Mai bhi jamat mai jaraha ho mai kabhi namaz nhi padhta tha mujhe quran ki koi aayat yaad nhi thi but aaj ki tarik mai allah ka sukar hai dawat ne zindgai badal di
I have been to tabligh jamaat congregation for 3 days, I really liked the people there, the way they behave and they are not judgemental about you not being knowledgeable, even if you don't know much about religion , they will teach you with love about religion.
Logo ki zindagi badali ki hai lekin une pura din nhi sekaya hai Or dusri hai BAAT Ap btae ka kab se ye jmat kam kr rhe hai? Lekin abhi tk koi inklab khelafat nhi laye.
Fazaile amal never derived us away from quran, but it developd d love to know quran more, when i 1st attended jamat love of quran entered my heart trough the benifits mentioned in Fazaile amal, i already read 3 tafsirs of the quran Alhmdulilah, Ibne kasir, mariful quran, Bayan ul quran,
@you don't know me kuch nai tha bhai namaz bhi nahi padtha tha masjid mei jaata tha aur peeche ke darwaze se bhaagjata tha taharat se bhi nahi rehta tha ek dost le gaya jamaat mei aur alhumdulillah 7-8 saal se paanch waqt namazi hoon beech mei ahle hadees bhi le gaye mujhe magar unhone kuch sikhaya nahi bus yeh kafir hai woh kafir hai yehi batate rahe
@@uroojahmad8703 ۔۔۔ مگر تبلیغی جماعت والے عقائد تباہ کرتے ہیں اور شرک کی دعوت دیتے ہیں ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ کیا رسول اکرمؐ عالم الغیب اور مشکل کشا ہیں؟ زکریاکاندھلوی دیوبندی اپنی کتاب فضائل حج میں لکھتے ہیں : حکایت نمبر ۲۲ میں ہے کہ ایک صاحب نے بھوک سے تنگ آکرعشاء کے وقت قبر اطہر پر حاضر ہوکر عرض کیا یا رسول اللہ! بھوک۔ چنانچہ آگے ان کے کھانے کا انتظام ہونے کا ذکر لکھا ہے۔ صفحہ۱۳۳ تبصرہ : ظاہر ہے کہ یہ حضرات جنہوں نے پانچ پانچ دن یا اس سے بھی زیادہ کئی دن تک بھوک کی سختی اٹھائی۔ اللہ تعالیٰ سے تو مانگتے ہی ہی رہے ہوں گے مگر مشکل تبھی حل ہوئی جب رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے عرض کیا۔ آنحضرت صلی اللہ علیہ وسلم نے فوت ہونے کے باوجود ہزاروں من مٹی اور کئی دیواروں کے پیچھے سے فریاد سن کر ان کی بھوک دور کرنے کا انتظام فرمایا۔ اب کون عقیدت مند ہے جو حضرت شیخ الحدیث کی تحریر پڑھے اور پھر مدینہ میں بھوکا ہونے کی صورت میں رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے فریاد نہ کرے۔ حکایت ۲۴، ۱۳۳ میں ہے کہ ایک بھوک کے ستائے ہوئے شخص کی درخواست پر آپ ؐ نے ان کے ہاتھ میں چند درہم رکھ دیئے ہاتھ کھولا تواس میں درہم رکھے ہوئے تھے۔ مفصل واقعہ کتاب میں دیکھیں۔
Tableegh ki wajah se hi duniya main Islam phaela ha. Ye jamaet ummet ki fikr kerti ha aur falah kelye bulati ha. Aaj ke daur main ye sabse accha amal ha.
Allah hu Akbar ! Subhan Allah ! Very honestly , Allah know everything, Allah is a witness only... it was through Tableegh Jamaat , Allah give me hidayat ..when i was of age of 16 years (2007) i went in 40 days Chilla along with the students of Jamia Millia Islamia , New Delhi . It was a tremendous experience of pleasure and joy , I came to day by say close to our Deen
Bhai jaan hum bhi bigrey hue thy Allah ka shukar hai Allah ne aese rastey pe qubool kiya hamare naseeb main dawat o tableegh aayi aur masha'Allah tab se lagey hue is kaam main aur sari zindagi lagey rahenge ❤️
ALLAH ka Karam hai ,k ALLAH ney Mughey dr israr r.a k zariyeh deeney Islam ko samajhney ki tofeeq di ,aur Islam ki asaal rooh ko samajhney ki saa'datt ki , ALLAH tera shukarr
Mai Tableeghi Jamat Se Bachpan Se Juda Hoon Mere Walid Ki Wajah Se.. Mai Shukar Guzar Hoon Mere Walid Ka Aur Jamat Walon Ka...Maine Zindagi Me Deen Bohath Seekha Jamat Me Jane Se.. Wahi Mere Dosto Ko Zyada Kuch Maloom Hi Nahi Hai Deen Ke Baare Me Namaz Kaise Sahi Padtey Hai Wazu Toothne Ke Kitne Cheez Hai etc etc... Alhumdulillah Taqwa Allah(Swt) Ka Bhi Bohath Aya Hai.. alhumdulillah
تبلیغی جماعت کی تاسس کا مقصد ۔ اشرف علی تھانوی کی تعلیمات کو عام کرنا تھا ۔۔۔۔۔۔۔۔۔ نہ کہ ۔۔۔۔۔۔۔۔ اسلام کو ۔ مولانا الیاس کاند ھلوی متوفی 1944 عیسوی نےتبلیغی جماعت اشرف علی تھانوی متوفی 1943 عیسوی کی تعلیمات کو عام کرنے کے لۓ شروع کی تھی۔ الیاس کاندھلوی بانی ٔ تبلیغی جماعت کی اشرف علی تھانوی سے بے حدعقیدت تھی اور جو قلبی تعلق تھا اسی کا نتیجہ تھا کہ وہ ان کی تعلیم کو عام کرنا چاہتے تھے۔ ایک بار فرمایا … حضرت مولانا تھانوی (رحمۃ اللہ علیہ) نے بہت بڑا کام کیا ہے، بس میرا دل یہ چاہتا ہے کہ تعلیم تو ان کی ہو اور طریقۂ تبلیغ میرا ہو کہ اس طرح ان کی تعلیم عام ہوجائے گی۔ ( ملفوظات حضرت مولانا محمد الیاسؒ، ص ۵۸)
Bilkul sahi kaha aj logo ko Jo tableeghi jamat faida ho raha hy WO koi nahi dekhta sab ko burai dekhni hy Bare bare mukhalfeen e tableegh aj dawat ka kaam kar rahe hain Alhamdulillah
@@sohaibtariq4865 علی میرزا انجینیر ، ابو زید ضمیر ، شیخ عاقل (نور ٹی وی والے ) فیض سید اور ان جیسے کئ لوگوں نے تبلیغی جماعت مین ، کئ سال رہ کر اس کی حقیقت سے واقف ہوگۓ اور راہ ھدایت پر آگۓ ۔۔۔۔۔۔ اسی طرح ڈاکٹر اسرار احمد بھی چند سال لگا کر علا حیدہ ہو گۓ
mere pados mein 1saal wakat lagane ke baad padosi ko phawda maar ke jail gaya to woh kaya badal gaya akhlaq wala hogaya 10bar woh jamat mein jakar aa gaya
Plz don't never and ever say tableeghejamat zindabad.always say islam zindabad.as a muslim we should say any one particular jamaat we are all one .just say islam zindabad.
