Army pension drill//army retirement process //do first before retirement //

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 28 ноя 2024

Комментарии • 170

  • @anilkolhe7649
    @anilkolhe7649 3 года назад +9

    Army person ke liye Aap devata ho sir itani sari jankar Aap de rahe ho bahut bando ka bhala ho raha hain sir mein Aapse milana chahata hu plz Aapka mob no. Send karo plz

    • @SainikMantra
      @SainikMantra  3 года назад +3

      Anil Bas Aap jaise bahadur javano KI bhalai K liye kaam kar rahe hai
      Aur Aap logo ki positive comment ke baje se muje oxygen milta hai Bas desh k liye jiye hai desh ke liye jiyenge
      Mera email address bhej raha hu
      Jay hind
      ketandedania00@gmail.com

    • @neelamsinghrai
      @neelamsinghrai 3 года назад

      31st August ko pension out huwa hu

  • @jatin2819
    @jatin2819 10 месяцев назад

    Bahut sunder

  • @nileshjagtap5576
    @nileshjagtap5576 3 года назад +1

    Nice video sir

  • @surajnegi4639
    @surajnegi4639 3 года назад

    Thanks

  • @kalingirivenkataramudu2536
    @kalingirivenkataramudu2536 3 года назад +1

    Sir joint acount dsp acount hona jaruri hai kya

  • @nishmaniru4139
    @nishmaniru4139 4 месяца назад

    Sir nepal Wale k liye ppo bana ne ka datil bataye sir

  • @ashasingh3808
    @ashasingh3808 Год назад

    Hi sir jai hind 🙏

  • @tanwarrathore4346
    @tanwarrathore4346 3 года назад

    Very very good information

  • @RajeshKumar-pk6lu
    @RajeshKumar-pk6lu 3 года назад +2

    👌👌

  • @Raghunayakdas108
    @Raghunayakdas108 Год назад +1

    Pl ये बताइए कि बैंक से wido को फैमिली पेंशन पीएनबी से कैसे मिल सकती है।

  • @dangedurgadas8764
    @dangedurgadas8764 3 года назад +1

    Sir maine jammu ki sbi bank per retair le raha hu mai mp ka rahne wala hu kya baad me home baranch mp me a ac transfer hoga aur saari suvidha milegi

  • @tongbouchang6167
    @tongbouchang6167 10 месяцев назад

    Family ka adhar card me bhi home address same hona chahiye kya?

  • @navinbudhlakoti9154
    @navinbudhlakoti9154 Год назад +1

    Sir RMB ke uper ek video bana dijiye please

  • @narendra7922
    @narendra7922 7 месяцев назад

    Mera post office PARTAPUR KI JAGH PARTAPUR ho Gaya hai aur PIN No bhi galat kya dikkat aayegi pl help me sir

  • @mahendrachandra9720
    @mahendrachandra9720 9 месяцев назад

    Sir mera village aur PO office same hai, magar district aur tehsil change huaa hai, dividation me, to kya koi samasya aayega

  • @navitasinha297
    @navitasinha297 3 года назад +1

    Nice vedio

  • @rajendrasingh2294
    @rajendrasingh2294 3 года назад +1

    Very nice vedio sir

  • @jeetrawat5597
    @jeetrawat5597 Год назад

    Home address Mai only post office address change hai kiya Manya hoga

  • @shishu2002
    @shishu2002 Месяц назад

    Sir, mere police department k ppo me aur sarkari documents me wife ka naam old surname (bachelor wala) he, lekin wife ka PAN, Aadhaar etc me sirname married wala he, to kya mere bad unko pension milne me koi problem ayegi, aur kaise resolve hogi.

