sunil sir libra office hindi typing window me ho sakta hai kya ? sir ager window oprating system me Ubantu ka pratice karna ho to kyese karre please answer or sir app se contect karna ho to kyese karre
1 virtual box install karo windows me 2 uske ander ubuntu install karo 3 library office ubuntu me hi hota hai Sir ke channel me saari video hai khojo type kar2 ke
Sir ji ek problem h O kya h jo form dale the iska AG3 ka uska registration no wala poti nhi mil pa raha h to jaise link karae vayapam k link se Hepl kari sir ji
Sir टाइपिंग में 10 में 250 वर्ड टाइप करना इम्पोर्टेन्ट है या एक्यूरेसी जैसे 10 min में मैं 200 वर्ड ही टाइप कर पाया पर एक्यूरेसी 95 परसेंट है वही एक दूसरा 250 वर्ड टाइप करता है 10 min में पर उसकी एक्यूरेसी 80 या 85% है तो तो नंबर किसे ज्यादा मिलेगा?
@@excellentsunilsir1589 Sir mere ubuntu me vedmata font ni dikha rha h, or aapne ek video me iska solution diya h ki terminal me ja k update krna pdega kr k,, lkn uske liye to meko password dalna pdega na..!?
results a gaya hai ab Typing test kab hoga iska ❤❤❤❤❤❤
Sir aap typing sikhate h kya
han bilkul
@@excellentsunilsir1589 sir apse contact kaise ho payega mujhe typing sikhna h..
SIR QUESTION KAISE AAYGA UBANTU YA KOI OR RAHEGA QUESTION
ye to koi fix syllabus nhi diya hai
Sir ji steno 100wpm ka paper kab hoga
Exam Ho gaya kya??
English me Ms word me hoga ki vedmata me sir
libre office vedmata unicode
Sundar lal sharma university ka deled ka exam or AG 3ka exam same date me hai kisi ek exam ka date badlna chahiye sir 😢
ye to aapke upar depend karega krishna ..
Center kaha par select kake submit kaha karna hai samajh nahi aa raha hai sir🙏🙏🙏🙏
aap apne hisab se raipur/bilaspur le len
Sir abhi bhi to form bhara raha tha un logo ka nho hoga kya
नही
Form fill krne ka steps ka video upload kijiye na sir
Sir typing test ka koi certificate chhiy hoga kya exam se phle ??
नही
@@excellentsunilsir1589thank u sir
Sir aapka no. Mil sakta hai kya
han but uske liye frist level membershp ki jarurta hogi
Sir writing exam ke bad kitne din ka time dete hai typing ke liye btaiye na plz
Hello sir...
Phase 1 our phase 2 ka exam ek hi din hoga kya
nhi
Ubantu vedmata kaise download kare aor typing kaise sikhe prarambh se abhi ubantu ka kuch knowledge nahi h please help
is channel me ubuntu se related 20 video hain .. ubuntu installation ka bhi video hai : excellentsunilsir.com/shop/
Transfer hota hai kya aur pension milti hai kyavismee
yes dono
Sir rajnandgaon ka bi exam hai kiya isme
abhi nhi
Toh sir apne toh bola sabhi jila ka hoga
सर cg व्यापम पर कैसे ऑनलाइन एग्जाम सेंटर चॉइस करे इस पर एक वीडियो बनाई न प्लीज सर जी
हमे कुछ समझ नही आ रहा है।
Iski vacancy kb nikli hui thi sir ji
2023 me
@@excellentsunilsir1589 okk sir ji
कितने फाॅर्म भरे गए हैं और पात्र-अपात्र की जानकारी क्या दी जा चुकी है??
nhi di gai hai .. jo bhi form bhare hain sabhi patra hain filhal.. sabko exam dene ka mauka milega
Pandiyan kramank yadi aapne pass nahi hai to kaise kare guruji
पंजीयन क्रमांक के लिए कैसे करे सर
Total form kitte apply kiye hai sir
Verify nahi kiye hai unko mauka nahi diya jayega sir ji@@excellentsunilsir1589
Ubantu me special character nhi चल रहा ह plz help.... Appka video के instruction फॉलो करने k बाद be problem आ रहा h
Ubantu main agar vedamata on hai to shortcut Kam nhi krta hai
contact: t.me/excellentsunilsir85
( ,) etc nhi kam कर रहा hai uske कोड type करता hu to nhi आ रहा hai
Application no kaise dekhe bhul gay h to
सर इस में फॉर्म भरा था लेकिन अभी उसका प्रिंट आउट नही मिल रहा है कोई ऑप्शन है क्या फॉर्म का प्रिंट आउट लेने का ?
