very good and informative video thanak u, Sirji kya aap mujhe bat sakte hain maine abhi abhi maxximo ka piston kit aur sleeve naye karvaye hain baki gadi ok hai lekin naya shell oil aur shell coolent dalkar bhi bahot jaldi engine coolent heat hota hai aur coolent ubalne ki aawaaj aati hai. aisa kyon hota hai please batayein
अशरफ भाई मेरे पास महिंद्रा की मैक्सिमो गाड़ी है जो कि 50 से 60 किलोमीटर चलने के बाद बहुत ज्यादा लंबा सेल्फी लेती है कभी-कभी तो 1 मिनट तक लंबा सेल्फी लेती है
Tata ki gaadi hai clutch bilkul hydarulic operated hai clutch dabane ke baad bhi gearme gaadi bhag raha hai kya pblm ho saktha hai clutch master cylinder repair kit bhi change kiya pedal bhi hard hai thoda solution batao
Clutch kitna chhod ne ke baad gadi khincha hai ?.. agar haf pedal mein khinchta hai to andar pressure plate clutch plate ka defect hoga.. और उससे कम में खींचता है तो एयर blead करो
Sir g engin ka pura kam kra diya Lekin mera temppre ture meter white Line pe fix rhta hai .jbki phle white line pe phuchtwe kuch niche riturn aa jata tha o ab nahi ho rha hai
Cooling tank se coolant nahin fake raha hai Magar dip sticks se hawa fake raha hai. Ismein koi dikkat hai? Aur ignition on karte he EGR chalu ho jata hai iska solution bataiye
Bhi tata maga ka coolant cool rhta ha engine garm hoka gadi band pad jati ha fir 30.40 min ma gadi state ho jati ha wait la kar jana ma jada problem ha kali gadi kam problem ha
Maxximo plus or hid hogya tha ingen ka kam grke laye lekin injen stard nhi ho ra hai injetar fayer nhi ho ra hai kam kra ke laya mshin par fayer ho ra hai bhai prablum btao
@@DesiTechchannele bhai mera Mahindra maxximo plus londing gadi hai ye start nhi hota self pe air filter main petrol dala to start hota or tochan lagage pe bhi hota pr self pr nhi hota kya problem hai batao plz..
Bhai Mari Maximo plus hai ek to pickup nhi le rhi or agar 15 kilometers 40 Ki speed me chala loon to heat ho jati hai Halka halka dhua Bhi de rhi hai kala Kala Kay problem hai
4 mahine pahle gasket change karai thi ab coolent taki me gas bhi jam Raha hai sir coolent Bahar fek rahi hai, 4 mahine me gadi ka running sir 300 km tk hi hua hai
@@DesiTechchannelesir meri maximo overheat horhi hai or pickup nhi le rhi thi tw Aaj new clutch ki wire or clutch plate change kri h lekin abhi bhi heating problem ho rhi hai ..... Bina engine down kiye gadi sahi nhi hogi kya btaiye please 🙏🏻
अस्सलामो वालेकुम भाई जान आपने बहुत अच्छी जानकारीदि ह सुक्रिया
Walaikum assalam
Shukriya Mere Bhai
Nice video Ashraf Bhai..👍
Shukriya mere bhai
@@DesiTechchannele my pleasure..😊
Kitna kharcya aayega gasket dalneko...
Sir ji nice video 🙏❤👍👌🌹
Good work. சூப்பர்
Thanks
Nice video he Bhai
Thanks
Nice video
Thanks
Nice video sirji
Thanks
Informative video
Thanks
@@DesiTechchannele welcome
Bhai mahindra mxximo 1st and 2nd gear shfting ke bare me video bnavo na
very good and informative video thanak u, Sirji kya aap mujhe bat sakte hain maine abhi abhi maxximo ka piston kit aur sleeve naye karvaye hain baki gadi ok hai lekin naya shell oil aur shell coolent dalkar bhi bahot jaldi engine coolent heat hota hai aur coolent ubalne ki aawaaj aati hai. aisa kyon hota hai please batayein
सर मेरी गाड़ी में बार बार कॉमन रिले खराब हो रही हे
Kya dekhna zarrori hai mahindra maxximo gaadi ka 2012 model
Bhai ji total kharcha Kitna aaega head banane mein gasket change karne mein
Mera gaadi same problem..engine pura kareto kithna karcha hota hei
Depend karta hai.. aapka spare parts Kitna badalna padega
Uske hisab se kharcha aaega
Sir Mahindra maximo all videos please 👍
She this channel
Nice video sir
bhai hade gasket ka price kitna hei
Is model me altinator belt kese lagate hai uspe 1 video banai
अशरफ भाई मेरे पास महिंद्रा की मैक्सिमो गाड़ी है जो कि 50 से 60 किलोमीटर चलने के बाद बहुत ज्यादा लंबा सेल्फी लेती है कभी-कभी तो 1 मिनट तक लंबा सेल्फी लेती है
Comman rail check karo
Injector Coman rail dono check karo
How much price expend for this work.