  • @jeetrawat5597
    @jeetrawat5597 Год назад

    DSP account pension account nahi hota retairmet ke bad

  • @aslammenapara4782
    @aslammenapara4782 2 года назад

    Sir mera sirf mohalla badal gya hai tehsil post vahi hai to kya address badalna chahiye

  • @anilkolhe7649
    @anilkolhe7649 3 года назад +1

    Good sir

  • @sudiproy1230
    @sudiproy1230 3 месяца назад

    Wife ka date of birth change karne ka procedure kya hai sar

  • @prabindas4162
    @prabindas4162 2 года назад

    Sir home address pension Jane se kitna mahine pehle cence kar sakta hai

  • @phanindrachhetri4381
    @phanindrachhetri4381 6 месяцев назад

    Sir namaskar
    Mein ek saal ke andar pension ja Raha hun
    Maine aadhar card me home address change Kiya hun aage kya karna padega please bataiyega

  • @parsurambasu6854
    @parsurambasu6854 3 года назад +1

    Very good information sir thanks

  • @dashrathsinh4281
    @dashrathsinh4281 3 года назад +2

    Very nice sir

  • @radhakrishnaheaven5599
    @radhakrishnaheaven5599 2 года назад

    RAM RAM SIR RMB ME LAGANEWALE DAQUNT KE BARE ME

  • @satishdahake27
    @satishdahake27 2 года назад +1

    Sar part part 2 order bank account Diya Hai Vahi chahie kya

  • @Pravin2846
    @Pravin2846 3 года назад +1

    Very imported information

  • @sandhaviaadityaranjan3911
    @sandhaviaadityaranjan3911 2 года назад

    सर जी जिस जवान का पत्नी से कोर्ट केस लास्ट 10 इयर्स से चल रहा है। जॉइंट एकाउंट साथ नही खोलना चाहता है जवान तो सिंगल एकाउंट से पेंशन जा सकता है कि नही प्लीज क्लियर कीजिये

  • @pankajkumar-pu9kb
    @pankajkumar-pu9kb 3 года назад +1

    Sir mai 28 Feb 22 ko pension ja raha hu, mujhe 2022 ka total kitna chutti lagu h..?

  • @GKumar-iz8os
    @GKumar-iz8os 2 года назад +1

    Jay hind sir... Kisi ka home address ka district bat kar 2 district ban gaya ho aur home address wahi ho kebal purane district ka bata hua bhag me home address ata ho to v address change karana hoga?

  • @soujanyamoytiwari729
    @soujanyamoytiwari729 3 года назад +1

    Sir... Kya...mein...joint...ac.mein wife ka naam fast mein rakh sakta houn....?

    • @SainikMantra
      @SainikMantra  3 года назад

      No

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      Rkh sakte hai sabhi apni bibi ko kush krte hai esa kr ke mgr dhyaan rhe esa kiya to ye account pension ke liye thik nhi rhega
      Kyu ki jiska bhi name first me hota hai wo us account ka asli malik hota hai or jb apki pension suru hogi to apke account jisme firat name apki bibi ka hai wo malkin hogi to apki pension bank release nhi krega phir aap dubara account khulwaege or is baara apna naam first me dalwaenge

  • @rajeev23900
    @rajeev23900 3 года назад +1

    Sir kya hum salary account ko joint account me change kar shakte hai

  • @anju2487
    @anju2487 3 года назад

    JAI hind sir check book me Kumar ki jagah KR HAI ISKO BHEJ SAKTE HAI ADVANCE DOCT KE SATH YA CHANGE KARNA PAREGA

  • @subodhkumarpandit4551
    @subodhkumarpandit4551 2 года назад

    Sar mere wife ka date of birth sit role
    Main Galt hai aur Kumari ke jagah Devi hai
    Sar main 31 January 2022 ko Ritayr ho gaya
    Yah problam kese solave hoga sar

  • @RajeshKumar-hy4ty
    @RajeshKumar-hy4ty 2 года назад +2

    Sir mere army documents main wife ka naam anjana devi darj hai.jabki civil documents aur sab jagah anjana kumari hai. To aab mere ko kya karna padega ki wife ka naam ek jesa ho jaye.

