Mam kvs prt ke interview par ik vedeo baniye maine kvs ka 2023 wala exam diya tha usme mere 98 nub aaye th PH category se or meert 119 par th is baar me tyari karougi plzzz mam gide me ki kahha se padna hai or interewew ki tyari kasie kahha se kare
Thank you ma'am dikhane ke liye hmari life me wo din kbb aayega hmm bhi asse quarter me ryee Kvs ka result kya hogya birbal ki kichdi hogyi Thak gye wait kr ke
@@iamsupriyaroy thank you ma'am reply dene ke liye And ma'am Mera naam Jyoti h Ye I'd mere husband ki h mere husband ka naam monu h🙏🙏🙏🙏💓💓💓💓thank you ma'am dream house 🏡 dikhane ke liye
@@monukumar9034 you're welcome Jyoti ma'am.... it's my pleasure to clarify all your doubts... dream house jaldi hi apki bhi hogi.... maine aspirants k help nd doubts clear karne k liye hi yeh video banaya... so no need to thanks ma'am... its my duty to reply you all ..
Hlo mam 1. Mam agr quarter na le to kitna hr milega Mtlb quarter Lena chahiye ya nhi agr very damaged quarter h to. 2. Or ye type jaise 1 type 2 type 3 type quarter kis behalf PR milte h
Ma'am yeh sab alag alag school k situation pe depend karta hai .... agar quarter kafi khali hai to allot kar dete hai chahe aap raho yaa na raho, tab apki HRA cut hoti hai.... HRA city k according hota hai x city, y city and z city.... ma'am type kisi behalf pe nahi milta .. jab aap awoge to jo khali rahegi wo mil jaigi... jab bhi apki posting hogi, kosish kariyega ki jald se jald us vidyalaya pe pohoch jaye bcoz jitni jaldi aap jayengi utna jaldi room milegi.... but, agar ek saath kaye teacher ate hai to post k according milti hai ... type 3,2 & 1... but, agar room khali hai to koi dikkat nahi mil jaati hai same type k quarter bhi... humare vidyalaya me sab Type 3 quarter hai... or type 1 basically Sub staff k liye hota hai.... i hope apki doubt clear ho gayi hogi
@@iamsupriyaroy mam Agr join kr liya suppose Aaj mne school and m principal ko bol k ghr pr luggage and family ko lane ka bolkr chutti lu Or principal sir allow bhi kr de 15-20 days ki To kya en days k bad jb school join Kiya mana jayega ya en leaves se phle vali joining mani jayegi?? Or kya en leaves ki salary meilegi
mostly chalk dete hai because classroom me hoti hai... bt, kabhi kabhi whiteboard me bhi karne ko milta hai.. itdepends on which kv u got for interview
type 2 me do room hote hai & 3 me tin room hote hai... bohot samay type 2 me 2 room nd choti si ek gallery mil jati hai or type 3 me bhi 3 room nd gallery... bt, jyadatar 2 room nd 3 room hi hote hai
yeh apki perspective hai sir aap kisko priority doge... dono apne jagah ache hai... kvs me aap india k har ek kone mee jaa paoge... ghum paoge... bt, apko transferable job nahi karni to aap state govt.choose karo... kvs me workload bohot hai bt, kv ka fam alag hai... yaha state se jyada kam to hai bt, yaha pe job karoge to wo naam hi kafi hai... kvs teacher
Mam principal sir ka jo quarter h usme kitne room hote h hall k sath .. ... Nd ho skte to principal sir govt quarters ka bhi tour karwa do abhi to khali hi h
sorry sir... room lock rehta hai..... khali hone par bhi sare rooms me lock lage hote hai...and hum apna home tour kara sakte hai but, principal sir ka nahi...
