The Real Truth About Ramayana: Exposing All Myths! | Gaurang Damani on Anvikshiki 25

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 25 ноя 2024

Комментарии • 43

  • @AnilaJoshi-p8r
    @AnilaJoshi-p8r 7 месяцев назад +1

    Great !

  • @jantagarage525
    @jantagarage525 8 месяцев назад +2

    Unknown fact bro sun kar acha laga🎉🎉🎉

  • @HarrySingh-rp6rw
    @HarrySingh-rp6rw 10 месяцев назад +3

    Proud Sanatani 🙏🕉️🙏

  • @reebij
    @reebij Месяц назад +1

    Great 👍

  • @amiteshthorat9129
    @amiteshthorat9129 10 месяцев назад +6

    Jai Shree Raam 🙏🏽

  • @nupuramit
    @nupuramit 10 месяцев назад +3

    Thanks for a great discourse!

  • @mahendrarai3157
    @mahendrarai3157 10 месяцев назад +2

    This was really awesome

  • @nandinirohitmakwana806
    @nandinirohitmakwana806 9 месяцев назад +2

    Jai Shree Ram 🙏❣️🙏

  • @b2surlya81
    @b2surlya81 9 месяцев назад +1

    Great information

  • @mohana3687
    @mohana3687 9 месяцев назад +1

    Very nice explanation..

  • @MDMGmaing
    @MDMGmaing 2 месяца назад

    me galat bhi ho sakta hu par sir श्रीपाद श्रीवल्लभ चरितामृत me asa bola ki hi ahilya devi ji orignel nahi the indra dev ni duplicate banaya tha. esa likha he.

  • @Jagannath38103
    @Jagannath38103 10 месяцев назад

    Jai shree ram bhaiyo.

  • @sumitgupta-pm4mu
    @sumitgupta-pm4mu 10 месяцев назад

    Jai shree ram

  • @rajeshrakeshhota3243
    @rajeshrakeshhota3243 10 месяцев назад +2

    Some Hindi words replaced by English words

  • @AakashYadavv1999
    @AakashYadavv1999 10 месяцев назад +1

    💞💞💞💯💯

  • @mns.k
    @mns.k 2 месяца назад

    १) अहिल्या पत्थर की नही बनी थी बल्कि दिव्य रूप में थीं, फिर श्रीराम ने जब उनपर दृष्टि डाली तो वो वापस मनुष्य रूप में आ गईं।
    २) श्रीराम ने स्वयंवर में हिस्सा नही लिया था, वो बाद में गए थे और गलती से धनुष भंग हो गया था।
    ३) राम ने शबरी के जूठे बेर नही खाए थे, उनको जूठे बेर नही दिए गए थे।
    ४) केवट ने श्रीराम के चरण धो के नही पिए थे, केवट का कोई प्रसंग नही है।
    ५) लक्ष्मण रेखा नही बनाई कई थी, इसका कोई वर्णन वाल्मीकि रामायण में नही है।
    ६) श्रीराम ने रामेश्वरम में शिव जी की पूजा नही की थी।
    उपरोक्त सभी बातें वाल्मीकि रामायण में है, आप स्वयं देख सकते हैं।
    वाल्मीकि रामायण में राम को मनुष्य रूप में रखा गया है, उनमें सद्गुणों के साथ कुछ ऐसे गुण भी हैं जिनको आज अवगुण कहा जाता है, इसलिए हम रामायण की सभी बातों का बचाव नही कर सकते हैं।

  • @BENDRE49
    @BENDRE49 10 месяцев назад

    Ramayana justified

  • @pradeep000029
    @pradeep000029 10 месяцев назад

    Humney aaj tak jo suna hai, usmay to yeah bataya Gaya hai ki shudra yedi Vedas suney to us k Kaan mein sisa bharney k liye shastron mein likha hai. Daily new stories nahi banana chahiye. Jo galat hai usey shift+del karna chahiye, otherwise guest ki baat hajam nahi Hoti hai.