  • @sanjaykoshikkoshik1446
    @sanjaykoshikkoshik1446 3 года назад +1

    Post mai speling galt hai sit rool mai yahi hai pahle se mai riyayat a gaya hu kay solder bord se hoga PPO dischaj book mil gayi hai

  • @vijaysharma8336
    @vijaysharma8336 2 года назад +1

    Pension documents me dusra mobile number hai aur bank me alag mobile number hai.lekin dono mobile number chal rhe hai. To koyi problem to nhi hogi ..

  • @rabrakha3890
    @rabrakha3890 3 года назад +1

    Sir 🙏🙏🙏🙏🙏 mena 8 Year 1 month ma unwilling Muja macp melagi kya ya pension jate same cut hogi plz reply

  • @pamibhaigujjar1902
    @pamibhaigujjar1902 2 года назад

    Sir.... LMC p2(P) person sevel m govt. Job k liye apky kr sakta h kya

  • @Desicomedy64098
    @Desicomedy64098 3 года назад +1

    Ram ram sir mere 958 me madam ka name and dob galat part 2 order ho gya hai pension me koi problem to nhi hogi plz bataye

  • @wealthcreatorstocks
    @wealthcreatorstocks 3 года назад +1

    Sir ek widow hai jisko ek boy hai or widow ko Pention mil rhi hai ab dusri sadi kr rhi hai to uske Pention pe kya effect aayega

  • @amitmotivation4600
    @amitmotivation4600 3 года назад +1

    Sir mere service me name speling change karna he, 10th ki marksheet me jo thi wahi dal di thi, lekin 10th ki change kar di but fouj ke record me change karna he

  • @VijaySharma-qx5vu
    @VijaySharma-qx5vu 3 года назад +1

    Sir please btaye arty record kb tak khul jayga

  • @ranachhavinder2186
    @ranachhavinder2186 2 года назад

    Kya salary account ko joint account kr sakte hain

  • @umeedrathi6809
    @umeedrathi6809 3 года назад +1

    Salary account joint to kya pension k time dusra account singal ho sakta h ???

  • @awdheshsingh4951
    @awdheshsingh4951 3 года назад +1

    Sir kya echs ki facility only home town main le sakte hai jahan hamne registered karwaya hai ya Fir Kashi aur Bhi.

    • @SainikMantra
      @SainikMantra  3 года назад

      Nahi baad me change bhi karva sakte hai

  • @nirmalsingh9295
    @nirmalsingh9295 3 года назад +1

    Sir... Mera village ka name change hai...sheet rool me alag hai aur bank pass book mai alag hai

  • @rakeshkumar6379
    @rakeshkumar6379 3 года назад +3

    ram ram sir mr 2 karna jaruri h kya bolte h ki mr nhi karoge to pansaon me gata hoga ye sahi h ya galat

  • @everythingishere3008
    @everythingishere3008 3 года назад +1

    Army color service or premature retirement me kya deference hai or fayde or nuksan kya h pls btaiye

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      Dekhi do condition hoti hai
      1 jb govt bhejdi hai
      Colour service
      Medically board out
      In dono condition me sarkaar jimedar hoti hai apke liye to ye jayada benificial hai.
      Premature mein aap apni marji se jate hai, to isme bahut nuksaan hota hai.
      Lekin agar apka jana nischit hai ya koi majburi hai to phirto jana hi pdega.

  • @dmreyal
    @dmreyal 3 года назад +1

    Sir service documents me agar mother father ki date of birth galat h to kya unka school leaving certificate dekar ya phir PAN card dekar sheet Roll me change ho sakta h ya nhi??
    Maximum soldiers ke sath yeh problem h kyunki us samay Trg Center me jyadatar soldiers ke Mother father ki date of birth 1st July 19____ likhi h...