Plz don't never and ever say tableeghejamat zindabad.always say islam zindabad.as a muslim we should say any one particular jamaat we are all one .just say islam zindabad.
مجھے تبلیغی جماعت کے بھائیوں کے ہاتھوں اسلام قبول کرنے کا شرف حاصل اور آج میں۔ایک گنہگار سا عاجز سا مسلمان ہوں اللہ کریم۔اور تبلیغی بھائیوں کا شکر گزار ہوں
Me ek no. Ka kharab aadmi tha mene quran pak ko bhi nahi sikha tha jume ke din bhi masjid me nahi jata tha lekin aaj ALLAH ka shukr he aur tablig walo ko ALLAH behtarin badal ata farmaye, inshaallah hum islam ke liye apni jaan bhi qurban kar denge, par ALLAH se aafiyat aur aasani mangta hu mere liye aur puri ummate mohmmadi S.A.W ke liye.
Me bhi tablig jammat ka followers Hu. Agar aap ' fazaile Amal ' kitab Padhi hei , Tu usme section Fazaile Quran ' bhi padh Lete Baki jammat ki Jo Kami hai ,use ' Allah' apne fazal se dur kare
Alhamdulillah meri Zindagi Tableeghi Jamaat ki wajah se badli hain ese kitne lOg hmne dekhen jinki zindagiyan bhe Tableeghi Jamaat ki Mehnat kOshish se badli hain ALLAH TALA en lOgo kOo behTreen Jazaye kher den Ameen Suma Ameen 🤲🏻
Main Tablighi Jamat mai bhi jata hon or Dr israr Ahmed sahab k bayan bhi sunta hon Tablighi wale hadis sunnat samjhate hai or israr Ahmed sahab fazail e quran jo k dono zarori hai
Fazail-e- quraan already maujood hai fazail -e- Aamal mein tableghi jamat walo ka din alhamdullilah kameel hai.allah tablighi jamat walo k kaam mein barkat de. Aameen
Tablighi jamaat koi firqa nahi... Ek Emaani tehreeq hai.. Aur woh kehte hain k fazayel ka ilm Hamse len aur masail ka ilm Ulmaye Deen se... Aur ye tehreeq Ahle sunnat Wal jamat ka hi hissa hai shubaa hai jise har insan ne karna chahiye...agar che bahut si khamiyan bhi hain waise ham insan hai galtiyan galat fehmiyan hamse hi hoti hai ... Gagair jane kisi ko bura na kaheen...yehi behtr hai.. Aur wo har hafte shaher k Markaz ki shab guzari me Isha ki namaz k bad Quraan ki tafseer bhi karwate hain kisi Aalim k zariye...aur hayatussahaba bbi padhi jati hain...
Dr. Israr perfact knowledge ble person hein. Mashallah baht accha answe dya.. me kuch Arz karna chahta hoon. Tableegh ke kaam jo asal maqsad hai wo ye hai. Apni zindagi ko Nabi saww ki sunnat tariqe se guzarna hai. Yeh tabligi jamaat ek islamic institute hai. Jahn humko zindagi Guzarne ka tariqa sikhaya jata hai. Halanki iss jamaat me kuch hi log ese bhi shamil ho jate hein . Jo zbardsti krte hein jamaat me jane k lye. Jabki Islam Deen ka kaam k lye zabrdsti krna mnaa kya gya hai.
Good answer I support tabligh jamat because whtevr I learned today because of tabligh jamat before that I don’t even know how to pray salah properly everything I learned when i join jamat and I’m thankful to tabligh peoples
دعوت دینا اللہ کے نبیوں کا بنیادی کام ھے۔۔ اب جب کہ کوئی نبی نہیں آئے گا تو دعوت کا کام اس امت کے سپرد ھے۔۔ دعوت دینے سے اپنی اصلاح مقصود ھوتی ھے۔۔ ایک مسلمان کو اگر اپ مسجد نہیں لیکر جاسکتے تو اس کو میدان جہاد میں کیسے لے جائیں گے
Tableegh ignites the Spark. Rest is your Will Power to Understand and Walk the True Path as shown by Prophet SAW. It is based on Initial period of Nabuwat, 13years, more than half, on Understanding Tauheed & Love of Allah, then remaining 10yrs were of Shariat Laws, which was then easy for the Sahaba to follow. They introduce you to Allah. You'll have Love Him by your Will Power & Controlling your Nafs. Once you Understand this Love then following the remaining Tenets of Islam is easy. Then it's upto you which ever School of thought you follow, follow religiously under guidance of respective Ulema. May Almighty Allah Guide us to His True Path, the Path of Nabi SAW and His Companions.
