Same day ticket milti he ke aage ke din se hi book karni padti he kyu ki me morning me pochugi to same day ka bus ticket milega na pls ans first time ja rahi hu
Good video, informative and really helpful. One suggestion and request, you might want to reduce the background music when you are speaking, so it is more clearly audible. i had to rewind multiple times because the music was too loud. Love the content, much respect, kudos!👍
Yar buses 2 baje ka late karthe return aneko. 8.30 hua ane thak or 3 places dhikaya bus. Morning jana better hai bus me morning time milega jyada places cover karthe bus
@@avinashpaul2221 shivrajpoor beach,rukhmini mandir miss Kiya bus Wale kyun ki jab thak 2.pm se 8.30 pm hua esliye miss Kiya bus wale, bus me ghumneke liye morning bus best option sab places cover karthe morning time pe
Me 2pm ko dwarka pahunchunga.. aur next day sham ko 5bje mera bus he return ka. Just guide me how to plan my itenary ??? Plz Aur ye bus ka tyming kya he ?
@@HoppingWithShree mam meri train 8 baje morning me dwarka chodegi aur raat ko 8 baje return hai please bataye mai pahle nageshwar ji ke darshan karu ya dwarka
@@alonevipin1433 ap pahle auto reserve karke nageswar joytirlinga chale jaiye . Darshan karke evening Tak aa jaoge aram se. 5 pm baje dwarkadhish mandir open hoti hai 6 baje Tak darshan karke aram se ap station pohoch jaoge
Mai abhi dwarka me hun and I can say that dwarka is the dirtiest, untidy city so far I have visited in my entire life. Gomti ghat me toh itna ganda aur foul smell wali jagah hai ki wahan ulti aa jaye....bet dwarka boat ki saaf safai 😂😂😂
Hello Mam Is it possible we cover Dwarka mandir and Nageshwar Jyotirling and Vet dwarka in one day. We arrived morning 8 am and in evening train timing 7 pm. How to plan. Please suggest..... Regards
Yes possible hai. Apko auto reserve karke Jana hai nageswar joytirlinga. Wapas ake 5 baje dwarkadish ka mandir khulega 6 baje tak darshan karke train pakar sakte ho ap
@@munishdogra464 In the morning, the temple opens at 9:0 AM and closes at 01:00 PM. In the evening, the temple opens at 03:00 PM and closes at 6:00 PM. Agar ap is me manage kar pao to ja sakte ho . Nageswar dekhke 12.30 pm se pahle beyt dwarka mandir Darshan thora tough hoga .kiu k ap 8 baje pohoch k hotel me jake fresh hoke fir nikloge usme bhi time lagega. baki apke upar depend hai .
@@HoppingWithShree aapne jo mandir ka timing likha hai aap sure hai apne sahi bataya hai. mujhe 1se5 tak sab mandir band rahte hai esa pata hai.. or bet dwarka ke liye sudarshan bridge chalu ho chuka hai ya nahi??? plz confirm bataiye
Bahut achi jaankari di hai..ferry se beyt dwarka pahuchkar kitne der waha ghum sakte hain?? Tab tak Bus wait karti hai kya ??
1 ghanta time deta hai ghumne ka .bus tab tak wait karta hai. Lekin thora jaldi karna parta hai .
Jai shree Krishna
Jai shree krishna
Mast !
Informative Video, thanks for the details
Same day ticket milti he ke aage ke din se hi book karni padti he kyu ki me morning me pochugi to same day ka bus ticket milega na pls ans first time ja rahi hu
Same day bhi mil jay ga
@@HoppingWithShree thank you 👍
Can I book personal cab to visit nageswar and byet dwarka? Will that be available there? please let me know.. thank you!
Yes you will get auto mostly but cab also you will get .
Good video, informative and really helpful.
One suggestion and request, you might want to reduce the background music when you are speaking, so it is more clearly audible. i had to rewind multiple times because the music was too loud.
Love the content, much respect, kudos!👍
Thank for suggestions. Noted
Somnath k liye bhi buses mili hai regular?
Yes milti hai
2pm ka jo bus hai...wo kitne baje ghumane k baad drop kar deta hai & auto me ghumea k liye kitnà fate leti hai
2 baje ki bus 7.30 pm Tak ati hai . Auto 1000-1200 bola tha
Yar buses 2 baje ka late karthe return aneko. 8.30 hua ane thak or 3 places dhikaya bus. Morning jana better hai bus me morning time milega jyada places cover karthe bus
@@srikrishna7532which place did the bus miss ?