@@NakshChaudhary-p4i fan to lagi rehti hai..... maintenance hoti hai to har saal jo bhi kharab fan hai wo change hoti hai.... baki furniture leni parti hai.... mera jo bhi furniture hai sab apna hai
@@NakshChaudhary-p4i but, jab aapki posting jaha hogi waha agar us samay koi transfer gaya to kayi bar wo apna saman sell karte hai.... nd quarter me kayi bar rakha rehta hai but, wo apko kharidna parega jiska hoga unse
sure sir... waise mere husband hai kv me... maine contractual me 5 years work kiya hai... abhi mai bhi result ki wait kar rahi hu... but, kuch puchna ho to puchiyega
Mam ye btao yaha apka HRA kitna cut hota h salary se flat k liye... Nd ye btao kvs se bahar jo colony mohlla apne dikhaya h agr yaha par rent par rhe to kitna rent dena hoga.....
8% cut hota hai....sir, bahar sabka rent alag hai.... 5k to 10k...and yeh mohalla jo hai wo sab personal ghar hai to yaha rent pe ghar bohot kam hai... but, may be mil jai dhundne par
toh mat puchiye.... husband kv me hai to mujhe news mil hi jati hai ... 5 years kv me working rahi hu to utna to pata hi hai jitna pata hona chahiye 🙏🙏
@healthandbeautydiy5605 kuch keh nahi sakte... but, possibility yahi hai ki LDCE ki posting k baad ayegi... cutoff 110+ rahegi... but, umeed rakh sakte hai
Mam kvs TGT PGT ka result kb aayega..? And please ye bhi btana ki joining ke baad 1-2 din bad 10 - 12 din ki joining leave mil jati h kya..? Taki hm vaps Ghar aake pura saman le ja paye..
sir, abhi PRT ki result nahi ayi hai... abhi pehle unka interview hoga than saath me sab ki result ayegi... abhi kvs LDCE ki posting ani baki hai... it will take time... ji sir, aap join kar k ghar aa sakte hai...or kitne din leave milegi wo school k upar depend hai and apki situation k upar bhi... kisi kisi ko 1 month ki bhi mil jati hai
@@iamsupriyaroyMam, prt ke saath tgt, pgt ka koi relation nahi hai. Govt. chahe toh tgt, pgt k final result kal hi kvs nikal sakta hai. Modi sarkar ki policy hi hai-- jitni vacancy hai uska aadha nikalo, whimsically exam karwao, phir joining month after month latkao taki 300 se 500 crore salary bache. Adhe ka adha salary par contractuals rakho. Students ki waat lagao. kam se kam result toh de deta taki candidates aage ki tyary kar paye. Joining bhale hi 2036 me de. Par gadho ko kaun samjhaye! KAR DE MUSHKIL JEENA KVS KAMEENA....😡 But your efforts are good👍
@@DSharma1 sir bilkul sahi bola apne... hum bhi pareshan hai apni LDCE transfer ko lekar... aaj aye kal aye kar k koi decision final nahi ho rahi hai... or kv ek achi Sansthan hai but, govt.k chalte ab yeh bhi govt.ki cutputli ho gayi... kya kare... bt, hope yeh hai ki ldce k tranfer k baad new joining ki process start hogi... kal ek baat pata chali ki shayad tgt and pgt ki posting kara de or prt ki process chalti rahegi... age this is kvs so,we can't say anything kuch bhi ho sakta hai
ji sir... paristhiti sahi to bilkul nahi hai ... nd kvs me har din nayi policy ati hai... working jo hai wo bhi pareshan hi rehte hai koi na koi new notice yaa new implementation aa jati hai .. jo follow karna hota hai.... kvs me max quarter ache hi hote hai... nd jo abhi naye ban rahe hai wo to well furnished hote... yeh quarter sach me bohot achaa hai... maine aisa govt.quarter pehle nahi dekha....kanpur me the waha bhi acha tha, tiles wagera thi but,yeh usse bhi acha hai... thank you sir.. keep supporting
Mam apka quarter khafi bda h size m type 3 mention kia h apna bt prt tgt PGT ko to type 2 quarter hi milta h kvs m apko kaise mil gya aap kis post pr h?