I think tablighi jammat me completely deen pesh kiya jata hy, but zyada zor dawat pe hota hy, dosri baat un me har koi alim ni hota is liye sirf targheeb dety han we k deen ki traf logo ka interest to develop ho jeay baki ulma se attachment ho to Sab Teek ho jata hy, aj k door me deni jazby ki zinda karna bohat zrori hy
تبلیغی جماعت کا مقصد صرف و صرف اللہ کی وحدانیت اور رسول اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کی طرف راغب کرنا ہے۔ 24 گھنٹے کی زندگی اللہ و رسول کی اطاعت میں گزارنا اس جماعت کا کام ہے۔
Ajtak mujhe namaz ka tariqa bhai pta nahi tha Allhumdulialla Aj mujhe pure namaza ho thi hai is tablighi jamat ki wajha se ALLAH na is kam me badi barkat ati ki hai
بات بہت اچھی کی ڈاکٹر صاحب نے کے نبی پاک صلی اللہ علیہ وسلم نے ایک جماعت کو بنایا جو جہاد میں شریک ہوئی ۔۔ اس میں ہی ان کا جواب ہے کے ایک جماعت بن گئی ہے آج کے دور میں بھی اور وہ تبلیغی جماعت ہے جو اللہ کے راستے میں جان بھی لگا رہی ہے مال بھی لگا رہی ہے اور وقت بھی لگا رہی ہے۔۔ جان لگانے کا یہ مطلب تو نہیں کے جہاد میں شہید ہی ہونا ہے مجاہد بن کر بھی انسان واپس آتا ہے ۔۔۔ بہت سے لوگ جن کو کلمہ سہی نہیں آتا تھا وہ اللہ کے سامنے پانچ وقت جھکنے والے بن گئے ۔۔ تبلیغ کے کام سے خیر مل رہی ہے جس کام سے خیر ملے وہی کام سہی ہے۔۔ اور سب سے افضل جہاد اپنے نفس کے ساتھ جہاد ہے جو تبلیغ والے سکہا رہے ہیں جزاکاللہ
ڈاکٹر صاحب اللہ پاک جنت الفردوس میں جگہ عطا فرمائے باقی ماشاء اللہ دیوبندی تبلیغی کرتے ہیں جہاد بھی کرتے ہیں ختم نبوت کی تنظیمیں ہیں اور مدرسۃ کبھی بہترین سسٹم ہے سپاہ صحابہ صحابہ کا دفاع بھی کرتے ہیں یہ دین کے سارے شعبے ہیں تبلیغ بھی دین کا ایک بہترین اور اہم شعبہ ہے بلکہ یہ کہنا بجا ہوگا کہ تبلیغ تمام شعبوں کی ماں ہیں
اور تبلیغی جماعت والے نا دان مسلمانوں کا عقیدہ بھی تباہ و برباد کرتے ہیں ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ قبر میں نبیؐ کے زندہ ہونے کے باطل دلائل ، فضائل اعمال میں فضائل صدقات کے حوالے سے دو فوت شدہ سخیوں کے قصے معروف ہیں ایک سخی صاحب نے زائرین کی ضیافت کے لئے قبر سے باہر نکل کر اونٹ ذبح کیا تھا اور دوسرے نے اپنی قبر پر حاضر ہونے والے مصر کے صاحب خیر کی استدعا پر اپنے اہل خانہ سے پانچ سو اشرفیاں دلوائی تھیں۔ اب یہ دیکھئے کہ نبی ؐ کو قبرمیں زندہ ثابت کرنے کے لئے زکریا کاندھلوی کیسے باطل دلائل پیش کررہے ہیں۔ تبلیغی بھائیوں کی توجہ پھر اس طرف مبذول کرانا ہے کہ ’’شیخ الحدیث صاحب‘‘ نے اپنے موقف کی تائید میں نہ تو قرآن کی کوئی آیت پیش کی ہے اور نہ ہی کسی صحیح حدیث کا حوالہ دیا ہے۔
Eeman ke 70 se bhi zyada shobe hain aur ulama e deoband sabhi shobon mein kam kar rahe hain. Maslan Politics, social welfare, ghairon mein tableegh, tasawwuf (ahsan, hadees e zibreel ka last part), amar bil marrof nahin ani munkar. Tableeghi jamat bhi uski ek shakh hai. Ahle hadees aur jamate Islami Tasawwuf ko nahin mante kyonki ulloo bhi suraj ko nahin manta beshak bechare ko din mein dikhai nahin deta. Roohon se bat karna Imam Ghazal ra, peer zulfiqar se aur Shah Wali Ullah muhaddis dehlvi ra se poochho . Tasawwuf aisa naghma hai jo har saz par gaya nahin jata .25 sal pahle meine hazrat Ali Mian Nadvi ra ki Tareekhe Dawat aur Azeemt padhi thi usmein wahdate wazood ko kaifiyat bataya tha aur mujhko iski wajahat talash thi.Mein peshe se Doctor hun mere pas ek ladka laya gaya jo 20 sal ka, 6ft qad wazan 100 kg. Ghar se bahar nahin jata tha ghar par exercise karta tha , no tv, no radio, no films, no cell phone aur , panch waqta namazi . Ramzano mein 20 tarawi ke bad rat bhar namaz wali darood shareef padhta tha. Ek din aisa hua ki usko madeene ki taraf deewaron ke par deekhna shru ho gaya aur uske ghar walon ko jinnaton ki sharat nazar aane lagi.Mein ne uska ilaz kar diya.Usko kahin le jakar TV dikha diya.Aur ab usko deewar ke par nahin deekhta. kuchh Mere milne walon ne mujh par etraz kiya mein ne kaha ki ye haqeeqat ki jhalak hai aur shaitan isko Analhaq aur Ahambramsmi ka sabaq sikha dega. Qabron ki pooja ,1 fut ki topi, gane bajane , taweejgandon ka nam tasawwur nahin . Lillahiyyat ka nam tassawuf hai jo Ahle Dil ke pass hua karta hai .Uske baad mein apne ek ladke ko 14 sal tak deeniyat ki taleem dilaee aur usko Ifta karaya.Iske baad mein 50 din tak jamat mein chala gaya aur wahin par apni Paint Shirt chhor aaya.Jamate islami, ahle hadees ko information ke liye padhta hun magar ulma e deoband ke kitabon ko authentic manta hun. Apne yahan ki masjid mein Quran ki tafseer shru karwayee jismein sabhi tableegh wale bhi baithte hain. Jo musalman tableegh mein lag kar apne ko student samjhega wo tarrakki karega aur jo apne ko Teacher samjhega aur ilm aur nahin anil munkar ka khyal nahin rakhega wo jahil sheikhul hadees aur jahil peer e tareeqat ban jayega kyonki jamat mein hikmatan deen ka limited syllabus hai aur ilm ka area bahut wasee hai. Sitaron se aage jahan aur bhi hain.
Kaafi acha aur structured view samne rkha Dr Israr Ahmad sb ne. thodi bhot reforms ki hn zroort h Tabligh ko,jse thodi shariah ki baate smjhaye but theek h agr aap unka nizam dekho to ye mumkin nahi h. Aalimo ki jo jamat bnti h usme shariah ki baate bi wo krte h. baki main problem logo ko unse hota h ki wo politics me mubtala nhi hote h jbki unka politics se kat ke rehna hi unki aj is kabyabi ki wajah h. wrna kbka bann krdie jaate wo.
M gli m betha huwa hota tha aksr tableeg Waly aty thy dawat dyne bx Allah pak ne dil badal diya mera nmz prhta hn topi hr wqt phn kr rkhta hn darhi rkhli puri zindagi Chang hogai 3 din k liye ijtima m ly gya tha ek doxt WO din mere aixe lgy zindagi deen k mutabik hogai...
Mare rab ki kasm bhoot gunavo mai duba hua tha tableegh mai jab say laga zindagi kuch oor he bani hai , mare rab ki kasam ek he mission muj dikha ki Mohammad (saw)ki puri umat jahnam say bach kar Jannat mai jane wali kaise bane.
Tabligh Jamat originated and initiated in my great country India, it was a need of the hour of the time when Muslim were losing there identities as who they were and going back to follow Hindu way of life, there we also efforts by some Hindu activists in this matter. Countering this was very important, and it was not possible to bring in all Muslim in a Madarsa to teach. So a moving Madarsa were formed with minimum teaching syllabus, with basic things, and not teaching of Islam in whole, it was only to put Muslim back on the way of Islam
main jo aaj thoda bahot deen ke khareeb hu uski wajah sirf dawat o tableegh hai jisske zariye se Allah ne mujhe hidayat di, warna usse pehle to mujhe wazu bhi karna nahi aata tha..
Mere shoher sharabi the lekin tablighi jamaat walo ki wajah se ek achche insaan bangai hai
Mai tablighi jamaat walo ki shukrguzar hu
Mashallah aetraaz krne wale hasdeen jalte 🔥🔥🔥rhe ge
Deen Ka kaam insha'Allah Bharat rhe GA
@@MurtazaKhan78692 Matlab?