email/ msg ko check kijiye aya hoga
Kuchh taiyari nhi hai sir kya karu samajh ni aa rha hai
sunil sir libra office hindi typing window me ho sakta hai kya ?
sir ager window oprating system me Ubantu ka pratice karna ho to kyese karre
please answer or sir app se contect karna ho to kyese karre
1 virtual box install karo windows me
2 uske ander ubuntu install karo
3 library office ubuntu me hi hota hai
Sir ke channel me saari video hai khojo type kar2 ke
ubuntu bootable pen drive le len ye batter rahega
but iske liye configaration achcha hona chahiye
Mera vyapam me pahle Se registration Hai per exam district so nahin kar raha hai sir video bana ke upload Kariye Na Sir ji
Skill test vedmata me hone ka chance hai kya is baar phir
han bilkul
sir dantewada court ka jankari nhi diye
yhan to family court ka update aya hua hai
Sir vyapam me panjiyan kaise karenge video baniye ❤❤❤
02 july ane diijiye fir banate hain
Sir iska syllubus alg hoga jo diya wo hi hog
yes
Sir iska ek exam hua tha bilashpur me uska kya hua please bataiye....
Sir mera online application form gum ho gaya hai ragistration number kaise nikalna hai kripya margdarshan kare
msg email check karen
Vyapam pe registration ka video banaye sir kyon ki pahle se vyapam par register kar chuke hai
Jo Pahale avedan kiye bs wahi panjiyan karge Kya sir
yes
Sir new form fillup kr paenge ko jo old h whi fill kr paege
new nhi kar payenga
Sir iska objective question nhi rahega kya
Sir ji ek problem h
O kya h jo form dale the iska AG3 ka uska registration no wala poti nhi mil pa raha h to jaise link karae vayapam k link se
Hepl kari sir ji
apko msg me mila hoga number
@@excellentsunilsir1589
Ok sir
Sir iski tyari m b karna chahti hu apke chainal s
Par jo link send karte h ap o khulta hi nhi h mere m m kai bar trai ki hu
Open nhi hota h। Check your internet connection bata ta h jab ki net rahta h
Sir Av AG 3 ka koi new vacancy nikla hoga to btaiye n
already jari hua hai
Sir english ke liye book suggest kr dijiye n please
koi special book nhi recomand kar sakte
Syllabus kya hoga vo bta sakte hai ...🙏@@excellentsunilsir1589
Prepare ke liye kaun si book acchi rahegi Sir Ji
Sir Hindi me kon sa font rahega..plz bataye
Tranfer hota hai kya apne jila me aur pension milta hai kya???
Transfer nhi hoga...pension ka pata nhi mujhe bhi
high court jile me nhi hota hai isliye trf nhi hoga
Sir kl ki live video play list me nhi hai kya
hai live section dekhiye
Sir टाइपिंग में 10 में 250 वर्ड टाइप करना इम्पोर्टेन्ट है या एक्यूरेसी जैसे 10 min में मैं 200 वर्ड ही टाइप कर पाया पर एक्यूरेसी 95 परसेंट है वही एक दूसरा 250 वर्ड टाइप करता है 10 min में पर उसकी एक्यूरेसी 80 या 85% है तो तो नंबर किसे ज्यादा मिलेगा?
50 word miss karenge to 00 marks milenge
Sir cg High court ag 3 ki clss Join krna hai please batye kiya krna pdega or uski tyri kaise kre 🙏
msg here: t.me/excellentsunilsir85
Paryogshala paricharak bharti ka kb hoga sir link updet
abhi update nhi ahi
Vedmata Remington gail se similar h ky sir ?
sabhi font similar hi hain lekin 5-10 key ka changes hota hai
Sir yeh sabi jilo ka hy na Ak sath hoga
han
Sir application form ko ghuma dale aur form choice centre de dalwaye the uska kuchh details kaise milega admit card download krne ka plz suggestion?
msg/email chek kijiye
Yes sir nhi mil rha h form ki jankari... Please btaye ap kya kre
Sir typing screen se dekh kar karna hai kya and typing kruti dev ya mangal per typing hoga
mangal Vedmata unicode
Panjiyan numbers kaise nikale
Sir ye phle Jo apply kiye the wahi h na
han
@@excellentsunilsir1589 sir uss form ka koi details wagerah nii to kaise kare
Sir pls bilaspur high court ag3 ka English ka syllabus ka mcq layega pls sir
jarur
Sir iska High court ke portal me to form apply kiye the...
