भगवान नारायण की कौमोदीकी मे कोई संदेह नहीं वो ब्रम्हांड की सबसे प्रलयकारी गदा थी किन्तु श्री हनुमान जी की श्री गदा का उल्लेख पुराणों मे कौमोदीकी के समान ही बताई गयी है
Kaumodoki gada ka full power sirf shree vishnu ke pass thi, aur hanuman ji gada ka naam Kaumodoki aur sri gada tha lekin usme vishnu ji ki Kaumodoki jese shaktiya nhi thi.
@analdutta7321 haan bhai jaanta hu hanuman ji bahat takatwar hain.shiv ji k avatar bhi hain..unko baaki balaram bhim inse compare karne se thik woh sabse upar rahenge..lakin shiv ji aur vishnu ji ka level thoda alag ho jaa raha hai
@@mj5kingsunited-ub7be akdom lekin bhakti ke age god vi bihos ho jate he base hi tridev vi Inka mahima gate he aur Hanuman ji to bhakta siromani he Shiv puran me inko bhama ji ke upar rakha he aur inko tridev nhi kisi se Paras na hone ka bardan diye tha isliye inko balram bhim bali se compare karna bekar he
yeh galat nhi sahi information hai. ramayan me bhi hanuman ji ki gada ko Kaumodoki gada ke naam se sambhodit kiya gya hai......Vishnu ji ki paas Kaumodoki gada thi, lekin hanuman ji ke pass jo gada thi use bhi Kaumodoki gada or shri gada kehtey hai....lekin sabse shaktishali kaumodoki gada hi thi jo shree vishnu ke paas thi.
Bhim rath pe beth ke yudh karta tha aur uske saath uski gadha bhi thi, to 2500 kilo ki gada aur saath me bhim ke wajan ko 2 ghode kaise khech sakte hai.
Ye kaha se isme kah diya ki bheem ne gada yuddh me pitama bheeshm aur angraj karn ko haraya tha swayam pitama bheeshm ne apne guru bhagwan parshuram se barabari ka yuddh kiya tha unko koi harayega
Aaj ki latest technology may bow n arrrow aate ha jo us time par bhi use hote the but gadda ka use kripya bataiye... Ye kis tarhe se use ho sakti ha....
Ramayan me bhi hanuman ji ki gada ko Kaumodoki gada ke naam se sambhodit kiya gya hai......Vishnu ji ki paas Kaumodoki gada thi, lekin hanuman ji ke pass jo gada thi use bhi Kaumodoki gada or shri gada kehtey hai....lekin sabse shaktishali kaumodoki gada hi thi jo shree vishnu ke paas thi.
Ramayan me hanuman ji ki gada ko Kaumodoki gada ke naam se sambhodit kiya gya hai, jo unhe kuber dev ne di thi aur uska sirf naam kaumodoki tha......Vishnu ji ki paas Kaumodoki gada thi, lekin hanuman ji ke pass jo gada thi use bhi Kaumodoki gada or shri gada kehtey hai....lekin sabse shaktishali kaumodoki gada hi thi jo shree vishnu ke paas thi.
Maine Suna Tha Ki Hanumanji Ke Gada Ka Naam "लोहस्तम्य गदा" Tha....But I Am Not So Much Sure 😊
बिल्कुल सही। कुमौदिनी गदा विष्णु और श्री कृष्ण का अस्त्र है ना कि हनुमान का
@adventureyogirawatvlogs8907 Thankyou Brother 😀😊
Jay shree Vishnu 🚩❤️🙏 jay shree mahakal 🚩❤️🙏
Jai shree ram jai shree Krishna jai bajrangbali
Jai shree hari narayan Prabhu 🙏🙏🌹🌺🙏🙏🌹🌺
VERY NICE VIDEOS GURU JI KI JAY HO 🚩🚩🚩
JAI SHRI RAM
JAI BAJRANGBALI
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Jai Shree Krishna
HAR HAR MAHADEV 🚩🚩🚩
Jai shree ram ji Jai bajrangbali ji har har mahadev ji 🙏🙏🚩🙏🚩🙏🚩🙏🚩🙏🚩🙏🚩🙏🚩🙏🚩🙏🚩🙏🚩🙏🚩🙏🚩
कौमुदगी कदा भगवान नारायण की हैं,हनुमान जी गदा नहीं
Jai Vishnu .🪔🪔🪔
JAY SHREE RAM 🚩🚩🚩
Jai siyaram prabhu 🙏🙏🚩🚩❣️🙏
Agli video me shaktishali astro par video banao
Puranik kaal kise pass tha Sabse shaktishali talwar video banaye
Jai Sri Ram, Jai Sri Krishna, Har Har Mahadev, Jai Sri Hanuman........
आप दंतवक्र की (वज्र कर्कश) गदा तो भूल ही गाए। इस गदा से उसने भगवान कृष्ण के साथ यूद्ध किया था।
Tridev kabhi nahi kapte. Jay bajrang bali. Shree ram ki jay
🙏🙏🙏🙏🙏
Aapne, yeh data kahan se liye hain
Hanuman ji ki Gada ka naam aur Narayan Ji ki jagah ka naam
Sabse saktisali gadha 1 no par visnu 2 no par shivji 3 balram ji 4 no hanumanji 5 no bali 6 no bhim
भगवान नारायण की कौमोदीकी मे कोई संदेह नहीं वो ब्रम्हांड की सबसे प्रलयकारी गदा थी किन्तु श्री हनुमान जी की श्री गदा का उल्लेख पुराणों मे कौमोदीकी के समान ही बताई गयी है
कौमोदीकी गदा हनुमान जी के पास भी aur भगवान विष्णु जी के पास भी????