@@MurtazaKhan78692 a Allah jamat dkhkr jannat me dalega kya
Masha allah
Bahen ye kaam Nabiyo wala kaam hai, aur nabiyo wale kaam karne se Tabdeeli zaroor Aati hai
Mai bhi jamat mai jaraha ho mai kabhi namaz nhi padhta tha mujhe quran ki koi aayat yaad nhi thi but aaj ki tarik mai allah ka sukar hai dawat ne zindgai badal di
Yeh baat israr bhai ko Kaun samjhaye??
@@MultiRambo008 chub ja bhaiya Yhi sb khuch nhi hai ki namaz.Aur Quran bhai Aap please saare unke bayaan sune
Tableag jamat is best in my eye view which changes the way of my life
Allah hum ko hidayat de apne fazal se
ہندوستان میں خاص کر پنجاب صوبے میں لوگ مرد ہو چکے تھے ماشاء اللہ بہت فائدہ ہو رہا ہے تبلیغی جماعت سے
I have been to tabligh jamaat congregation for 3 days, I really liked the people there, the way they behave and they are not judgemental about you not being knowledgeable, even if you don't know much about religion , they will teach you with love about religion.
Correct
Absolutely right
I follow tableegi jamaat I love Salah I love prophet Muhammad( S.A.W) There is oly one Almighty Allah(S.w.t)
Beshk
Vai tablig jamat k bare me koi ayat formaya koi hadis hai rasul ne kabhi kiya tablig kahi nehi hai a hadis aur ayat bhi..
@@sikandarss9562 rasool s.a ki to sari zindagi dawat wa tableeg mai guzri thi aur aap pochte ho k aap s.a.w.s ne kabi tablig ki thi ???
@@sikandarss9562 1a
@@maimunabi3057 beshak Sahi Kaha bhai
Tabligh is the biggest welfare for humankind ....Millions of people 's life have been changed through tableegh❤❤❤❤
Welfare Kaise ??
@@RR-oo2wf u come in to village there is
.
Great bhai blkol aisa hi hain❤
Logo ki zindagi badali ki hai lekin une pura din nhi sekaya hai
Or dusri hai BAAT
Ap btae ka kab se ye jmat kam kr rhe hai?
Lekin abhi tk koi inklab khelafat nhi laye.
@@firozkuwari9678 inka maqsad to sirf buraiyon gunaho se rokna or naiki ki taraf bulana he)
Fazaile amal never derived us away from quran, but it developd d love to know quran more, when i 1st attended jamat love of quran entered my heart trough the benifits mentioned in Fazaile amal, i already read 3 tafsirs of the quran Alhmdulilah, Ibne kasir, mariful quran, Bayan ul quran,
کیا آپ نے معارف القرآن میں '' ایاک نستعیں '' کی تفسیر پڑھی ہے ؟ اس میں اللہ تعالی سے دعا میں مردوں سے وسیلہ کا چواز ہے ؟
اور سورہ احزاب کی تفسیر میں ہے کہ '' ازدواج مطھرات '' نے اس لۓ نکاح ثانی نہیں کیا ، چونکہ رسول اکرم فوت نہیں ہوۓ اور وہ بیوہ نہیں ہوئ ٹھیں
True
I completely agree with you.
And also muntaqib e ahadees
Meri angrezo wali zindagi tableeghi jamaat ne badli hai na ki uss sawaal karne wale ki jamaat ne badli hai ... Alhumdulillah tableeghi jamaat ❤️❤️
Meri bhi
Zindagi ko badalne wala Allah hai
@@uzaifkhan355 aur zariya Allah ne mere liye Tableegi jamaat banaya hai
@you don't know me kuch nai tha bhai namaz bhi nahi padtha tha masjid mei jaata tha aur peeche ke darwaze se bhaagjata tha taharat se bhi nahi rehta tha ek dost le gaya jamaat mei aur alhumdulillah 7-8 saal se paanch waqt namazi hoon beech mei ahle hadees bhi le gaye mujhe magar unhone kuch sikhaya nahi bus yeh kafir hai woh kafir hai yehi batate rahe
Masha allah
I Love Tableeghi Jamat
Meri Zindagi Me Bhi Deen Tableegh Ki Wajah Se Aya Hai
In Tableegh, in the very first 3 days (Sehrooza), a man who has not learnt Quran in 60 years of his life, learn 10 last surah by heart in just 3 days
Allah tablighi kam ko khoob tarkki ata farmay ameen summa ameen
Ameen
یعنی آپ چاھتے ہیں ، مسلمان فضا ئل اعمال '' کو ہی صحیفہ مقدس بنا لیں
Ameen
@@nazeerpasha2075 کون یہ کہ رہا ہے ۔۔۔۔عقل سے کام لو ۔۔۔اس کتاب میں احادیث موجود ہیں
@@tanveermlak3612 ۔۔۔ عقل ہے ۔ اس لۓ یہ کہ رہا ہوں ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔اس کتاب ميں احادیث سے زیادہ عقیدہ کو تباہ و برباد کرنے والی سینکڑوں روایتیں ہیں
Davato Tabligh is gift From Allah...
I YAHYA balwa from Mumbai
you YAHYA Patel mins Basu
.
Beshak janab
dawat e islaam bazariya quraan❤
I am from Mewat
Where from it all starts
Allah tableegi zamat ko
Hifzo amaan mein rakhe
Dr sahab ap apni jga drust hoon gy jo kami kotiyaan baqi hain Allah Pak dor kre, baqi humein apni Tableeg Jamaat pr fakhar hai! ❤️
My life is changed due to tableegi jamat...unke zriye muje Allah ne hidayat di♥️
کیا اپ نے اپنے عقیدہ کی اصلاح کرلی ؟
Inhone ap ni aamal ki islah ki aaqide ki nhi
@@Hafiz_arshad_official achaa bhai aqide ki islah tum kardo btao aqida kesa hona chahiye khushi hogi islah kr doge to
@@MoinKhan-gv9uw islah karne ke liye join kijiye dawateislami ko
@@Hafiz_arshad_official mere sare dost sunni hai or mujhe pata hai bhai
I changed my ways towards Allah due to tableegi jamat
How please share ?
me too
It is due to allah dear...!