1000 humko contact kar
Ye kam kar ne say kitna kharchha ho jata hay
Gas kit...or hed dono problem he sir...kitna charge hoga dono ka...
Kithna paisa
maxximo gaadey ak dam khataara gaadey hay bot hee wayrantag day taa hay
Dhyan se kosis ..aur extra parts hoga ..to koyi problem nahi
Good
Mera gadi jeda hit hit and wairing se sev hit hotahe
MAHINDRA MAXXIMO STARTING PROBLEM / थर्मोस्टेट वाल्व, RELAY, टेंपरेचर सेंसर, रेडEवाटर चेक करो BHAI
Mahiandra maxxcimo mini van ka Nogal problem
Agr mai yeh gaadi lelo toh iss mai main kya dekhna hai 2012 model gaadi hai
Engine back compressor hai ya nahin
Tata ki gaadi hai clutch bilkul hydarulic operated hai clutch dabane ke baad bhi gearme gaadi bhag raha hai kya pblm ho saktha hai clutch master cylinder repair kit bhi change kiya pedal bhi hard hai thoda solution batao
Clutch kitna chhod ne ke baad gadi khincha hai ?..
agar haf pedal mein khinchta hai to andar pressure plate clutch plate ka defect hoga..
और उससे कम में खींचता है तो एयर blead करो
Engine full board 5 mints..only gas in water tank...pickup start ing .sound.ok
Aap kahan se engine overhaul kit le aate Ho
Dosto agar aapko car ka body ka koi vi jankari chahiye to please subscribe our channel
Head gaskit ka 2mahina pahlekam karaya avi heting problem cheak light aaraha hai kya kare
Oil pump change ho chuka hai Karan change kya hai mobile switch change ho chuka hai
Sir g engin ka pura kam kra diya
Lekin mera temppre ture meter white
Line pe fix rhta hai .jbki phle white line pe phuchtwe kuch niche riturn aa jata tha o ab nahi ho rha hai
Rediater clean karo
Thermostate valve change karo
Mere pas Maximo loding gadi h usme res dene se band ho rhi h pls .bateynege
पहले डीजल लाइन चेक करो
और कोई cupller vi loose हो सकता है
Maxxiomi lorry not pickup
Can you solve me
Cooling tank se coolant nahin fake raha hai Magar dip sticks se hawa fake raha hai. Ismein koi dikkat hai?
Aur ignition on karte he EGR chalu ho jata hai iska solution bataiye
8000
Naya rediwater hai aur naya thermostate vulb bhi hai
Gas kit change karne ka kitna lebor hai
Hamara maxximo gari hai, Esme coolant tank mein engine oil aaraha hai, kiya Karan ho sakta hai
Gas kit or hed dono new daalne he..rs batao plz
Rs.14,000 ke aspaas
Mahindra Maximo car oil Batti kya Karan se Nahi Jata Hai bata sakte hain
Nice information thank you
T
@@santoshthorat5092 9
Bahut se mistri iski wiring hata dete hai us se kya fark padta hai
bhai mera maxximo ka coolant bahar phek raha hei. chalane se kuch problm hoga kya
Haan problem hoga
Bhi tata maga ka coolant cool rhta ha engine garm hoka gadi band pad jati ha fir 30.40 min ma gadi state ho jati ha wait la kar jana ma jada problem ha kali gadi kam problem ha
Fuel line agar sahi hai to IMV ka problem ho sakta hai
Thex sir
Very good information
Agar oil supretar ke pipe me se bole to air hos pipe ko lagne vale pipe se oil our dhuva aaye to kya karana chahiye please
Pahle to oil separator ko acche se saaf karo
FIR oil change
aur FIR check karo engine back compressor hai ya nahin
Bhai aap Kahan tak pade ho
Padhai se kya hai bhai
Maxximo plus or hid hogya tha ingen ka kam grke laye lekin injen stard nhi ho ra hai injetar fayer nhi ho ra hai kam kra ke laya mshin par fayer ho ra hai bhai prablum btao
इंजेक्टर तक करंट आ रहा है या नहीं आ रहा है .उससे पहले देखो क्रैकिंग करके
Jeetu ka aur video banao
मैकझिमो के इंजन के बोलट कितने टाकँ पे टाइट होना कृपया चॉट बताये
Head, connecting, yaa main bearing
Kahan kaa??