    • @ShriHariJunagadh
      @ShriHariJunagadh 3 года назад

      No nahi hogi jo likhi hai wo hi rahegi

    • @ShriHariJunagadh
      @ShriHariJunagadh 3 года назад

      Koi farak nahi padega

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      Parents ki date of birth aap
      1. Adhaar card
      2. PAN card
      3. Maticulation certificate parent name check krne ke liye.
      Apne office me ye docus de kr record ko ek letter bhijwa de.

  • @akshayakumar3134
    @akshayakumar3134 3 года назад +3

    Sir home add ka sheet roll me ek speling galat hai kalbana ki jagah kalvana hai
    jab ki V ki jagah B hona chahiye. aur ghar ke paas naya dak ghar ban gaya jis karan pin bhi change ho gaya . Aur ab es dak ghar ka pin chalta hai
    abhi kya karna padega sir.

  • @RajuSingh-cm1ko
    @RajuSingh-cm1ko 3 года назад +1

    Pension DSP account me Lena cahiye ki joint account me Lena cahiye

  • @thakurneeraj7823
    @thakurneeraj7823 3 года назад +3

    Sir bank account home address wali branch Mae hona jaruri hae kya plz

  • @raghabapatro8906
    @raghabapatro8906 3 года назад +1

    Namaskar sir mera single account Dsp account hai aur joint account nomal hai Dona account sbi bank mai hai Ek bank mai mera Sawai hai ki kiya Dsp account hi joint hona chaye aisa hai kiya sir na jaise hai ise right hai

  • @nirmalsingh9295
    @nirmalsingh9295 3 года назад

    Sir Mera village ka name sheetroll main galat hai..mai kya kru jo sheetroll main name sahi ho jaye...plz bataye

  • @kunalnagi3914
    @kunalnagi3914 3 года назад +1

    First pej k dacument main sir pin code city ka nhi distic k chala gya hai sir kya kru koi problem to nhi hogi

  • @Vinu_Shab
    @Vinu_Shab 3 года назад +3

    Sir me 31 Dec 2020 ko 16 yr service ke baad retire hua hoon. mere ePPO me disability pension ki koi details nhi di hai...kya mujhe disability pension nhi milegi....me P2( P) Generalised Seizure. Aggrivated to Mil service in Last AFMS 15

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      Sir dekhe do condition hoti hai
      1. Agr aap normal routine pension jate hai to PCDA apka service pension suru krega, phir lagbhg ek saal ke as paas apki disability pension jis date se aap out huwe hai tb se jud kr aapke account me credit hogi.
      Lgbg ek saal lgta hai
      Dusri condition agr aap Medically board out hote hai yha mein bhi thoda confuse hu, jisme apko Military hospital se medically board out kiya jata hai us condition me sayad apki disability pension same ppo me mention ho kr aati hai.

  • @amanthapa108
    @amanthapa108 2 года назад +1

    Sir home address change kaise kare documents pe

  • @tanajishinde3008
    @tanajishinde3008 3 года назад

    Sir mere setrol mera name age surname lagana ta kya karwai karni chahiye

  • @vinodkumar-em8ny
    @vinodkumar-em8ny 3 года назад +1

    Hello srrr...maineh home adress office khe through duo2 krva dya.8 saal pehle kya tha..Maharashtra seh to Kerala ..Kerala soldier board seh sb Karavi hoh gyi..bt abhi abhi sheetroll meh dekha toh Purana Maharashtra address pda hua hai..Wat I do to update Kerala address in sheetroll

    • @SainikMantra
      @SainikMantra  3 года назад +1

      Agar aapke pass samay kam bacha hai to sheet roll ke hisab se Baki document change karvayiye
      Aur agar suficiant time hai to official process Kara ke sheetroll ka address change karvaiye
      Sheet roll ka address hi discharge book me aayega
      Ye yaad rakhiye
      Pl share the channel to help other

    • @vinodkumar-em8ny
      @vinodkumar-em8ny 3 года назад

      Srr..On d basis of soldierboard letter wth reference numbr khe zariye record kho.. office khe through letter likk duh..To update my address in sheet roll