@@FarroKing brother , please give some time to tableeg ,you will see understand the figures, Insha Allah.. surely
@@uroojahmad8703 ۔۔۔ مگر تبلیغی جماعت والے عقائد تباہ کرتے ہیں اور شرک کی دعوت دیتے ہیں ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ کیا رسول اکرمؐ عالم الغیب اور مشکل کشا ہیں؟
زکریاکاندھلوی دیوبندی اپنی کتاب فضائل حج میں لکھتے ہیں :
حکایت نمبر ۲۲ میں ہے کہ ایک صاحب نے بھوک سے تنگ آکرعشاء کے وقت قبر اطہر پر حاضر ہوکر عرض کیا یا رسول اللہ! بھوک۔ چنانچہ آگے ان کے کھانے کا انتظام ہونے کا ذکر لکھا ہے۔ صفحہ۱۳۳
تبصرہ : ظاہر ہے کہ یہ حضرات جنہوں نے پانچ پانچ دن یا اس سے بھی زیادہ کئی دن تک بھوک کی سختی اٹھائی۔ اللہ تعالیٰ سے تو مانگتے ہی ہی رہے ہوں گے مگر مشکل تبھی حل ہوئی جب رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے عرض کیا۔ آنحضرت صلی اللہ علیہ وسلم نے فوت ہونے کے باوجود ہزاروں من مٹی اور کئی دیواروں کے پیچھے سے فریاد سن کر ان کی بھوک دور کرنے کا انتظام فرمایا۔ اب کون عقیدت مند ہے جو حضرت شیخ الحدیث کی تحریر پڑھے اور پھر مدینہ میں بھوکا ہونے کی صورت میں رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے فریاد نہ کرے۔ حکایت ۲۴، ۱۳۳ میں ہے کہ ایک بھوک کے ستائے ہوئے شخص کی درخواست پر آپ ؐ نے ان کے ہاتھ میں چند درہم رکھ دیئے ہاتھ کھولا تواس میں درہم رکھے ہوئے تھے۔ مفصل واقعہ کتاب میں دیکھیں۔
Meri zindagi bhi dawat tablib ki waza se tabdil hui hai۔۔۔
Meri bhi
Meri भी
masha allah
Ameen beshk bhut ucha kaam hae
Meri bhi
tableegh has changed my life it led me towards a peaceful life
now Alhamdulellah
No doubt Tabeelghi Jamat is great Jamat on Earth..
Kitnay Nojawano ki life change ho hui ha Tableeghi Jamat k through.
♥️♥️🤲🤲🤲♥️♥️
Respect and love for Dr. Sahab... May Allah grant you highest place in jannat
اللہ تعالی ہم سب کو خیر کی توفیق عطا فرمائے
Tableegh ki wajah se hi duniya main Islam phaela ha. Ye jamaet ummet ki fikr kerti ha aur falah kelye bulati ha. Aaj ke daur main ye sabse accha amal ha.
محبت تبلیغ کا پہلا اصول ❤ جو ہوتا ہے اللہ سے ہوتا ہے اللہ کے غیر سے کچھ نہیں ہوتا
جناب ۔۔ یہ قصہ بھی تو آپ کے صحیفہ مقدس میں ہے کہ کسی نے رسول اکرم کی قبر پر جا کر بھوک کی شکایت کی ، اور اس کو روٹی مل گئ
ماشاءاللہ ماشاءاللہ ۔سبحان اللہ ۔۔اللہ تعالیٰ ڈاکٹر اسرار احمد صاحب کو جنتلفردوس عطا فرمائے آمین ۔۔
Allah hu Akbar ! Subhan Allah !
Very honestly , Allah know everything, Allah is a witness only...
it was through Tableegh Jamaat , Allah give me hidayat ..when i was of age of 16 years (2007) i went in 40 days Chilla along with the students of Jamia Millia Islamia , New Delhi .
It was a tremendous experience of pleasure and joy , I came to day by say close to our Deen
Bhai jaan hum bhi bigrey hue thy Allah ka shukar hai Allah ne aese rastey pe qubool kiya hamare naseeb main dawat o tableegh aayi aur masha'Allah tab se lagey hue is kaam main aur sari zindagi lagey rahenge ❤️
This man was visionary . He's one of the best scholar of 20th century.
No doubt about that
ALLAH ka Karam hai ,k ALLAH ney Mughey dr israr r.a k zariyeh deeney Islam ko samajhney ki tofeeq di ,aur Islam ki asaal rooh ko samajhney ki saa'datt ki , ALLAH tera shukarr
Mai Tableeghi Jamat Se Bachpan Se Juda Hoon Mere Walid Ki Wajah Se.. Mai Shukar Guzar Hoon Mere Walid Ka Aur Jamat Walon Ka...Maine Zindagi Me Deen Bohath Seekha Jamat Me Jane Se.. Wahi Mere Dosto Ko Zyada Kuch Maloom Hi Nahi Hai Deen Ke Baare Me Namaz Kaise Sahi Padtey Hai Wazu Toothne Ke Kitne Cheez Hai etc etc... Alhumdulillah Taqwa Allah(Swt) Ka Bhi Bohath Aya Hai.. alhumdulillah
أپ سے مودبانا گذارش ہے کہ اعتراض کرنے والے صرف ۱ دن کسی بھی تبلیغی جماعت میں وقت لگایں۔أپ کے کے اعتراضات کا حل مل جایگا۔
تبلیغی جماعت کی تاسس کا مقصد ۔
اشرف علی تھانوی کی تعلیمات کو عام کرنا تھا ۔۔۔۔۔۔۔۔۔ نہ کہ ۔۔۔۔۔۔۔۔ اسلام کو ۔
مولانا الیاس کاند ھلوی متوفی 1944 عیسوی نےتبلیغی جماعت اشرف علی تھانوی متوفی 1943 عیسوی کی تعلیمات کو عام کرنے کے لۓ شروع کی تھی۔
الیاس کاندھلوی بانی ٔ تبلیغی جماعت کی اشرف علی تھانوی سے بے حدعقیدت تھی اور جو قلبی تعلق تھا اسی کا نتیجہ تھا کہ وہ ان کی تعلیم کو عام کرنا چاہتے تھے۔ ایک بار فرمایا …
حضرت مولانا تھانوی (رحمۃ اللہ علیہ) نے بہت بڑا کام کیا ہے، بس میرا دل یہ چاہتا ہے کہ تعلیم تو ان کی ہو اور طریقۂ تبلیغ میرا ہو کہ اس طرح ان کی تعلیم عام ہوجائے گی۔ ( ملفوظات حضرت مولانا محمد الیاسؒ، ص ۵۸)
Bilkul sahi kaha aj logo ko Jo tableeghi jamat faida ho raha hy WO koi nahi dekhta sab ko burai dekhni hy
Bare bare mukhalfeen e tableegh aj dawat ka kaam kar rahe hain Alhamdulillah
@@sohaibtariq4865 علی میرزا انجینیر ، ابو زید ضمیر ، شیخ عاقل (نور ٹی وی والے ) فیض سید اور ان جیسے کئ لوگوں نے تبلیغی جماعت مین ، کئ سال رہ کر اس کی حقیقت سے واقف ہوگۓ اور راہ ھدایت پر آگۓ ۔۔۔۔۔۔ اسی طرح ڈاکٹر اسرار احمد بھی چند سال لگا کر علا حیدہ ہو گۓ
@@nazeerpasha2075 bhai baat ye hy ke kuch achi cheezen insaan ke dimagh ko samagh nahi aati jaise main or aap chemistry main PhD nahi kar sakte
mere pados mein 1saal wakat lagane ke baad padosi ko phawda maar ke jail gaya to woh kaya badal gaya akhlaq wala hogaya 10bar woh jamat mein jakar aa gaya
🇮🇳tableeghe jamat zenda bad
Zinda baad ka alfaz estemaal na kare
Baba wanga
Tableeg zindabaad
Plz don't never and ever say tableeghejamat zindabad.always say islam zindabad.as a muslim we should say any one
particular jamaat we are all one .just say islam zindabad.
