Jaise aap ne connect ki hai low speed or medium speed ki wire ko remove kar diya kiya hum isi tarah cooler ke regulator par bhi teen wire lagti hai usi tarah hum bhi ek ek wire laga kar check kar sakte hai ki kis mode par moter high speed mai chal rahi hai or baki do par tape kar de or regulater par direct 3 no wali black wire ko regulator ke 1 no par laga sakte hai or baki do ko tape karde kiya moter chalegi high speed main.
Haan aap 1 1 krke sabhi Speed ko Check kr skte ho. Agar 3 Speed Switch me 1 No. Terminal pr black wire ko lagate ho to 1 No. Pr Motor High Speed me hi chalegi.
Bro mera cooler pe 4 cable hai uske baad v 2 cable kya mai uske capacitor lagaaun jese ki aap ke vdo mai dekha bro capacitor ka value send kardo please
Laga to skte hai but Problem ye hai ki 1 baar me kisi 1 hi Switch ko ON krna hoga, agar dusre Switch ko bhi galti se ON kr diye to Winding jal sakti hai
Bhai sahab mera ek tower fan ki moter hai jo usska winding kar ke like aaya houn lekin uss main 2 kale wire hai aur 1 laal wire hai aur 3 pile colour ke wirre hai to in main se main wir to laal huva aur 2 kale wire Capiceatr ke huve to 3 pile wire kaha pe lagaye ye samjh main nahi aa raha hai 😭 in main se common wire koin sa hai please jara bataiye ga na bhai sahab please kuch upay bataiye ga 🙏 dhanyawad
Bhai meri cooler moter ke sbhi wire ander se take hat gye h ab smj nhi aa rha h ki konsi wire sell ki h or konsi main spply ki h ab kaise check kru ki konsi wire kaha ki h series h mere pas koi video h to is pr muje send kre
Agar use bhi Direct Connect krna hai to, 1 Taar Motor ki, 1 pump ki aur 1 Main Supply ki joint krke Tape laga do.. Fir Baaki Taar ko waise hi joint krke Tape laga do.
1 baar Motor k speed ki Wire ko check karo.. Charo Wire pr continuity Aa rhi hai ya nhi. Is video ko 1 baar dekh lo. ruclips.net/video/0BAiOeBo-zk/видео.htmlsi=Gbg-0RqrlpMKEA1F
Bhai 1 baar aap apne Motor ko check karo motor thik hai ya nhi 4 Wire pr continuity Aa rhi hai ya nhi.. Aur kaun si wire common ki hai. Ise check krne k liye is video ko dekh lo 👇👇 ruclips.net/video/0BAiOeBo-zk/видео.htmlsi=aiAWXsZLN2-k_UdN
Thanks bhai bachchon ki taraf se bhi rat m bnd ho gya tha cooler thanks so much 😊
❤️🙏
Basic concepts clear 😮😮
धन्यवाद भाई आपकी वीडियो देख के मैने कूलर डायरेक्ट कर लिया अपना
❤️🙏
Ok bro chalo Main Ab check karta hun Chala kar chalta hai kya FIR Wapas Aata Hun Main😊
😂 maza aa gya bro. Chalne lag gai meri motor thank you❤
❤️🙏
Very Useful For me Thanks brother ❤
❤️🙏
Bhai ek number chalane lag gaye TQ
❤️🙏
Nh jgha
Motor nahi chali kya
Thank u bhai aapane mere 500 rupaye bacha diye
😊🙏
🎉
Thankyu Bhai Mera bhi ban gyaa cooler
❤️🙏
Useful video thanks 👍
❤️🙏
Thanks bro macchar aur garmi se bacha liya aaj tumne 😂
😂😂
Thank You Boss !!!!
I am success 👍
👌👌👌😊🙏
भाई मेरा तो चल ही नहीं रहा है 0:41 ❤❤
Aapke Motor me Common Wire kisi aur colour ka hoga...
1 baar is Video ko dekho aur fir Connection Karo..
👇👇👇
ruclips.net/video/m8XsIiC1TAQ/видео.html
Moter mein sirf char wire hay to condenser kayse lagae
4 Wire kis Colour k hai
समझाने का ढ़ग बहुत सुन्दर विडियो को हमेशा छोटा रखें
Jarur.. 😊🙏
Working bro thank you ❤❤❤
❤️🙏
Bhai inform me maine Moter binding karwaya hai wo 2 wire kar deya hai board me kis se connect karun
Agar ab Motor se 2 Wire nikal rahi hai, to aap Board me connect kr rhe to aap koi si bhi wire kisi bhi Terminal pr laga sakte ho koi problem nahi hai.