ji sir, yeh type 3 hai or kafi spacious hai ... yaha pe sare Quarter type 3 k hi hai, isliye mil gaye... or sir agar khali rehti hai to mil jaati hai.... aisa kuch nhi hai ki according to post allot ho .. sir type 2 & 3 dono quarter bhi hote hai to wo teacher k liye hi hote hai... mil jata hai....type 3 bhi teacher k liye hote hai... post prt hai but, abhi LDCE me tgt ho gaye hai...
Net salary of librain kvs
❤
Mam kvs prt ke interview par ik vedeo baniye maine kvs ka 2023 wala exam diya tha usme mere 98 nub aaye th PH category se or meert 119 par th is baar me tyari karougi plzzz mam gide me ki kahha se padna hai or interewew ki tyari kasie kahha se kare
Aapne apna intro kaise diya tha interview k time pe uspe bhi ek video banaiye plz...
Nice video mam.waiting for result
it will come soon
I don't know hindi.. but I am preparing for exam...is it possible to get job
Mam , electricity bill kaun deta hai ?
@@gauravkumarsharma2806 jitna monthly bill ataa hai wo salary se cut ho jati hai
I know In NVS they gave quaters but in KVS also it is available in all branches?
@@msgamingworldmf8331 yeah, almost
@@iamsupriyaroy ok mam
Work load bare bolia plzzz mam ?
Bahut bahut dhanyabad mam, i was waiting for this wonderful✨😍 blog
thank you sir 🙏🙏 keep supporting
@@iamsupriyaroy Ma'am new prt teacher ko joining k bd kitni salary se starting hogi?
Or kya home state mil jata h
Thek rank aane pr
@SofiaRani148 40+ yeh city k upar bhi depend karta hai... bade city me TA or DA jyada hota hai to salary bhi jyada milti hai..
koi surety nahi hai... kabhi kabhi mil jati hai... bt, its all luck
Your quarter very beautiful
👍Very good 🎉❤❤🎉
Mam bahut acha lga apka vlog.. apse request thi ki abhi mera kvs me interview hone wala h .. kya chiz kaise taiyar kru.. kuch suggestions dijiye please🙏
Thank you ma'am dikhane ke liye hmari life me wo din kbb aayega hmm bhi asse quarter me ryee
Kvs ka result kya hogya birbal ki kichdi hogyi
Thak gye wait kr ke
jarur ayega sir... nd kvs life is tooo good... be patience...
sir LDCE ka mamla fasa hai, iske clear hote hi new vacancy ki process start hogi
@@iamsupriyaroy thank you ma'am reply dene ke liye
And ma'am Mera naam Jyoti h Ye I'd mere husband ki h mere husband ka naam monu h🙏🙏🙏🙏💓💓💓💓thank you ma'am dream house 🏡 dikhane ke liye
@@monukumar9034 you're welcome Jyoti ma'am.... it's my pleasure to clarify all your doubts... dream house jaldi hi apki bhi hogi.... maine aspirants k help nd doubts clear karne k liye hi yeh video banaya... so no need to thanks ma'am... its my duty to reply you all ..
@monukumar9034 ho sake to share this video with others also...
@@iamsupriyaroy okay ma'am
Ma'am...kya physical Education Teacher ko bhi same aise hi quarter milte h KVS me
@@pushkarsingh0073 haan... jab jo room vaccant hogi wo mil jati hai... agar 1 room hai or PGT, tgt 2 teacher hai to pehle PGT ko preference milega...
