Sir, epf transfer status shows accepted by field officer, the balance got debited from previous employer however its not been credited to new account? Can you please advise what could be the reason??
Sir mene previous company se new company pf transfer krvya tha and claim settle hogya but phicla 1 month se meri new passbook updated ni hui and old passbook mei balance zero hogya mene pf grievance pr camplian kri then unka reply aya ki uska pass koi tranfer claim ni aya
Hello Sir Sir my question is that i put the request for PF transfer Account old pf to new pf, in a working company employer given the approval, How many days it will take to transfer Sir
Thankyou sir Sir Mera Bank KYC baar baar Rejected ho raha hai kya problem hai sir. Micthmach bata raha hai. Mera documents ko pf profile ke according change update karwaya hu fir bhi KYC approval nahi ho raha hai. Baar baar reject ho raha kya karu sir please solution bataeye.
Sir mene 19c 10c apply kitha or settlement hoga tha but bank account froze tha paisa pf passbook pr retain hoga tha but apply kia tho 19c hoga but 10c nai hora he bolra he already settled 10c
Sir ji, Meine 22 May me hi Form 19 aur 10c apply Kiya tha, Lekin Ajj 29 ho geya fir bhi under process dikha rahe hai.... Kitne din me Sattel hoga sir.... Please Reply kijiye
Me v Advance pf dala hu 22 May ko Mera v under proces hee slow kr raha he bhai log ..bahut parisan hu.. advance me Paisa bahut hee jaruri kaam ke liye Marta he ...pr ....kavi ata nehi....kisi ko ish bare me agar proper jankari he to pls bataiye ...bahut bada help ho jayega ...pls 🙏🥺
Sir Mere brother ne 2 job change ki hai or pf ko transfer kiya then, to withdraw pf he need to leave the current job or otherwise he can withdraw pf because there are 3 pf passbook
There are two member I'd in my pf account. Usme se ek id wo hai jisme mene work nhi kiya hai wo current m show ho rhi hai jiski wajha se m apna total pf withdrwal nhi kr pa raha hu. Plzz koi solution btao
Sir aapko bahut Shukriya acchi Tarah Jankari dene ke liye Sar mera ek case yah hai ki main Mumbai ke office mein kam Karti hun per Mera PF balance Chennai ke PF office mein Jama hota hai jo ki vah meri company ka PF office Chennai mein hai usmein Jama Hota Hai Mujhe 10 Sal 5 mahine ho gaye hain service ko usmein se ncp days 219 - ke to Bhi Main mines Kiya jo kovid ki vajah se mujhe laga Lage the 219 NCP days eligible hun pension ke liye Mere case Mein yah hai ki maine Naukari chhod diya hai abhi main Naukari Nahin karungi per mera jo PF hai ful and final karne ka hai vah main company ko kaise bolun ki mujhe fulan final karna hai aur pension ke liye eligible hun to vah mera jo Kuchh detail Hai PF Ka Mere nearest Mumbai ke PF office mein transfer Karen Taki main Aage Jab Bhi mujhe kuchh PF ke bare mein Kaise form bharna Hoga ya tension Shuru karna hoga Tu Kuchh Bhi Sawal ya Kuchh Bhi pareshani Aaye To Main nazdiki pension office mein mera issue solve kar Sako please isper video bnao na please Kyunki maine Iske pahle Bhi Main aapke video Maine comment box mein aapko message dalen per aapane Kuchh use per reply nahin diya Shayad aap Biji Ho per aap is per Jarur video bnao vah company Ko Kya Main email likho main Mera Chennai Se Mere Mumbai ke nearest PF office mein Mere PF ka jo bhi detail se transfer karo Taki main aasani pension Jab Mujhe Shuru karna hai tab mein tab main aasani se mere najdeek ke PF office mein Ja sake aur jo Kuchh Mera problem Ho Gaye hoga to use idhar jaldi solve ho jaega Mera yahi hai ki main company ko kaise likhun ki mera PF ka jo bhi detail Hai Chennai ke office mein to vah sab detail Mera Mere nazdiki PF office mein Mumbai ke transfer Kare Mere neerrest PF office mein detail Jama Karen Kyunki Main job To Nahin karungi to Fir Chennai se kitna lamba to mujhe kuchh problem hoga to mujhe mere Apne mere se office mein transfer Karen Tum Jo Aisa Nahin Hogi Jab Mujhe pension Shuru karna hai to enquiry karne mein yah jakar Unse poochhne mein Tum company ko kaise email likho use per kya likhun kya transfer kaise karna hai kya procedure Hota Hai video Banakar batana please thank you sir
Thanks sir for helpful information ❤😊
Bahut hi badia video bheji
Thanks Bhai Rewari Haryana ❤❤❤❤
AVINASH chavan main aapka subscriber hun❤❤
Sir ye passbook me otp wala system ka kuch krwao yr .. bhut irritate hota h
Sir 1 महिना हो गया मेरा pf abhi bi under process दिखा रहा है
Sir mene 14 sep ko life certificate jema kiya hai lekin field office per pending dekha reha hai ketne time me pass ho gaya please reply sir ❤❤❤❤❤❤❤❤
Main appka subscriber hu sir
Sir mera accpeted by field office but attestation form not available dikhata he kya kare
Form 19 aur 10c 5 may ko apply kiya tha abhi tak under prosse dikha raha hai
Sir, epf transfer status shows accepted by field officer, the balance got debited from previous employer however its not been credited to new account? Can you please advise what could be the reason??
