Honda Sp 125 me Start karte time sound heavy hota h after 2 min. Automatic sound normal ho jata h. Company ka ye features mujhe bahut achaa lgaa. Time dekho aur wait kro Jhanjhat hi khatam
Cold start 1-2 min karta hu par ek dikaat h. Chalana me avg mileage 43 45 ka dikha ta h but cold atart karne k bad wo niche aa ke 39 40 ho jata h. Cold start me petrol bahat jaaata h
Kiuki new bike me engine components thoda sa tight fit rahata hay, sari cheez ko adjust hone me time lagta hy, high speed se chalaya to engine me damages aa sakta hay.
Bhai millage kitna mil raha hai tumhe mane liya hua abhi kuch hi din hua hai aur around 200km hi run hua hai, lakin millage kam de raha hai aur 60+ jane k bad vibration feel ho raha hai. Reply jarur karna mujne janna hai..
Mechanical tech hindi bolta hai ki 30 second se jyada idealing nhi krni chahiye. Ap bolre ho 2-5 min kro. Kon shh h kon galat, hum kese samjhenge. Kuch ap btao to uska documented proof bhi do.
Winter ke time 2mintue karna sahi hota hay, baki time rpm idle me 30 second me aa jati hay. To notice karo rpm idle hone par bike chalao, chahe 30 sec or 2minte, no need for longer
1000 से jyada video देखने के बाद ये एक video मिला है जिसमें idling rpm show हुए है . phle सभी के pas ये msg ⬇️ send kr चुका hu⬇️ 100 se jyada video dekhl li, bde bde moto engineer video bna rhe h lekin kisi ne bhi bike ki idling RPM nhi btai, jab bike start ho tab galti se bhi camera odometer ki trf nhi gya khi idling RPM na dekh le video dekhne wala bs start hote hi silencer में camera ghusa dete h😡😡😡
Honda Sp 125 me Start karte time sound heavy hota h after 2 min. Automatic sound normal ho jata h.
Company ka ye features mujhe bahut achaa lgaa.
Time dekho aur wait kro
Jhanjhat hi khatam
Bike daily chl rhi h fr bi jruri hai kya cold start krna?
Second hand bike kaha s le,
Noida, ghaziabad me
Indirapuram me mil jayega
Contact 8252836368
Bhai kya bike ko har din start karna jaruri he
2,3 din baad 1bar start karna achha hota hy
How long does it take to receive this bike after you order it?
1and half month
@@majimotovlogs oh ok👍
Mine 1 day
Cold start 1-2 min karta hu par ek dikaat h. Chalana me avg mileage 43 45 ka dikha ta h but cold atart karne k bad wo niche aa ke 39 40 ho jata h. Cold start me petrol bahat jaaata h
Bhai air filter, chain adjustment, spark plug ( bohot cheap local wala to nhi hai na), wheel air pressure+ free move..😊
Bhai nayi bike ko 50 se upr chalane mai kya hota hai
Kiuki new bike me engine components thoda sa tight fit rahata hay, sari cheez ko adjust hone me time lagta hy, high speed se chalaya to engine me damages aa sakta hay.
@@majimotovlogs bhai maine apni bike ko 3-4 baar bike hi high speed check karne ke liye tej chlaya tha kya isse kux hoga to nahi
@@spidy7961 hope not, but don't do this till 1000km
Bhai mjhe bhi ye bike leni hai kya sahi rahegi ye bike
Bike to best hay price ke hisab se
Haat waise karna jaruri hai?
🤨😆
Bike kitna din hua hai?
2month
Bhai mera new baike hai 4 day he huwa hai or over heat ho raha 2-3 km chalne pr
New bike overheating hota hay bro, 1000 ,ke kam ho jayega, time pe 1st service kara lena
Bhai millage kitna mil raha hai tumhe mane liya hua abhi kuch hi din hua hai aur around 200km hi run hua hai, lakin millage kam de raha hai aur 60+ jane k bad vibration feel ho raha hai.
Reply jarur karna mujne janna hai..
After second service 45 + mileage mil raha hay. Vibration to mujhe 70tak kuch nehi mila. Sport mode me.
@@majimotovlogs 1st service ki pehle tha kya
@@aqquanncol4601 first service se pehle 50se upar nehi chalana chahiye, so meine try nehi kiya
Mechanical tech hindi bolta hai ki 30 second se jyada idealing nhi krni chahiye.
Ap bolre ho 2-5 min kro.
Kon shh h kon galat, hum kese samjhenge.
Kuch ap btao to uska documented proof bhi do.
Winter ke time 2mintue karna sahi hota hay, baki time rpm idle me 30 second me aa jati hay. To notice karo rpm idle hone par bike chalao, chahe 30 sec or 2minte, no need for longer
@@majimotovlogs So basically jo manual me idle rpm diye hai, wo range tk aane ka hume wait krna chahiye. Chahe to 30 second me aye ya 3 minute me.
@@ragnarok9127 absolutely
1000 से jyada video देखने के बाद ये एक video मिला है जिसमें idling rpm show हुए है .
phle सभी के pas ये msg ⬇️ send kr चुका hu⬇️
100 se jyada video dekhl li, bde bde moto engineer video bna rhe h lekin kisi ne bhi bike ki idling RPM nhi btai, jab bike start ho tab galti se bhi camera odometer ki trf nhi gya khi idling RPM na dekh le video dekhne wala bs start hote hi silencer में camera ghusa dete h😡😡😡
Mill hi ni ri yaarr bhai 1mouth ki booking h
Sach me mujhe v 1 month ka wait karna pada tha . Mil jayega. Showroom se baat karo .
Mil to raha hai bhai
Bhai heating issue araha hai ..3 admi baith ke 5 km jane ke baad engine bahut heat ho raha hai
New bike pe 3aadmi mat bathao, and 1000km tak 50 ke niche chalao. New bike heat hota hay 1,2 service ke baad thik ho Jayega
@@majimotovlogs ok thanks
Bhai milage kitna mil raha hai tumhe aur koi vibration hai kya mane v yehi bike li hai...
Main daily 1 minute karti hoon
Kafi hy