Ma’am mere Hindi tgt mei 149 marks h or interview bhi acha gya h cutoff kitne jaygi kuch idea Ma’am
70+ rahega... hope rakhiye sir... ho jayegi
@@iamsupriyaroy hop to rakha hua h
70+kitni 74,78
@@neerajdahiya-yw3wi below 80 rahega... exact to mai bhi nahi bata sakti but, as per the teachers discussion, maximum 75 tak rahegi
@@iamsupriyaroy fir to section ho jayga ji
Very nice mam......and the way u maintain your rooms is awesome ....another motivation to join kvs❤❤❤
means a lot sir.... 🙏🙏 kv is waiting for all new aspirant... welcome to kvs sir
❤❤❤❤ nice blog
thank you🙏🙏
Mam sc female candidate i have got prt in 147 marks. So mujhe interview me kitne marks ki need hai... Give me some suggestions plz
Nice & informative 👍👍
thank you
Mai bbk kvs aya tha contractual teacher ke liye nahi ho paya mera..Maam Kvs prt ka result kab tak declare ho sakta hai any idea ?
I am coming mam
Mam app ko flat ke kay charge pay karna padata hai
KVS ME VACANCY NOTIFICATION REGULAR KYO NAHI AATA
type 3 quarter TGT teacher ko allot hota Hain kya mam?
bilkul hota hai... prt ko bhi ho jata hai agar vaccant rahi to...
Hlo mam
1. Mam agr quarter na le to kitna hr milega
Mtlb quarter Lena
chahiye ya nhi agr very damaged quarter h to.
2. Or ye type jaise 1 type 2 type 3 type quarter kis behalf PR milte h
Mera bhi same question
Ma'am yeh sab alag alag school k situation pe depend karta hai .... agar quarter kafi khali hai to allot kar dete hai chahe aap raho yaa na raho, tab apki HRA cut hoti hai....
HRA city k according hota hai x city, y city and z city....
ma'am type kisi behalf pe nahi milta .. jab aap awoge to jo khali rahegi wo mil jaigi... jab bhi apki posting hogi, kosish kariyega ki jald se jald us vidyalaya pe pohoch jaye bcoz jitni jaldi aap jayengi utna jaldi room milegi....
but, agar ek saath kaye teacher ate hai to post k according milti hai ... type 3,2 & 1... but, agar room khali hai to koi dikkat nahi mil jaati hai same type k quarter bhi...
humare vidyalaya me sab Type 3 quarter hai...
or type 1 basically Sub staff k liye hota hai.... i hope apki doubt clear ho gayi hogi
@@iamsupriyaroy thanks mam
Thanks for your precious time
you're welcome
@@iamsupriyaroy mam
Agr join kr liya suppose Aaj mne school and m principal ko bol k ghr pr luggage and family ko lane ka bolkr chutti lu
Or principal sir allow bhi kr de 15-20 days ki
To kya en days k bad jb school join Kiya mana jayega ya en leaves se phle vali joining mani jayegi??
Or kya en leaves ki salary meilegi
Nice madam...any suggestion for south indian students for interview???
sir, learn some hindi poems of NCERT book... and prepare your introduction in Hindi
@@iamsupriyaroy thank you madam 🙏
@rgvsam9185 welcome sir.... i am also an aspirant.... my husband is in kv not mee.... i worked in kv for 5 years as a contractual
@@iamsupriyaroy ohh all the best madam 👍
@@iamsupriyaroy BTY what's your score madam??
Mam kvs in interview ki taiyari kaisi kari
Mam , quarter m kvs ki taraf se kya kya faclity milte hai
kuch nahi milta hai....
Mam plzzz reply kvs m hr saal vacancy niklti h ya ek saal chod k alternate m
Mam plzz reply iam confused
koi fix nahi hai... bt, mostly every 2 year pe aati hai
@@iamsupriyaroy abhi next kb aayegi mam koi idea ho to
@@iamsupriyaroy or isse pehla kb aayi thi
@@PinkiChhikara-z3b 2018... covid k liye nahi aa rahi thi... COVID k baad ab ayi
120 obc kvs prt d.el.ed final सिलेक्शन ka kitna chance h
chance full hai... aap interview ki preparation karo
Furniture milega like bed and almirah
Very nice 😊
Mam kvs tgt teacher ki payment or age bataie
Mam aap kis job me h tgt ya pgt
Mai Barabanki se hu
achaaa
barabanki kaha???