Kaumodoki gada ka full power sirf shree vishnu ke pass thi, aur hanuman ji gada ka naam Kaumodoki aur sri gada tha lekin usme vishnu ji ki Kaumodoki jese shaktiya nhi thi.
yaar vishnu ji aur shiv ji se kyun compare karte ho😂😂..hanuman ji tak thik tha
Bro Hanuman ji shivji ke rudra avater he sabse takat bar avatar he Hanuman ji aur inme brishnu je ki shakti vi he
@analdutta7321 haan bhai jaanta hu hanuman ji bahat takatwar hain.shiv ji k avatar bhi hain..unko baaki balaram bhim inse compare karne se thik woh sabse upar rahenge..lakin shiv ji aur vishnu ji ka level thoda alag ho jaa raha hai
@@mj5kingsunited-ub7be akdom lekin bhakti ke age god vi bihos ho jate he base hi tridev vi Inka mahima gate he aur Hanuman ji to bhakta siromani he Shiv puran me inko bhama ji ke upar rakha he aur inko tridev nhi kisi se Paras na hone ka bardan diye tha isliye inko balram bhim bali se compare karna bekar he
@@analdutta7321 sahi kaha bhai aapne...
अपने एक गदा का वर्णन नहीं किया हनुमान के पिता जी के पास थी
Jay Vishnu bhagwan ki Jay
Kaumodoki Sri Vishnu & Sri Krishna ke paas tha, Hanuman ji ke paas nehi..galat information mat do
yeh galat nhi sahi information hai. ramayan me bhi hanuman ji ki gada ko Kaumodoki gada ke naam se sambhodit kiya gya hai......Vishnu ji ki paas Kaumodoki gada thi, lekin hanuman ji ke pass jo gada thi use bhi Kaumodoki gada or shri gada kehtey hai....lekin sabse shaktishali kaumodoki gada hi thi jo shree vishnu ke paas thi.
Awm is best weapon 😅
Ganesh Ka gada, Mata Durga ka gada
Kuch to apne shabdo k maryada rakhiye .. tridev bhe thar thar kaanpte thy ... Sari shrishti unhone he banyi hai jo anant hain ..
Anagad ki bhi gada thi jisko koi nhi uthaa sakta thaa
1) The video is tooooo long, your content is very loose, you can keep it short, sharp and attractive.
Tridev se sabhi aashramon ka Nirman tha to vah kisi se kyon dare
सबसे शक्तिशाली खड़क कौन कौन से थे
Nadak- lord vishnnu
Chandrahas- lord shiv
Ashes dhanyawad
Bhim rath pe beth ke yudh karta tha aur uske saath uski gadha bhi thi, to 2500 kilo ki gada aur saath me bhim ke wajan ko 2 ghode kaise khech sakte hai.
Bhagwan vishnu aur Hanuman g ki gadda ka naam aapne same bataya
Narayon ki
Koumodaki narayan ki gada hai😂😂😂😂
Thanks for you 468 family ❤
Ye kaha se isme kah diya ki bheem ne gada yuddh me pitama bheeshm aur angraj karn ko haraya tha swayam pitama bheeshm ne apne guru bhagwan parshuram se barabari ka yuddh kiya tha unko koi harayega
Aaj ki latest technology may bow n arrrow aate ha jo us time par bhi use hote the but gadda ka use kripya bataiye... Ye kis tarhe se use ho sakti ha....
Karn ke pass beem jese 2 gada thii
Lol 😂😂😂😂😂😂😂
Aur Bhim ne Karna ko dhanush vaan se haraya tha 14th aur 16th day ko
Ofcource it is Kaumodagi gadaa
मुसल नही भाई बलराम जी के पास हल था.
Hanumanji powerful gadha
5 ton weight of bheems gada
Joy sri hori
Komodaki gda to Krishna ji ka tha
Sir translate in Kannada
KYA KAMODIKI GADA 2 LOGO K PASS THA
Ramayan me bhi hanuman ji ki gada ko Kaumodoki gada ke naam se sambhodit kiya gya hai......Vishnu ji ki paas Kaumodoki gada thi, lekin hanuman ji ke pass jo gada thi use bhi Kaumodoki gada or shri gada kehtey hai....lekin sabse shaktishali kaumodoki gada hi thi jo shree vishnu ke paas thi.
@@MysteriousHindu OH
Bhim ki gada se adhik sakti shali duryodhan ka gada
Duryodhan ki gada Bhim se heavy nehi tha lekin uski skill aur technique Bhim se thoda better tha . Physical strength me wo Bhim se bohot piche tha
Mahakal ke pass sabse shaktishali gada thi tu ek iskcon wale hai na jo vishnu ko bada dikhana chahta hai 😂😂😂
Bali ki gda kha h
भल्लाल देव के पास था सबसे शक्तिशाली गदा
Karan ko kisne mara or chal se mara itas pdo jooti baste mt btau
Is channel ko he unsubscribe kr rha hu ..
Tu wahi tha kya
Bakwas..kamodgi gada Hanuman ji aur Vishnu ji dono k paas the to dono barabar hue n
Ramayan me hanuman ji ki gada ko Kaumodoki gada ke naam se sambhodit kiya gya hai, jo unhe kuber dev ne di thi aur uska sirf naam kaumodoki tha......Vishnu ji ki paas Kaumodoki gada thi, lekin hanuman ji ke pass jo gada thi use bhi Kaumodoki gada or shri gada kehtey hai....lekin sabse shaktishali kaumodoki gada hi thi jo shree vishnu ke paas thi.
Toh koumudi gada Bishnu ji aur Hanuman ji dono k paas tha kya....😮