Thank you so much bhai😊
😊🙏
😊🙏
धन्यवाद आप का❤❤❤❤❤
😊🙏
हमारा कुलर सही होगे या भाई ईस लिए आप का बहुत बहुत धन्यावाद 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
वाह क्या बात है 👏👏
Thank you sir ❤❤
😊🙏
Jaise aap ne connect ki hai low speed or medium speed ki wire ko remove kar diya kiya hum isi tarah cooler ke regulator par bhi teen wire lagti hai usi tarah hum bhi ek ek wire laga kar check kar sakte hai ki kis mode par moter high speed mai chal rahi hai or baki do par tape kar de or regulater par direct 3 no wali black wire ko regulator ke 1 no par laga sakte hai or baki do ko tape karde kiya moter chalegi high speed main.
Haan aap 1 1 krke sabhi Speed ko Check kr skte ho. Agar 3 Speed Switch me 1 No. Terminal pr black wire ko lagate ho to 1 No. Pr Motor High Speed me hi chalegi.
Tq bhai ❤
❤️🙏
Bro mera cooler pe 4 cable hai uske baad v 2 cable kya mai uske capacitor lagaaun jese ki aap ke vdo mai dekha bro capacitor ka value send kardo please
Haan Capacitor laga do dono Wire pr.. Agar Isi type ki Motor hai to 4 mfd ka Capacitor laga do.
Nice bro 😊
❤️🙏
Can we use 3 switch in place of regulator for high medium and low
Yes ofcourse..
@@TechnicalWork1 please make a video on this
Pls send me Msg on My Instagram i'd.. I will send you the Daigram of Connection.. Instagram i'd available on my Channel
Nice bro, worked.
❤️🙏
It's work 🎉
👌👌
Many many thanks bhai♥️
😊🙏
Bahi super ❤ thanks bro
😊🙏
Mera common wire me speed nahi ...lekin aur wire direct dene pe ulta chal raha hai
Abhi kis Wire ko Connect kiya hai Apne.
@@TechnicalWork1 motor changed or new binding
Aap 1 baar kisi Electrical Shop pr check krwa do..
Aik simple motor hy 12volt ki us mn se 4wire nikl rhi hn.2aik side se or 2 hi dusri side se un ka connection kse kren
Ye DC Motor hai.. Kisme lagi hai ye Motor.
Nice 👍
❤️🙏
.tino.ek.shat.krKo ek sath kar denge to kya hoga
Winding jal jayegi.
Thanks Bhai yaar
❤️🙏
3 speed wire me kya 3 switch laga sakte hai speed k liye
Laga to skte hai but Problem ye hai ki 1 baar me kisi 1 hi Switch ko ON krna hoga, agar dusre Switch ko bhi galti se ON kr diye to Winding jal sakti hai
Bhai sahab mera ek tower fan ki moter hai jo usska winding kar ke like aaya houn lekin uss main 2 kale wire hai aur 1 laal wire hai aur 3 pile colour ke wirre hai to in main se main wir to laal huva aur 2 kale wire Capiceatr ke huve to 3 pile wire kaha pe lagaye ye samjh main nahi aa raha hai 😭 in main se common wire koin sa hai please jara bataiye ga na bhai sahab please kuch upay bataiye ga 🙏 dhanyawad
Instagram chalate ho to mujhe pic send kr do mai dekh k btata hu.. Instagram i'd ka link channel pr hai
Motar ke pichhe likha hota h waire ke bare me padh lo
Earthing ka konsa hai wire hai
4 Wire Motor me Earthing ki Wire nahi hoti hai.
@@TechnicalWork1 ok
@@TechnicalWork1 ok
Good 👍
😊🙏
White se current aata he kya mene tap se chipkaya tha but wo jl gaya
Motor Jaam to nahi chal rahi hai
Nhi
4 wire motor he 3 wire kri
@@TechnicalWork1 nhi 4 wire ko 3 wire Kiya or 1 wire ko tep lagaya but wo jl gaya usme current he cheak Kiya to rehta he kya?
Haan back Current aata hai.. Motor to chal rahi hai na?
I am having 4 wire in small moter colors are red yellow brown black how to connect
You need to watch this Video for This Connection
👇👇👇
Https://ruclips.net/video/ueFek1biqXU/видео.html
Agr fast medium aur slow wire ko ek sath tino ko connect kar diya to kya hoga
Winding jal jayegi.
@@TechnicalWork1 mai jod ke chala raha hu chal raha hai
@@TechnicalWork1 kitne time ke baad jal jayega ?
Single Wire se nahi chal rhi kya motor.
@@TechnicalWork1 ab single par kar diya blue and red chal raha hai
Thenks big bro
❤️🙏
Mohalle ka transformer fuk gaya😮😮
Motor k Connection se ?
