Deen ko zinda-o-javed bana ney kay liye Teyra Esaar shahe kerbobal kafee hai 1. urHur ye kehta tah suno ghoor say ay shimr-e-shakeeh kiya hua gar na muje daulat-o-gahgeer mili baal kole(n) gi meyri lash pey jub bint-e-ali main ghunagar hu(n) Zahra ki dua kafee hai 2. Deyk ker fuj-e-sitamgar toh ye Zainab ne kaha Bhai tu bhi to koyi apna madathghar bula Muje is baath ka kuch ghum nahi Saiyad ne kaha Meyri imdaad ko ghazi ki wafa kafee hai 3. Bazu Abbas keh Qasim Ali Akber duu(n) ga Sir kata sajdey main apna mai(n) lutha ghar duu(n) ga Deen-e-Isalm ki azmaat ko bachanay kay liye Khoon-e-Asghar aur Zainab ki rida kafee hai 4. Yehhi Tanveer ki tujse hai(n) dua shah-e-zamun Woh zameen deykou(n) jahaa(n) lut gaya Zehra ka chamun Laash teyri rahi jis khaak pay bay gohr-o-kafan Meyri bakshish ko wohi khak-e-shifa kafee hai
Deen ko zinda-o-javed bana ney kay liye Teyra Esaar shahe kerbobal kafee hai 1. urHur ye kehta tah suno ghoor say ay shimr-e-shakeeh kiya hua gar na muje daulat-o-gahgeer mili baal kole(n) gi meyri lash pey jub bint-e-ali main ghunagar hu(n) Zahra ki dua kafee hai 2. Deyk ker fuj-e-sitamgar toh ye Zainab ne kaha Bhai tu bhi to koyi apna madathghar bula Muje is baath ka kuch ghum nahi Saiyad ne kaha Meyri imdaad ko ghazi ki wafa kafee hai 3. Bazu Abbas keh Qasim Ali Akber duu(n) ga Sir kata sajdey main apna mai(n) lutha ghar duu(n) ga Deen-e-Isalm ki azmaat ko bachanay kay liye Khoon-e-Asghar aur Zainab ki rida kafee hai 4. Yehhi Tanveer ki tujse hai(n) dua shah-e-zamun Woh zameen deykou(n) jahaa(n) lut gaya Zehra ka chamun Laash teyri rahi jis khaak pay bay gohr-o-kafan Meyri bakshish ko wohi khak-e-shifa kafee hai Show less REPLY
Deen ko zinda-o-javed bana ney kay liye
Teyra Esaar shahe kerbobal kafee hai
1. urHur ye kehta tah suno ghoor say ay shimr-e-shakeeh
kiya hua gar na muje daulat-o-gahgeer mili
baal kole(n) gi meyri lash pey jub bint-e-ali
main ghunagar hu(n) Zahra ki dua kafee hai
2. Deyk ker fuj-e-sitamgar toh ye Zainab ne kaha
Bhai tu bhi to koyi apna madathghar bula
Muje is baath ka kuch ghum nahi Saiyad ne kaha
Meyri imdaad ko ghazi ki wafa kafee hai
3. Bazu Abbas keh Qasim Ali Akber duu(n) ga
Sir kata sajdey main apna mai(n) lutha ghar duu(n) ga
Deen-e-Isalm ki azmaat ko bachanay kay liye
Khoon-e-Asghar aur Zainab ki rida kafee hai
4. Yehhi Tanveer ki tujse hai(n) dua shah-e-zamun
Woh zameen deykou(n) jahaa(n) lut gaya Zehra ka chamun
Laash teyri rahi jis khaak pay bay gohr-o-kafan
Meyri bakshish ko wohi khak-e-shifa kafee hai
Syed Zaidi geo yr
Awesome Akbar Abbas legend
RD burman of Noah 🙏
No doubt. His compositions are mind blowing.
Yaa ali pbuh madad
buhat aala
Mashallah geo
Mashalla

Show less
REPLY