@@avinashpaul2221 shivrajpoor beach,rukhmini mandir miss Kiya bus Wale kyun ki jab thak 2.pm se 8.30 pm hua esliye miss Kiya bus wale, bus me ghumneke liye morning bus best option sab places cover karthe morning time pe
Phle somnath jae ya dwarka jae....or dwarka me sation se mandir ke lie kya charges h atuo wale ka
Jayse apki marji. Pahle somnath jao ya dwarka ..dwarka se mandir ka charge 150 rs leta hai .. bargain must
@@HoppingWithShree dwarka railway station se mandir 2.5 km h atuo wala fix leta h kya 150
100 for four persons if you insist, I give today morning
Veraval station se somnath trust guest house ka autofare 30/- per person tha
Bus tiicket online book hota hai?
No
Me 2pm ko dwarka pahunchunga.. aur next day sham ko 5bje mera bus he return ka.
Just guide me how to plan my itenary ??? Plz
Aur ye bus ka tyming kya he ?
DM on what's app
@@HoppingWithShree no. ?
Bus kaha se milti hai?
Dwaraka se milthe bahuth.
Mam please reply kya ekdin me dwarka or nageshwar darshan possible hai
Ji bilkul possible hai.
@@HoppingWithShree mam meri train 8 baje morning me dwarka chodegi aur raat ko 8 baje return hai please bataye mai pahle nageshwar ji ke darshan karu ya dwarka
@@alonevipin1433 ap pahle auto reserve karke nageswar joytirlinga chale jaiye . Darshan karke evening Tak aa jaoge aram se. 5 pm baje dwarkadhish mandir open hoti hai 6 baje Tak darshan karke aram se ap station pohoch jaoge
@@HoppingWithShree thanku so much mam
@@alonevipin1433 welcome
Mai abhi dwarka me hun and I can say that dwarka is the dirtiest, untidy city so far I have visited in my entire life. Gomti ghat me toh itna ganda aur foul smell wali jagah hai ki wahan ulti aa jaye....bet dwarka boat ki saaf safai 😂😂😂
Hello Mam
Is it possible we cover Dwarka mandir and Nageshwar Jyotirling and Vet dwarka in one day.
We arrived morning 8 am and in evening train timing 7 pm.
How to plan.
Please suggest.....
Regards
Yes possible hai. Apko auto reserve karke Jana hai nageswar joytirlinga. Wapas ake 5 baje dwarkadish ka mandir khulega 6 baje tak darshan karke train pakar sakte ho ap
@@HoppingWithShree and what about Vet Dwarka.
Please confirm
@@munishdogra464 In the morning, the temple opens at 9:0 AM and closes at 01:00 PM. In the evening, the temple opens at 03:00 PM and closes at 6:00 PM. Agar ap is me manage kar pao to ja sakte ho . Nageswar dekhke 12.30 pm se pahle beyt dwarka mandir Darshan thora tough hoga .kiu k ap 8 baje pohoch k hotel me jake fresh hoke fir nikloge usme bhi time lagega. baki apke upar depend hai .
@@HoppingWithShree aapne jo mandir ka timing likha hai aap sure hai apne sahi bataya hai. mujhe 1se5 tak sab mandir band rahte hai esa pata hai.. or bet dwarka ke liye sudarshan bridge chalu ho chuka hai ya nahi??? plz confirm bataiye
May I please get the phone no. Of the tour and travels as my family and I will be going tomorrow so please
Lots of travel agents are available there
Auto wala in 4 jagaho ke per person ke hisaab se kitne rupees lega?
350-400 rs approx per person
Full day sightseeing tour hota hai? Including shivrajpur beach...
Han dusre agents waha pe Jo hai wo Shivrajpur Beach bhi isme include karate hai. Waha bohot travel agents hai.
Ok... Thanks
Agent ka no. Atleast name bata dete plz
Waha bohot sare agent hai. Ak nahi. Road side me table leke baithe rahte hai
Hii, kya mujhe bus ki location mil sakti hei janha se bus nikalti hai
Please reply me.
bhadrakali chawk me bohot sare agent offices hai
Provide Contact number of travel agency
6353009495, 9426988682 Chandni Travels .. Mai inske sath gai thi waha apko aur bhi mil jayenge travel agents