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад +1

      Just fwd your Part II Order number as a refrence and asked for any update regarding address change.
      Record will reply

  • @sandipshirsat1573
    @sandipshirsat1573 3 года назад

    Pention aane ke bad home address change ho sakta hai kyà

  • @puni2392
    @puni2392 3 года назад +1

    Sir agar hamne bank account trening ke time dusre jagah me khulwaya hai usme address trening center ka hai to kya kare

    • @SainikMantra
      @SainikMantra  3 года назад

      Bank ka sampark Karen aur address change karen

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      Phle us account ko transfer krwao
      Phir apni nearest branch me jha pr apne us account ko transfer kr waya hai wha jaye or bus apna KYC Form jma kre or branch manager ko application likhe ki mera address change kre.

  • @mpk3790
    @mpk3790 3 года назад +1

    Namsthe sir.
    Mera joint account dsp ka hai usi amount mei pension leskta hai kya sir..

  • @financeladviser9115
    @financeladviser9115 3 года назад +2

    Wife ki DOB wrong publish h usse koi pension jane mein problem aayegi kaya

    • @Pravin2846
      @Pravin2846 3 года назад

      Ha,problems aa sakti hai,aap hamraah me complaint daal ke sahi karwa sakte hi

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      DOB ek important point hai verification ke liye.
      Advice yahi hogi ki jo sahi hai wo update krwa le.

  • @Anandraogorili
    @Anandraogorili 3 года назад +1

    Sir mera Bank branch State Odissa and main rehne wala hu andra but bank main. Diyahuvaaddres Home address same koi problen

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      Koi problem nhi hogi

  • @swapnilshubham1116
    @swapnilshubham1116 3 года назад

    Sir mary family Ka name racord shy change ho chuka hi,laykin sheet roll my change nhi hu hi,kya kary

  • @Pravin2846
    @Pravin2846 3 года назад +1

    Logo ke sawalo ke jawab de diya karo plz

    • @SainikMantra
      @SainikMantra  3 года назад

      Sir do din baad video chadhega full details me jawab MIL jayega
      Thank you

  • @achiever1069
    @achiever1069 3 года назад

    Sir kya ham apni pension axis bank me le sakte h kya kyunki kisi me mujhe bataya k aapka account only pnb ya sbi hona chahiye

    • @SainikMantra
      @SainikMantra  3 года назад

      Aisa nahi hai koi bhi nationalised bank me le sakte hai

    • @achiever1069
      @achiever1069 3 года назад

      @@SainikMantra ..Sir to kya m axis bank me hi le skta hu pension kya vo authorize h army ki or se

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      Nhi koi bhi nationalised bank hona chahiye

  • @kuchbhi5724
    @kuchbhi5724 3 года назад +3

    सर, बहोत महत्वपूर्ण जाणकारी दे रहो हो आप,👍
    प्रश्न - सर, अगर नाम मे स्पेलिंग मे गलती हो गई हो तो
    क्या कार्यवाही करणी है,
    प्लीज जानकारी दे 🙏💐💐💐

    • @shivasanagoudra7186
      @shivasanagoudra7186 3 года назад

      Spelling mistake hone par kya karywahi kare sir

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      अगर आपके नाम मे कुछ गलती है तो
      1. Newspaper में छपवाना है की मेरा नाम चेंज होकर जो सही नाम है वो देना है I
      2. जिस भी डॉक्यूमेंट मे सही नाम है और वो जो आपके पास है उसकी कॉपी करवानी है I
      3. फिर soldier board में या अपनी यूनिट के बाबू जी को एक एप्लीकेशन बनवा कर रिकॉर्ड ऑफिस भेजना है I
      4. फिर अगर जल्दी है जो जो रिकॉर्ड को कवरिंग लेटर भेजा है उसकी एक जीरोक्स ले कर रिकॉर्ड ऑफिस मे जाना है I

  • @hiravirk13
    @hiravirk13 3 года назад +4

    सर रिटायर होने के कुछ वर्षों बाद अगर घर और बैंक के पते में बदलाव करना हो किसी दूसरे राज्य में तो क्या करना चाहिए।

  • @preeti051
    @preeti051 3 года назад

    Sir mera father ke PPO mein account number galat aya hai .... correct kaisa kare ?