पंखे की मोटर को चालू करने कै साथ हमें पानी को भी चालू करना है कुल्लर के अंदर तो वह कैसे करेंगे बताओ
Dono ko direct Chalana hai ?
Bhaii cooler ki supply wire full speed wali wire ke saat jodi hain lekin speed apne aap kam jyada hoti hain voltage ki vajah se ho sakta hain kya
Agar direct connection kiya hai aur Speed apne Aap change ho rhi hai to iska Resion Voltage up down ho rha hai
@@TechnicalWork1 ok bro motor kal sakti Hain kya voltage problem se ya koi problem nahi ayega
Chal jayegi Motor.
Very nice video
😊🙏
Bhai motar mai 2 hi taar hai purani motar hatake nai set karna hai purani vali mai 4 taar hai or nai mai 2 hai kese set kar sakte hai
Cooler me 3 Speed Switch laga hai na?
coolr motar ken ken Kabul thin.speed.hesi
Kya?
Bro capacitor ka value kitna ayega
Is type ki Motor me 4 mfd ka Capacitor lagta hai.
@@TechnicalWork1 ❤
Bhai meri cooler moter ke sbhi wire ander se take hat gye h ab smj nhi aa rha h ki konsi wire sell ki h or konsi main spply ki h ab kaise check kru ki konsi wire kaha ki h series h mere pas koi video h to is pr muje send kre
1 baar is video ko dekh lo
👇👇👇
ruclips.net/video/m8XsIiC1TAQ/видео.html
Thanks 🙏
😊🙏
Blue wire kaise jaana ki wahi common hai woh batayo yaar
Iske liye Aap is video ko dekh lo
👇👇
ruclips.net/video/m8XsIiC1TAQ/видео.html
Or agr sari speed wali wire ek sath jod de to ☠️?
On krte hi MCB trip ho jayegi.. Ya Winding jal sakti hai.
Thank u so Mach❤❤❤
😊🙏
Pump ke wayar kaha lagay fer
Main Supply ki jo 2 taar hai usi me pump k dono taar ko joint krna hai..
2 wire wala batao
Direct krna hai ya Regulator se
Mein v black and blue connect kiya hai but motor bahut garam ho raha hai koi problem to nahi hai?
Motor chal raha hai ya nahi?
Chal raha hai
Motor thoda Jaam chal rha hoga jiski wajah se Heat ho rhi hogi motor.
Naya motor hai bhaiya ji
Fir koi problem nhi hai.. Abhi to 1 Season ki warranty bhi hogi. 😂
ক্যাপাসিটারের লাইন কীভাবে লাগাবো
Capacitor Change krna hai ?
@@TechnicalWork1 আমার ফ্যান এর ক্যাপাসিটারে লাইন ছিড়ে গেছে সব লাইন একি ধরনের এখন এটা কীভাবে লাগাবো..! কোন লাইন ক্যাপাসিটারের সেটা বুঝবো কীভাবে..?
Ya btaoo bhaiya vo switch ma tar kasa lagaga
Kaun se Switch me lagana hai.
Tino ko ek sath lagaya to kya hoga
Winding jal sakti hai
Fan Direction Ulta he To Kaise thik kare.. 4 Wire 3 speed Connection me..Lekin Fan Sahi Hawa de raha he...
Fan Sahi Hawa de raha hai to Fan Seedha hi chal raha hoga.
@@TechnicalWork1
Anticlockwise he..to aise hi chalne du kya??
Fir Aapke Motor k connection me problem hai. 1 Baar kisi Electrical Shop pr check krwa do
Black and red me b motor chl rhi h
Good
❤️🙏
Or pani ki motor k connection kaise karen
Agar use bhi Direct Connect krna hai to, 1 Taar Motor ki, 1 pump ki aur 1 Main Supply ki joint krke Tape laga do.. Fir Baaki Taar ko waise hi joint krke Tape laga do.
Agar Samajh na aaye to btana
भाई मेरा कूलर हाई स्पीड में नहीं चल रहा है लो स्पीड और मीडियम स्पीड में चल रहा है 😢😢😢
Motor k Ander Wire jal gyi hogi Speed waali
Shi h❤
😊🙏
Tq bhai
😊🙏
Blue our kala me nhi chal hai aysa kyo
Aapke Motor me Common Wire koi aur hoga .
Aap 1 baar is Video ko dekh kr Connection karo
👇👇
ruclips.net/video/m8XsIiC1TAQ/видео.html
मेरे घर की light पुरी चाली ghaie
Motor me problem hai kya
😀😀😀😀 ar wah bhai wah
🤣मेरे घर की भी फाल्ट कर दी
Motor new hai ya Puraani
Mere ghr ki bhi
Black wire not working to kya kare
1 baar Motor k speed ki Wire ko check karo.. Charo Wire pr continuity Aa rhi hai ya nhi.