Plz don't never and ever say tableeghejamat zindabad.always say islam zindabad.as a muslim we should say any one
particular jamaat we are all one .just say islam zindabad.
Tableegh Zinda Abad.... We love you....
Bhai khali 3 din niklo har sawal ka jawab miley ga inshallah.. Tablighi lover 😘
Besak
Bahut sahi baat Kahi aap bhai
Har Sawal Ka Jawab Koi Nahi De Sakta
مجھے تبلیغی جماعت کے بھائیوں کے ہاتھوں اسلام قبول کرنے کا شرف حاصل اور آج میں۔ایک گنہگار سا عاجز سا مسلمان ہوں اللہ کریم۔اور تبلیغی بھائیوں کا شکر گزار ہوں
Ya Allah dr.israr ahmed rahmatullah alyhi ke qabr ku noor se bharde aur unke liye jannatul firdous me a'la maqam atha farma. Aameen
Ameen
Ameen
Aneen
Me ek no. Ka kharab aadmi tha mene quran pak ko bhi nahi sikha tha jume ke din bhi masjid me nahi jata tha lekin aaj ALLAH ka shukr he aur tablig walo ko ALLAH behtarin badal ata farmaye, inshaallah hum islam ke liye apni jaan bhi qurban kar denge, par ALLAH se aafiyat aur aasani mangta hu mere liye aur puri ummate mohmmadi S.A.W ke liye.
Me bhi tablig jammat ka followers Hu.
Agar aap ' fazaile Amal ' kitab
Padhi hei , Tu usme section
Fazaile Quran ' bhi padh Lete
Baki jammat ki
Jo Kami hai ,use ' Allah' apne fazal se dur kare
MashsAllah
JazakAllah Bhai
@@gameraliii7757
Jazakallah
Good reply bro about
Fazail Amal
فصا ئل اعمال میں '' فضا ئل جہاد '' پر کوئ باب نہیں ہے ۔ کیا یہ شجر ممنوعہ ہے؟
Kya bat kahi hai bro.. JazakAllah.
Alhamdulillah meri Zindagi Tableeghi Jamaat ki wajah se badli hain ese kitne lOg hmne dekhen jinki zindagiyan bhe Tableeghi Jamaat ki Mehnat kOshish se badli hain ALLAH TALA en lOgo kOo behTreen Jazaye kher den Ameen Suma Ameen 🤲🏻
As per israr sab, bottom line is Tablighi jamaat is doing basic good work to invite Muslims on to walk on the Right path in towards sirat e mustakeem.
I love Tablighi jamaat I love Dr. Israr Ahmad RA
Beshak Dr sab bahot behtareen Andaaz mein samjhaya aapne tableeghi jamat Zinda baad Allah Dr israr Ahmed Sahab ko jannatul Firdous me jagah de ameen
Log jo buri Nazar se dekhte hai Tablig jamat Ko kbhi Acchi Nazar se bhi dekho Tablig ki Acchaye pata lagy gi Insha Allah
Allah Dr. Israr r.h
Ko ' jannatul firdosh' me ala
Makam ata farmaye.
Ameen!
Aameen
Ameen
Aameen
Aameen
MashaAllah Tablighi jamaat ne BHT kaam kiya ha Allah pak urooj naseeb karre
Main Tablighi Jamat mai bhi jata hon or Dr israr Ahmed sahab k bayan bhi sunta hon Tablighi wale hadis sunnat samjhate hai or israr Ahmed sahab fazail e quran jo k dono zarori hai
G sahi hai
Fazail-e- quraan already maujood hai fazail -e- Aamal mein tableghi jamat walo ka din alhamdullilah kameel hai.allah tablighi jamat walo k kaam mein barkat de. Aameen
@@aishaibadullah1158 I agree with you mera matlab Tablighi Jamat or Israr Ahmed sahab dono se judta hon mai
I like tablig jamat. Mai bhi tablig ma Sikha hu kuch surah
Tablighi jamaat koi firqa nahi... Ek Emaani tehreeq hai..
Aur woh kehte hain k fazayel ka ilm Hamse len aur masail ka ilm Ulmaye Deen se...
Aur ye tehreeq Ahle sunnat Wal jamat ka hi hissa hai shubaa hai jise har insan ne karna chahiye...agar che bahut si khamiyan bhi hain waise ham insan hai galtiyan galat fehmiyan hamse hi hoti hai ...
Gagair jane kisi ko bura na kaheen...yehi behtr hai..
Aur wo har hafte shaher k Markaz ki shab guzari me Isha ki namaz k bad Quraan ki tafseer bhi karwate hain kisi Aalim k zariye...aur hayatussahaba bbi padhi jati hain...
Umair galte nahe ha
Right
Masha Allah bhot Sahi bole mere bhai
Lekin Ab Aesa nhi he
Tableeqi Jammat Ka Aqeeda Islam Ka Aqeeda Nahi Hai Ya Ek Biddat Hai Joh Sirf 70 Saal Pehla Shuro Howee...
تبلیغ کی وجہ سے کتنے بچے عالم اور حافظ بن گئے۔اور کتنے بڑے جوان اور بوڑوں کے چہروں پر رونق آگیا۔
Bahut perfect answer diaa. Allah pak maghfirat farmay
Dr. Sahab. Sarey aamal e saleh to aap gina hi diye hain jo tableegh waley kartey hain! Mashallah, allah aap ki qabr ko noor se bharey
Hame fakhar hai tabligh jamat par Allah is kaam mai Barkat ataa farmaye ..
Dr. Israr perfact knowledge ble person hein. Mashallah baht accha answe dya.. me kuch Arz karna chahta hoon. Tableegh ke kaam jo asal maqsad hai wo ye hai. Apni zindagi ko Nabi saww ki sunnat tariqe se guzarna hai. Yeh tabligi jamaat ek islamic institute hai. Jahn humko zindagi Guzarne ka tariqa sikhaya jata hai. Halanki iss jamaat me kuch hi log ese bhi shamil ho jate hein . Jo zbardsti krte hein jamaat me jane k lye. Jabki Islam Deen ka kaam k lye zabrdsti krna mnaa kya gya hai.
I love tablegi jamat ..