  • @swatantrakumar9297
    @swatantrakumar9297 3 года назад +1

    Sir pension Account DSP Account nahi Ho sakta hai kya bank wale bol rahe hai ki nahi hoga

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      Aap unhe ek
      Serving certificate bnwaye or us serving certficate me us account no branch ko mention krwaye or
      Reason of serving certificate me likhe ki MIGRATION OF SAVING ACCOUNT TO DSP ACCOUNT.
      Phir branch Manager ko ek application ke sath uski copy attach krde or phir bhi wo mana krta hai to bole usko ki is application pr likr de ki ye change nhi hoga.
      Phir wo turant change kr dega

  • @yogendarsingh2295
    @yogendarsingh2295 3 года назад +1

    Parmanent Address Bihar hai but other state me CSD Card and Ech Card banwasakte hai ?

  • @yaseenbasha7672
    @yaseenbasha7672 3 года назад +1

    Agar pension janekebad koi name galat payagaya to usko kaise sahi karpayega?

  • @shudhanshu147
    @shudhanshu147 3 года назад +1

    Ram ram sir mera wife ka nam hi glat hu gagya jis ke karan pinesion ruk gaya hai kese sudar kese guga

  • @jagdishpardeshi1292
    @jagdishpardeshi1292 3 года назад +1

    Sir home address aur bank address agar alag alag district mein hai to koi problem nahi aayegi na.

  • @RaviRaj-hg1yv
    @RaviRaj-hg1yv 3 года назад +1

    Sir pension jo mail par mili hai usse pension nahin shuru hogi

  • @gomagong371
    @gomagong371 3 года назад +1

    Sir Aap bahut accha jankari dete ho par Mera ek doubt hein sir Mera joint account dusaro state mein hai aur single account home address mein hai....958 docus mein bhi joint account Aur pay slip mein bhi wohi Ha raha hein tho iska koi problem tho Nahin hoga joint account mein agar mein pension chala gaya tho please sir suggest me for urs kind concentration jai hind jai Bharat!

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      Aap us joint account ko apne nearest branch me transfer krwa le

  • @harendrasinghchauhan3754
    @harendrasinghchauhan3754 3 года назад +1

    Mera joint account me naam Chauhan Harendrasingh Rajendrasingh & chauhan Kiran harendrasingh hona Chahiye par itna bada naam pass book or cheque book par aa nahi raha Bank manger bol raha hai aap btaaye kya karu reply dijiye

  • @mukeshchavda1586
    @mukeshchavda1586 3 года назад +2

    Sir joint account me meri Mrs ka surname hai to chalega

  • @kunalnagi3914
    @kunalnagi3914 3 года назад +1

    First pej k dacument main sir pin code galet chala gya hai sir kya kru

  • @HarjitSingh-rt1zr
    @HarjitSingh-rt1zr 3 года назад

    Sir pesion ate smey last part 2 oder konsa hota hey

  • @pmit710
    @pmit710 3 года назад +1

    Sir punishment jaise black entry ke bare mein kis document mein entry hoty hai

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      1. Apka part II Order publish hota hai
      2. Apki payslip me bhi mention hota hai. Uska paisa kdta hai to payslip me mention ho ta hai jis mahine me ktega usi mahine ki payslip me chpega.

