Sir ek baat puchni h kya hum direct cbse ke website pr jake nhi dekh skte result meri scl fees thodi pending hai toh scl wale pain code nhi denge jb tk jama nhi ho jati or abhi jama karane k bilkul isthiti m nhi h hum pls bata dijiye pls 🙏🏻🙏🏻
Sir abhi tak marksheet nahi mili or na hi digi lokar par h private compartment wali latest news batao sir kitne din ho gye addmission hi nahi mil raha h
Digilocker par hai, aap digilocker ki website se download karo, App se nahi hogi, private compartment information bhi channel par hai, you can see and subscribe if beneficial to you
Photo bahut se student ka missing hai contact to your school, they will send request to CBSE for photo update. Aapne migration fee pay nahi ki hogi exam fee ke saath isliye migration certificate show nahi ho raha hai
Yaha se digital certificate download kar sakte hai, ye certificate tab Tak kaam karega jab tak original marksheet nahi milti, original marksheet school se bhi milegi aur fir wahi kaam aayegi
Digilocker k do account hai, ek government ka aur dusara CBSE ka, Private candidate government digilocker se download kar sakte hai, unhe CBSE digilocker ki jarurat nahi hai
Private students ko CBSE digilocker se nahi, simple Digilocker se marksheet mil sakti hai. Is link par apna account create kare aur marksheet nikale www.digilocker.gov.in/
Link download nahi karna, is link ko click karne par Digilocker website open ho jaayegi, usme apne mobile number se ya adhar number se login karke marksheet download kare
Sir ek baat puchni h kya hum direct cbse ke website pr jake nhi dekh skte result meri scl fees thodi pending hai toh scl wale pain code nhi denge jb tk jama nhi ho jati or abhi jama karane k bilkul isthiti m nhi h hum pls bata dijiye pls 🙏🏻🙏🏻
Result Direct CBSE की वेबसाइट पर भी देख सकते हो
@@HindiVigyanManchokk sir tq sab digilocker k bare m bata rhe the toh bht tension ho gyi thi
Digilocker से मार्कशीट डाऊनलोड कर सकते हैं, CBSE वेबसाइट से result check कर सकते हो
@@HindiVigyanManch okk sir
Sir mera compartment ka hai but usme pura result show nhi ho rha sir vo all sub ke sath kese show hoga plz link bhej dijiye
SIR JI, kya bina school acsess code ke hum digilocker app download krke 10thcbse ki marksheet nhi nikal skte //// please, REPLY
Yes, is link par jakar login kare
accounts.digilocker.gov.in/signin/smart_v2/f5145ef9d4c14d4a4c767df3e19f14b0--en
Thankyou for great information
Sir abhi tak marksheet nahi mili or na hi digi lokar par h private compartment wali latest news batao sir kitne din ho gye addmission hi nahi mil raha h
Digilocker par hai, aap digilocker ki website se download karo, App se nahi hogi, private compartment information bhi channel par hai, you can see and subscribe if beneficial to you
Thnks sir for making informative video about result ❤
Sir mera marksheet pe photo show nahi ho raha hai😢😢😢
And migration certificate b show nahi ho raha hai
Photo bahut se student ka missing hai contact to your school, they will send request to CBSE for photo update. Aapne migration fee pay nahi ki hogi exam fee ke saath isliye migration certificate show nahi ho raha hai
Thank you sir for great information. .
Sir....meraa cbse board hai.........class 12th kaa. result yahii se download karnaa hai..... please reply 😢😢
Yaha se digital certificate download kar sakte hai, ye certificate tab Tak kaam karega jab tak original marksheet nahi milti, original marksheet school se bhi milegi aur fir wahi kaam aayegi
@@HindiVigyanManch ok thanks sir....😊😊😊
@@HindiVigyanManchsir original certificate jabtak milega
ruclips.net/video/6hqKZ27Vljo/видео.htmlsi=PikG0NalZggvRtQ2
See this video for original Marksheet
Sir Pravite candidate wale bache kaha se school code milegi?😢
Digilocker k do account hai, ek government ka aur dusara CBSE ka, Private candidate government digilocker se download kar sakte hai, unhe CBSE digilocker ki jarurat nahi hai
Iss baar woth photo nahi de rga kya marksheet mera without photo aur bhut kuch missing hai
Board Photo de raha hai, contact your school or regional office for correction
Me private student hu marksheet kaise nikalu or code kaha se milega
Private students ko CBSE digilocker se nahi, simple Digilocker se marksheet mil sakti hai. Is link par apna account create kare aur marksheet nikale
www.digilocker.gov.in/
@@HindiVigyanManch ye open nhi ho rai
Don't copy, type it in Google and them open
@@HindiVigyanManch ye link download hoga
Link download nahi karna, is link ko click karne par Digilocker website open ho jaayegi, usme apne mobile number se ya adhar number se login karke marksheet download kare