हेड, कनेकडिग राड, मेन बेरीग बैलेसर के बोलट का टाकँ
.
@@DesiTechchannele bhai mera Mahindra maxximo plus londing gadi hai ye start nhi hota self pe air filter main petrol dala to start hota or tochan lagage pe bhi hota pr self pr nhi hota kya problem hai batao plz..
DRV, injector check karo
Bhai gadike coolent taki se gas aa Raha hai Kya problem honga
Fan ghum raha hai??
@@DesiTechchannele ha temperature cata center pe ane ke bad fan ghum Raha Hain 2-3 min ke bad fan bad ho jata hain
Rediwater wash, thermostat valve ,
Check karo bhai.
@@DesiTechchannele thik hai Bhai thermostat valve check karta hu, rediator to saaf Kiya
इसका कितना कॉस्ट आता है काम करने का?
Bhaiya maxximo cng ke baare me bhi batao
Cng gadi avital aya nahi
Aaye to batana bhaiya. Aur ye batao o2 sensor kharab ho jaye to kya thik ho sakta hai.aur is se kya dikkat aati hai
Zaroor bhai ... oxygen sansar saf karane se chal sakta h.. Chance bht Kam h.. isse black smoke aur pikup prblm ho sakta h
Meri gaadi scan kari thi to o2 heater sensor bata raha hai.iska o2 sensor kitne ka hai
Supper
Thanks
OR thoda detail main batane se acha hoga
Ok thanks
Fan direct kar diye
Mahindra maxximo starting problem/भाई इसका रेdवाटर साफ करो अगर साफ हो गया है तो थर्मोस्टेट वाल्व लगाओ aur temperature sensor v check karo
Wahi problem mera ka b hai
Bhaiya meri mahindra maximo gadi ka fan band ho gaya hai garmi pakad.ti hai bo kitne ka karcha ayega
1500 se 2500 tak ayega
Bhai Mahindra Maxximo ka calling pack raha hai aur starting problem hai kitna kharcha aaega
Bhai आपका बात मेरे समझ में नहीं आया ??🙏
भाई मेरी गाडी भी बहुत गरम हो रहीं। है तो तकरीबन कितना खर्चा आता है
Isko kitna kharcha ata hain... Same kam main
Bhai Mari Maximo plus hai ek to pickup nhi le rhi or agar 15 kilometers 40 Ki speed me chala loon to heat ho jati hai Halka halka dhua Bhi de rhi hai kala Kala Kay problem hai
Bhai meri gadi me bhi yahi dikkat hai aapki gadi thik hogyi hai kya ab agar hogyi hai tw kese Hui bta sakte hai
Bhaiya aap Kahan tha pade ho mujhe bata o
Bhai padhai se kya hai ...?
