SECRETS OF AUM NAMAH SHIVAYA | HOW EXISTENCE IS IN YOU |

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 ноя 2024

Комментарии • 13

  • @nishagrover5975
    @nishagrover5975 Месяц назад +1

    🙏🙏

  • @adarivskp
    @adarivskp Месяц назад +1

    🙏🙏🙏!

  • @pragyanpanda5719
    @pragyanpanda5719 Месяц назад +1

    Namaskaram Anna
    Itne acche se me kabhi nhi samjhi thi Aum Namah Shivaya Chant ko. Ye to pura brahmand ka hi source he phir. Aaj se hi me subha aur raat dono time karungi 🙇🏻‍♀️.
    Anna ek doubt he
    Namah aur Shivaya me sound
    Kaunse chakra se kaunse chakra tak travel karti he? 🙏🏻🙏🏻
    Thank you so much Anna 🙇🏻‍♀️🙇🏻‍♀️.

    • @realisedyouth
      @realisedyouth  Месяц назад +1

      @@pragyanpanda5719
      Sound -Lungs 🫁 ke chakra se Mouth ke chakra tak travel krti he-
      “AAPKE EXPERIENCE ME ‘CHAKRA’ NAHI HAI- AUR AAP UUSKA RAASTA POOCH RAHI HAIN”
      RIGHT NOW YOU ARE IN A STATE WHERE YOU THINK ‘IMAGINATION IS KNOWING & SMARTNESS’

    • @realisedyouth
      @realisedyouth  Месяц назад +1

      @@pragyanpanda5719
      Meri baato ka bura maanane ki jagah-
      Meri baato ka sach dekho 🙏🏻🌱
      AUM NAMAH SHIVAYA krte samay
      Sirf do chijo pe dhyan ho
      1- Listen your own sound
      2- Feel the vibrancy in your body
      Thats it- this is what I will say
      Otherwise whatever you do is ok 🙏🏻🌱

    • @pragyanpanda5719
      @pragyanpanda5719 Месяц назад +1

      ​​​@@realisedyouthAnna me aapki baat ka kabhi bura nhi maanti🙇🏻‍♀️.
      Aap Guru hen . Aap ye sab kar rahe hen humare liye, ki hum sadhana me mukti ki aur kadam rakhhen🙇🏻‍♀️. Me aapko bata nhi sakti hun Anna, aapke videos mujhe kitne sare mushkilon se bachata he.
      All my love & gratitude to you Anna 🙇🏻‍♀️🙇🏻‍♀️. Me aapke bataye hue chizon ko hamesha dhyan me rakhhungi🪷🙇🏻‍♀️.

  • @sudipacharya5589
    @sudipacharya5589 Месяц назад +1

    what is the right pronaunciation for shi (va) ya. for (va )------ is it prononce as (wa)वा or( baa)बा

    • @realisedyouth
      @realisedyouth  Месяц назад

      @@sudipacharya5589
      SHI-
      VA- vaayu - air -
      PLAY “ISHA - AUM NAMAH SHI VA YA video and do chanting with it….
      Video without any disturbance of ADDS
      SIT IN A COOL LITTLE DARK PLACE
      NOISE LESS OR MINIMUM
      WHILE CHANTING
      FOCUS ON YOUR VOICE AND VIBRANCY IN YOUR BODY - ** ONLY ** 🙏🏻🌱

  • @arpanabansal740
    @arpanabansal740 Месяц назад +1

    Pranaam, krupiya bataye, Kahte hai Maansik jaap karna chahiya. " OM NAMAH SHIVAYA " ka maansik jap karna chahiye ya uccharan kar ke karna chahiye?

    • @realisedyouth
      @realisedyouth  Месяц назад +1

      @@arpanabansal740
      Jab ye chanting kriye- ISHA KA ‘aum namah shivaya’ chanting play kriye-
      Aur saath me bolte hue chanting kriye-
      Morning me kriye- din bhr maansik chanting nahi-
      Kuch aur chant kr lijiye maansik 🙏🏻🌱

    • @arpanabansal740
      @arpanabansal740 Месяц назад +1

      @@realisedyouth🙏🙏 Apka bahut bahut Dhanyavad

    • @arpanabansal740
      @arpanabansal740 Месяц назад +1

      @@realisedyouth Apke reply ka bahut bahut dhanyad.kuch Saal phele jab ye jap start Kiya Tha, Isha ka Sadguru dwara Kiye Jap ke saath saath Kiya. Kuch hi dino mai Asim Shanti ka Anubhav hua. Karib 1- 1/2 Saal karti rahi....kuch anubhutiyo ne jivan parivartit kar diya. 8 months kuch problem hone ki vajah se nahi kar paayi. phir tab se 2 Saal se phir vahi ekagrata se karne ka pryant kar rahi hu . Nahi kar paane per reason jab se doondh rahi hu. Kahi suna Tha ki maansik Jaap jyada Acha Hota Hai isliye kuch mahine se ye Shura Kiya. Aaj bhi kya sahi he, confused hu. Per jap roj karti hu....🙏

    • @realisedyouth
      @realisedyouth  Месяц назад

      @@arpanabansal740
      Its ok 😊🙏🏻🌱