Sir me TATA se DAT (stipend:12500)kar raha hu Gujarat me aur ab mere college me Yazaki company DET (20000+ other benefits) mere ghar ke pass Pantnagar Rudrapur Uttarakhand me DET ke liye le rahi hai, toh me kya karu.
Important questions... Hello Bhai . Polytechnic ke 5th semester Tak kisi subject mein back nhi laga , but 6th semester mein 1 subject mein back lag jaayega to kya year back lag jaaye ...
Diploma students (civil) ke liye Autonomous body me apprentice krne ka kya phayda video jald bnane ki koshis kriyega kyunki Mera call letter aaya hai Thank you 🙏
Thanks sir for your guidance 🙏🏻
Sir me TATA se DAT (stipend:12500)kar raha hu Gujarat me aur ab mere college me Yazaki company DET (20000+ other benefits) mere ghar ke pass Pantnagar Rudrapur Uttarakhand me DET ke liye le rahi hai, toh me kya karu.
Kaise apply Kia tha bhaaii
@@arpitstylish6216 Direct from the Gate
Kon se collage se ho bhai
Hello aap apna contact no send kijiyega jara...kuch janana hai.. aapke bare m
@@ManishKumar-vw2ms Bolo app kya janna chahte ho?
Important questions... Hello Bhai . Polytechnic ke 5th semester Tak kisi subject mein back nhi laga , but 6th semester mein 1 subject mein back lag jaayega to kya year back lag jaaye ...
No
Nhi vah special back hota hai
Back aa gyi toh uska dubara ppr de shakty h
Sir ab L&T construction me DET ki Vancaacy kab aaye gi
Sir mera jindal saw limited mei one year det ka hua after training parmanent job
So please make a video on jindal saw limited after 5 year future
Sir yadi NAPS me ek company me register ho gya ho to kya us company ko chhod ke kisi or company se DAT kr sakte hai
Bilkul bhai
Sir tata motors se apprenticeship krne se future me fayada hoga ki ni ???
Yes...
Civil engineering ke liye best company kon sa company hai DET me..
Kya iti karne ke baad diploma koi bhi privet company se kar sakte hai . please reply me.❤
Bhi mai tata motors se apprentice kar Raha hu apprentice hone ke bad any govt. Company (BHEL, PGCIL ) etc me DET ke liye apply kar sakte hai kya
Yes.... But Koi benifit nhi milega PSU company me
Diploma students (civil) ke liye Autonomous body me apprentice krne ka kya phayda video jald bnane ki koshis kriyega kyunki Mera call letter aaya hai
Thank you 🙏
Good evening Sir , Aap bataye sir ki DET ki vacancy kab aur abhi present me kab aayi hai Please bataye ...
Abhi DET ki koi vacancy nhi hai latest me
@@Electrical_department agar aayega to aap Ek video ke through bata dijiyega. ..Sir thanks a lot ...
Sir tata motors me apprentice ke baad koi bhi dusri company mein job aasani se milegi ya nhi
Bro TVS MOTOR COMPANY Mai apprentice best kay bhi
Sir uflex noida kase company kase hai
Jet pr li rahi hai
Plz help me
Trainee engineer vale period ko govt job ke liye experience consider krte hai kya
Bhai after deploma government job par video bano plz...(for electrical engineering)
Sure
Sir iti Apprenticeship ke baad Diploma Apprenticeship kar shakte hain
DET me experience certificate milega ya nhi sir
DET ,,, ITI vale kr skte hai??
DET join karne ke liye kya padhana aur kya karna padega please bataye.
Diploma Krna pdega bhai
Det &DAt age limit kitni honi chahiye ❤
Kya company me apprentice ke baad kaun si post per apply ker sakte hai
DET
Sir UPPCL DET karata hai please reply
DAT or NAPS alag alag hai ki same please reply
NAPS Iti ke lie hota DAT diploma ke lie
@@Electrical_department sir hm log diploma kiye hai hmko bhi naps me dal rahe hai
Bhai result aane ke baad dat k liye apply kr sakte h ya (DMC aane k baad hi apply kr sakte h
Result aane ke bad
@@Electrical_department result aa gya h (kr sakta hu bhai ab )
Nats pr Rejistration ke bad kr skte h... Registration ke lie marksheet required hai
Thanks sir ❤️🙏🏻
Required DET in mechanical . Interested people can contact
Diploma Technicians Training kya hai
Good
Kamlesh pal engineer