Lakhperabagh
@@iamsupriyaroymain avas vikas colony se hu..
@Rahulverma-lr6pw okk
Mam kvs interview me kya पूछ रहे हैं
situation based jyada ho rahe hai.... ICT pe ho rahe hai...nd koi topic denge teach karane ko
Mam kongi jgh h ye
Mam kvs interview demo mei board writing mei marker ya chowk available hoga
mostly chalk dete hai because classroom me hoti hai... bt, kabhi kabhi whiteboard me bhi karne ko milta hai.. itdepends on which kv u got for interview
Black board pr
Transfer ke baad 1000km door itne sare saman le Jane me to kafi pareshani hoti hogi.
haan hoti to hai... movers and packers sab kar dete hai... ab life yahi hai or saman bhi jarurat k ho hi jate hai....
Ye room tgt walo ke lie h ya pgt walo ke lie
Mam type 3 or type 2 me kya difference hai
type 2 me do room hote hai & 3 me tin room hote hai... bohot samay type 2 me 2 room nd choti si ek gallery mil jati hai or type 3 me bhi 3 room nd gallery... bt, jyadatar 2 room nd 3 room hi hote hai
कहां के स्टॉफ क्वाटर्स हैं।
Tgt art teacher ko bhi same milta hai?
haan... us samay jo kamra khali hoga wo allot ho jata hai
@@iamsupriyaroy u r very kind mam,thanks for info
welcome sir... i hv opened this channel for such queries... so, this is my moral duty sir🙏🙏
Kaun se kv ka hai
KVS ki job acchi hai mam ya Home Town me State Govt. ki?
yeh apki perspective hai sir aap kisko priority doge... dono apne jagah ache hai... kvs me aap india k har ek kone mee jaa paoge... ghum paoge... bt, apko transferable job nahi karni to aap state govt.choose karo... kvs me workload bohot hai bt, kv ka fam alag hai... yaha state se jyada kam to hai bt, yaha pe job karoge to wo naam hi kafi hai... kvs teacher
Mam when will KVS publish PRT written exam result??😢😢😢
hopefully after LDCE posting....
i am also waiting for that...
@@iamsupriyaroy ok thankyou for reply mam
most welcome
132 no hain ur se hun btc koi chance
full chance hai... just prepare for interview
Very informative video......nd I really appreciate aapne well organised rakha hai sub😍
Thanks ma'am... means a lot
Mam principal sir ka jo quarter h usme kitne room hote h hall k sath .. ... Nd ho skte to principal sir govt quarters ka bhi tour karwa do abhi to khali hi h
sorry sir... room lock rehta hai..... khali hone par bhi sare rooms me lock lage hote hai...and hum apna home tour kara sakte hai but, principal sir ka nahi...
@@iamsupriyaroy shukriya mam...
Or ye btao ye jo quaters h isme saman ( bed chair table fan etc.) khud Lana padta hai ya kvs provide karta hai ..
@@NakshChaudhary-p4i fan to lagi rehti hai..... maintenance hoti hai to har saal jo bhi kharab fan hai wo change hoti hai.... baki furniture leni parti hai.... mera jo bhi furniture hai sab apna hai
@@NakshChaudhary-p4i but, jab aapki posting jaha hogi waha agar us samay koi transfer gaya to kayi bar wo apna saman sell karte hai.... nd quarter me kayi bar rakha rehta hai but, wo apko kharidna parega jiska hoga unse
@@iamsupriyaroy ok thanks
Ma'am its my dream to work in kvs as a prt teacher.i have scored 137 in prt . What do you think ma'am is there any chance for the interview calling
sir, you just prepare for interview... 100 & 10% sure..... give your best and get the opportunity to serve in kvs...
what u did b.ed or d.el.ed??? as b.ed are not eligible
Maam its d.el.ed
thn just go for it... all the best... be confident 👍
Thankyou ma'am.
