Aapka video bahut informative hai and you have covered all details in single video which is appreciable. One video is just enough to understand minute points. Thanks 👍 keep sharing such videos. Quite helpful.
Janab *shukriya* is unda video ka,. Mein kaafi samay say is dikkat say uber nahi pa raha tha ki beej *germinate* hoo rahey they par, *patle aur lambe* hone kay baad khud *jhukae* kar **sukh* ja rahe they kyoki unkey *dhoop* naha mil pa rahi thi. Aap say *gujarish* hei ki padhey ki *kalam* kaise Katey, kis media me lagaye, dhoop ya chaya mein rakhey, aur kalam ko dhkey ya nahi. *Par ek video mi jaye.*
Sir me gardening mein new hu mere bhut se plants khrb ho gye hai apki is video se mujhe mujhe ye to pta chl gya hai k seeds ko kaise generate krte hai but sir ek quairy aur hai meri k jb hum kisi plant ki cutting lgate hai tb usko kaha rkhna hai dhup me ya shady area me mein denthius ki cutting lgi hai smjh nhi al rha k kha rkhu us pot ko
Maine morning glory k seed grow kiye hain.nd plants kaafi leggy ho gye hai .ab dhup mein rakhe hain.nd kya unko repot kr du.nd plant ka kitna part soil mein dabana hai...true leave se 4 leaves or jayda ho gye hain.
Ye video meray saray questions ka ans tha thank u
Aapne bahut badhiya 👌 jankari di hai
Shukriya 🌱
Sir you explained very well thanks
Thanks for liking
बहुत ही शानदार जानकारी,बीज उगाने पर ♥️♥️👌
Pahli bar kisi ne sahi jankari bina faltu baat ke di hai👏👏
Aapka video bahut informative hai and you have covered all details in single video which is appreciable. One video is just enough to understand minute points. Thanks 👍 keep sharing such videos. Quite helpful.
मित्र आपके विवरण स्पष्ट और विस्तृत हैं
आप कि जानकारी बहुत अच्छी लगी
Thanks
Nice sharing bro
Thanks for the visit
सुंदर जानकारी 👍🏻
Shukriya 😊;
Bahut badhiya
Thanks bro mai esi problem ka solution doond rhi thi
Very helpful video hai sir ji 🙏
Nice information for plants 👌🏻
Thank you very much ;
Nice information 🙏🏻👍🏻
Accha laga video
Very useful.. Thanks
Glad it was helpful!
Nice video bhaiya
Thank you bhai 😊 ;
very use full tips
Glad to hear that
Too good sir
Very gd step..
Thanks a lot
Good information👍
Very useful information..
Very nice vdo thnk u sir
Most welcome
@@Flora_Nurture 🙏
Wow good information like
very nice information sir thanks
Thank you so much 😊;
Níce information
Sare question ka answer mil gya
Good infrometion sir
Very good information brother 👍👌👌
Best video on youtube sir…all info in one video.great sir..simple nd clear
Good 👍
Janab *shukriya* is unda video ka,.
Mein kaafi samay say is dikkat say uber nahi pa raha tha ki beej *germinate* hoo rahey they par, *patle aur lambe* hone kay baad khud *jhukae* kar **sukh* ja rahe they kyoki unkey *dhoop* naha mil pa rahi thi.
Aap say *gujarish* hei ki padhey ki *kalam*
kaise Katey,
kis media me lagaye,
dhoop ya chaya mein rakhey,
aur kalam ko dhkey ya nahi.
*Par ek video mi jaye.*
So comforting voice
Informative
Thanks for sharing 🙏
Sir me gardening mein new hu mere bhut se plants khrb ho gye hai apki is video se mujhe mujhe ye to pta chl gya hai k seeds ko kaise generate krte hai but sir ek quairy aur hai meri k jb hum kisi plant ki cutting lgate hai tb usko kaha rkhna hai dhup me ya shady area me mein denthius ki cutting lgi hai smjh nhi al rha k kha rkhu us pot ko
Can we use termeric as fungicide
u sort my confusion
Bhut aachi jankari 👏 👏👏
Methi ki bhaje me kit bhut jaldi lag kyo kare ??
Ranunculus ke plant pe koi video banaye please
sir bhot jldi transplant ke vedio bnay
Ji jaroor ;
Nice
Thank you ; 😊
Thanks 😊
Wow, loved the video, very informative.
Thank you so much 😊 ;
May mahine mai beej lagay hoto duup dukhaye ki ni itnj garmi mai ?
Maine morning glory k seed grow kiye hain.nd plants kaafi leggy ho gye hai .ab dhup mein rakhe hain.nd kya unko repot kr du.nd plant ka kitna part soil mein dabana hai...true leave se 4 leaves or jayda ho gye hain.
6 inch ak gamle me saun flowr ke 3 sids hi ugaye or vo ug gye he to transplant krna jruri he
Yes , 6 inch ke gamla 3 plant ke liye kafi chhota hain and ek plant lagane ke liye bhi thoda chhota hain. Minimum 10 inch ka gamla use kre .
sir plant transfer krne ke baad wo niche se ptle ho kr mar kyu jate h
Mera bhi esa hota he bhai
Sem sem
Ekdam same to you
Bhaiya mere yha pr salted water hai kya usme winter flower seed grow ho jyege ya ro water use kr sakte hai
hello sar ...mene gende ke beej lagaya he abhi to usme true leave nahi ayi he to use full sade me hi rehne du ki use dhup deni chahi a......
Plant ko gallhery se kaise bachayen. Mere plant gallhery cut deti he.
Trichcodarma as a fungicide use kar sakte hai
क्या आप मित्र कीट का फ़ोटो का वीडियो बना सकते है
Mere podhe lambe hote ja rhe hai or unka tana ptla kya kre
thanks
Most welcome 😊;
Sir ye Red pots kon se hai or ye kaha milega. Mujhe bhi lena hai please help me
Plastic ka gamle ya thermoform ka gamle konsa acha hai
Dono ki price same hai
Plastic ke gmle ki mitti thermoform ke mukable kam heat hoti hain . Hard plastic thik rhega ;
Lagatar barish ho rahi hai to paudho ko sun light kaise de...? Kya wo mar jayege ?
Kya fungicid ko seed me mila ke bow sakte he
Jo seeds tinny hote hain.unko fungicide mein misx kr k saw krte hain.d best result milta h
@@seemapaul1707 are bhai mera 50℅seed galgaya heavy rain our fungiside and bettel eat seeds
Damping off se mere seedlings mar rhe hai. Kya mai Cinnamon ka use kar sakta hoon, as fungicide?
Plastic cover kar ney mein white white fungus type bhi aati hai kya hai yeah
Got the answer
Ab kitne time ki doop de sir?
How we can separate them when they will grow more ? Will they survive once we pull out them
Aster ka seed kb lagaye ??
Kya bhai garden overview kab aya ga 😔
क्या आपके पास से adenium की seeds मिलेंगे?
Lekin cover karne ke bad unme fungus najr ane laga...is halat men kya karen?
Wo medam dipaka ka link
Try leave kya hota hai
Ek inch ka poudha me groth nahi ho raha
Video dekh kar Fungicide mangaya h Damping off se bachne ke liye.
Let's see what happens
WInter flowering Seeds sowing ke kitne dinon mein transplant ke liye ho jayenge
Aap us video ko dekhe ruclips.net/video/LnP9_wGoc44/видео.html
Hi
Damping off big problem for me😑😑😑
Mere 50% seedlings damage ho gai
Good information 👍
Nice
Thanks