Tc PID ke temp. Control krte hue cooling tower ka fan on or off hona chaiye jab temp 28 c ho to off ho.or jab 32 c ho too on ho jana chahiye.ess video banaye
Sir main ek moter controller selec tc203 se opret karna jisme 2°c par off and 5° par on ho ye work kar raha hai but machine clean k time hot water 65°c use karte hai to moter on nahi chlti hai plz help me
Mera oven ka temperature kam hone main Bahot time le raha he over heat hota he pr badmain 7 8 minute down hone ke liye le raha he kya Karna padega sir?
Selec TC203 ka Hitting tamprechr 15 point kam aur jayda hota hai jaise ki humane 200 par Hitting set kiya aur 200 Hitting gone ke bad mitar band ho jata hai lekin selec tc203 ka number 215 tak jata hai fir number kam hokar 200 tak aata hai fir miter on ho jata hai lekin tc203 ka number 190 tak ho jata hai Hitting thik se control nahi ho pata hai Hitting fix karne ka koi tarika bataye sir please
Bahut badhiya hai bhai
excellent video 👏🏼sir
What is Forward and Reverse action RE FD ?
Sir ji selec tc 203 controller me temperature Fluctuat Ho raha hai kaise sahi kare
Sir ager new temprature me ky parameter dalna padega ky
Tc PID ke temp. Control krte hue cooling tower ka fan on or off hona chaiye jab temp 28 c ho to off ho.or jab 32 c ho too on ho jana chahiye.ess video banaye
Tq brother🎉🎉🎉
Sir main ek moter controller selec tc203 se opret karna jisme 2°c par off and 5° par on ho ye work kar raha hai but machine clean k time hot water 65°c use karte hai to moter on nahi chlti hai plz help me
Sir Can we connect 02 Nos Thermocouples in this Controller..
Vai hamara tamparachar mitar 95°c pay hay. Lakin 40°c jada ni he dekara ha kakaru kuch bolo please please
Khya yea AC power supply sea chalta hai,ya phir DC POWER SUPPLY sea ya dono mea chalega
Ye wala model AC supply se chalta hai agar aapko dc mai chahiye vo bhi mil jata hai
@@industryautomation6661 please suggest some selec temperature controller, which can run with DC power
Mera oven ka temperature kam hone main Bahot time le raha he over heat hota he pr badmain 7 8 minute down hone ke liye le raha he kya Karna padega sir?
How can I reset the basic reset?
Sir controller upar niche ek sath nahin chal raha hai apni apni marji se chal raha hai kripya bataen
ab isme heater kha connect karenge
SIR DISPLAY ME LIGHT BAR BAR CAHLI JAYE THO KYA KRE
Sir PID 330 pr full video banaeyiye please
Sir 5.b(ulta7) aa jata h meter m us situation m kya kiya jaee sir
Plzz help sir
Diplay not showing
Sir kya isme time set ho sakta hai के agar हमने 900 c तक lejana है तो जितने time मे चाहे उतने time में jaye
Nahi isme aapka temp.jitni jaldi field mai rise hoga ye uske hisaab se hi dikhayega
Sir please make a video dtc331
Sirmasibus ka pid par bhi banawo puri detail me jaise 1)offset ka use , 2)hysteresis ka use etc
Level 1 ke ander High temperature 850 degree ko 650 degree par set karna hai sir kese kare
Cut off nhi ho raha to setting me kya rakhna h
Koi compressor KO .2 par chalu karna h to keshe kar
Agar tem. 110 he or hame 100 ke uppar nahi dikhana he to kya karna chahiye
Level 2 mai jaaiye use baad DS.B ko select karke usme -10 enter kijiye 110 ko 100 dikhayega
1 *5 HP ke adjust fan mein kam a jaega
Sir "S.PE"ye show ho raha he..ye program se return kaise aana he?
Pls. Check input selection or temp. Sensor because when your input selection change according your sensor then show this error
Selec TC203 ka Hitting tamprechr 15 point kam aur jayda hota hai jaise ki humane 200 par Hitting set kiya aur 200 Hitting gone ke bad mitar band ho jata hai lekin selec tc203 ka number 215 tak jata hai fir number kam hokar 200 tak aata hai fir miter on ho jata hai lekin tc203 ka number 190 tak ho jata hai Hitting thik se control nahi ho pata hai Hitting fix karne ka koi tarika bataye sir please
Apko SSR output use karni padegi uske baad PID setting se temperature control ho jaayeha
@@industryautomation6661 sir thoda details me bataye...
Selec DTC 231 model ka sir video hai
Hysteresis setting kase kare
Sir select ka pid controller par bhi banawo plz
Thanx bro
250 pr set karna h mitter ye 250 se ziyada hit nhi cahiye 250 set karna h mitter kise karenge
सर,क्या मैं आपको कॉल कर सकता हूं??
Thermocouple par program batao
Which type of thermocuple?
@@industryautomation6661 J type
I hope if there is translation and thank you sir
Sir
Aapka m no dijiye ga..
Mubael nabar
Sir aap apna no send KR do plz plz
Sir can I have your email id
Mera video 5.6P pe atka hua hai , help.