Kvs lucknow hai mam yeh
kv barabanki... lucknow se 30 km approx
@@iamsupriyaroy ok mam i am also waiting for kvs prt result
@@anchalthakur9364 soon it will come... after LDCE posting
@@iamsupriyaroy can we expect it in mid September
@anchalthakur9364 yeah 👍
Ma'am I got 124 in prt as per ans key.
I have done BTC.
I belong to gen caste.
Hai chance??
Reply please 🙏🏻
full chance hai ... just prepare for interview.... nd give ur best... be confident during interview...
all the best👍
AAP kaha se ho ma'am?
Mam result kab aayegi 😢
after LDCE posting
Maim ldce ki posting kb tk hogi
end of this month
Mam mai barabanki se hi hu mere kvs prt me 135 marks h,.. Mam interview se related thoda guide kar dijiye.. 🙏🙏
sure sir... waise mere husband hai kv me... maine contractual me 5 years work kiya hai... abhi mai bhi result ki wait kar rahi hu... but, kuch puchna ho to puchiyega
@@iamsupriyaroy mam sir se baat ho jayegi?
@@Shivamverma-ji1pd sir aap mere insta pe mujhe queries puch sakte i'll try to solve
@@iamsupriyaroymam i, d kya h aapki
ma'am KVS PRT mai PWD both legs wale allowed hote hai??? ya nhi??
Type 3 , type 2 to aapne bataya hi nhi ki Konsa kesa hota h….
type 3 apne dekh liya kaisa hai... same as like my house... 3 room hote hai...
type 2 me do room hote hai
Mam ye btao yaha apka HRA kitna cut hota h salary se flat k liye... Nd ye btao kvs se bahar jo colony mohlla apne dikhaya h agr yaha par rent par rhe to kitna rent dena hoga.....
8% cut hota hai....sir, bahar sabka rent alag hai.... 5k to 10k...and yeh mohalla jo hai wo sab personal ghar hai to yaha rent pe ghar bohot kam hai... but, may be mil jai dhundne par
or yeh kv Z city me aata hai to hra 8% hai.... agar Y city hai to 16% hota.... kanpur me 16% tha
@@iamsupriyaroy sukriya mam.... Waise HRA change ho gya h .. 9% 18% 27%
yaha to abhi 8% hi cut ho rahi thi... next month se shayad dikhne ko mile
yeah... u r right sir 9% cut hota hai... change ho gayi hai... aaj hi pata chala
Hello may
Mam mera score 126 hai prt me any chance
full chance hai.... prepare for interview... konse shift me tha apka paper
@@iamsupriyaroy mam 22 feb 2nd sift
@AbhayDixit-tv7ce okk .. prepare rahiye for interview
@@iamsupriyaroy mam mera ews cat hai... Mam interview ki tyari kise karu samjh nahi aa raha
@@AbhayDixit-tv7ce fir to sir pakka confirm hai...
sir confident rahiyega bas
Kya puche aapko kuch nahi pta
toh mat puchiye....
husband kv me hai to mujhe news mil hi jati hai ... 5 years kv me working rahi hu to utna to pata hi hai jitna pata hona chahiye 🙏🙏
Mama result kab Tak aa rha h prta ka news bahut uth rhi h ki kal Tak aa jayega aur kya 105 general valo ka koi chance h
@healthandbeautydiy5605 kuch keh nahi sakte... but, possibility yahi hai ki LDCE ki posting k baad ayegi... cutoff 110+ rahegi... but, umeed rakh sakte hai
111 h mere ur se Any chance mam
Mam kvs TGT PGT ka result kb aayega..? And please ye bhi btana ki joining ke baad 1-2 din bad 10 - 12 din ki joining leave mil jati h kya..? Taki hm vaps Ghar aake pura saman le ja paye..
