Parwal ka poudha main abhi abhi kaliya ana suru hua he but patto main side ki taraf sukha aur kuchh kidon ka najar aya he growth nahin ho raha he 1 mahina ho gaya he kuchh kuchh achhe tarah se grow hua he kuchh ruk gaya he chhota chhota patta dikh raha he.. abhi tak besal dose nahin dia he to kya kya de ek pindi main kitna gram quantity pura details chaiyeye❤
Sir npk ka matlab sampurn khad , kya sir dap ki jagaha fasal me npk ki khad sabhi awastha me inko alag alag matra wali khad ka prayog karke kya kisi bhi fasal kheti karsakte hai aur koi bhi camical fartilizer dalkar ... plz jankari de 🙏🙏 tq
Bhaiya talab ki mitti khet me Dali thi lekin us khet me fasal groth hi nahi kr rahi mene bhindi /dhaniya ki fasal lagai thi ab me bengan lagana chata hu kon sa khad dalu 🙏🏻🙏🏻
Bhai beetles kit per Ek bhi Dava bataiye jisse Muli Mein lagne wale Beetle Jo hote hain usko kha kar khatm kar de ismein Ham kaun sa Dava dalen is per Bhi Ek aap video banaaiye please aapse Hamen Ek nivedan Hai Ek Achcha Dava bataiye jisse Beetle sari Mar Jaaye
@@dpsfarming kyo ki 35 days ke baad nitrogen nahi jana chahiye gobhi me Isse curd quality gir jati hai Ha 12:61:00 dena chahiye Kyo ki 35 days ke baad 19:19:19 Ka result accha nahi aata
ईफको कंपनी की दुकान पर 140 प्रति चक किलो छिंदवाड़ा में बेचा जा रहा है
Sir kaya npk 19 19 19 flower or fruit plant me pot me sara sal dena he
Sir, 126100, 05234 and 0050 tino mix krke plant me de shakte hai, de sakte hai to dose batana apne reply nahi diya
Parwal ka poudha main abhi abhi kaliya ana suru hua he but patto main side ki taraf sukha aur kuchh kidon ka najar aya he growth nahin ho raha he 1 mahina ho gaya he kuchh kuchh achhe tarah se grow hua he kuchh ruk gaya he chhota chhota patta dikh raha he.. abhi tak besal dose nahin dia he to kya kya de ek pindi main kitna gram quantity pura details chaiyeye❤
Good knowledge.
हेल्लो सर मारे मगफली मा 35 दिवस थया छे अने 70 टका फूल पन आवी गया छे तो तेमा npk 19 19 19 नू स्पे करवा थी कोई नुक्सान तो नई थाय ने
Tana galan frut rot bi meri gilki ki fasal 41 di ki he. 05234 de skte he kya
Sir hmare mircha poudhe me away ka doj jada how gya hi kya kre
Npk 1919 19 k sath fungicide de saktehe ki nei
Sir npk ka matlab sampurn khad , kya sir dap ki jagaha fasal me npk ki khad sabhi awastha me inko alag alag matra wali khad ka prayog karke kya kisi bhi fasal kheti karsakte hai aur koi bhi camical fartilizer dalkar ... plz jankari de 🙏🙏 tq
सर आप जानकारी तो बहुत अच्छी पर आप साथ साथ में इंग्लिश वर्ड का उपयोग करते इसलिए कुछ कुछ बातें समझ नहीं आती धन्यवाद धन्यवाद
आने वाली वीडियो में कोशिश करूंगा ज्यादा से ज्यादा शब्द हिंदी में ही बोले जाएं धन्यवाद
Dhanvad ji
Dhan 50 days ki hai
Kon sa npk dale ?
Bhaiya talab ki mitti khet me Dali thi lekin us khet me fasal groth hi nahi kr rahi mene bhindi /dhaniya ki fasal lagai thi ab me bengan lagana chata hu kon sa khad dalu 🙏🏻🙏🏻
Pedo ki jado me kitna daalna hai ek ped me ???
सर हमने 1 एकड़ के खरबूज लगा रखे हैं जो 25 से 28 दिन की हो गई है और फूलना शुरू हो गए हैं अब उनमें कौन सा एनपी डालें बताइए हमें
सर क्या इनका उपयोग मिर्च व लोकी में कर सकते है क्या प्लीज रिप्लाई नमस्ते।
जी बिल्कुल कर सकते हैं ! 🙏
@@dpsfarming thanks boss
Sir kaha se milega
Sir urea and sulphur fungicide can be mixed.
Yes you can mix
Sir 0/52/34 or 0/050 ko ek sath dal sakte hai
Ji nahi, kyoki npk 0 52 34 me bhi pottasium enough hai
Good morning sir ,Kya apple flowering ke time mein eska fayda jayada hoga g kindly inform me
19:19:19
Flowering ke time NPK 0 52 34 jada achha rahega
@@dpsfarming Sir planofix mix kar sakte hain.
Thanks for answeser Sir ji 🙏
Ji kar sakte hai
सर क्या रिडोमिल गोल्ड फंगीसाइड के साथ सागरिका मिक्स कर सकते हैं
Ji kar sakte
Bhai beetles kit per Ek bhi Dava bataiye jisse Muli Mein lagne wale Beetle Jo hote hain usko kha kar khatm kar de ismein Ham kaun sa Dava dalen is per Bhi Ek aap video banaaiye please aapse Hamen Ek nivedan Hai Ek Achcha Dava bataiye jisse Beetle sari Mar Jaaye
Sir npk 191919 ke sath 1 bottel nano uria use Kar sakte ha per acer
Ji kar sakte hai
Sir mera kapas ko 1 month hogeya npk 191919 ko sprey karo kiya
Ji kar sakte hai
10 day ka baigan ho gya usame dede kya nai nai patti nikal rahi Hai
Sir ret kya h inki
Iffco comp govt ki hai rate reasonable
IFFCO app pr free delivery
इसमें टॉनिक की नही डालना
Bhai sahab Jay Shri Ram 0 0 50 Pani Mein ghulta Nahin Hai
NPK 0 0 50 water soluble hota hai
Santosh Singh kishan gonda u p
सरसों 80 दिनों की हो गई है इसमें फंगस के लिए कौन सी दवाई 0-0-50 npk के साथ मिला कर लगा सकते हैं❓ क्रपया जल्दी बताऐं
आप saaf fungicide का उपयोग कर सकते हैं
@@dpsfarming धन्यवाद सर🙏💕
Mahadhan rs. Ketna
AAP mukh se bolkar sath sath khet ka size and chehera dekhna chahta hai, toh samajhta shubidha bohut hua .
12:61:00 ka bhaut use hota hai
Ji
Galat
Gobhi me kabhi bhi 35 days ke baad nitrogen nahi dena chahiye ok
Bilkul galat
Gobhi me npk 19:19:19
35 days se pahile pahile dena chahiye
Iske baad nahi ok
Bhai lekin kyo uska koi reason to bataye.
@@dpsfarming kyo ki 35 days ke baad nitrogen nahi jana chahiye gobhi me
Isse curd quality gir jati hai
Ha 12:61:00 dena chahiye
Kyo ki 35 days ke baad 19:19:19
Ka result accha nahi aata
Dekhiye aisa to kuch nahi hai hum iska use karte hai cauliflower me.
@@dpsfarming bhai apni apni thinking hai
But realty yahi hai
35 days baad gobhi me 19:19:19 se kahi jyada 12:61:00 results deti hai
मैने मुंगफली में npk 19 19 19 नू स्पे कर्यू छे तो हवे npk 0 52 34 नु स्पे केटला दिवसे करवू जोइए