  • @MDMGmaing
    @MDMGmaing 2 месяца назад

    Vali bichre the kya jya bolte ho bhi appp

  • @roopa230390
    @roopa230390 10 месяцев назад +2

    Really sorry sir ji.
    4:05 Shantha aur Kukabhi 2 putri thi na Maharaj Dasharath ji ko.
    4:27 Ek din jab Shantha aur Lomapada ji batein kar rahe ho te hai tab ek Indra bhakt brahman aata hai tab us brahman ki baton ko Raja undekha karte hai. Tab Indra Dev kupit hote aur Varun dev se keh kar varsha rok dete hai.
    9:23 Putra kamesthi yajna hai na.
    Gautam Rishi ne
    Ek aur shrap diyatha, jiske karan Indra ko apna Vrushan Kona padatha tab une male sheep (Ram) ka vrashan se surgery huyi thi.
    26:36 Chola Raja punarjanm Aakash Raja ki beti Padmavati hai. 28:39 10000 sala matlab famous Raja ka 1 din jo hai woh 1000 sala ka mana jata hai. 31:05 Ram ji aur Sitha ji bare mein pakshi bat kartein hai tab curiosity se Sitha ji pakshi ko bandi bana dete hai. 33:21 Narad ji ne bhi Vishnu ji ko patni viyog ka shrap diya tha na. 38:39 Treta yug mein Shudra ko tapsya varjit thi aur toh aur Shambuk sashareer swarg Jake vaha devataon ka ant karke swayam Swargaadipati banana chahatha tha. Uska intention bura tha tabhi Ram ji ne uska vadh Kiya tha.
    46:41 gurukul Jane ke liye pehle upanayan sanskar karte the. Toh tab trikala Sandya Vandana karte the.

    • @gaurangdamani243
      @gaurangdamani243 10 месяцев назад +1

      Namaste
      4:05 - please bataye dusri beti ka ullekh kaunse granth mein hai
      4:27 - Vyas Mahabharata mein jo maine bataya waise ullekh hai (aur aapka version lagbhag waisa hi hai)
      9:23 - kaunse granth mein hai?
      26:36 - maine bataya video mein Chola raja. Meri kitaab mein maine Raani ka naam bhi diya hai Dharini (Skanda Purana)
      28:39 - aisa kaha likha hai? Mein manta hu 10,000 saal matlab 10,000 saal
      31:05 - maine jo bataya woh Padma Purana se hai (aur aapka version lagbhag waisa hi hai - shayad folklore se hoga)
      33:21 - mera varnan Valmiki Ramayana se hai. Ramayana kahi baar hui hai
      38:39 - Shambuka Aasuri yagnya kar raha tha jiske karan Ayodhya mein yuva ki mrityu hoti hai. Baaki maine jo bataya woh Uttar kaanda mein hai
      46:21 - Dharma shastra aur anya granth mein Sandhya vandana din mein 3 baar karne ki salah hai
      Dhanyavaad

    • @roopa230390
      @roopa230390 10 месяцев назад

      Aur hamare gaon Amruteshwari Devi ka mandir bhi hai yaha ke stala Purana k anusaar Kharasura ki patni Khumbhamukhi ne yaha tapsya bhi ki thi.
      Kota halavu makkala tayi(Amruteshwari) temple NH 66, Kota Udupi district and tq Karnataka

    • @roopa230390
      @roopa230390 10 месяцев назад

      ​​@@gaurangdamani243
      Sri Brahmanya Acharya ji ke
      Bhagavad Purana k pravachan mein suna tha Shree Ram ji ki ek aur behen ke baare mein.

  • @sandeepingle2431
    @sandeepingle2431 10 месяцев назад +2

    Ham nathjogi hai aur hamm vegetarian ban gaye lekin hamare bachche vegetarian rahenge to unhe brahman me janm lene ke jarurat nahi rahegi

  • @mohitchaturvedi1212
    @mohitchaturvedi1212 10 месяцев назад

    Jai shreeram