snphotography713 7 месяцев назад

      Ek problem ya b huye hai main emi payment 5 date se 10 din pla pay karta hun pr mujhe 590 ka fine lga asai kyu coustomer care se baat kiye wo kuch bol rahan nach auto debit rejected hua ha is lia fine laga hai 590 ka asai kyu

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  7 месяцев назад

      @@Snphotography713 Brother.
      Ye paynalty DMI finance ki tarf se nahi hota hai. Usko to payment se matlab hota hai. O nahi charge kar shakta O apka Bank ECS Yani / Payment Bounce ka charge fine karta hai . Isme 2 resion ho shakta hai
      1) ya to apne late payment koi sa bhi EMI ka kiya hoga
      2) Ye apke bank ka issue hai
      Ye Paisa apke bank ne charge Kiya hai
      O aap chahey to Bank se contact kar shakte hai .
      Last me mera suggestions yehi hai ki aap khud se payment karen Auto debit ke Bhrose par na rahe.
      As ki Gpay, Phone pay, Paytm, other UPI se.
      Uska video mere channel per mil jayega . Ok 👍❤️

    • @Snphotography713
      @Snphotography713 7 месяцев назад +1

      @@TechGovandi agr bank issue hoga to kya wo har month fine maara ga 590 ka

  • @sureshchender8439
    @sureshchender8439 6 месяцев назад

    अबे जल्दी बोल पनवेल के लिए निकलना है!

  • @vikaspjpt9540
    @vikaspjpt9540 Год назад

    Auto debit se fee nahi katega kya

  • @royalshabi2978
    @royalshabi2978 Год назад +1

    Mene last emi jamma kr di hai lekin fer bhi last dikha raha h kya kru

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  Год назад

      In such case please contact customer care.

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  Год назад

      But last EMI Pay karne ke 30 din ke Baad Agar Apka smartphone 🔐 Lock nahi hota hai jaise ki 15-20 din over ho jata hai .
      to Ye koi Technical issues ho shakta hai isase apko koi problem hone wala nahi hai.

  • @bhaktisonawane4230
    @bhaktisonawane4230 Год назад

    Sir mereko msg mein agaya hai amount deducted esa par samsung finance + mein update nahi horra

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  Год назад

      👍 OK
      Pahle to aap finance plus application me ja ke ye dekho ki amount minus ➖️ hua hai ki nahi Agar nahi hua to page ko ek baad Refresh kar ke dekho But agar uske baad bhi nahi hota hai to niche deatails per click kar ke check ✔️ karo jo date ko pay kiya hai apne O success full hua ki nahi And agar 🤔 uske baad bhi nahi hua hai to aap Agar Gpay ko use karte honge to uspe payment ka Request gaya hoga wahaan se fir se click kar ke pay kar shakte hai usi paise se alag se koi amount nahi katega koi.
      But agar sab kuchh karne ke baad bhi problem solve nahi hota hai to last me apko customer care ka hi Option hi bacha hai. Contect karna padega apko fir 🤨

  • @SafikulSk-pb9ju
    @SafikulSk-pb9ju Год назад +1

    Hi❤❤😂❤

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  Год назад

      Thanks for watching this video ♥️👍

  • @famousvlogtoday
    @famousvlogtoday Год назад +1

    Mujhe bhi dilado Bhai mobile

  • @hemantmishra8524
    @hemantmishra8524 Год назад +1

    Auto enable nahi hai main auto loan cahatahun kya karun

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  Год назад

      Aap apne Local Area ke Bank ke Branch me ja ke Bank Manager se contact Karen 👍OK

  • @RahulKumar-ub7io
    @RahulKumar-ub7io Месяц назад

    Pagal

  • @Snphotography713
    @Snphotography713 7 месяцев назад

    Auto debit cencel kasai kree

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  7 месяцев назад

      Aap chahe Jo bhi UPI se payment karte honge ush application ke profile me, Auto-pay , ka option hota hai wahan se ja ke band kar shakte hai easily. Ok 👍

    • @Snphotography713
      @Snphotography713 7 месяцев назад

      @@TechGovandi Samsung finance main show nhi ho Raha

    • @Snphotography713
      @Snphotography713 7 месяцев назад

      @@TechGovandi bro ek video isma b bnya

  • @ShahiFusionDish
    @ShahiFusionDish Год назад

    ❤🎉😮

  • @singhamit7291
    @singhamit7291 Месяц назад +2

    Auto debit hone k bad bhi samsung ap par update nhi hua

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  Месяц назад

      @@singhamit7291 niche history me check ✅ karke dekho. But agar iske baad bhi nahi hota hai to.
      First samsung plus finance app se UPI se payment Karo but wahan pay Failed ho jayega. Uske baad Gpay app ke history me Jake wahan se click karke pay Karo . Successful ho jayega and samsung+ finance app me bhi show karega.

    • @singhamit7291
      @singhamit7291 Месяц назад +1

      @@TechGovandi ab kya do do bar payment kru ak bar to already auto debit ho chuka hae

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  Месяц назад

      @@singhamit7291 I mean " Next payment per ye tips try kar sakte ho.
      And 1 EMI par do,do baar payment hota bhi nahi hai. But payment ho bhi. Jata hai to O next month ke EMI ke Scheduled ho jata hai. Ok 👍

  • @Riderjubin
    @Riderjubin 8 месяцев назад +1

    Bhai apka number do meri help krdo mene auto payment upi ke through on kiya h usme kuch alag he dikha rha 😢

    • @TechGovandi
      @TechGovandi  8 месяцев назад

      But bataa kya raha hai ya fir show kya kar raha hai , option kya dikha Raha hai and aapko solution kish problem ka chahiye 🤔🤔❓