Mere ko bhi mekenical sikhna hai is lye
Bar bar gasket jal ja raha hai kuch upai bataiye bahut pareshan hai
Fan ruk ruk ke chalta hoga ? Ya thamostat velv ? coolant box cap check karo
How to do sir when maximo are heat when we drive only 2 minute also heat
Kis chij Kiya nikaalne ki aap mere ko mai aapko Sahi Sahi answer dunga ja meri video
Mera Mahindra meximo tempu kbhi 80 ki speed me dOdta he kbhi 55/60 ki speed me dodta he kya problem ho Sakti he bataiye
Aise hi step-by-step check karo pakad mein jaega aur Tanki ka motor v check kar do
Maximo car engine kitna kilometre per khulata he
Depending do use
sir nahe hed kitne me ayeva
Khrcha kitna aaya hai iska
एडवांस साईज सिलिप कहाँ से मिले गा
Engen lathe me dekho bhai
Kitne me kharcha aaya bhai
in Rs6000 without लेबर चार्ज
Leber kitna hai bhai gas kit open fitting ki
Mene bhi 1sal pehle ingin banaya
Avi theek hai
हेलो भाई महिंद्रा बोलेरो का तीन और पांच नंबर घर छोड़ दे रहा है उसमें उतना मैक्सिमम खर्चा आएगा
Us se koi problem to nahi hoga
Sir mera maximo crd hai 40 se jada pickup nahi lets kya kare
Pahle rail badal ke dekho.. agar Na hua injector saaf karke dekho
Bhai rail kitne ka ata h
Nice
Thanks
Sir app kha se ho or mere maximum ki yak kme hai
From Odisha
Bro tell timing lock once more repeet
Kya hua bhai
maximo ke sensor ke bare m btao
Agali video m batne ki koshish karenga
Aap kaha sai hai
KENDRAPARA
ODISHA
Bhai Maxi Mo rannig me chalte tapotap me band girti or badme sel maro chalu hojati
Wearing kahin per loose hota hoga
Tank motor bhi check karo bhai
Asraf bhai nojal ke se nikali aap ne
Break oil dalke
Bhai aap kahan per Rahte Ho
KENDRAPARA
ODISHA
kitna rupya lagega sir
Rs.4500 without labour charge
Es problem kitna kharcha aata hai
Sar ISI gadi ISI problem ka Kitna kharcha aaega
Bhai maxximo ka scanner kaha milega
Bhai launch ka scanner sabse best hai
1st or 2nd gear me play ara to ky kre
Jeeto 6-11 ka new video repier ka bataye
Meri gadi me sel hi nahi lag raha he or chabi lagake shel maar raha hu to koi avaj bi nahi aarahi he or sel bi nahi lag raha he kaya karu
Ashok Liyland dost ka balak samok ka video banawo
Ok
Pickup nahi btata yaar kya kre
EGR,WARING & injector check karo...
Jeeto ki koi kami ke bateye
Nice
Bhai Mai gadi banake 6 month hora phir coolant Baher pekra kya karu
Coolant cap leak hoga sayad .. check karo
@@DesiTechchannele cap ku hole hai
4 mahine pahle gasket change karai thi ab coolent taki me gas bhi jam Raha hai sir coolent Bahar fek rahi hai, 4 mahine me gadi ka running sir 300 km tk hi hua hai
आपने जहां पर gasket लगवाया था
उन्हें दिखाइए वह समझ जाएंगे क्या हुआ है
@@DesiTechchannelesir meri maximo overheat horhi hai or pickup nhi le rhi thi tw Aaj new clutch ki wire or clutch plate change kri h lekin abhi bhi heating problem ho rhi hai ..... Bina engine down kiye gadi sahi nhi hogi kya btaiye please 🙏🏻
पूरा इंजिन काम करने मै कितना खर्चा आता है
Mahindra maxximo mein superhero 3 din lagte Hain ek bar meri video dekho aap
Long self lera
Mahendra maxximo ka long self ka karan इंजेक्टर भी हो सकता है पहले coman rael दूसरा कोई लगा कर देखो.
apka gareje kaha h
KENDRAPARA
ODISHA
Bahi Apna. No. Dyna.place
Break problem hai .Break su change kar liye hai phir bhi
Kon si gadi?
1year bad aap reply denge sir to kya fayda
@@anujsinha544 aj hi video dke to reply kie... Wse problem solve ho gyi ti sir?
Bhai apni gadi raning me red hokar diva mari tabse aisa hora
Raning me chalate chalte res hui uske dhuva mari oil supareter naya dala chek vol dala firbhi aisa huva
Jyadatar oil separator ka hi defect rahata hai
Fir se oil separator ku check Karke lagaen
Valve check Karen
car backcompres ha kai kare
😅👨🔧😢😢😢🤔
Engine overhaul
Piston rings me problem hogi