Mere Chiku ko maine itna bada hone par released kar diya tha park mei. Ab ye badi hai. Isko ghar ke paas hi kisi park mei released kar dena jab healthy hojaay. Aut roz shamko milne jaana. Please understand, ye log ghar mei bade hone k baad nahi reh paate. Unko bahut mann karta hai bahar jaakar khelne ka
@@madamquery wo tree pe reh le aur aap se milti rahe ye bhi theek hai. Lekin inko nature mei zarur rehna chahiye bade hokar. Iss se inki immunity strong hoti hai. Maine chiku to time se bada hone par release kar diya. Lekin chinu se mujhe moh hogaya thha. Usko jaan boojhkar release nahi kiya. Ek din wo apni basket mei se dead mila. Usko heart attack aaya thha. Mai 2 months depression mei rahi aur aaj tak ubar nahi paai.
Aap iski basket mein cotton rakh dijiye .usse iska pair nahi phasega
@@Jyoti-kr9gi ok me lekar aaya tha aaj
आप इसका बहुत अच्छे से केयर करना ये जल्दी थूक हो जायेगी
Thook😂....matlab kuch bhi
मतलब ठीक टाईप करनें में गलती हो गई
@@Himank-creations thanks. I am trying my best
Isko thoda natural environment main rakho with other squirrel ke sath 😢😢😢
@@DHAMALGAMING1234 doctor ne mana kiya hai
Jab tak puri theek nahi ho jati tab tak mana kiya hai bahar nikalne ke liye
Wo abhi sahi nhi hai
@ hmm
Aap ise coconut oil laga sakte hai cream se use pain hoga bahot
Use bade vale basket main rakhiye or kuch soft vala kapada daliye taki use thand na lage or uska pair bhi na phase
O thik ho jayegi
@@shalinimali4457 ok
@@shalinimali4457 ok me badi basket le lunga kal
Mere Chiku ko maine itna bada hone par released kar diya tha park mei. Ab ye badi hai. Isko ghar ke paas hi kisi park mei released kar dena jab healthy hojaay. Aut roz shamko milne jaana. Please understand, ye log ghar mei bade hone k baad nahi reh paate. Unko bahut mann karta hai bahar jaakar khelne ka
@@Sangeetamadam-g6j Mam maine isko bahut baar choda hai tree par lekin yeh vapis aa jaati hai
@@Sangeetamadam-g6j me fir try karunga isko ped par chod kar
@@madamquery wo tree pe reh le aur aap se milti rahe ye bhi theek hai. Lekin inko nature mei zarur rehna chahiye bade hokar. Iss se inki immunity strong hoti hai. Maine chiku to time se bada hone par release kar diya. Lekin chinu se mujhe moh hogaya thha. Usko jaan boojhkar release nahi kiya. Ek din wo apni basket mei se dead mila. Usko heart attack aaya thha. Mai 2 months depression mei rahi aur aaj tak ubar nahi paai.
@ very 😔 sad
@@Sangeetamadam-g6j apko shayad knoeledge nhi kaise unko dekhbhal krni hai aisa nhi hai ki wo nhi rhte bade hone pr bhi wo bajar survive nhi kr pate.... Wild animal unkoaar dete hai😊