thanks
Welcome
Claime already sattled if you rejoining submit joint declaration form with form 5 and 10 iska kya kare
सीधे emplyer aprv न करके सीधे epfo करे ये ऑप्शन भी सुधरना chiye ya एटोमेटिक transfer ho jaye
Sir pf office Wale kah rahe the 20 may ke baad online joint declaration ka option aayega Jo log login nahi kar pa rhe hai
Sir mene previous company se new company pf transfer krvya tha and claim settle hogya but phicla 1 month se meri new passbook updated ni hui and old passbook mei balance zero hogya mene pf grievance pr camplian kri then unka reply aya ki uska pass koi tranfer claim ni aya
Sir ek pf id chood ke pf full setelment kar sakte Hain ya nahi please reply
Hello Sir
Sir my question is that i put the request for PF transfer Account old pf to new pf, in a working company employer given the approval,
How many days it will take to transfer Sir
Sir mene pf transfer request dali he pending at feild office he same time me advance ke liye apply kr sakta hu kya
Sir present company kitne din me accepted karti hai transfer ricvest
Thankyou sir Sir Mera Bank KYC baar baar Rejected ho raha hai kya problem hai sir. Micthmach bata raha hai.
Mera documents ko pf profile ke according change update karwaya hu fir bhi KYC approval nahi ho raha hai. Baar baar reject ho raha kya karu sir please solution bataeye.
Fino payment Bank ka account PF account mei Bank KYC karne ke liye Laga sakte hain kya
Sir mene 19c 10c apply kitha or settlement hoga tha but bank account froze tha paisa pf passbook pr retain hoga tha but apply kia tho 19c hoga but 10c nai hora he bolra he already settled 10c
sir kampni band hai joining date not abdet kya kre kaise pf nikale
Sir Maine Kiya transfer form 13 Maine fhone Kiya thaa bol rahe hai meri DSC expayer Ho gayi kya sir Hoga ya nahi Hoga
I have transferred old pf in to new acct, can i withdraw employer share wich i have transferred.
Sir Hmara pf transfar ka ofsen nhi AA Raha hai
Sar Mera PF transfer kya hai employer expect nahin kar raha hai approve nahin kar raha hai iska solution kya hai
Sir ji, Meine 22 May me hi Form 19 aur 10c apply Kiya tha, Lekin Ajj 29 ho geya fir bhi under process dikha rahe hai.... Kitne din me Sattel hoga sir.... Please Reply kijiye
15 days
One month max
15 days ho jayega
Me v Advance pf dala hu 22 May ko Mera v under proces hee slow kr raha he bhai log ..bahut parisan hu.. advance me Paisa bahut hee jaruri kaam ke liye Marta he ...pr ....kavi ata nehi....kisi ko ish bare me agar proper jankari he to pls bataiye ...bahut bada help ho jayega ...pls 🙏🥺
Aadhaar is not available against uan , kindly seed aadhar through employer ye online hona jaruri hai sir
Jd form
Sir
Mere brother ne 2 job change ki hai or pf ko transfer kiya then, to withdraw pf he need to leave the current job or otherwise he can withdraw pf because there are 3 pf passbook
Sir mera accepted by field office show ho raha iske bd mujhe next process kya krna h?
Mera ek Mahina hogya pf transfer nhi ho raha hai
There are two member I'd in my pf account. Usme se ek id wo hai jisme mene work nhi kiya hai wo current m show ho rhi hai jiski wajha se m apna total pf withdrwal nhi kr pa raha hu. Plzz koi solution btao
Same problem brother koi solution mile to btana
Epfo account m post office savings account add kar sakte hai
Nahi
Sir..mere 2 un namber hai new un namber ka Paisa nikal liya hai our purani un namber ka Paisa kaise nikale
Sir mere our mere doston ke shath sem problem hai
Sar please reply
bas bank kyc approval change hojaye