Kela, santra, nimbu, na dein aur khansi bhi hai to kuch din avoid karein , chiku aur anaar dijiy, ye taasir me.garam hote hai. Haldi ka doodh, sirf 1 chutki haldi mila ke. New born ko nahi. New born ko jaifal ghis ke ,maa ke doodh me mila ke dijiye 1 tea spoon doodh me halka sa Mila. Sardi khansi theek ho jygi
Very nice and essential information
Asthma ka treatment baye or good pediatrics ka add bhi de.pls
Blower hitter k aagie bhi khulie bartan m paani rakh sakte h
Konsa soap use kar sakte h new born baby par?
Thank you
Very well explained.
Very practical tips.👍👍congratulations drsaurabh.
Thanks for watching
Thankyou dr.
Excellent education!
Thanks for watching
Mera beta 9 year ka hai or 3nd beta 6 month ka
Ur right doctor..... Very informative video
Hello, new born ko oil massage de agr 2 times din me to kya bath dena compulsary h pls rply
Newborn baby ko agar garmiyon mein Sardi Ho jaaye to kya karna
Thank you Doctor. मेरा एक सवाल है कि क्या बच्चे को बाएँ करवट(left side) सुला सकते. Usually बाएँ करवट में comfortably so जाता है, please reply.
Newborn baby ko Vicks lagana chahie ya nahin
Mera baccha ek mahine ka hai vah खर-खर karta hai aur Sardi se pareshan hai dudh bhi nahin Pita kya Karan hai
Nasoclear .ek ek bund naak me daliye kaam se kaam 3-3 ghante pr
Ab apka baby thik hai Sister
Jab bacchon ko sardhi khashi hoti h thanda lag jati h kya tab v hm bacchon ko fruits de sakte hai
Yes . Immunity battu h
Kela, santra, nimbu, na dein aur khansi bhi hai to kuch din avoid karein , chiku aur anaar dijiy, ye taasir me.garam hote hai. Haldi ka doodh, sirf 1 chutki haldi mila ke. New born ko nahi.
New born ko jaifal ghis ke ,maa ke doodh me mila ke dijiye 1 tea spoon doodh me halka sa Mila. Sardi khansi theek ho jygi
मेरे बच्चे के तो हमेशा ही हाथ पैर ठनडे रहते हो
So wear them mittens . Mere baby ke bhi hote h . It's important