Allha tablegi jamat ko dunya ki har jagah pohchye
Tablegi jehmat Zandabad, Dr Israr Sahib zandabad
Tableegh jameet zindabad ❣❣❣❣☝️
I Love TABLEEGI JAMATH it's a Right way
Tablighi jammat se behtar Jammat koi nhi puri duniya mein
Sahi hai bhai
Mai jahil tha jamat ki Barkat se Allah ke karam mera Islam se taruf karane wali jamaat hai ❤️
Mashallah nice comments of Dr Israr for Tablige Jammat ❤
Allah paak tableeghi jamaat walo ko or himmat ata farmaye ameen
bohot behtreen kaam kar rahe hai allhumdulilah
Dr sahb ka level he alag hai explain karne ka 😍👌
Beshak
Bhai maine 3 dino ke liye gaya...
Ab baar baar jane ko dil kr rha allah se dua kare
Tabligh samajne kelay Allah ke raste me nikalna parta hay
Good answer I support tabligh jamat because whtevr I learned today because of tabligh jamat before that I don’t even know how to pray salah properly everything I learned when i join jamat and I’m thankful to tabligh peoples
Alhamdulillah meri Zindgi Dawat e Tabligh se change hoi hai
Love you tabling jamaat and love you Molana tarik jaml sabb 🥰🥰🥰🥰
Tabligi jamaat zindabad🕋🕋
Allah tablig ko Salamat rakhe Ameen🕋🕋🕋
I love tabligie jammat from iok
دعوت دینا اللہ کے نبیوں کا بنیادی کام ھے۔۔ اب جب کہ کوئی نبی نہیں آئے گا تو دعوت کا کام اس امت کے سپرد ھے۔۔ دعوت دینے سے اپنی اصلاح مقصود ھوتی ھے۔۔ ایک مسلمان کو اگر اپ مسجد نہیں لیکر جاسکتے تو اس کو میدان جہاد میں کیسے لے جائیں گے
ولی اللہ کرتے ہیں زمانے سے جب نبی نہیں
May jitna islam prr aaj hu.......woh pehlay Allah tala kay fazal sy aur fir tableegi jamat ki mehnat sy hu.........😍
Tableegh ignites the Spark. Rest is your Will Power to Understand and Walk the True Path as shown by Prophet SAW.
It is based on Initial period of Nabuwat, 13years, more than half, on Understanding Tauheed & Love of Allah, then remaining 10yrs were of Shariat Laws, which was then easy for the Sahaba to follow.
They introduce you to Allah. You'll have Love Him by your Will Power & Controlling your Nafs.
Once you Understand this Love then following the remaining Tenets of Islam is easy.
Then it's upto you which ever School of thought you follow, follow religiously under guidance of respective Ulema.
May Almighty Allah Guide us to His True Path, the Path of Nabi SAW and His Companions.
I think tablighi jammat me completely deen pesh kiya jata hy, but zyada zor dawat pe hota hy, dosri baat un me har koi alim ni hota is liye sirf targheeb dety han we k deen ki traf logo ka interest to develop ho jeay baki ulma se attachment ho to Sab Teek ho jata hy, aj k door me deni jazby ki zinda karna bohat zrori hy
I love the jamat whichever emphasizes importance of Quran and its meaning, jihad e fe sabelillah then dawat e deen to non muslims...
تبلیغی جماعت کا مقصد صرف و صرف اللہ کی وحدانیت اور رسول اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کی طرف راغب کرنا ہے۔ 24 گھنٹے کی زندگی اللہ و رسول کی اطاعت میں گزارنا اس جماعت کا کام ہے۔
Tableigh zindabad
Is kaam ke zariye Allah ne meri Zindagi badal di zillat se nikal ke izzat aata ki Allah tera lakh lakh shukr
Mashallah
Allah pak Dr.israr Ahmed ki maghferat farmaye.Ameen
Ajtak mujhe namaz ka tariqa bhai pta nahi tha
Allhumdulialla Aj mujhe pure namaza ho thi hai is tablighi jamat ki wajha se ALLAH na is kam me badi barkat ati ki hai
Allah Pk hamain apne deen ki mehnat k lie qabool fermae.... Dawat ka kaam haq or sach h
بات بہت اچھی کی ڈاکٹر صاحب نے کے نبی پاک صلی اللہ علیہ وسلم نے ایک جماعت کو بنایا جو جہاد میں شریک ہوئی ۔۔ اس میں ہی ان کا جواب ہے کے ایک جماعت بن گئی ہے آج کے دور میں بھی اور وہ تبلیغی جماعت ہے جو اللہ کے راستے میں جان بھی لگا رہی ہے مال بھی لگا رہی ہے اور وقت بھی لگا رہی ہے۔۔ جان لگانے کا یہ مطلب تو نہیں کے جہاد میں شہید ہی ہونا ہے مجاہد بن کر بھی انسان واپس آتا ہے ۔۔۔ بہت سے لوگ جن کو کلمہ سہی نہیں آتا تھا وہ اللہ کے سامنے پانچ وقت جھکنے والے بن گئے ۔۔ تبلیغ کے کام سے خیر مل رہی ہے جس کام سے خیر ملے وہی کام سہی ہے۔۔ اور سب سے افضل جہاد اپنے نفس کے ساتھ جہاد ہے جو تبلیغ والے سکہا رہے ہیں جزاکاللہ
ڈاکٹر صاحب اللہ پاک جنت الفردوس میں جگہ عطا فرمائے باقی ماشاء اللہ دیوبندی تبلیغی کرتے ہیں جہاد بھی کرتے ہیں ختم نبوت کی تنظیمیں ہیں اور مدرسۃ کبھی بہترین سسٹم ہے سپاہ صحابہ صحابہ کا دفاع بھی کرتے ہیں یہ دین کے سارے شعبے ہیں تبلیغ بھی دین کا ایک بہترین اور اہم شعبہ ہے بلکہ یہ کہنا بجا ہوگا کہ تبلیغ تمام شعبوں کی ماں ہیں
اور تبلیغی جماعت والے نا دان مسلمانوں کا عقیدہ بھی تباہ و برباد کرتے ہیں ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ قبر میں نبیؐ کے زندہ ہونے کے باطل دلائل ، فضائل اعمال میں
فضائل صدقات کے حوالے سے دو فوت شدہ سخیوں کے قصے معروف ہیں ایک سخی صاحب نے زائرین کی ضیافت کے لئے قبر سے باہر نکل کر اونٹ ذبح کیا تھا اور دوسرے نے اپنی قبر پر حاضر ہونے والے مصر کے صاحب خیر کی استدعا پر اپنے اہل خانہ سے پانچ سو اشرفیاں دلوائی تھیں۔ اب یہ دیکھئے کہ نبی ؐ کو قبرمیں زندہ ثابت کرنے کے لئے زکریا کاندھلوی کیسے باطل دلائل پیش کررہے ہیں۔ تبلیغی بھائیوں کی توجہ پھر اس طرف مبذول کرانا ہے کہ ’’شیخ الحدیث صاحب‘‘ نے اپنے موقف کی تائید میں نہ تو قرآن کی کوئی آیت پیش کی ہے اور نہ ہی کسی صحیح حدیث کا حوالہ دیا ہے۔