sir, abhi PRT ki result nahi ayi hai... abhi pehle unka interview hoga than saath me sab ki result ayegi... abhi kvs LDCE ki posting ani baki hai...
it will take time...
ji sir, aap join kar k ghar aa sakte hai...or kitne din leave milegi wo school k upar depend hai and apki situation k upar bhi... kisi kisi ko 1 month ki bhi mil jati hai
@@iamsupriyaroyMam, prt ke saath tgt, pgt ka koi relation nahi hai. Govt. chahe toh tgt, pgt k final result kal hi kvs nikal sakta hai.
Modi sarkar ki policy hi hai-- jitni vacancy hai uska aadha nikalo, whimsically exam karwao, phir joining month after month latkao taki 300 se 500 crore salary bache. Adhe ka adha salary par contractuals rakho. Students ki waat lagao.
kam se kam result toh de deta taki candidates aage ki tyary kar paye. Joining bhale hi 2036 me de.
Par gadho ko kaun samjhaye!
KAR DE MUSHKIL JEENA KVS KAMEENA....😡
But your efforts are good👍
@@DSharma1 sir bilkul sahi bola apne... hum bhi pareshan hai apni LDCE transfer ko lekar... aaj aye kal aye kar k koi decision final nahi ho rahi hai... or kv ek achi Sansthan hai but, govt.k chalte ab yeh bhi govt.ki cutputli ho gayi... kya kare...
bt, hope yeh hai ki ldce k tranfer k baad new joining ki process start hogi... kal ek baat pata chali ki shayad tgt and pgt ki posting kara de or prt ki process chalti rahegi... age this is kvs so,we can't say anything kuch bhi ho sakta hai
@@iamsupriyaroy Bahut hi dukhad paristhiti hai. kya karen!
aapka quarter toh jannat hai. JNV me ( maximum) quarters ki halaat naraak jaisa hota hai. I was there, aapka quarter dekh ke toh rona aa gaya.
Aapke husband sahab ko congrats ldce ke liye. videos banate rahiye. subscribing.
ji sir... paristhiti sahi to bilkul nahi hai ... nd kvs me har din nayi policy ati hai... working jo hai wo bhi pareshan hi rehte hai koi na koi new notice yaa new implementation aa jati hai .. jo follow karna hota hai....
kvs me max quarter ache hi hote hai... nd jo abhi naye ban rahe hai wo to well furnished hote... yeh quarter sach me bohot achaa hai... maine aisa govt.quarter pehle nahi dekha....kanpur me the waha bhi acha tha, tiles wagera thi but,yeh usse bhi acha hai...
thank you sir.. keep supporting
Mam apka quarter khafi bda h size m type 3 mention kia h apna bt prt tgt PGT ko to type 2 quarter hi milta h kvs m apko kaise mil gya aap kis post pr h?
ji sir, yeh type 3 hai or kafi spacious hai ... yaha pe sare Quarter type 3 k hi hai, isliye mil gaye... or sir agar khali rehti hai to mil jaati hai.... aisa kuch nhi hai ki according to post allot ho .. sir type 2 & 3 dono quarter bhi hote hai to wo teacher k liye hi hote hai... mil jata hai....type 3 bhi teacher k liye hote hai...
post prt hai but, abhi LDCE me tgt ho gaye hai...
@@iamsupriyaroy ok mam ..thank u so much for information 😊
@@iamsupriyaroy ldce TGT exam clear krne ki eligibility kya hoti h??? Sirf graduation ya b.Ed v krna hota h???
@bhaswatidas73 b.ed must hai.... eligibility yeh hai ki you have to complete your 5 years experience in PRT than only u can apply...
@@iamsupriyaroy then ma’am aapne B.Ed KVS m joining k baad ki hogi maybe through IGNOU….??ye KVS m hota h na ya allowed nhi h??