Ab panjiyan no kaise milega ?
Vyapam k portal me panjiyan dalne k liye
Sms or email me aaya hoga oct 2023 ke date ko khanghalo
high court k recruitment portal me link daal diya gaya hai waha se panjiyan no. mil jayega.
highcourt.cg.gov.in/onlinerec/
Sahayak great 3 high court ka exam mere ko dena hai aapka class join krna chahti hu..btaeye sir kaise Jude please 🙏
msg us here: t.me/excellentsunilsir85
Iska exam to phle ho chuka h fir kaise ???
nhi hua hai
@@excellentsunilsir1589 k sir thank you
Sir g mujhe window 10 me typing aati h to kya kru
ubuntu install kijiye
Sir, plug & play vale ubuntu me password kaise check kr skte hai..??
i think ye to without passowrd hota hai
@@excellentsunilsir1589 Sir mere ubuntu me vedmata font ni dikha rha h, or aapne ek video me iska solution diya h ki terminal me ja k update krna pdega kr k,, lkn uske liye to meko password dalna pdega na..!?
Sir iski tyri kb se kraynge
already started
Join hona h sir mujhe b ky krna padega
Sir isme bsc in computer science Wale eligible hain ya nhi??
Sir ubanto me typing kitne din me sikha ja skata hai aur exam ke kitne din bad skill test ke liye bulayenge
time lagta hai specially in special code
Sir me krutidev 010 me kr rha hu cgsla ke liye to vedmata cover ho jayega ky
nhi hoga dono alg alg font hain
Sir written ki taiyari kab se karyege
01 july se check discription
Sir Bsc ke bad de skte h kya exam
Sir humne practice remington m kie h
To abhi vedmata me kro
@@ManojPatel-nj8ed itni jldi n ho paega
deo me vedmata me hua
ho jata hai karo to
@@excellentsunilsir1589 I'll try
Sir usi din sundarlal sharma ka ded ka entrance exam h ......kese kre kuch idea bataye
ye to bda mushkil hai
@@excellentsunilsir1589 HC me aavedan dene se ve apne exam date ko aage piche to kar sakte h na sir ji?
Mera bhi exam h
@@jkprani achha ....konsa h bed ya ded ka
Kuch help kare sir ji🙏🙏🙏🙏
kya help chahiye
@@excellentsunilsir1589 sir ji nyayalay ke exam date ko aage badhane ki prakriya bata de....
Pension milti hai kya isme???
yes nps milegi
Phase 1 and phase 2 written exam or skill test donon sath mein hi hoga kya?
28/07/24 ko PSSOU ka deled aur B.ed ka bhi entrance eaxam hai sir. Dono exam me appear nahi ho payenge tab to...
han ye to sahi hai
Ha same Mera bhi hai
Ha sir kaise kare dono exam ek din hai
@@anilbanjare3095 date badlna chahiye bhai mera bhi same hai
Sir computer ka question english me rhega ya hindi me
@@anjukanwar154 Hindi me aayega
Sir online fom bharaya tha vahi hai
ys
Sir iska syllabus kya hai
Sir 28 ko sundar lala sharma university ka bhi b ed d ed ka exam hai
hn
Sir ji iska post kitna tha
157
Sir ji iska tayari karaiye
already start ho chuka hai: t.me/excellentsunilsir85
Sir ji iska taiyari karaiye plz
already started: t.me/excellentsunilsir85
Sir --- marking hai ya nhi ye bataye
nhi
रोजगार पंजीयन होना जरूरी है ky
form submit ho chuka hai
व्यपाम मे फॉर्म भरने के leye रोजगार panjeyan जरुरी होता ह ky????
Thank you sir jii
Welcome
Sir ji korba bus stand se jila nayalay kitna dur pe hai.thank you.
iske bare me to mujhe idea nhi hai
New bas stop se 2 km padega bhai
1st viewer
most welcome
Sir writing exam ke bad kitne din ka time dete hai typing ke liye btaiye na plz
Sir writing exam ke bad kitne din ka time dete hai typing ke liye btaiye na plz