  • @kuldeeppanwar6752
    @kuldeeppanwar6752 3 года назад

    Sir sheet roll aur bank main same old address hai par addhar card main jo adreess hai wo naye ghar ka village or post hai. tehsil/district same hai dono address 7 km ke dayre main hai purana gawn ka address aur naya gawn ka address main sirf village aur post change hai. To kyaa Aadhar card main Change karna padega kyaa sir address

  • @Bhakti095
    @Bhakti095 3 года назад +1

    Sir mere army document me meri wife ki dob me or uske school ki dob alag alag h kya mujhe pensan me dikkt aa sakti h

    • @SainikMantra
      @SainikMantra  3 года назад

      Family pension me problem ho sakti hai change karvaiye

  • @vamshichannel9528
    @vamshichannel9528 3 года назад +1

    Sir mere wife ka name Record me usika ghar ka name likvaya hi. Usika name mere gharka name ko badla nahi hi . All documents me usika name hi. Usika change karna jaruri hi ki nahi.

  • @mdd0122
    @mdd0122 2 года назад

    Sir,My Home Addres was Pithoragarh UK but Now I Shetle in Bareilly U.P.,Retire time Par Bareilly Ka Address Dena Hai,Kya Kare,Supporting Documents Kya Chahiye,Pl Bataye 🙏

  • @rajkumarpatil8050
    @rajkumarpatil8050 3 года назад +1

    Sir pension ke bad IGNOU certificate ka kaise upayog kare civil job ke lie ?

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      Jb koi vacancy likle to waha qualification wale option me select kr do

  • @Keshav_travels
    @Keshav_travels 3 года назад +1

    Sir example meri wife ka name, joint account pt order me, k hemalatha, lekin pura naam kollagunat hemalatha

  • @nirmalsingh9295
    @nirmalsingh9295 3 года назад

    Sir mera village ka name sheetroll main spelling mismatch hai..plz batao main kya karu

  • @pramodkumar1988
    @pramodkumar1988 3 года назад +1

    sir.mai medical catragry.bord pns.ho.rahai kitane mahina.me pns aayega. mera bhi phone mobile.no change karana hai adress.galt hai name bhi galt hai account.adress.thik hai .nessceri.action please.

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      SAP kis case me out huwe hai

  • @indin431
    @indin431 3 года назад +1

    Sir kuch paramilitary force ke haq ki bat kiya karo... Humre dil m bhi desh bhakti hai🙏

  • @AnilHarage
    @AnilHarage Год назад

    Thanks

  • @kamalsharma966
    @kamalsharma966 3 года назад +2

    Sir first name sahi aur surname galat fir bhi change karbana padega

  • @financeladviser9115
    @financeladviser9115 3 года назад +1

    Home address mein vill aur tahsil to vahi h par dist change ho gaya

  • @manojkumar-ch5kj
    @manojkumar-ch5kj 3 года назад +1

    Sir, according to my pension bank account, 1st name is of my wife due to this last year I faced problem in submitting my digital life certificate. How can I solve the problem. Please require suggestions.

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      Sir jiska bhi first name hota hai wo primary account holder hota hai, or wo change nhi ho sakta, ye problem kafi logo ke sath hoti hai
      Ab apko nya joint account open krwana pdega phir record office ke through PCDA ko update krwana pdega.
      Phir PCDA apke bank ko update krega phir apki pension suru hogi.

    • @manojkumar-ch5kj
      @manojkumar-ch5kj 3 года назад

      @@raisudhir7 thanks sudhir Bhai, is process mei kitna time lagta hai approx.

    • @raisudhir7
      @raisudhir7 3 года назад

      @@manojkumar-ch5kj First open an account in any nationised bank I prefer ICICI.
      उसके बाद एक कैंसिल चेक और पासबुक की फोटोकॉपी रिकॉर्ड के थ्रू PCDA को फॉरवर्ड करे
      लगबग 02 MONTH लगेंगे और अगर ये काम आप खुद पहले रिकॉर्ड और फिर उसके बाद PCDA जायेंगे तो 01 महीने मे हों जायेगा I

  • @Sainiknokariindia
    @Sainiknokariindia 3 года назад +1

    Pension drill Depo Bn me kab se suru hogi sir ,record office me kab se hogi