Eeman ke 70 se bhi zyada shobe hain aur ulama e deoband sabhi shobon mein kam kar rahe hain. Maslan Politics, social welfare, ghairon mein tableegh, tasawwuf (ahsan, hadees e zibreel ka last part), amar bil marrof nahin ani munkar. Tableeghi jamat bhi uski ek shakh hai. Ahle hadees aur jamate Islami Tasawwuf ko nahin mante kyonki ulloo bhi suraj ko nahin manta beshak bechare ko din mein dikhai nahin deta. Roohon se bat karna Imam Ghazal ra, peer zulfiqar se aur Shah Wali Ullah muhaddis dehlvi ra se poochho . Tasawwuf aisa naghma hai jo har saz par gaya nahin jata .25 sal pahle meine hazrat Ali Mian Nadvi ra ki Tareekhe Dawat aur Azeemt padhi thi usmein wahdate wazood ko kaifiyat bataya tha aur mujhko iski wajahat talash thi.Mein peshe se Doctor hun mere pas ek ladka laya gaya jo 20 sal ka, 6ft qad wazan 100 kg. Ghar se bahar nahin jata tha ghar par exercise karta tha , no tv, no radio, no films, no cell phone aur , panch waqta namazi . Ramzano mein 20 tarawi ke bad rat bhar namaz wali darood shareef padhta tha. Ek din aisa hua ki usko madeene ki taraf deewaron ke par deekhna shru ho gaya aur uske ghar walon ko jinnaton ki sharat nazar aane lagi.Mein ne uska ilaz kar diya.Usko kahin le jakar TV dikha diya.Aur ab usko deewar ke par nahin deekhta. kuchh Mere milne walon ne mujh par etraz kiya mein ne kaha ki ye haqeeqat ki jhalak hai aur shaitan isko Analhaq aur Ahambramsmi ka sabaq sikha dega. Qabron ki pooja ,1 fut ki topi, gane bajane , taweejgandon ka nam tasawwur nahin . Lillahiyyat ka nam tassawuf hai jo Ahle Dil ke pass hua karta hai .Uske baad mein apne ek ladke ko 14 sal tak deeniyat ki taleem dilaee aur usko Ifta karaya.Iske baad mein 50 din tak jamat mein chala gaya aur wahin par apni Paint Shirt chhor aaya.Jamate islami, ahle hadees ko information ke liye padhta hun magar ulma e deoband ke kitabon ko authentic manta hun. Apne yahan ki masjid mein Quran ki tafseer shru karwayee jismein sabhi tableegh wale bhi baithte hain. Jo musalman tableegh mein lag kar apne ko student samjhega wo tarrakki karega aur jo apne ko Teacher samjhega aur ilm aur nahin anil munkar ka khyal nahin rakhega wo jahil sheikhul hadees aur jahil peer e tareeqat ban jayega kyonki jamat mein hikmatan deen ka limited syllabus hai aur ilm ka area bahut wasee hai. Sitaron se aage jahan aur bhi hain.
Shukriya
Kaafi acha aur structured view samne rkha Dr Israr Ahmad sb ne.
thodi bhot reforms ki hn zroort h Tabligh ko,jse thodi shariah ki baate smjhaye but theek h agr aap unka nizam dekho to ye mumkin nahi h.
Aalimo ki jo jamat bnti h usme shariah ki baate bi wo krte h.
baki main problem logo ko unse hota h ki wo politics me mubtala nhi hote h
jbki unka politics se kat ke rehna hi unki aj is kabyabi ki wajah h. wrna kbka bann krdie jaate wo.
Allah ne hamre or puri duniya ki kamiyabi pore deen me rakhi he or ye pora deen sari insaniat k undr Huzor S.A wali mehnat se aega
Tenzeem e islami is best 💪
Sawal he galat hai. Allah talah tablighi jamat ko taraki de.. 😘😘😘
ماشاءالللہ بہت اچھا جواب دیا مولانا صاحب نے
Es daor me tableeg wahid jamait hy J's ki barkt se Allah Deen ko dunya m aam farma rha hy
Bilkul sahi kaha
Love you
Tableegi acha kaam kar rahe hai Allah ka deen phela kar.. Unpe tanqeed karne wale apne gireban me jhaanke k wo khud deen ki kitni khidmat kar rahe hai
Vampire right
@@mohdumarqureshimohdumarqur2438 subscribe our channel for islamic information
یہ ساری باتیں تبلغی جماعت کی اصلاح اور ترقی کے لیے ہیں اللہ پاک تبلیغی جماعت کی محنت کو قبول فرمائے ڈاکٹر اسرار احمد صاحب کی قبر کو نور سے بھر دے
I love tableegi jamaat💞
Tableek lover's ❤😇
Mai bhi tablighi jamat se hu aur dr sahab ne bohat sahi baat ki hai aur tabligh me bhi yahi kaha jata hai. Lekin gulu karne wale har jamat me hote hai
صرف غلو ہی نہیں ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ بلکہ ایسے قصے کہانیاں سنتے سناتے ہیں ۔۔۔۔۔۔۔۔۔ جس سے عقیدہ تباہ و برباد ہوجاتا ہے
@@nazeerpasha2075 jaise example do
M gli m betha huwa hota tha aksr tableeg Waly aty thy dawat dyne bx Allah pak ne dil badal diya mera nmz prhta hn topi hr wqt phn kr rkhta hn darhi rkhli puri zindagi Chang hogai 3 din k liye ijtima m ly gya tha ek doxt WO din mere aixe lgy zindagi deen k mutabik hogai...
إِنَّا لِلّهِ وَإِنَّـا إِلَيْهِ رَاجِعون
اللہ تعالی جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا فرمائے اور لواحقین کو صبر جمیل عطا فرمائے آمین
Mare rab ki kasm bhoot gunavo mai duba hua tha tableegh mai jab say laga zindagi kuch oor he bani hai , mare rab ki kasam ek he mission muj dikha ki Mohammad (saw)ki puri umat jahnam say bach kar Jannat mai jane wali kaise bane.
Tabligh Jamat originated and initiated in my great country India, it was a need of the hour of the time when Muslim were losing there identities as who they were and going back to follow Hindu way of life, there we also efforts by some Hindu activists in this matter.
Countering this was very important, and it was not possible to bring in all Muslim in a Madarsa to teach. So a moving Madarsa were formed with minimum teaching syllabus, with basic things, and not teaching of Islam in whole, it was only to put Muslim back on the way of Islam
Masha Allah dr sahab k jane k bad hmne ek bahut qeemti rahnuma kho diya hai r jbtk ye the hmne iski qadar nhi ki
Allah Hu Akbar
Beautiful explanation ❣️
First time i pray tahajjud namaj in my life when i go for 3days taleegh jamat so they are doing great job everybody need to appriciate them
main jo aaj thoda bahot deen ke khareeb hu uski wajah sirf dawat o tableegh hai jisske zariye se Allah ne mujhe hidayat di, warna usse pehle to mujhe wazu bhi karna nahi aata tha..
Is mehnat ki barkat se kitne loog hafiz or alim banay hn to Quran khod ba khod bhter ho raha