Is video ko 1 baar dekh lo.
ruclips.net/video/0BAiOeBo-zk/видео.htmlsi=Gbg-0RqrlpMKEA1F
Thanksbro
❤️🙏
Mai kisi bhi wire me laga rakha hu to shot cerkit ho raha hai
Kaun kaun se Wire ko lagaya hai
@@TechnicalWork1 ek face blue me hai aur dusre se bari bari try Kiya to sort cerkit ho raha hai
Shayad aapki Motor me common Wire kisi aur wire ko bana rakha hai. 1 Baar black and Red pr 1 Second k liye touch karke check karo.
@@TechnicalWork1 fir se sot ho raha hai
Bhai 1 baar aap apne Motor ko check karo motor thik hai ya nhi 4 Wire pr continuity Aa rhi hai ya nhi.. Aur kaun si wire common ki hai. Ise check krne k liye is video ko dekh lo
👇👇
ruclips.net/video/0BAiOeBo-zk/видео.htmlsi=aiAWXsZLN2-k_UdN
Condensor kitne ka he
4 mfd ka laga hai.
Thanks bro
😊🙏
Moter winding hitup hogai Hy AP ki moter ki
Kaise Heatup ho gyi
Tino wairo me same speed aa rehi h
Slow speed aa rehi h tino waire me
Capacitor weak hoga.. Capacitor change kardo thik ho jayega.
@@TechnicalWork1 ok bhai
And thank you 😀
😂🙏
@@TechnicalWork1 bhai capacitor change kr diya h fir bi speed kam h
Kya problem ho sakti h
Motar khul kr griss bi laga diya h fir bi aisa hi h😐😕
Fir Motor ki Coil weak ho rhi hogi jiski wajah se Motor slow chal rhi hi.
Mare ko regulator switch nahi work nahi kar raha
Cooler ki Motor se kitne Wire aaye hai?
@@TechnicalWork1 4wire
Or regulator me 2wire
1 baar Motor ko check karo.. Blue aur black Wire pr main Supply ki Wire laga kr check karo motor thik hai ya nhi.
स्प्रिट। कम नही होरही बताए
3 Speed Switch laga hai ya Direct chala rhe ho
Bhai yrr fan ulta ghum raha hai
4 taar Wali motor hai
@@TechnicalWork1 hannnn jii
Agar New lliya hai Apne to Seedhe Direction waali motor Lelo ise Change karke , ya fir ulte Direction waali pankhadi lelo
Inverter fook gya 😂
Motor me Problem hogi ya fir Common Wire Koi aur hoga Apke Motor me.
Common wire fult
Kya Samjha nahi mai?
Bhai is motor ke ultrasound ghoom rahe hain use sidhe kaise karen 4 tar wali motor
Kaun kaun se colour ki wire hai Motor me
Bhai motar jal gae va
Kaise jal gyi
Bhai n dono tar ek jagah lga diye 😂
Motar ulta chal rha hai
4 Wire waali Motor hai kya
Nahin hote factors Laika
Kya 🤔
😊
😊🙏
Hii
Hii
Nahi chal Rahi hai
1 baar aap Motor me Common Wire aur Speed Wire ko check karo
Is video ko dekh kar
👇👇
ruclips.net/video/m8XsIiC1TAQ/видео.html
Me bohot gusse me hoo 😡😡
Kya hua bhai kyu gusse me ho.
Ti❤
😊🙏
Bhai nahi chali
1 baar is Video ko dekhkr Common Wire ko Check krke Connection karo
👇👇
ruclips.net/video/m8XsIiC1TAQ/видео.html
Ok,
Cansa
🤔
भागो😂😂😂
🤔
Ye to ud gya yr
Fir aapki Motor me common Wire koi aur hogi.
1 baar is video ko dekh kr check karo
👇👇
ruclips.net/video/m8XsIiC1TAQ/видео.html
Black and red me chl rhi h but motor me se jlne ki speed aarhi h
Kaun kaun se colour ki Wire hai
Motor me
Same wire h jo aapne dikhaya but motor se jalne ki smell lagatar aa rhi h isiliye band kr diya hu
Motor Jaam to nahi chal rahi hai?
4 taar wali motar me 2 taar wala speed regulator kese lagaye
Thank you so much brother 🙏🙏
❤️🙏
Thanks so much sir
😊🙏
Good 👍
😊🙏
Thanks so much
❤️🙏
Thanks Bhai ji
❤️🙏
Tq Br0
❤️🙏